Allah ta'ala ko har chiz ki jankari hai to ghalti ya gunah karne par insano ko saza kyon deta hai

  • 4 years ago
Is video mein Mufti tariq Masood sahab ne bataya hai ki jab Allah ta'ala ko sabki qismat ke bare mein pata hai aur sab janta hai ki kon kya ghalti aur gunah karega to fir Allah ta'ala apne bando ko saza kyon deta hai. is bare mein Mufti sahab ne bade hi behtreen andaz mein samjhaya hai. Allah ta'ala mufti sahab ilm me mazeed barkat ata farmaye ameen.



Email :- masailbayanat5526@gmail.com