झोली के अंदर जपमाला को कैसे पलटें?
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 jholi ke andar mala chala rahe hai tab bina sumeru chhue kaise palatayon tatha kaise pata
00:07 chalega bina sumeru chhue ki mala puri hogayi ek swat manke ki ab palat na hai kripya karke
00:15 dikhayiye kisi batuk bhagwan dwara batuk bhagwan kya hum hi dikhaye dete hai dekhiye
00:20 maare gale me ek mala hai humne yeh nikal liya ab yeh beech mein yeh jo sumeru hai yeh
00:30 yaha par hai dekh raha hai ab yeh mala hogayi ab ismein humne isko pakad liya pakadne ka
00:36 kya karam hai yeh jo do ungliya hai inko dono ko ek saath karke aur uske upar mala ko
00:43 aise rakhna hai is ungli ko mala se chhune nahi dena hai yeh jo beech wali madhyama hai
00:50 is madhyama se aise ek mantra bolke ek baar isko aise ghumana hai ab dekhiye humne ghumana
00:56 suru kar di ek mantra padha yeh ek mantra padha yeh aise ghumadiya ab aise ghumate huye
01:00 chale gaye thik hai ab sumeru jab aaya to humko chhune se pata chal gaya ki sumeru aaya
01:06 gaya ab keh rahe hain ki chhue bina kaise pata chalega to bandhu ab ko hum batana chahenge
01:12 ki chhune ka dosh nahi hai ki sumeru chhuna hi nahi hai sumeru ka langhan karne ka dosh
01:17 hai ki bas aise karke sumeru ko aise peeche karte huye aise hum bat jaye iska dosh hai
01:23 to karna kya hai ki jaise hi yaha jabte huye aise aaye aur yeh ab yaha par sumeru ko to
01:30 chhune hi padega usko aise palta lena hai ab palta karke phir chalega sumeru ko langh
01:36 karke doosri taraf nahi jana hai