Director Anil Sharma Reveals That 'Gadar' Was Referred As 'Gutter When It Was Released

  • last year
Director Anil Sharma Reveals That 'Gadar' Was Referred As 'Gutter When It Was Released
Transcript
00:00 What is it about Gaddar 1 that worked in such a big way at that time?
00:04 Us time bhi lagaan aayi thi iske saath.
00:06 And both films had done well.
00:07 Gaddar jo picture thi uska emotion, uski love story, uska message aur uska connectivity
00:15 with the people so much thi.
00:16 Bahut zyada tha.
00:17 Logon ko lagta tha ki wo unki film hai.
00:20 Lekin hua kya?
00:21 Usmein Gaddar hui toh bahut baddi blockbuster.
00:23 Lekin logon ne Gaddar ki kadar nahi ki.
00:25 Kadar nahi ki.
00:26 Chalo theek hai.
00:27 Aisa Mughal-e-Azam ke saath bhi yeh hi hua.
00:28 Uski ki bhi kadar nahi ki, koi award nahi mile.
00:30 Sholay ke saath bhi yeh hi hua.
00:32 Gaddar ke saath bhi yeh hi hua.
00:33 Yeh toh chalo achi baat hai.
00:34 Ab wo jo public ne jo itni kadar ki uswaq, industry ne bola Gaddar-Gutter hai.
00:39 Aise bhi review aaye.
00:40 Really?
00:41 Aayi saath pehle ki baat hai.
00:42 Pehle review mir paas aaya tha Gaddar ka.
00:44 Gaddar ko kaata hua tha, Gutter Ek Prem ka tha.
00:47 Aur uske baad doosra ek review aaya.
00:49 Ek aur badde angrezi akhbaar ka.
00:51 Ki yeh film islaayik nahi ki mai iska review karu.
00:54 Main kaar.
00:55 to the world.

Recommended