Use of had better in English | How to use had better | Use of had better in Hindi

  • 4 years ago
Welcome to Altaf for English Learners
Or ajj hum is video main sekhe ge had better jis ke urdu main matlab hote hai
Acha hoga
Behter ho ga
thek rahe ga
Bhalai aisi main hai

wese to hum daily routinr main is tarha ke sentences use nahe karte leken kabhi kabhi use kerte hai Jab hum kesi ko strong advice derahe ho or uske Effects negative ho
jese ke ,
1. behter hoga chup hojao warna main tumhe kamre se bahar nikal do ga
2. Acha hoga yaha se chale jao warna ye log tumhe mare ge
3. Bhalai Asi main hai ke Tum is se baat mat karo ye tumhe wrong advice degi
4. Thek rahe ga, ager tum ye kaam chor do warna police tumhe kabhi bhi gribtar ker sakti hai
5. Uske liye behter hoga ke wo is topic pe mujse baat na kare
6. Sab ki bhalayi asi main hai ke tum shehar chordo

Ab had better ka structure dekhte hai ta ke app had better se sentences bana sake
ye iska structure hai -------
Sub + had better + verb 1st form + object
ab hum sentences baye ge




jese ke
Tumhare liye behter hoga tum uske paise wapis kerdo
you had better return his money

Accha ho ga wo kuch paise urhad lele
They had better borrow some money

Thek rahe ga Annie usse baat kerle
Annie had better talk to him

Bhalayi asi main hai ke hum appna kaam waqt pe khatam kerle
we had better finish our work on time

Ab hum sekhe ge jese ke hum her video man sekhte hai 4 usages of 1 structure
Positive
Negative
Interrogative
Interogative negative
Pehle main app ko Urdu main samjata ho phir English main samjao ga
Jese ke

Tumhare liye Behter ho ga tum Dubai chale jao
Tumhare liye Behter ho ga tum Dubai nahi jao
Kya tumhare liye Behter ho ga tum Dubai chale jao
Kya tumhare liye Behter nahi ho ga tum Dubai chale jao

Ye in ke Structures hai app chahe to Screen shot bhi le sakte hai phir uske ke bad in structures ko follow kerte howe hum sentences baye ge
Sub + had better + verb 1st form + object
Sub + had better + not + verb 1st form + object
Had + sub + better + verb 1st form + object + ?
Hadn't + sub + better + verb 1st form + object + ?

Acha hoga tum usse baat karo
you had better talk to him
behter hoga tum usse baat nahi karo
you had better not talk to him
Thek rahe ga ager tum usse baat karo
Had you better talk to him ?
Behter nahi hoga ke tum usse baat karo
Hadn't you better talk to him ?

Positive
Behter hoga tum yaha se chale jao
You hade better go from here

Negative
Unke liye Acha hoga wo mere ko mujboor na kare
They hade better not Compelling me

Interrogative
Kya Ali ke liye thek rahe ga wo apne boss se baat kare ?
Had Ali better talk to his boss ?

Interrogative Negative
Bhalai aisi main nahi hai ke tum apne papa ke sath kaam karo ?
Hadn't you better work with your Father ?

Positive
Bheter hoga wo Mujse mil le
They had better meet to me

Negative
acha hoga wo yaha ajae
He had better come here

Inter

Recommended