• last year
Sarmaya e Aslaf || Ep - 47 || Educational Program

Topic: Imam Yahya bin Saeed Qataan RA | امام یحییٰ بن سعید قطان

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

Speaker | Mufti Ahsen Naveed Niazi

#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:15 Alhamdulillahil Quddusil Wahhab.
00:18 Was salatu was salamu ala Sayyidina Muhammad al Mab'oos bil Hikmati wal Kitab.
00:24 Al Hadi lil Haqqi wal Sawab.
00:26 Liman kana min ulil nuha wal albaab.
00:29 Muazzaz, nazareen o samayeen, aaj ek martaba phir program Salmaya Salaf lekar hum aapki
00:35 khidmat mein haadir hain.
00:36 Aaj hamara mawzu-e-sukhan hai Sayyid ul Huffaz, ameer ul mu'mineen fil hadith, Imam Abu Saeed
00:44 Yahya bin Saeed Qaptan Rahimahullah mutawaffa 198 sana hijriya.
00:50 Nazareen, Imam Yahya bin Saeed Qaptan Rahimahullah ke kya kehne aapko ameer ul mu'mineen fil hadith
00:55 karar diya gaya hai, aapko Sayyid ul Huffaz kaha gaya hai, yaani Huffaz-e-Hadith ke sardaar
01:01 aur hadith ke baab mein tamam musulmano ke ameer.
01:04 Imam Yahya bin Saeed Qaptan Rahimahullah ko bade bade ajilla muhaddiseen ne tribute
01:09 pesh kiya hai, jab hum Qutub-e-Tarajim dekhte hain toh humein ek se ek satayshi kalima aapki
01:14 shaan mein nazar aata hai, ki yeh ulama-e-umad ki taraf se aapko tribute ke taur par pesh
01:18 kiya gaya.
01:19 Toh unmein se chand ko main zikar karta hu, Imam Ahmad bin Hanbal Rahimahullah jo khud
01:23 buland paya muhaddiseen hain, khud faqee hain, mushtahid hain.
01:27 Ajilla ulama mein aapka shumar hota hai, Imam Ahmad bin Hanbal Rahimahullah, Imam Yahya
01:32 bin Saeed Qaptan Rahimahullah ke liye kehte hain, lam yakun fee zamaani Yahya-ul-Qaptan
01:37 mislah, ki Imam Yahya Qaptan ke zamaani mein unki misal koi nahi tha.
01:41 Doosein mauke pe aapne ferma ilaihi-l-muntaha fi-tasabuti bil-basra, ki basra mein tasabut,
01:47 hadith mein tasabut ka muamla, Imam Yahya bin Saeed Qaptan Rahimahullah pe khatm tha,
01:53 yaani wo sabse badkar sikha aur sabt the hadith ke baab mein.
01:57 Doosein mauke pe aapne ferma maa raayina mislah Yahya bin Saeed fee haaz-e-shaan, ki is muamla
02:02 mein humne Yahya bin Saeed ki misal koi nahi dekha.
02:06 Kis muamla mein, yaani hadith ki ma'arifat ke muamla mein, ruwaate hadith ki ma'arifat
02:10 ke muamla mein.
02:11 Huwaqana sahiba haaz-e-shaan, wo is fan ke baday the, is fan ke admi the.
02:15 To aapke sahibzade yeh kehte hain, ki maine apne walid Imam Ahmad bin Hanbal se aage se
02:19 peucha, wala Hoshayn, ki Hoshayn bhi aise nahi hain, Hoshayn bin Bashir ek aur baland paya
02:23 muhaddis hain, choti ke muhaddis hain.
02:25 To unka naam leke peucha, kya wo bhi aise nahi hain.
02:27 To Imam Ahmad bin Hanbal ne jawab mein fermaaya, ki Hoshayn shaikhun, ki Hoshayn bhi shaykh
02:31 hain, lekin maa raayina mislah Yahya bin Saeed.
02:35 Lekin humne Yahya bin Saeed ki misal nahi dekha.
02:37 Se pata chala, ki Imam Yahya bin Saeed Rahimahullah, kitne baland paya muhaddis the.
02:41 Pir Imam Yahya bin Mayeen Rahimahullah, yeh bhi baland paya muhaddis hain, aur doosre
02:45 ek aur muhaddis hain, Imam Abdur Rahman bin Mehdi, yeh bhi baland paya alim, choti ke alim.
02:49 Imam Yahya bin Mayeen kehti hain, mujhse Imam Abdur Rahman bin Mehdi ne yeh fermaya, la
02:53 tara bi aayi naika mislah Yahya al-Qataan.
02:57 Ki tum apni aankhon se Yahya al-Qataan ki misal nahi dekhoge.
03:01 Ek taraf Imam Ahmad bin Hanbal ne kahta, humne nahi dekha.
03:04 Doosi taraf Imam Abdur Rahman bin Mehdi, Imam Yahya bin Mayeen ko keh rahe hain, ki
03:07 tum nahi dekhoge inki misal.
03:09 Yani aapke hadees mein bimisal hone ki ek gawahi Imam Ahmad bin Hanbal ne di.
03:14 Doosri gawahi Imam Abdur Rahman bin Mehdi ne di.
03:16 Aur Imam Yahya bin Mayeen Rahimullah ne bhi usse naql karke barkara rakha, teesri gawahi
03:21 Imam Yahya bin Mayeen ki aagai.
03:22 Yani yeh teen wo hadrat hain jo khud choti ke muhaddis hain, inka apna sikka bazaare ilm-e-hadees
03:28 mein chalta hai.
03:29 Yeh yeh ferma rahe hain ki Imam Yahya al-Qataan ki misal koi nahi.
03:34 Phir Muhammad bin Bashar Bundar, yeh bhi baland paya alim hain, aur Imam Bukhari Rahimullah
03:38 ke ustado mein shumaar hoti hain.
03:40 Koi ne yeh kaha jab hadees beyan kartein Imam Yahya bin Saeed Qataan se toh kaitein haddasana
03:44 Yahya bin Saeed al-Qataan imam-u ahli zamani.
03:47 Ki hamme hadees beyan ki Yahya bin Saeed al-Qataan ne jo ke ahli zamana ke imam hain.
03:52 Yani unka naam zikar kartein aur saath mein yeh in alfaz ka, in alqaab ka idhaafa kartein
03:57 aur kaitein imam-u ahli zamani.
03:59 Wo apne zamane ke imam the.
04:01 Phir Imam Ali bin Madini Rahimullah, wo irshaad firmaatein ma raayitu ahadan aalamah birrijali
04:06 minhu, ke maine rijal ke maamle mein, raabiyaan-e hadees ke maamle mein, hadees transmitters,
04:12 hadees narrators, in ismein, inki maarifat ke maamle mein, maine imam Yahya bin Saeed Qataan
04:17 se badkar kisi ko nahi dekha.
04:19 Doose maqam par firmaa ma raayitu ahadan asbata min Yahya bin Saeed al-Qataan, ke maine imam
04:24 Yahya bin Saeed Qataan se zyada sikara banda nahi dekha.
04:28 Yeh Imam Ali bin Madini keh rahein aur Imam Ali bin Madini Rahimullah wo hasti hain, ke
04:31 maine ke liye imam Bukhari ne yeh kaha tha, ke maine jab kabhi kisi ke saamne gaya hun,
04:36 to mujhe uske saamne kabhi apna aap chhota mehsoos nahi hua, sewa Ali bin Madini ke.
04:40 Ke jab maine ke saamne jaata tha, to mujhe apna aap chhota mehsoos hota tha, mujhe lagta
04:44 tha yeh mujhe se bhi bade aalim hai.
04:46 Imam Ali bin Madini.
04:47 Wo Imam Ali bin Madini, Imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah ke liye keh rahein, ke
04:50 maine inse sikha, badkar sikha nahi dekha, maine inse badkar raabiyaan-e hadees ki maarifat
04:55 wala nahi dekha.
04:56 Aur phire yeh Imam Ali bin Madini Rahimullah, inse Muhammad bin Bundar Jorjani ne ek dafa
05:01 poocha, ke aapne jin ulama ko dekha hai, unmein Islam aur Ahle Islam ke haq meh sabse zyada
05:07 nafaa baksh kaun?
05:08 To Imam Ali bin Madini Rahimullah jaise yeh hasti ne aage se jawab mein yeh firmaaya,
05:12 maa raayitu ahadan anfaa lil-Islami wa ahlihi min Yahya bin Saeed al-Qataan.
05:20 Ke maine Islam aur Ahle Islam ke haq meh Imam Yahya bin Saeed se badkar nafaa baksh banda
05:25 nahi dekha.
05:26 Yani Imam Ali bin Madini ki gawahi bhi aagayi is baad par Imam Yahya bin Saeed al-Qataan
05:30 Rahimullah Islam aur Ahle Islam ke haq meh sabse zyada nafaa baksh the.
05:35 Imam Zahabi Rahimullah ko jab hum dekhti hain, wo ek maqam par aapko kehte hain, Syed ul-Hufaaz
05:40 ki Hufaaz-e-Hadees ke sardaar Imam Yahya bin Saeed al-Qataan.
05:43 Doose maqam pe seyyar ke andar firmaaya, tasqiyat ul-Hufaaz meh firmaaya, seyyaru alaam-e-nubalaam
05:47 meh jaha unhane baat ki to ka, ameer-ul-mu'mineena fil-Hadees.
05:50 Imam Yahya bin Saeed al-Qataan to ameer-ul-mu'mineena fil-Hadees hain.
05:55 Ibn-e-Hibban Rahimullah aur Ibn-e-Manjawai Rahimullah.
05:56 In dono hazrat ko jab dekhti hain, to dono hazrat ne ye baat nakal ki kaana min saadaati
06:02 ahli zamani hi, hifzan wa war'an wa fahman wa fadulan wa deenan wa ilma.
06:07 Ki ye apne zamani ke sardaaron me se ek the hifz-e-Hadees ke muamle meh, taqwa, prehizgari
06:13 ke muamle meh, fazeelat ke muamle meh, ilmi maqam aur martaba ke muamle meh, deen ke muamle
06:19 meh aur ilm ke muamle meh.
06:21 Inn sari cheezon aur sooj booj mein, inn sari cheezon mein ye apne zamani ke sardaaron me
06:25 se ek the.
06:26 Imam Khalili Rahimullah, wo kehte hua imamun bila mudafaak.
06:32 Imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah to bila niza imam hain, inn ke imam hone par
06:37 ittifaak hai.
06:38 Fir imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah ke martaba ki balandi ka andaada isse lagayiye
06:43 ki imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah shagird hain imam shobha ke.
06:48 Imam shobha wo hain ke jinkari imam Ahmed bin Hambal ne kaha tha kaana shobha ummatan
06:53 wahdahu.
06:54 Ki is muamle mein yaani hadees ke muamle mein shobha khud akeli ek ummat hain.
06:59 Yaani apni zaat mein anjuman hain.
07:01 Aur imam shobha ko bhi ameer ul momineen fil hadees ka title diya gaya hai.
07:04 Ye imam shobha Rahimullah, imam Yahya bin Saeed al-Qataan in ke shagird hain.
07:08 Bees baras in ke shagird hi ikhtiyar kiye.
07:10 Ye imam shobha in ke saath kuch muhaddeseen ka ikhtilaf ho gaya kisi ilmi masle par.
07:14 To unhone aage se in ko kaha "ij al-bainana wa bainaka haqama" ki hamare aur apne maa
07:19 bain koi haqam banaiye jo faisla kare hamare ikhtilaf ka.
07:23 To inhone jawab mein firmaaya "qad radheetu bil ahwal" yaani main Yahya bin Saeed al-Qataan
07:27 se razi hun unko haqam banaa letein.
07:29 To wo log bhi maan gaye thair gaye.
07:31 Ab imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah jab aaye unko saari baat bataayi gayi unke
07:35 goshkodar ki gayi.
07:36 Unhone saari baat sunkar unhone faisla kiya imam shobha Rahimullah ke khilaf.
07:41 Un muhaddeseen ke haqme faisla kiya aur imam shobha Rahimullah ke khilaf faisla kiya.
07:46 Jis par imam shobha Rahimullah ne jawab mein aage se firmaaya "main yuteeku naqda kaaya
07:50 ahwal" aur raabi ko shakya raabi kehte hain ya to yeh alfas kahe ya yeh kahe "man lahu
07:55 mislu naqdi kaaya ahwal" ki tumhare jaise naqd ki salaiyat kaun rakhta hai, tumhare
08:00 jaise naqd ki taqat kaun rakhta hai aur yeh kahkar saari taslim kham kar diya, faisla
08:04 maan liya.
08:05 Ab isse yeh dekhiye, ek to yeh pata chala ki imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah
08:10 ka ilmi martaba maqam kitna balan tha, ki aapke ustaad imam shobha jo khud ameer-ul-mu'mineen
08:15 fil-hadith hain, unhone bhi aapko haqam banaya apne ikhtilaf ke andar aur jo deegar muhaddeseen
08:19 the unhone bhi taslim kiya, unhone bhi haqam ke taur par aapko maana, yaani aapko saare
08:23 maante the.
08:24 Doosra isse yeh pata chala ki imam Yahya bin Saeed al-Qataan Rahimullah kitne haq wo
08:28 the, ki unhone haq ke mutaabik faisla kiya, jo baat unhe ilm ki roshini mein, deen ki
08:33 roshini mein sahi lagi, unhone uske mutaabik faisla kar diya, baghar yeh dekhe ki yeh baat
08:40 mere ustaad ki haq mein hai, yeh haq mein nahi hai.
08:43 Yaani wo haq goi ka mudhara unhone kiya, unhone isse qurbat ya adawat, yeh maare ahlullah
08:46 ka jo andaz tha, ki apni qurbat ya adawat ko dekh kar faisla nahi karte the, balke haq
08:50 ke mutaabik faisla karte the, chaye wo faisla unhe ki apne khilafi kyu na ho, unhe ki apne
08:54 rishidaro ke khilafi kyu na ho, unhe ki apne ustaadon ke khilafi kyu na ho, jo baat
08:58 durs baat hai, wo uske mutaabik faisla karte the.
09:01 Pir teesri baat se bhi pada chali, ki Imam Shobha Rahimullah bhi kitne be nafs the, ki
09:05 unhone aage se isse par bahis nahi ki, mazeed keelo kaal nahi kiya, unhone ke faisla ko
09:10 tasreem kar liya, unhe ke tawazo, inke saar, be nafsi ka bhi pada chalta hai, kasra nafs
09:15 ka bhi pada chalta hai, ki yeh kaise azeem log the, ki haq ki khatir kis tarah baat keh
09:19 bhi diya karte the, aur haq ki khatir baat sun bhi liya karte the.
09:22 Allah tawaraq wa ta'ala in hastiyon ke darajat ko baland farmaye.
09:26 Imam Yahya bin Saeed Al Qattan Rahimullah, inka jo naam-e-naami isme garami hai yeh,
09:30 Yahya bin Saeed.
09:31 Yahya inka naam hai, kuniyat inki Abu Saeed hai, inke walid ka naam bhi Saeed.
09:35 Qattan jo inko kaha jaata hai, Qattan jo hai wo nisbat hai, bayul qutn ki taraf.
09:41 Qutn kahte hai roohi ko, cotton ko.
09:43 Cotton besne wala, roohi ka karobar karne wala, usko kaha jaata hai Qattan.
09:47 Ab Imam Yahya bin Saeed Al Qattan ko Qattan kyun kaha jaata tha?
09:50 Is baare mein jo asli masadir hain unke andar to iska koi zikr maujood nahi, lekin baad
09:55 walon ne kya sarai ki hai, kya sarai karte hua, unne do baatein kahi, ek to yeh mumkin
10:00 hai, ho sakta hai yeh ibtidai amr mein, shuru mein, bade muhaddis banne se pehle ho sakta
10:05 hai, yeh roohi ka karobar karte hua, aur us doraan inke naam ka hisa ban gaya hua, Al
10:09 Qattan, jo baad mein chalta raha, jaisa ki ek dafa koi naam ka hisa, koi cheez ban jaati
10:12 hai, phir wo sari umar wo naam ke saath chalti rehti hai.
10:15 Ya to yeh wajah hai, ya phir kahte hain ki inke abu ajdaat ke andar koi roohi ka karobar
10:19 karte hua, to uski nisbaat se phir saare ahle khandaan ko neeche ki jo aal ulaad hai sabko
10:25 Qattan kaha jaata hua, yeh bhi mumkin hai, baaki haqiqat yeh hal Allah tawara ka wa taala
10:28 behtar jaanta hai.
10:29 Tumamiha bin Sayyid Qattan Rahimullah ki wiladat jo hai yeh 120 sana hijriya mein hui, aur misaal
10:34 aapka 198 sana hijriya mein hua, umar mubarak aapki 78 balas, sari umar deen ki khidmat wali,
10:39 ilm ki khidmat wali basra ke andar aapne zindagi gudari hai, travelling bhi aapne kiye, ilm
10:43 ki khatira aapne safar bhi kiye, rehlaat, rehlaat jama hai rehla ki, rehla ki jama do tora aati
10:49 hai, rehlaat bhi aati hai, aur rahalaat bhi aati hai, jaise khidmat ki jama bhi, khidmaat
10:53 bhi aati hai, khadamaat bhi aati hai, to rehlaat kehte hain asfar, ilmi asfar ilmi travelling,
10:58 to aap basra ke to aap the hi sahi basra mein rehte the, aapne Kufa ka safar bhi kiya hai,
11:02 aapne Baghdadeh mawla ka safar bhi kiya hai, aapne Hijaz-e-Muqaddas ka safar bhi kiya hai,
11:06 Sokka-e-Mukarrama bhi gaye hai, Madina-e-Munawara bhi gaye hai, aapne Haj bhi kiya hai, aur aapne
11:13 wahan bhi kayi shuyukh se istifada kiya hai. Aapke ustaadon ki tarah jab aam aaye to aapke
11:15 ustaadon ki andar bhi hamme ek se ek bada naam nazar aata hai, Imam Shobha Rahimullah jinka
11:18 zikra bhi hogaya hai, ki unha bhiis baras aapne unhki shagirdi ikhtiyar kiya hai, aur Imam
11:22 Shobha Rahimullah kiya bho jyada izzat karte the aur kahte the ke main ke barabar kisi ko
11:26 karar nahi deta. Shobha Rahimullah ke baad, Imam Sufian Sauri Rahimullah kiya bho jyada
11:31 izzat karte the, hui mujtahid ki aapke ustaad hai. Peer Imam Sufian bin Uyaina Rahimullah
11:35 bhi aapke ustaad hai, dono ko milaakar Sufian Nain kaha jaata hai. Imam Sufian Sauri aur
11:40 Imam Sufian bin Uyaina, dono ko milaakar kehte hai Sufian Nain. Sufian Nain bhi kehte hai
11:44 aur jab halat-e-rafi mein kehte hai, to kehte hai Sufian Naan. Yeh dono aapke ustaad hai.
11:49 Izzat Imam Malik Rahimullah aapke ustaad hai, izzat Imam Suleman bin Mehran Amash Rahimullah
11:54 aapke ustaad hai. Talamza ki taraf aayen to Imam Ahmad bin Hanbal Rahimullah aapke shagird
11:58 hai, izzat Imam Yahya bin Mayeen aapke shagird hai, Imam Ali bin Madini aapke shagird hai,
12:02 Imam Ishaq bin Rahway aapke shagird hai, Musaddad bin Musarrad aapke shagird hai, aapke bete
12:07 Abu Saleh Muhammad ye aapke shagird hai, aalim faazil hai, issi tarah aapke pote Ahmad ye
12:12 bhi aapke shagird hai, aalim faazil hai, ek doosre pote bhi tha aapke saleh, wo bhi
12:16 hafiz zabiye hadith hai. Ye to baat ho gayi, asadizur talamza ki kitabon ki taraf aayen
12:20 muallafat ki taraf to kitabin aapne jo talif farmayin koi kitab ham tak pohchi nahi mafqud
12:25 hai, sab missing hai. Imam Zabi Rahimullah ne shikr kiya hai ki aapki ye kitab zuafa ke
12:29 baare mein thi, zaif raabiyon ke baare mein thi, lekin wo maine bhi nahi dekhi, yaani
12:32 Imam Zabi ke zamane se pehle se aapki kitabin missing hai, lost hai, mafqud hai. Lekin hafiz
12:37 zabi ne kaha ki Ibn Hazm waghaira aapki kitabon se naqal karte hain, to aapki kitabon ko wajood
12:41 baharal tha, lekin ab lost hai, mafqud hai. Lekin aapke bho sara aqwal aur aapka bho sara
12:47 kalam je hai, wo aapke shagirdon Imam Ali bin Madini, Imam Yahya bin Maeen Rahimullah
12:51 waghaira ki kitabon mein, unke sualaat ke jawabat mein maujood hai. Is tara aapka sara
12:56 zakhirat humare paas maujood nahi, lekin wo aapka kalam hai, wo kalam haam tak jo pohnch
13:01 hai, wo aapke shagirdon ki kitabon ke zariye baharal pohnch hai. Phir Imam Yahya bin Sayyid
13:06 Sultan Rahimullah, jis tara bade ala paaye ke aalim the, isi tara aap bade paaye ke buzurg
13:11 bhi the, taqwa parejgari ke andar bhi aap buzurg the. Taqwa parejgari aapka mashoor hai, aap
13:16 din raat mein milaakar ek Quran-e-Majeed ka khatm kiya karte the. Imam Yahya bin Maeen
13:21 kayte hai, bees baras tak aapka ye maamool raha ki aap ek din raat mein, yani 24 ghanto
13:26 mein, ek Quran-e-Majeed ka khatm karte the, aur jo waqt-e-ikhtitam hota tha, wo magreb
13:31 ke beesh mein, is time aap aakar khatm kar lete the. Shuru karte the, 24 ghanto mein,
13:35 yani ek dafa, ek Quran-e-Majeed ka khatm karte the. Raqeeq-ul-Qalb the, Quran-e-Majeed
13:39 ki tilawa sunke aap pe rikka taari jati the, giriya uzari karte the, boh sare waqiyaat
13:43 wo bhi mankool hai, ki kis tara aap pe rikka taari hoti the. Aapka hafza bhi bada hi
13:47 mazboot tha. Imam Sufyan Sauri Rahimullah jab bas rahe to, Abdur Rahman bin Mehdi kahte
13:51 hai, unhe na mujh se kaa, koi banda lekarao, jisse main hadees ka mudakara karo, unhe
13:54 chok tha, hadees ke mudakara ka takraar ka. To Abdur Rahman bin Mehdi kahte hai, main
13:59 le gaye Imam Yahya bin Shaheed Al-Qattan ko. Jab unhe mudakara kiyo, uske baad jab unhe
14:01 bahar nikle, to Imam Sufyan Sauri ne mujh se kaa, ki main tum se kaha tha, "Khultu
14:05 lak jeetni be insaan, jeetani be shaitaan". Main tum se kaha tha, "Kisi insaan ko le
14:10 karao mere paas, tum to ek jinn ko le aaye". Yani itna zyada aapka mazboot hafza tha,
14:15 aur aapke ilm ki wusad hadees ke baab mein itni thi, ki usko dekh kar Imam Sufyan
14:20 Sauri Rahimullah ashkar uthe, aur unhe aapko jinn se tashbih di, ki yeh to aisa lakta hai
14:25 koi jinn hai, itna mazboot hafza hai, yeh insaan ka nahi ho sakta. Aur itni ilm ki
14:29 wusad hai hadees ke baab mein, to unhe aapko insaan nahi kaha, bhalke jinn se tashbih di
14:33 is maamale par. Phir Imam Yahya bin Shaheed Al-Qattan Rahimullah ka maamala dekhiye,
14:38 Ishaq bin Ibrahim Shaheedi biyaan karte hai, wo kahte hai, "Main dekhta tha, ki Asr ki
14:42 namaz ke baad, Imam Yahya bin Shaheed Al-Qattan Rahimullah masjid mein sutoon ke saath
14:46 taik laga ke baith jate the, aur aapke saamne Imam Ali bin Madini, Imam Ahmad bin Hambal,
14:51 Imam Yahya bin Maeen, aur Imam Shahzaquni, Amar bin Ali, Fallas, waghara, bade bade
14:56 jillah muhaddeseen aapke saamne khade hote the, aur wo aap se hadees ke baare mein sualaat
15:00 pooste rehte the, to aap unhe jawab dete rehte the. Lekin, aap taik laga ke baithe rehte
15:05 the, wo khade rehte the, aap unhe mein se kisi ko bhi yeh nahi kahte the, "Ijlis baitho",
15:09 aur nahi wo rob aur dabdabe aur haibat ki wajah se baith the, wo saare khade rehte the,
15:13 yahan tak ke maghrib ka waqt ho jata tha, azaan hoti the, pir saare uthke namaz ki tyari karte the.
15:17 Yani asr ta maghrib ka maamool ekar se tak yeh raha, ki aap istana taik laga ke baith the,
15:21 wo saare jillah muhaddeseen saamne khade hoke aapke saamne haibat se, aur roh badabdabe se
15:26 khade hoye hoye, aur aap se wo sun rahe hain. Isse yeh pata chala, ki Imam Yahya bin Sayyid
15:30 Al-Qattan Rahimullah dekhe ahwal the, ahwal kerte hain bheenge ko. To aapko yeh jismani
15:34 khami thi aapke andar, lekin aapne uss kamzori pe kaise kaabu paya, ilm ke andar itne bade
15:39 maqam paraaye, deen me itne bade maqam paraaye, ki Allah ne aapko wo auj ataa farmaaya, wo
15:44 rooh jataa farmaaya, ki aap taik laga ke baith the, aur aapke saamne bade bade jillah muhaddeseen
15:48 haibat se, adab se khade hoye, aur aap se suwaalaat pooch rahe hain. To yani isse pata chala,
15:53 ki agar bilfars kisi ke andar koi jismani khami ho, koi special bachcha ho, to hame uski
15:57 tarbiyat pe khaas tawajjo deni chahiye, aur usse samjhana chahiye, ki wo aisa maqam martaba
16:02 hasil kare, ki uski wo kamzori dab jaye, log uske martaba ko maane, log uske ilm ko maane,
16:07 jaisa ki humare buzuroon ke andar yeh maamool tha, ki Muhammad bin Sayyid al-Qattan rahim
16:11 o Allah ko kis tarah log salaam karte the. Doosra yeh bhi ki aap unhe baithne ka isli
16:14 nahi kahte the, ki taake unhe bhi ilm ki azmat pata chale, ki ilm kaise hasil kiya jaate
16:19 aur usko kis tarah tawajjo di jaate hai, aur kis tarah ilm ke liye takleef uthai jaate
16:23 hai, taake unhe is ilm ki qadr ho. To Allah tawaraq wa taala, Muhammad bin Sayyid
16:28 al-Qattan rahim o Allah ke darajat ko baland farmaaye, in buzuroon ke darajat ko baland
16:31 farmaaye. Tasbih aap padhte the kabhi, to chhupa lehte the, kapde ke andar chhupa ke padhte
16:36 the, taake reyaqari na ho. Yeh aapka taqwa aur parehsgari tha tasbih ke wale se.
16:41 Muhammad bin Mayeen kahte hai, ki aapka ek podosi tha, usne aapko bura bhala ek dafa
16:45 kena shuru kiya, ghali guloj karne laga. Hum masjid me baithe the, aap bhi baithe huye
16:49 the. To aapne intikami karwaai karne ki bajaye, aap ulta rohne lagaye aur rohkar aapne
16:54 yeh farmaaye, man ana, ma ana, mai kaun hun, mai kya hun. Yani uski baaton ko sunkar
16:59 ulta aap apna muhasba karne lagaye aur Allah ki huzoor istighfar karne lagaye aur giri
17:04 aur zari karne lagaye. Yeh humare aqabir ke ilm ke saath taqwa ka aalam bhi aisa tha.
17:08 Yani ilm ke bhi pahad the, amal ke bhi pahad the, taqwa parehsgari ke bhi jabal the. Allah
17:13 inke darajat ko aur baland farmaaye aur hume inke fuzo barakaat sehze waafirata farmaaye
17:17 wa aakhiru daawana anil hamdu lillahi rabbil aalameen.
17:20 (Audio not transcribed)

Recommended