Tajdar-e-Haram, Full Naat with Lyric!!
Naat Khwan: Ali Nawaz Qadri
Post: Sagar Mixing
D.O.P: Roshan Tabasum
roshantabasum@gmail.com
Kismat mein meri chain se jeena likh de
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
Aye Katib-e-Taqdeer, Madina likh de
Tajdar-e-Haram, ho Nigah-e-Karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan, kya kahega jahan
Aapke dar se khali agar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Kya tumse kahoon aye Arab ke Kunwar
Tum jannat ho mann ki battiyaan
Dar-e-furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na kat ti hai ab ratiyaan
Turi preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh beqabri
Gaahe ba-figan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo hamri battiyaan
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Koi apna nahi gham ke maray hain hum
Aapke dar pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke mar jaayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Khof-e-toofan hai, bijliyoon ka hai dar
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum
Ap hi agarr na lenge hamari khabar
Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Kehna saba huzoor se, kehta hai ek ghulam
Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawal hai
Ya mustafa salle Allah, Ya mustafa salle Allah
Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra, Daama tu hi, daama tu hi
Mann aasiyam, Mann ajizam,Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursan tuhi, pursan tuhi, Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan
Paike Naseem-e-Sub hadam, Aye Charagar Insa-nafas
Aye Muliseh beemar-e-gham, Aye Qasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam, Innil taya ree has saba
Yauman ila-ardil-Haram,Balligh Salami Roza tann
Fi-han Nabi-al-Mohtaram
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Maikashon aao aao Madine chalen
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
Maikashon aao aao Madine chalen
Jashne-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen
Yaad rakho agar , uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Please like share and SUBSCRIBE channel
Naat Khwan: Ali Nawaz Qadri
Post: Sagar Mixing
D.O.P: Roshan Tabasum
roshantabasum@gmail.com
Kismat mein meri chain se jeena likh de
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
Aye Katib-e-Taqdeer, Madina likh de
Tajdar-e-Haram, ho Nigah-e-Karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan, kya kahega jahan
Aapke dar se khali agar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Kya tumse kahoon aye Arab ke Kunwar
Tum jannat ho mann ki battiyaan
Dar-e-furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na kat ti hai ab ratiyaan
Turi preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi yeh beqabri
Gaahe ba-figan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo hamri battiyaan
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Koi apna nahi gham ke maray hain hum
Aapke dar pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke mar jaayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Khof-e-toofan hai, bijliyoon ka hai dar
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum
Ap hi agarr na lenge hamari khabar
Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Kehna saba huzoor se, kehta hai ek ghulam
Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawal hai
Ya mustafa salle Allah, Ya mustafa salle Allah
Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra, Daama tu hi, daama tu hi
Mann aasiyam, Mann ajizam,Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursan tuhi, pursan tuhi, Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan
Paike Naseem-e-Sub hadam, Aye Charagar Insa-nafas
Aye Muliseh beemar-e-gham, Aye Qasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam, Innil taya ree has saba
Yauman ila-ardil-Haram,Balligh Salami Roza tann
Fi-han Nabi-al-Mohtaram
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Maikashon aao aao Madine chalen
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
Maikashon aao aao Madine chalen
Jashne-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen
Yaad rakho agar , uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Please like share and SUBSCRIBE channel
Category
😹
Fun