Dil Ki Tehki

  • il y a 8 ans
Singer : Pankaj Udhas
Ghazal : Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Poet : Mir Taqi Mir
Born February 1722 Agra, Oudh State, Mughal India
Died 21 September 1810 (aged 87)
Lucknow, Oudh State, Mughal India

Jab Naam Tera Lee Je Tab Chasm Bhar Aave
Is Zindagi Kane Ko Kahan Se Jigar Aave
Humaare Aage Tera Jab Kis Ne Naam Liya
Dile Sitam Jada Ko Humne Tham Thaam Liya

Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati
Naajuk Hain Israar Bahot
Akshar Hain To Ishq Ke Do Hi
Lekin Hain Vistaar Bahot
Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Hizara Ne Jeehi Maara Humara
Kyaa Kahiye Kya Mushkil Hain
Usse Juda Rehna Hota Hain
Jisse Humein Hain Pyar Bahot
Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Saagaro Mein Ho Aashiq To
Ek Usise Sarmaave
Iss Masti Mein Aankhen Uski
Rehati Hain Hushiyaar Bahot
Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Raat Se Sohrat Iss Basti Mein
Meer Ke Utha Jaane Ki Hain
Jangal Mein Jo Jald Basa Jaa
Shayad Thaa Beemar Bahot
Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Naajuk Hain Israar Bahot
Akshar Hain To Ishq Ke Do Hi
Lekin Hain Vistaar Bahot
Dil Ki Tehki Kahi Nahi Jaati

Category

🎵
Musique

Recommandations