jism ko mota karny aur wazan barhany ka nuskha || Mardana Taqt

  • 8 years ago
jism ko mota karny aur wazan barhany ka nuskha || Mardana Taqt
Jaisy motapa so syaypa hai or log wazan kam karne ke liye lakhon jatan karte hain is tarah hi dubly patly jisam ke log jism ko mota karne or wazan barhane ke tariky talash karte rehty hain.

jism ko mota karne or wazan ko barhane ka nuskha itna mushakil nahi hai ke app is ko bana na sakin is main shamil tamam ajza ap ko kitcen sy he mil jain gay.aur app ko apni diet ki taraf b tawaja dene ho gi ta k app apny kamzor jism ka khraki istamal sy he tawana kar lain.

zail main jo nuskha diya hy woh jism ko mota karny aur wazan barhany ka nuskha key sath sath app k brain aur eye site ko mazboot kary ga aur yrh nuskha app ko acha lagay to jism ko mota karny aur wazan barhany ka nuskha share zaror karin..

For more videos Follow my chennmal
http://www.dailymotion.com/amir-shazad1

Music: http://www.bensound.com

Category

😹
Fun

Recommended