Song : Nafrat Ki Duniya Ko Chhodke
Music : Laxmikant-Pyarelal
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Mohammad Rafi
nafrat kee duneeya ko chhodke
pyar kee duneeya me, khush rehna mere yaar
iss jhut kee nagaree se todake naata ja mere pyaar
amar rahe tera pyar, khush rehna mere yaar
jab jaanwar koi insaan ko maare
kehate hain duneeya me wehshee use saare
ek jaanwar kee jaan aaj insaano ne lee hai
chup kyon hai sansaar, khush rehna mere yaar
bas aakhiree sun le yeh mel hai apna
bas khatm abb saathee yeh khel hai apna
abb yaad me teree bit jaayenge ro ro ke
jivan ke din chaar, khush rehna mere yaar

Category
🎵
Music