Can PPP join hands with Tehreek-e-Insaf in future?

  • last year
Can PPP join hands with Tehreek-e-Insaf in future?
Transcript
00:00 Election Commission on record, that is very clear.
00:12 Election Commission on record, usmein unki security situation thi, jo unki defence ministry
00:20 thi, uski bhi unka.
00:21 Khwaja Asif ke paas thi sir, jo PM LN ke paas against.
00:24 Ministry of Finance bhi PM LN ke paas thi.
00:31 Aap mere thodi se ek aur clarification aap dekh lein.
00:32 Jo jo Ministry of Finance ne ka to what I understand, wo yeh ke 2023, 22-23 ke jo budget tha, usmein
00:40 election ke allocation nahi thi budget.
00:43 Kyunke they were never expecting elections.
00:47 Election expected the June 2023 ke baad.
00:51 Toh jo naya fiscal year tha 2023-24, iski allocation jo ab budget paas hua, usmein hai.
00:58 Toh ek jawaaz unhone paesh kiya, dekhin it was between the two institutions now.
01:05 Ek Ministry of Defence, Ministry of Finance aur Election Commission.
01:08 Toh Election Commission prevail karta na.
01:10 Toh sir phir why, why late hua hai ya nahi hua KP aur agar hum Punjab pe elections, abhi
01:15 tak limbo mein government servant sir.
01:17 Wah, dekhin na agar late hua hai, toh why the Supreme Court slept over it.
01:23 Unhone kyun nahi cognizance liya.
01:25 Is there any order kyunne ne violate kar diya.
01:28 Toh let's not discuss the past.
01:31 Let's move forward now.
01:32 Sir wo past ka masla yeh hai, that is very much irrelevant today.
01:35 Kyunke election jab aage piche kiya gaya, udhi jawaazon ko rakhe saamne, ab wo udhir khade
01:40 ho gaye hain aur ab vifak ke andar aap log ko khadshah ho raha hai.
01:42 Shahid election na ho.
01:43 Yeh abhi 6 mahine pehle ki baat hai.
01:45 Itna past nahi hai.
01:46 Aur usse jod ke hi ab aage ka manzarnama banne hai.
01:49 Isliye that's very much relevant.
01:51 Can I, nahi you can assume or you can speculate.
01:55 Kyun point is this, ki abhi baut saare mamlaat sab jode saa Supreme Court ke paas.
02:00 Abhi bhi baut saare mamlaat unke paas sab jode saa mamlaat.
02:06 Abhi yo, Kaye Tacker government aur unki amendments aur unki powers dena.
02:12 Per ultimately, jo Supreme Court baar bhi gayi hoi, ab to Sindh Council bhi jaa rahi hai.
02:18 To mamlaat sab jode saa.
02:20 Lekin mera point of view yeh hai, ki Pakistan People's Party zimmadar nahi hai,
02:25 ki agar Election Commission ne intikhabat nahi karwaaye.
02:28 Wo agar zimmadar hai, to Election Commission khud zimmadar hai,
02:32 ya wo zimmadar hai, to Supreme Court Pakistan ne zimmadar hai.
02:35 Sir, aapne apna siyasi wazan unn kuoton ki joli mein daal diya,
02:39 jo Election nahi karwana chahate the. People's Party ka bada wazan hai, sir.
02:42 Agar uss waqt wo kehti ki Election hone hai, to Election ke liye at least fight kar sakti thi.
02:46 Aapne nahi kiya, aapne wazan unn kuoton ki goth mein daala,
02:49 jinnone Election nahi karwana to aur nahi huye.
02:52 This can be your point of view, na?
02:55 Lekin jo mara point of view hai, main to aapke saamne rakh raho.
02:58 Ki jee, main to badi seedhi baat kar raho,
03:01 ki Election karana zimmadar hai Election Commission Pakistan ki,
03:04 ya Pakistan People's Party ki thi.
03:06 Who is responsible?
03:08 Ya apne order ko implement karona, kis ki responsibility thi?
03:11 Sir, haqumati tayaat ki zimmadari thi, ki order ko implement kiya jata hai.
03:14 Aap unke baare mein to baate nahi kar rahi,
03:16 na aap Supreme Court ke baare mein baat kar rahi,
03:18 na aap Election Commission ke baare mein baat kar rahi.
03:20 You're targeting only People's Party?
03:22 Nahi sir, main People's Party kis liye baat kar rahi hu,
03:24 ki Maulana sahab aur ye tamam log ki statements,
03:26 aur aaj Bilawal ki press conference ke dateeje mein,
03:28 maap se sawalat puch, it's not targeted, it's sawal.
03:30 Agar aap uske jawab de rahe hain, aap clarification de rahe hain.
03:33 Maulana Fazlur Rehman sahab kehte hain ji, ki vote of no confidence ke baad,
03:37 wo election mein jana chahate the, People's Party ne sab ko qayal kiya,
03:40 aur hum phir is akobat mein aagaya.
03:42 Dekhe khabar ye thi, ki ji, jo maine dekha,
03:47 which is published in the newspaper also,
03:50 Maulana kehte hain ki, ji People's Party de vote of no confidence ka kaha,
03:54 warna election ho jate.
03:56 Guzaarish hai, phir ye record ki durstgi ki liye.
03:59 8 March 2022 ko, hum long march mein the.
04:03 Chairman sahab ke mein saad tha, hum jaloos mein aa rahe the,
04:08 and we were to reach by 8th evening.
04:12 Us din no confidence move karne kaun gaya?
04:15 Maulana sahab gaye.
04:18 Inhone jaake wahan pe resolution submit kiya.
04:24 Toh hum toh, and we owned it. Humne owned kiya usko.
04:29 Ab baat ye hai ke, Maulana sahab abhi kehte hain,
04:33 chaar wazaarate thi unke paas,
04:35 agar wo akobat mein, wo election chahate the, toh kehte na.
04:39 Aur yeh main aapko ek aur aarz kar du,
04:41 ki wo badi thin majority ki saath government thi.
04:45 Only 174 or 176 members the.
04:49 Maulana sahab ke paas 14-15 MLA's the.
04:53 Kehte hai na Maulana ki,
04:55 main withdraw karte hoon apni support,
04:57 toh government dalaam se gire jati.
04:59 Even, even, chaar-paas member the,
05:02 Mangal sahab ke,
05:04 wo kehte hai ji, main toh withdraw karte hoon support,
05:06 toh government jo hai, khatab ho jati na.
05:09 Abhi at a related stage and after thought,
05:12 yeh statements aari hain.
05:14 Hum toh second largest party the us mein,
05:18 lekin government humare kulishe unke saath rahne se chal nahi sakti thi,
05:22 agar baaki digar jamaat saath na hoti.
05:24 Ek jamaat bhi,
05:26 jiske paas chaar-paanch vote the,
05:28 agar wo serious thi ki election hoon,
05:30 toh apni support withdraw karte,
05:33 automatically assembly dissolve ho jati.
05:36 Kyunke majority kisi ko hasal na rahti.
05:38 Toh sir kahin bhi,
05:39 kya JUI ki taraf se yeh tajweez nahi aayi,
05:42 ke vote of no confidence ke baad election me chalaya jaye jaye,
05:45 lekin People's Party ne kaayal kiye,
05:47 ki nahi hakumat banani chahiye hai,
05:49 kya in hindsight aap samajhte yeh faisla durus tha,
05:52 aur doosra yeh kabhi kahi yeh tajweez JUI ki taraf se aayi,
05:56 ke bhai yeh hakumat nahi leni chahiye hai,
05:58 aur election me jana chahiye.
06:00 Mera khal hai,
06:02 kyunke I am not privy to those meetings,
06:04 isliye main aap pe koi comment nahi karunga.
06:06 Lekin main ek simple thi baat aap se arz karna chahata hoon,
06:09 ki chaar wazaarte bhi toh JUI ke paas thi,
06:12 Mulana saab ke farzan jo te badi bottom ministry thi unke paas,
06:16 Haj and Waqaf ki bhi unke paas thi,
06:19 toh baat yeh hai ki agar inki intention thi,
06:22 unhone kaah MQM,
06:24 MQM ke bhi 6 members the,
06:25 withdraw kar lete Mulana aur yeh,
06:27 yeh koi 30 ban jate the,
06:29 yeh 30 bande israar karte elections pe,
06:31 toh Mia, Nawaz, Sharif,
06:33 ya People's Party resist kar sakte the,
06:35 unke paas toh koi option hi nahi thi,
06:37 unke paas number hi nahi the,
06:39 toh government kaise continue hoti,
06:41 toh yeh after thought hai,
06:43 yeh badi belated stage pe yeh mock up liya jaa raha hai.
06:45 Yeh People's Party nahi chahti thi.
06:48 Sir, politically iska kya fayda,
06:50 is statement ka koi na koi political bhi toh angle hota na,
06:53 politically is mokke pe JUI sarbara yeh statement kyu dena chahenge?
06:58 Dekhe, bunyadi baat yeh hai,
07:01 yeh question toh aise banta unse hai,
07:03 poochenge unse bhi,
07:04 iske baad humare paas unki representative honge,
07:06 lekin aapko kya lagta hai?
07:08 Toh phir unse pooche na,
07:09 unse pooche ki aapki kya intention hai now,
07:12 ek baat hum samjhte hai,
07:14 yeh humne day one kaha tha,
07:16 ki jee hum alliance mein zaroor hai,
07:18 election hum apni jamaat,
07:20 apne principle,
07:21 apne ideology pe,
07:22 apne manifesto pe contest karenge.
07:25 Toh yeh toh kahi bhi nahi humne hi kaha,
07:27 ke government jaane ke baad,
07:30 humara itaad rahega.
07:32 Yeh politics day to day affair hai,
07:35 kal koi itaad ki baat karega,
07:37 toh hum examine karenge.
07:39 So far,
07:40 hum ek dusra ka mukabde mein election contest karenge.
07:43 We are contesting parties,
07:44 day to day affair wali baat aapne chik ki sir,
07:46 abhi is waqt jo lag raha hai,
07:48 election ke hawale se People's Party aur Tehreek-e-Insaaf,
07:51 jo bhi bachi kuch hai,
07:52 unke bahut saare election ke hawale se at least agreements hai.
07:55 So kya People's Party, PTI,
07:57 kisi kareeb bhi aasakte hai,
08:00 bustak bill mein?
08:01 Yeh possibility hai?
08:03 Dekhne nahi ji,
08:04 nahi nahi,
08:05 as a new future mujhe toh as such,
08:07 koi aise move nazar nahi aari.
08:10 Obviously,
08:11 aur nahi humaari intention hai.
08:13 Humne categorically pehle bhi kaah ho gaye.
08:15 Lekin,
08:16 politics mein,
08:17 aap dekhne,
08:18 ke if you recall '77,
08:20 humare khilab jo jamaatain thi,
08:22 aur wo jamaatain bhi,
08:24 ki jinnon ne kaah,
08:25 hum Zulfiqar Ali Bhutto shaheed ko
08:27 koala ke pul pe latkaayenge.
08:28 Lekin ek stage wo aayi,
08:30 ke 1981, '82 mein,
08:33 MRD bani.
08:34 Aur wo koote,
08:35 MRD mein thi,
08:36 aur Pakistan People's Party bhi thi.
08:38 Toh politics mein,
08:40 bilkul gufton shaheed hoti hai,
08:43 with an exception,
08:44 ek jamaat wo thi,
08:45 jo iqtadaar mein rahi,
08:46 jiska prime minister raha,
08:48 jo haath milana gawara nahi karta tha,
08:50 wo gufton ko karna nahi chahata tha,
08:52 wo chot daku ki rat lagaya rakta tha,
08:54 toh wo ko political attitude toh nahi tha.
08:56 Politicians toh kabhi bhi,
08:58 negotiations ke darwaza baam nahi karta.
09:00 Lekin at the moment,
09:02 at the moment,
09:03 humaari koi intention nahi hai,
09:05 unke saath milke chalne ki,
09:07 at the moment,
09:08 humara koi raapta nahi hai,
09:09 humaari koi understanding nahi hai,
09:11 main categorically,
09:12 bada clarify kar raho hon,
09:14 Pakistan People's Party,
09:16 apni buniyat pe election ladegi,
09:18 aur hum kisi ka malwa apne sir rehne ko tyaar nahi hai.

Recommended