Akhrot Ke Fawaid

  • 9 years ago
Akhrot Ke Fawaid In Urdu
Akhrot ki shakal bilkul insani dimagh ki tarah hoti hai, is liye dimagh ko taqwiyat deta hai.
Akhrot khane se calories mein izafa hota hai.
Akhrot ke oil ki malish falij or laqwa mein mufeed hai.
Green akhrot ko piece kar naaf par lap karna pechish ke liye nafe hai.
Akhrot ke per ki chaal danto ka keera door karne or danto ko safed karne mein apna sani nahi rakhti.
Akhrot maqwi bah hai.
Akhrot khane se tashunj door hota hai.
Haftay mein kul 4 se 5 akhrot khane se diabetes type 2 hone ke khatrat ghat kar 1/4 reh jate hein.

Visit http://www.islamiwazaif.com
or
http://www.aurado-wazaif.blogspot.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu Translation, complete Quran Pak With English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.



Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790