Chehre Ke Badnuma Daagh Dhabbe Or Chaiyon Ka Ilaj
Sangtare ka juice chehre ki skin ke liye behtareen hai. Chehre ki jild ke badnuma daagh dhabbe door karne ke liye honey, chuqandar ka rus or sangtare ka juice barabar quantity mein mila kar lap karne se chehra saaf hokar nikhar aata hai.
Sangtare ke fresh chilko ke safed reshay saaf kar ke kharal mein pees kar bareek kar lein thora sa arqe gulab mila kar lap bana lien. Is lap ko lagane se chehray mein shining aati ha chiyan door hoti hein. Lap 20 minute chehray par laga rehne dein. Is ke baad neem garam pani se saaf

Category
๐ ๏ธ
Lifestyle