• 10 years ago
Manqibat (Urdu)

Darr Madhe
Syed-ul-Auliya, Qutub-ul-Aqtab-o-Aljanab, Peshwaey Ahl-e-Tauheed-o-Tafreed
Hazrat Makhdoom Ali Hajveri Alhasni Almaroof Data Ganj Bakhsh Lahori Navir Allah
Paidaish (1009 Iswi, 400 Hijri) ---- Wisal (1072 Iswi, 465 Hijri)

Gul Haye Aqeedat Merey Maqbool hoye hain
Jab Ashk-e-Nidamat Darr-e-Data (R.A) pey bahey hain

Jis waqt qadam ranja hoye Syed Hajveer (R.A)
Sehraey tasawwuf mein chaman zaar khiley hain

Darbar-e-Risalat ke hain tabinda sitarey
Haan Rah-e-Hidayat ke yeh pur noor diye hain

Hai Zikr-e-Khuda, Qurb-e-Elahi ka zariya
Har lamha duaon ke liye hath uthey hain

Darbar-e-Muqadas ki hain pur noor fizaeen
Jis samt nazr uthti hai Quraan khuley hain

Kaifi hai ajab Kaif ka manzar mere aagey
Nazrana-e-Ulfat liye ushaq kharey hain

- Manqibat Number # 4
- Page Number # 153 -154
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#------------------------------------#
Address
#------------------------------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#--------------------------------#
Content Maker
#--------------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of
Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Aqwal-e-Kaifi
ii- Kaifyat-e-Kaifi
iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)
iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
v- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#---------------------------------#
Social Media
#---------------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
4-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi

Category

📺
TV

Recommended