#BarristerGoharAli #electioncommission #nawazsharif #bilawalbhutto #newsbulletin
-SC to hear intra-court pleas against military trial verdict on Dec 13
-Multinational joint special forces exercise ‘Fajar Al Sharq-V’ concludes
-Asad Umar’s bail rejected in Askari Tower attack case
-SC forms panel to decide on live telecast of Zulfikar Ali Bhutto reference
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
-SC to hear intra-court pleas against military trial verdict on Dec 13
-Multinational joint special forces exercise ‘Fajar Al Sharq-V’ concludes
-Asad Umar’s bail rejected in Askari Tower attack case
-SC forms panel to decide on live telecast of Zulfikar Ali Bhutto reference
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 Welcome back.
00:01 Bataya jaye, 93 aur 99 mein mujhe kyu nikaala?
00:03 Humne kaha ke Kargil ladhai nahi honi chahiye thi, kya isliye nikaala gaya?
00:06 Waqt saabit kar raha hai ke hum sahi the, humara faisla bhi sahi tha.
00:09 Qaid Noon League Mian Nawaz Sharif ka parliamani ijlaas se khitab, humare daur mein do bharti
00:13 wuzray-azam Pakistan aaye, hume Bharat aur Afghanistan ke saath apne maumlaar theek karne
00:16 hai.
00:17 Jino ne mulat ko yahan tak pahunchaya, unka mahasba hona chahiye.
00:18 Mulat ki baag door, kaise anari ke haath di gayi?
00:33 "Kaise anari ke haath mein, hume baag door kaise de di jaye, har dafa hume nikaal di
00:57 a gaya, hume pata lagna chahiye ke 1993 mein kyu nikaala gaya, hume pata lagna chahiye
01:04 ke 1999 mein kyu nikaala gaya, humne apna kaha ke Kargil mein ladhai nahi honi chahiye
01:07 thi, isliye nikaala gaya.
01:08 Aaj waqt saabit kar raha hai ke hum sahi the, humare daur mein India ke do bhajirat
01:12 mein Pakistan thasheef laaye, Modi sahab aur Vajpayee sahab, isse pehle kab koi aaya
01:16 tha.
01:17 Hum apne maumlaat ko hume India ke saath bhi theek karne hai, Afghanistan ke saath bhi
01:21 theek karne hai, Iran ke saath bhi mazboot karne hai, China ke saath aur zyada betra karne
01:25 hai, humare peche CPEC ko bhi sabotage karne ki koshi shi nahi gayi.
01:29 Jhunne ne iss mulk ko yahan tha konchaya hai, unka bhi muhasbah hona chahiye, kuch honi
01:33 chahiye ke aapne kyu kiya apne Pakistan ke saath yeh suni.
01:36 Teen baar naakam hone wala, chauthi baar aakar kaunsa teev maar lega?
01:40 Mian sahab unhi se takraaye, jhunne karam kiya.
01:43 Chairman People's Party Bilawal Bhutto ka Teemal Gara mein Workers Convention se khitab,
01:47 kaha teen baar select huye, ek baar elect ho kar a jaye.
01:50 Chauthi baar bhi select ho kar aaye toh, na awaam maanenge, na main maanunga aur har
01:55 selected ka mukabla karunga.
01:57 Bilawal Bhutto ka sharif waradaran par PIA kharidne ka azaam kaha, inhe kisi surat PIA
02:03 nahi kharidne denge.
02:04 Teen baar Maseer-e-Azam toh ban chuka hai, koshish mein hai ke usko chauthi baar select
02:09 kiya jaye.
02:10 Har kisi ka haq hai, ki wo khwaab dekhe, agar Pakistan ke awaam tabhi yeh haq hai,
02:15 ke wo pooche, pehli baar, doosri baar, teesri baar fail hua, wo chauthi baar aake kaunsa
02:22 teer maarega.
02:23 Yeh sahab, nabhe ke tahai mein, jisne usko lekar aaya tha, usse lar para.
02:31 Doosri baar, Wazeer-e-Azam banaya, Mian sahab ka shok tha, apne aap ko Ameer-ul-Mu'mineen
02:36 banaya jaye, unhi se takraya, ek baar phaik khar jana para.
02:40 Teesri baar, wohi purane, purane aadate, Mian sahab unhi logon se lar para, jino ne karam
02:46 kiya.
02:47 Akhil kaar, Mian sahab wapas aa chuka hai, ab wohi mutalba hai, ke mujhe don, don, dahai
02:52 aksariyat don.
02:53 Jinse wo keh rahe hai, wo toh keh rahe hai, kahan se de, lekin agar dete bhi hai, ek baar
02:58 bhi, unse pangal lega.
03:00 Main yeh hi pehgaam, Mian sahab ko dena chah raha hu.
03:03 Vot ki bezdi ki ziyasat chore, yeh selection ki shor chore, teen dafa select hua, ek dafa
03:09 elect hoke aajaaye.
03:10 Chauti dafa select hi hokar aana chahate ho, toh so bismillah, hukar toh le, lekin na yeh
03:16 awaam maanega, na main maanoga, har selectin ka mukabla karunga.
03:22 Interim hukumtein hai, unh mein Mian sahab ke karakorn, aaj bhi wazarte sambhal rahe hai.
03:31 Privatisation ka jo wazarat hai, waha unka khaas banda hai, yeh PIA ko bech nahi rahe,
03:39 gift PIA ko kharide ke koshish mein hai, ke ab kisi bhi surat mein, unh Mian sahibaan ko
03:46 PIA kharide nahi de.
03:48 Unko sharm aani chahiye jo kehte hain Nawaz Sharif ko favour mil raha hai.
03:52 Nawaz Sharif ko saath saal baad bhi ring ring kar insaaf mil raha hai.
03:56 Maryam Nawaz ka Jalalpur Jatta mein Jalsa se khitab, kaha level playing field ki baatein
04:01 karne walo, Nawaz Sharif ne 11 saal Jilawatni aur 2.5 saal jail kaati, kya aisi level playing
04:07 field chahiye?
04:08 Nawaz Sharif ko chor kahne wale ne taarikh ki sabse badi chori ki, jo jail mein behta hai,
04:13 usse hisaab manga, toh plaster baan kar aagaya.
04:16 Kabhi muhpar kaala dabba chadha leta hai, kabhi wheel chair par bet jata hai.
04:19 Nawaz Sharif ne 2.5 saal jail kaati, 11 saal Nawaz Sharif ne Jilawatni kaati, saath saal
04:26 baad bhi insaaf abhi kat mukamal nahi mila.
04:28 Aur jo Nawaz Sharif ko ring ring kar insaaf mil raha hai, usse bhi wo kehte hai ki shahid
04:34 Nawaz Sharif ko favour kiya jaa rahe hai, tumhe sharm aani chahiye.
04:37 Nawaz Sharif ko chor kahne wala, taarikh ki sabse badi choriyaan karta hua pakda gaya
04:46 usse hisaab manga gaya, toh taang pe plaster chadha kar aagaya.
04:50 Wheel chair ke upar aagaya, muhpar kaala dabba daal ke aagaya.
04:53 Fata tha chori ki hui hai, hisaab doonga toh pakda jaunga, sazaa ho jayegi.
04:58 Fakhar se kehte hai, establishment humare saath hai, koi haya aur sharam hai,
05:02 phir bani PTI aur aap me kya farq reh gaya.
05:04 PP Rehnuma Khursheed Shah kehte hai, Mian sahab ko khusoor se election jatma kar
05:08 be khusoor karar dilwane ka mansooba banaya jaa raha hai.
05:11 Ek page wale ka hashir dekhein, aap kabhi wohi hashir hoga.
05:15 Sabih Wazir Aala San, Murad Ali Shah ne kaha, ladle ko laane ke liye election naage kiya,
05:19 lekin ladla kamre se hi nahi nikal raha.
05:22 Jab jab ye ladle laayen hai, inko pachtaawa hua hai.
05:25 Ek udar khalane aadmoo ko diya jaayega, bhai kyu?
05:29 Jahan tak humara ilm hai, Mian sahab ko kehte hai, hum tumi khusoor se dil paaye,
05:33 aur be khusoor ban raha hai.
05:35 Acha yeh bade shaant se kehte hai, humare saath establishment hai,
05:39 koi sharam hai, toh tumne aur Imran Khan me farq kya hua?
05:44 Imran Khan bhi shuru me kehte hai, main aur establishment ek page pe,
05:48 aur ek page ka hashir aapne dekhi diya ki woh kaha mata hai.
05:51 Inka hashir ki yehi hoga, ab bhaagne koi kisi ko nahi dekhi.
05:54 October me election hote, rakh pata jaata sabko,
05:59 Pilawal Bhutto Zardari, is milke Wazir-e-Azam, bhejhe hote,
06:02 kisi ladle ko laayenge, election aage kiye, lekin unki nahi chali,
06:06 wo ladla kamre se hi nahi nikal raha hai.
06:08 Ek kamre ne bhejhe, rojana meetinge karta hai.
06:10 Jab jab ye ladle laayen, unko baadme pachtaawa hua hai.
06:13 27 December ko hum unko batayenge, aur 8 February ko Pakistan People's Party ko jitayenge,
06:18 Pilawal Bhutto Zardari ko Wazir-e-Azam karenge.
06:21 Sabik Wifaq ki Wazir Fawad Chaudhry kehte hai,
06:25 "Mulk me selection ko rohkar, election ki taraf jaana hoga.
06:28 Faasle gum karna hongi,
06:30 warna jo kuch ho raha hai, usse sari duniya me mazaak ban raha hai."
06:34 I just want to say that after 40 years,
06:38 Majlis-e-Sura aur ek namzaad idare ke zariye,
06:43 unhone dubhara Sardar me aana hai, uska kya fayda hoga?
06:45 Mulk me selection process ko rohkar, election process shuruk karna chahiye,
06:49 aur faasle kam karne.
06:51 Otherwise, jo aur bahut kuch na jaana hoga,
06:53 uska sari duniya me mazaak ki ban raha hai.
06:55 Wapas aayenge iss break ke baad.
06:57 Humare saath rahi hai.
06:58 Welcome back.
07:04 Khabar denge aapko Wazir-e-Nishkari Fawad Hassan Fawad ki zahir-e-sadarat
07:08 SIFC Working Group ka doosra aur aakhari ijlaas,
07:12 jiska alamiya jarhi kar diya gaya.
07:14 Alamiya ke mutaabik, khususiya qasadi zones me,
07:16 sarmayakaari aur sanati taraki ke liye,
07:18 ek hi authority banane ki tajweez di gayi hai.
07:21 Working Group ki report,
07:22 SIFC Executive Committee ke ijlaas me pesh ki jaayegi.
07:26 Sarmayakaaron ki sahulat ke liye,
07:27 stakeholders ke zariye,
07:29 ek authority tashkeel di jaye.
07:31 Yeh tajweez di gayi hai.
07:32 Aur yeh bhi tajweez di gayi hai
07:34 ke sanati taraki yaqeeni banane ke liye,
07:36 khususi zones me,
07:37 sarmayakaari ke liye,
07:38 authority banaye jaye.
07:39 Authority ko mukammal taur par baayakhtyar banana zaruri hai.
07:42 Wifaq aur subon me taawun,
07:43 hum ahangi ke liye,
07:45 qanuni aur aayini shiqein maujood hai.
07:47 Pakistan Tariq-e-Insaaf ne Election Commission se mutaalba kiya,
07:51 ke bila taakhir,
07:52 balay ka intikhab-e-nishan jaari kiya jaye.
07:55 Tajman PTI ka kehna hai,
07:57 party aayin ke tahid,
07:58 saaf-shafaf andaz me,
07:59 intra-party election karaye.
08:01 Qanoon ke waladasti ke liye,
08:03 Bani Chairman ne khud ko mannsab se alak karke,
08:05 ek qaabil rukun ko Chairman banaya.
08:08 Intikhab-e-natayir jama karane ke baawajood,
08:10 intikhab-e-nishan na dene par tashweesh hai.
08:13 Shawahid aur aasar,
08:14 intikhabaat par daake ke azaim ka parda chaak kar rahe hain.
08:17 Maqbool Jamaat ko technical knockout ki
08:20 saaf-shafaf ka nishana banaya cha raha hai.
08:22 Party ko bahir karne ke mansoobe me,
08:24 markazi kardar Election Commission ko diya gaya.
08:30 Chairman PTI Barrister Gauhar ne
08:32 Election Commission se party certificate
08:34 chaya karne ka mutalba kiya hai.
08:36 Bayan me Barrister Gauhar ne kaha,
08:38 party certificate humara aayini aur qanooni haq hai.
08:40 PTI ko imtiazi sulug ka nishana nahi banana chahiye.
08:44 Munsifana intikhabaat ka matlab,
08:46 intikhabi amal me tamam siyasi jamaaton ki shamuliyat hai.
08:49 Party ka intikhab-e-nishan,
08:50 jamaaton ki shamuliyat ki nishan dahi karta hai.
08:53 190 million pound scandal ke,
08:58 USSR-UKF-Wazir Zubaida Jalal ke NAB team ke saamne,
09:01 naye inkashaafaat.
09:03 Bataya PTI daur ki Kabina Arkaan ne,
09:05 190 million pound ki tahkikat ki safarish ki thi.
09:08 Kai Arkaan ki rai thi,
09:10 NCSA rakham Pakistan ko dene ki baat ki jaye.
09:13 190 million pounds Pakistan ka asasa hai,
09:16 wapas aane chahiye.
09:17 Kabina Arkaan ne NAB tahkikat me shamil huye,
09:20 aur apne asti isi maukif ko dhohraaya.
09:22 Zubaida Jalal ne NAB team ko bataya,
09:24 unhone tahkikat ka mutalba kiya tha,
09:26 mere israar ke baawajood,
09:28 Wazir-e-Azam ne kisi ki ek na suni.
09:30 Kuch Kabina Arkaan ke shadeed tahafuzat ke baawajood,
09:33 baghair behas ki agenda manzoor kiya gaya.
09:35 Minutes ko khofiyah rakne ki bhi manzoori di gayi.
09:38 Gaza me Falestinian ka qatl-e-aam jaari rahega,
09:44 America ne Gaza me jangbandi ke liye qarardaat veto kar di.
09:47 Salamati Council ke 15 me se 13 member mulko ne
09:50 qarardaat ki himayat me vote diya,
09:52 lekin American safir ne aakhir me
09:54 haath uthaakar aam ki umeed khatam kar di.
09:56 Britannia ne voting me hissa nahi liya,
09:58 Arab aur Europe samayat mutaadat momalik ne
10:00 Ameriki veto pro shadeed radde amal diya hai.
10:02 Pakistan ne bhi Salamati Council ki Gaza me
10:05 jangbandi na karane pr mayoosi ka izhaar kiya.
10:08 Tarjuman daftar-e-kharja ne kaha,
10:10 Gaza ki awam jo sazah bardaasht kar rahe hain,
10:12 wo na qaabil-e-qabool hai.
10:14 Falestin me Israel ki jaarihyat ka tasalsul,
10:16 insani masayil ko tool dega.
10:18 Israel-e-jaarihyat, khitme me wasi
10:20 aur khatarnag tanaze ko janam de sakta hai.
10:22 Israel-Gaza ke khilaf apne wahshiyana hamle
10:25 aur ghar-insani muhasra khatam kare.
10:27 Khabre aur bhi hain,
10:29 lekin yaha waqt hua hai ek break ka.
10:31 Quetta me Motorway police ne
10:37 khawateen-e-ahalkaro ko bhi tayyunat kar diya.
10:39 Khawateen-e-ahalkaro ne
10:40 qanoon ki pabandi karne walon ko tohfe bhi diya.
10:42 Atya Akram ki report.
10:44 "Khalid nahi hai ye,
10:46 is gaadi ke chalane ke liye
10:47 aapka ye license nahi hai.
10:48 Aapki zindagi ki bachat ke liye
10:50 lazim hota hai ka aap seat belt baan nahi.
10:52 Iske airbags tab tak kaam nahi karenge
10:54 jab tak aapne seat belt baan na nahi ho.
10:56 Inne ka aapas me connection hai."
10:57 Traffic kawaneen ki pabandi karne
10:59 aur in par amal dharamat karne se
11:01 safar ko mehfooz banaya jaa sakta hai.
11:03 Quetta me families aur khawateen ki sahoolat
11:05 ko mande nazar rakhte hue,
11:07 Motorway police me khawateen-e-ahalkaro ko
11:09 qaum-ishara par tayyunat kiya gaya hai.
11:11 "Khudana khalsa kahin par bhi accident ho jata hai.
11:13 Toh aapko pata hai ke jo hamara
11:15 religious ek concept hai
11:17 ke aap kisi female ko kaise attend karenge
11:19 being a male officer.
11:21 Toh wahaan par jo hum apni khidmat
11:23 ho bahut zyada ache tariqe se sahar anjaam de sakte hai."
11:25 Chief patrol officer Motorway Ayub Tareen
11:27 ka kehna hai ki hamara maksad awam
11:29 ke safar ko qaum-ishara par
11:31 mehfooz banane ke liye ikdamaat karna hai.
11:33 "Yahaan pe
11:35 Mastung beat me road ke upar
11:37 khawateen jo road users hain
11:39 unko khas taur pe yeh apne tariqe se brief karte hain."
11:41 Qaum-ishara par khawateen-e-ahalkaro
11:43 ne shehriyon ko safar ke duraan
11:45 agahi, license na hone par
11:47 chalaan ke saath saath kamaanin
11:49 ki pabandi karne walon ko tahaif bhi bhiye.
11:51 Luchstan Motorway Police
11:53 me khawateen-e-ahalkaro ki bdhti hui
11:55 taadat ko shehri halkon ne bahut zyada saraha hai.
11:57 Unka kehna yeh hai ki
11:59 iss se khawateen-e-driver ko bahut zyada
12:01 sahulat milegi.
12:03 Camera man Aminula Mangel ke saath
12:05 Tatia Karam, ARY News, Quetta.
12:07 Khabrein aur bhi hai lekin yahaan waqt hua hai ek break ka.
12:09 Humare saath rahe ho.
12:13 Welcome back.
12:15 T20 ne humari cricket tabah kar di.
12:17 Maardhaar ya power hitting cricket nahi.
12:19 Babar Azam aksar dot ball
12:21 zyada khel jate hain
12:23 jis se dabaw aa jata hai.
12:25 Humne apne jo bade players hain
12:27 unko disrespect kiya hua hai.
12:29 Players ko players ki status hain na
12:31 uske matabi deal karna chahiye.
12:33 Paisa jo maksad nahi hota.
12:35 Paisa zarurat hoti.
12:37 Toh bahut zyada zyada
12:39 kiya hua hai.
12:41 Toh bhiye kya kya kya
12:43 kya hua hai.
12:45 Toh bahut kam hai.
12:47 Vicky ke 30 hai, Rahul Driver 10 crore le ge hai.
12:49 Hume toh nahi de rahe hai.
12:51 Hume toh kaha tha hume aapko paise nahi de sakeng.
12:53 Mere haran bhi hua hua hua.
12:55 Mujhe nahi de sakte hain, baaki sabko de sakte hain.
12:57 Kahi log khaete hain, aapne apne talukaat nahi banaye.
12:59 Talukaat toh usko zarurat hote hai jisko khelna nahi aata.
13:01 Maardhaar power-hitter koi cricket nahi hai.
13:03 Ye T20 cricket ne humare na
13:05 kaafi nuksaan kiye hai.
13:07 Pass ka dot zyada ho jate hain mujhe lagta hai.
13:09 Toh uske runs bhi badte jayenge
13:11 aur pressure doosi team pe jayenge.
13:13 Australia abhi aisi team nahi hai kisko jeeta na jaa sege.
13:15 Multan ki fizaon me
13:17 mashoor tayyaron ke models ki parwaze.
13:19 Air University me hone wale
13:21 inubhaish dilchas bhi thi aur malumati bhi.
13:23 Report karein Mirza Ahmed Ali.
13:25 Air University Multan
13:33 campus me frate bharte, hawa se baatein karte,
13:35 chand hi lamho me bulandiyon ko chote.
13:37 Muktalif awaai jahazon ke models
13:39 ki numaish ka ihtamam kiya gaya.
13:41 Campus director Air University Dr Ghulam Ali
13:43 ka kehna tha.
13:45 Numaish se tulba ko chobha aeronautical engineering
13:47 ke hawale se agaahi milegi.
13:49 Awareness dena chahate hain ki
13:51 aviation industry me job opportunities kitni hai
13:53 aur bache humare degree deke
13:55 aviation industry me kaise serve kar sakte hain.
13:57 Aviation numaish me extra 300
13:59 Ameriki aircraft, Yak-54 Russian aircraft,
14:01 ARS-300 German aircraft,
14:03 AeroWorks American aircraft
14:05 aur trainer aircraft simit
14:07 mutateed aircraft numaish me pej kiye gaye.
14:09 Bahot khushi ho rahi hai dekh ke
14:11 ki Multan me bhi koi itna acha
14:13 aviation ke upar koi university
14:15 kaam kar rahi hai.
14:17 Bahot knowledgeable event raha hai.
14:19 Humme sari aviation department
14:21 aur aeroplanes ko leke kaafi zyad information mili hai.
14:23 Humare Multan me first time aisa hua hai
14:25 ke different models ke planes
14:27 aaya hai yahan pe aur inko bahot acha laga hai
14:29 dekh ke aur achi activity hai.
14:31 Numaish me flying show se mehzooz hone ke liye
14:33 mukhlif school aur college ke talba ki
14:35 badi tadaat ne shirkat ki.
14:37 Aviation ke aalmi din ke mauka par
14:39 mukhlif models ke jahazon ki numaish ne
14:41 dekhne walon ko hiraan kar diya.
14:43 Cameraman Imran Aslam ke saath
14:45 Mirza Ahmed Ali, ARY News, Multan.
14:47 Ab tak ke liye itna hi.
14:49 Maseed khabar aur updates ke liye dekhte rahiye ARY News.
14:51 (upbeat music)