Maiya Teri Jai Jaikaar - Arijit Singh (HD 720p)

  • 8 years ago
Teri god mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya (x2),

Duniya nazrein phere to phere (x2),
Mujhpe teri nazar hai maiya,

Teri god mein sar hai maiyaa
Ab mujh ko kya dar hai maiya.

Maiya teri jai jaikaar (x4).

Tera daras yahan bhi hai
Tera daras wahan bhi hai (x2),

Har dukh se ladne ko maiya
Tera ik jaikara kaafi hai
Kaafi hai.

Maiya teri jai jaikaar (x2),
Dil main laga tera darbar
Maiya teri jai jai-kaar.

Main santaan tu maata
Tu meri jiwan daata (x2),

Jag mein sabse gehra maiya tera aur mera hai naata
Hai naata.

Maiya teri jai jaikaar (x4).

O teri god mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
Dunia nazre phere to phere (x2),
Mujhpe teri nazar hai maiya,

Teri god mein sarr hai maiyar
Ab mujhko kya dar hai maiya
Maiya teri jai jaikar (loop).

__________________________________

Song Credits:
Song : Maiya Teri Jai Jaikaar
Singer: Arijit Singh
Music - Jeet Gannguli
Lyrics - Manoj Muntashir
Music Programmer: Abhijit Vaghani

Recommended