Tazkiratus Saliheen - Shan e Ghous e Azam - Episode 4 - 20 Oct 2023 - ARY Qtv

  • last year
Tazkiratus Saliheen - Sheikh Abdul Qadir Jilani - Episode 4

Host: Syeda Nida Naseem Kazmi

Guest: Zarmina Nasir, Sadia Adeel

#TazkiratUsSaliheen #SheikhAbdulQadirJilani #ARYQtv

Join ARY Qtv on Whatsapp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 I'll do billahi minashaitan wajim. Bismillahirrahmanirrahim. Alhamdulillah, he hadana lihada wa maa kunna lina ahtadiyya. Lawlana hadana allah. Allahumma salli ala sayyidina wa maulana muhammadin adadama fil millahi. Salatan daimatan bidawami mulkillah. Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:24 Janab tabqai nisma ki janib se tazkiratu swaleheen, yani jamaatu swaleheen ko, un logon ko, ki jo friends of Allah subhanahu wa ta'ala hain, un hastiyon ko, ki jo muttaqeen me shamil hain.
00:42 Un hastiyon, ki agar hum baat karein swaleheen to kaun hain? Taqwa wale. Aur yeh taqwa kahan se aaya? Yeh taqwa, wo dar hai, wo khashiyat hai, wo ma'arfat hai, ki jo Allah tabarak wa ta'ala ki khasata hai.
00:57 Aur yeh aise hi nahi hasil ho jati. Iske peechhe ulum-e-deeniya hain. Iske peechhe janab unki tagodau hai. Iske peechhe wo noor-e-ilahi hai, jo unhe hasil hua hai. Aur wo hasil tab hota hai, ki jab banda Allah tabarak wa ta'ala aur uske habib sayyid-ul-anbiya, imam-ul-anbiya, sayyidina Ahmad-e-mustafa, Muhammad-e-mustafa, swalallahu alaihe wa alihi wa sallam ki ta'alimat ke rang me rang jata hai.
01:26 Fir uske aamaal, fir uske afaal, intihai muttaba-e-sunnat hote hain. Yani wo ittaba-e-sunnat ki pehriwi mein apni zindagi ko guzarta hai. Aur fir karam-e-khas hota hai, fazal-e-khas hota hai, inaam-e-khas hota hai.
01:43 Aur Allah karamat se, yani kharq-e-aadat-amar se, yani wo zuhoor-ona shuru ho jati hai mo'amlaat unke upar, ki fir unse karamat se Allah tabarak wa ta'ala, auliy-Allah ki kaarsazi firmata hai. To inke dil Allah ki yaad me dhoobe rehte hain. Aur yeh Allah tabarak wa ta'ala ke zikr se apni zabanon ko tar rakte hain.
02:05 Hum baat kar rahe hain, Ghawsul Aazam Muhyuddin Sheikh Syedna Abdul Qadir Jilani rahmatullah-ul-alaih ke hawaale se, maarfat-e-ilahi aur muhabbat-e-ilahi. Aaj yeh pyaara unwaan hain, jispe hum kalam karenge.
02:21 Aur janaab jo scholar, naujawan-nasl ko bahut pyaara hai yeh naam. Aur mujhe bada achha bhi lagta hai, badi masarat hoti hai, ki naujawan-nasl ko deeniyaat sikhane ke liye, itna shiri andaz mujhe inke yaha nazar aata hai. Allah inne salamat rakhe. Humare isaat maujood hai, muhtarma Zarmina Nasir Khakavi.
02:45 Salam-o-Alaikum. Wa-alaikum-as-salam. Kaisi hain aap? Alhamdulillah. MashaAllah. Salamat rahiye, khushamdeed kahte hain. Jusana Khawaja yaha maujood hain, janaab Tazkirat-us-Sualiheen mein. Aur inke hawaale se hum hamisha yeh kahte hain, ki inka jazb, inka shauk, aur inka bhi rang alag hai.
03:04 Aur jab hum inko sunte hain, toh humein woh muhabbat nazar aati hai, woh aqeedat aur iradat nazar aati hai, jo yeh rakhti hai Huzoor-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se, jo yeh rakhti hai Ahle-Bait-e-Athaar se, Sahaba-e-Karam se, aur Jamaat-e-Muttaqeen se. Salam-o-Alaikum. Sadiya Adeel humare saath hai. Wa-alaikum-as-salam. Kaisi hain aap? Alhamdulillah. Aap theek hai? Allah ka shukar hai. Khushamdeed kahte hain, aur naati-e-kalaam se shuru karein.
03:30 Koi duniya aata mein nahi hamta tera, woh jo haath ko moy asar hai nazara.
03:57 Koi uthe dekh ke bakshish mein yeh rutba tera.
04:18 Tera nahi sunta, hi nahi maangnewala.
04:40 Kahi pushton se ghulami ke yeh rishte hain bahar.
05:07 Yani tifli aur jawani ke betaayen maa husaar.
05:22 Aap budha pe mein khudaara, mujhe yun gale se na taar.
05:37 Tere tukdoon, aaka tere tukdoon, peh palay ghar ki thokay pe naa daar.
06:04 Jhidkiya khaay kahaan chhod ke sadqa tera.
06:30 Kuchh bashar hone ke naate, tujhe udhsa jaane.
06:42 Aur kuchh maiz payami hi khuda ka jaane.
06:54 Aur unki aqaat ki kya hai, ke yeh itna jaane.
07:08 Pashwaale teri shokat kao lu kya jaane.
07:22 Rawaale shippe udta hai phare raaha, tera vaakya.
07:34 Khood karam hai shahbat ka tera nahi, sunta hi nahi maangne wala tera.
07:58 Subhanallah, mashallah, barakallah.
08:01 Zamina Nasir, hume yeh batayiye, ehlul lah ki taalimat ka jo bunyadi nokta hai, wo muhabbat-e-ilahi hai.
08:13 Aaj is muhabbat, is taaluk, is khubsurat taaluk ki baat karte hai.
08:17 Aur mujhe yeh batayiye, unki muhabbat ko, jo unki Allah tabarak-e-taala ki zaahat ke saad hai, yeh jo taaluk isi kis tana dekhti hai?
08:26 Subhanallah, shukriya Nida.
08:28 Dekhiye aaj hum zikr-e-khair kar rahe hain, swaleheen ka.
08:32 Toh yakin, dis se hum realize kar sakhein, ki humare gharon mein, jo aaj deen-e-mateen ki sadaayin gunjti hain,
08:37 auliy-e-Allah ka usmein bahut zyada participation hai, ek aham kirdar hai.
08:41 So, humare liye jaana bahut zyada zaroori hai, ki unka andaz kaisa hota tha, wo Allah se kis tarah muhabbat karte the,
08:47 unke nafuse-kudsiya se Allah ki muhabbat ka izhaar kis tarah se hota tha.
08:52 Hazrat Abdur Rahman Ibn-e-Jawzi, R.A. anhu, firmate hain ki yeh Allah ki muhabbat ka jaam hi hai,
08:58 jo Hazrat Adam, A.S. ne piya, jis ke liye Hazrat Mooh, A.S. ne giriya uzari ki,
09:03 jis ke liye Hazrat Ibrahim, A.S. ko naar-e-namrood mein daala gaya,
09:08 aur unko aag ki tapish ka ahsaas tak na hua.
09:10 Hazrat Moosa, A.S. ne Allah ki ik tajalli ka shok dil mein unke beydar hua.
09:15 Toh kaha jaata hai na, bada khubsurat shayar hai, ki roone wali aankhen maango,
09:20 roona sabka kaam nahi hai, zikr-e-muhabbat aam hai lekin soz-e-muhabbat aam nahi hai.
09:26 Baat ki jaaye, Hazrat Junaid Baghdadi, R.A. anhu ke hawale se,
09:30 jab unke visaal ka waqt karib aata hai, toh unse kaha jaata hai, huzoor kalma padh lijiye,
09:35 toh aap firmate hain ki, main toh Allah ki yaad se kabhi ghaafil hi nahi hua.
09:38 Subhanallah.
09:39 Aur Hazrat Rabia Basri, R.A. aapki zaat-e-paak se kaun waqif nahi hoga.
09:44 Aap jab bhi bolti thi kalam-e-ilahi bolti thi, jab bhi likhti thi kalam-e-ilahi,
09:49 wo yeh firmati thi ki main chahti hu, ki jab farishtein mere naama aamaal mein kuch likhen,
09:53 toh humesha kalam-ul-lahi likha jaata hai.
09:55 Subhanallah.
09:56 Toh yeh unka pyaara andaaz hai jo main nazar aata hai.
09:58 Subhanallah.
09:59 Yeh hai unki saaliheen ki aur buzurgaan-e-deen ki,
10:02 saalihaat ki Allah se muhabbat.
10:04 Taqazi kya hai is muhabbat ke?
10:05 Beshak, hum sab jaante hain ki imaan ke baad jo eham tar taqazi hai,
10:09 banda-e-mumin se ki hum aamaal-e-saaliha karein, Allah ki riza mein razi rahein,
10:14 Allah se shikwa mat karein, aur Allah ta'ala ki marzi aur riza mein apni khushi ko daakhil karein,
10:20 ki humari ab yehi khushi hai.
10:21 Aur yeh nida aisa pyaara mauzoo hai,
10:23 ki jiska zikr chhidte hi, jiska baare mein baad karte hi, masham-e-jaam muattar hona shuru ho jaati hai.
10:28 Subhanallah.
10:29 Imaan walon ki hararat bhi isi se hai, aur halawat bhi isi se hai.
10:33 Beshak.
10:34 Toh taqazi dikhi kitna khubsurat hai,
10:35 ki jab bhi banda-e-mumin jo imaan laaya hai, wo koi kaam ka aaghaaz karta hai,
10:40 toh wo Allah ke baabarakat naam se karta hai, Bismillahirrahmanirrahim parta hai,
10:43 jab Allah ka shukr ada karta hai, toh Alhamdulillah kerta hai,
10:46 jab kisi kaam ka irada karta hai, toh kerta hai Inshallah,
10:50 aur jab koi cheez achi lakti hai, toh kerta hai Mashallah.
10:52 Toh yehi taqazi hai, ki humne zikr-e-ilahi ki jo majalis hai,
10:56 unse khud kuch jodna hai, jaise humare aqabireen ne kiya,
11:00 jaise humare sualiheen ne kiya, unke naqsh-e-kadam pe chalna hai,
11:03 aur zikr-e-ilahi ki jo majalis hain, aap dekhen jitni bhi khaan-khaan-e-hoti hain,
11:08 jitni bhi auliya-Allah ke jo maraakiz hote hain, aur roohani tarbiyat ke jo salasil hote hain,
11:12 usme zikr-e-ilahi par zor diya jaata hai,
11:14 ki har wo cheez, jo aapko Allah ke zikr se ghaafil kar de,
11:18 wo aankhon ka dhoka hai, wo nazar ke dhokay aur saraab ke ilawa aur kuch nahi hai,
11:24 kyunke beshak Rab ke banda, wohi kareeb hota hai,
11:26 uska zikr jise naseeb hota hai, aur dosti kar lo kisi wali se mahmood,
11:31 jis par nigaah nahi, ghareeb hota hai, aur ek important nukhta yeh hai,
11:35 ki takaazon ke hawale se jab baat ki jaye,
11:37 ki jab Rab taala ki mohabbat humare dil me aati hai,
11:40 dil ki duniya zero zabar ho jaati hai, pehle ke tamam makeen toh nikal hi jaate hai,
11:45 usi Rab ne jisne humare dil ko banaya, humare kalb ko banaya,
11:48 definitely uski yaad ko, uske zikr ko humne dil me basana hai,
11:52 aur hukook-ul-Allah, aur hukook-ul-ibad ki adaigi ka bharpoor ahitmaam karna hai.
11:56 Toh yeh jo khaanqaheen hain, yeh jo aliy-Allah ke maraakiz hain,
12:00 yaha naaqis tabhi akmal hota hai,
12:03 ki jab uske dil mohabbat-e-Ilahi se mamloo hun, aur wo ho jaate hain.
12:07 Beshak wo ho jaate hain.
12:08 Hazrat-e-Sheikh Abdul Qadir Jilani rahmatullah alaih,
12:11 ki yaha aap yeh mohabbat, jo Allah ki mohabbat hai, kis tarah dekh raha hai?
12:15 Hazrat-e-Sheikh Abdul Qadir Jilani r.a.w ke hawale se baat ki jaye,
12:19 toh aap se jab poocha karke, mohabbat kise kehte hain?
12:22 Aap farmate hai, mohabbat wo hai, jo tumhe hojh se begana kar de.
12:25 Jo aashik hai, jo chahane wala hai Rab-ta'ala ko,
12:27 usko toh apne mehboob ke mushahidat ke siwa, kisi cheez se gharz hi nahi hoti.
12:31 Har waqt wo tasboor-e-Ilahi mein mustaghraq hota hai.
12:34 Uski zindagi ka jo marqaz hota hai, wo mohabbat-e-Ilahi hota hai,
12:37 aur wo tasoor, wo yaksui, usko shaitaan ke hatyaaron se bhi bachaati hai.
12:41 Kyun ki hum jaantein, hum tawajjo rakhtein hain, toh tawajjo hoti hai.
12:44 Toh Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A. nuhon ki zindagi se humein yehi sabq milta hai.
12:49 Humsein koi maal, koi cheez chhin jaye, tab bhi Allah ka shukar ada karna hai,
12:52 koi cheez mil jaye, tab bhi humare dil mein Allah ki mohabbat ke siwa aur kuch nahi hona chahiye.
12:57 Aur hum apne baat ko compile karungi, chhote se message ke saath,
12:59 ki feez zamana jo log shikwe shikayat karte hain, maazallah.
13:02 Aur kehte hain ki humare liye toh koi aasani hi nahi likhi hui,
13:05 unke liye yeh bada pyaara message hai,
13:07 aur jo humein Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A. nuh ki talimat se milta hai,
13:12 ki hum pehle apni chahat ko Allah ki chahat mein zam toh karein,
13:15 phir dekhein ki hum jo maangege Allah Paak humein ata farmayega.
13:18 Salamat rahiye, bahut shukriyat da karna chahatein hain aapka nazirin aaj ke liye.
13:21 Bas itna hi, Sadia Adeel ki khubsurat awaaz pe ikhtitam hoga.
13:25 Manqabat, bahuzur Ghawth-e-Azam R.A. peshkarengi Sadia Adeel.
13:32 Imdaad kun, imdaad kun, az bande ghamma zaad kun,
13:38 Imdaad kun, imdaad kun, az bande ghamma zaad kun,
13:44 Dar deen o duniya shaad kun, ya Ghawth-e-Azam dastgir.
13:52 Khusha kismat ke hu main naam lewa.
14:01 Ghawth-e-Azam ka khusha kismat ke hu main naam lewa.
14:13 Ghawth-e-Azam ka khusha kismat ke hu main naam lewa.
14:27 Ghawth-e-Azam ka ghulam-e-Mustafa hur shahnaasa.
14:39 Ghawth-e-Azam ka balutfe faiz, balutfe khaas,
14:53 Hardam maarish-e-anwar hoti hai balutfe khaas,
15:14 Mozaian hai zia-e-haq se Ghawth-e-Azam ka.
15:42 Meree meeraas hai jannat, badi takdeer wala hu.
16:08 Bara-e-Mustafa mujh par hai saaya Ghawth-e-Azam ka.
16:34 Woh hai mehboob-e-rabbaani, laqab hai dastgeer unka.
16:57 Bada mazboot hai beshak sahaara.
17:05 Ghawth-e-Azam ka bada mazboot hai beshak sahaara.

Recommended