• 6 years ago
Namaskaar Dosto, yeh ek nayi ideo hai, aap sabhi ko batane ke liye ki MicroSD cards mein Samsung ne ek naye standard ka Memory Card launch kiya hai, jo hai UFS 1.0 based hai aapko is MicroSD card mein 530MB/s ki read speeds milengi aur 170MB/s ki write speeds milengi. Aane wale dino mein aapko yahi memory card bahut si jageh pe use hota hua dikhai dega, Samsung ne ek connector bhi design kiya hai jo purane normal MicroSD cards ke saath is card ko bhi accept kar payega, ho sakta hai woh connector aapko Galaxy Note 7 mein dekhne ko mil jaye, Samsung ne yeh UFS 1.0 standard based memory cards 32GB, 64GB, 128GB aur 256GB ki capacities mein launch kiye hai, mujhe umeed hai ki aapko yeh video pasand aayegi. \r
\r
Share, Support, Subscribe!!!\r
Subscribe: \r
Youtube: \r
Twitter: \r
Facebook: \r
Instagram: \r
Google Plus: \r
\r
About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)

Category

📺
TV

Recommended