Aise bhi muhabbat ki saza daiti he duniya
Mar jayain to jeene ki dua daiti he duniya
Hum konse momin the jo ilzaam na sehte
Pathar ko bhi bhagwan bna daiti he duniya
Ye zakhme muhabbat he dikhana na kisi ko
La kar sar-e-bazaar saja daiti he duniya
Kismat pe karo naaz na itna bhi fakeero
Hathon ki lakeeron ko mita daiti he duniya
Marne k liye kerti he majboor to laikin
Jeene ki tareeke bhi sikha daiti he duniya
Hum ko to bada naaz tha shayar bany lakin
Har bar nigahon se gira daiti he duniya
Kia yad rakhe ga hamy ye zamana nabeel
Zindon ko bhi pal bhar me bhula daiti he duniya

Category
🎵
Music