ARY News 3 AM Bulletin | ' | 25th JAN 2024

  • 8 months ago
#pakistan #weatherupdate #breakingnews

ARY News 3 AM Bulletin | ' | 25th JAN 2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Welcome back. People's Party Azaad Kanoon ke saath milkar hukumat banayaki Bilawal Bhutto ka daawa. Pahlwan mein jalsa se khatab karte hui, hukumat aayi to mere liye siyasi kaar kun kaid rakhna haram hoga. Main yeh kaam nahi kar sikta. Mukhalif ki behnon, betiyon ko jailo mein dalu. Aaj mukabla qaid awam ki People's Party aur Zia ul Haq ki Muslim League mein hai. News Agency writers ko interview mein Bilawal le kaha saabh, "Kaafi hukumat kar rahe hain, hukumat kar rahe hain, hukumat kar rahe hain."
00:27 News Agency writers ko interview mein Bilawal le kaha, "Ki New League aur PGI ek hi sikke ke do rukh hain." Bilawal ko padhaya gaya hai, "Ki hamesha kharid aur pharo karke hukumat banao. Adalat ko yeh hi keh rahe hain, ki nishan cheen jaane ke baad corruption ka raasta khul jayega."
00:42 Pakistan Tariq-e-Insaar Barrister Gauhar Khan ki program khabar mein guftu ko kaha, Bilawal Chaiman hote hui keh rahe hain, ki unke paas awam ki taqat nahi. Doosron ko leh kar hukumat banaein ke yeh kaisi jumuri hukumat hogi? Jo kahe doosre logon ko leh kar hukumat banaein ke.
00:58 Bilawal ko padhaya yeh hi gaya hai, ki yeh leh de kar ke hamesha hukumat banao. Apne awam ki vote se, awam ki support se, awam ki... is case se aap hukumat kabhi na banao. Balki koshish karo yeh kharid aur phiruqt mein involve ho.
01:10 Toh isliye isi tariqe se jo hukumat mein kate hain ki aane ki koshish kar rahein, Supreme Court ko barha kahte rahein, ki dekho yeh kharid aur phiruqt shuru hogi, corruption ke ek daur aayega, logon ko offer karenge, jo humare candidate jeet ke aayenge, is martaba yeh unko nahi kharis sakenge.
01:26 Aur unko sharam karne chahiye, ki ek political party ka leader apne aap ko kehate huye wo yeh bayan deta hai, ki mere paas toh koi awami support nahi hain, lekin main doosre logon ko leh kar hukumat banaonga. Yeh koi jamhori hukumat nahi hogi, yeh koi awami hukumat nahi hogi, yeh koi hukumat nahi hogi, jo awam ke daadrishi kar sake aur jamhoriyat ko mazboot kar sake.
01:45 Nawaz shirf yaad rakhein, main dhat kar khadi hun, sabik Wazir-e-Sahib Punjab, Dr. Yasmin Rashid ki media se ghai rasmi guftagu.
01:52 Kaha Bilawal Bhutto Sardari Noora Kushti band kar de, kal tak yehi Noor League wale unke maame chachhe bane huye the, sab jaante hain mukabla shir aur teer mein nahi, zalmo ne kharib ka sahid card band kiya. Awam election mein hisaab lenge.
02:12 Social media ki khabar ki tahkeek bahut zaroori hai, propaganda ka maqsad be jakeeni, afraat afri aur maayusi phailana hai. Army Chief General Asim Munir ke Islamabad mein National Youth Conference se khitab, kaha deshidgardi ke khilaf poore qaum ka taawun zaroori hai. Pakistan apne khud mukhtari par koi samjhata nahi karega.
02:30 Naujawaan ko is baat ka jakeen huna chahiye, wo azim watn aur qaum ke sapoot hain. Nigram Wazir-e-Asim Nawal Haqqaqar ne conference mein bataur mehmane khususi shirkat ki.
02:39 Main maqami Wazir-e-Asim tha aur bhu naqami Wazir-e-Asim Nawaz Sharif ka Nankana mein jalsi se khitab dawa kiya, unke khilaf saajish na hoti, toh ek shaks bhi berwazkaar na rehta. Hum wo Wazir-e-Asim nahi jo wada karke U-turn le le.
02:53 Sakoon us waqt milega, jab awam ko mehngai si nijaat milegi. Mariam Nawaz boli, Sher par itne thappa lagana, ke Nawaz Sharif ko kisi besaakhi ki zurot na rahe.
03:03 Asifa Bhutto ne N.A. 127 Lahore mein intikhabi daftar ka iftahta kar diya hai. Sabi Governor Chaudhary Sarwar, Sheri Rehman, Sholay Raza aur digar hum ra the.
03:13 Karkunon se khitab mein kaha, Party Chairman Bhilawar Bhutto ne awam aur gharib dos manshoor diya hai. 8 February ko jeet People's Party ki hogi.
03:20 Nawaz Sharif, Sher Parliament, Lahore.
03:45 Aur yaha pe aapko batayenge M.K. M. Rehnama, Haider Abbas Rizvi ki 9 saal baat TV screens par entry.
03:51 AY News ke program 11th August main 2015 ke baad pehla TV interview bataya ki kuch threats ki wajah se Bahrain walk jaana pada.
03:58 Canada mein naukri ki, Shah mein taxi chalai. Fakhar hai, middle class se taluk rakhta hu, jo kaam kiya dil laga kar aur imaan daari se kiya.
04:05 Ek sawal ke jawab mein bole, kuch technique wajuhat kripi ki bana phir election mein hisa nahi le raha. Koshish rehge ki Karachi mein apna khoya hua mandate wapas le.
04:14 Pehli baar M.K. ab ne election se phale kisi jamaat se ittahat kiya hai. Koshish hogi ki Karachi ke 16 nishiston par jaan lagaen.
04:21 Free talk show kisi studio mein 2015 ka hai.
04:26 Bhai, scope ho gaya hai wo.
04:27 Zahir hai ki phir wo duniya ne dekha ki ek situation create hui. Aisa andonak event hua ke jiske baad cheezain bilkul disrupt ho gaye.
04:35 I am from a middle class and proudly. Uber chalai hai, meri 2,500 rides hai. Hamara mandate cheena gaya.
04:42 Party has bhaid gaya. Imran Khan ne badi vadaat se is baad ko bhi explain kar diya tha.
04:47 Main apne ittahadiyon ko...
04:49 Kaise chalata tha?
04:50 Kaise chalata tha. Ittahadi nahi the janaab.
04:53 Iske ek aur daavya bhi hai na.
04:54 Baand ke daale gaye the. Kitne mauke faraam ki us party ko, ki kuch kar deyen Urban Centers of Sindh ke liye, Karachi ke liye, Hyderabad ke liye, Mirpur Khas ke liye, Sukkur ke liye.
05:06 MQM ki tarikh mein pehli baar, intikhabaat se pehle MQM ne yeh tay kiya, ke wo noon ke saath ittahad karegi.
05:16 Miss you, agar reform ne pehli bhi kuchh kaari hukumat aageyi the.
05:18 Toh phir hum opposition karnege.
05:20 Shah Maud Qureshi ne cipher case me mushawarat ke liye waqt maang liya hai. Diyala Jail mein judge Abu Hasan Az-Zulqanain ne cipher case ki samad ki.
05:27 Shah Maud Qureshi ne jiraat se kabal vakilon se mushawarat ke liye waqt ki istida ki.
05:31 Sabik Wazir-e-Kharijo ne kaha ki vakilon se milne ki ijjausat nahi di jati. Jiraat par kaise brief kare.
05:36 Judge ne kaha, hume bataya gaya ki jab tak aapki family nahi aati, aap courtroom nahi aate.
05:41 Humne toh gawaahon ko jiraat ke liye talab ke rakha hai. Shah Maud Qureshi jab case ki samad khatmo hoti hai, toh sal mein bandh kar diya jata hai.
05:48 Jis waqt aap adalat aate hain, uske baad hume laaya jata hai.
05:51 Judge ne jiraat se kabal Shah Maud Qureshi ko vakilon se mushawarat ki ijjausat de di.
05:55 Cipher case ki samad kal tak multavi kar di gayi.
05:58 [Pause]
06:03 [Pause]
06:32 [Pause]
06:39 [Pause]
06:59 [Pause]
07:22 [Pause]
07:39 Yeh kaun kar raha hai, Parvezulahi sahab ki family kar rahi hai?
07:41 [Pause]
07:54 Aur Shujaat sahab ne jo yeh toh paigaam keja hai Parvezulahi sahab ko, ki bhai PTI chod de hai.
07:59 [Pause]
08:13 Lahore Police ka Tehreek-e-Insaf ki Rahnaama Hamad Azhar ki maujood ki kitla par Jafriya Qaluni me chhapa.
08:18 Police ka kehna hai ki chhapa ke waqt Hamad Azhar farar ho gaye.
08:21 Police ne bataya, ke bana dene ki alzaam mein do afraad ko kiraftar ke liya.
08:26 Police ke mutaabik Hamad Azhar chunna house samle ke markazi mukaddeme mein ishtihari hai.
08:30 Hamad Azhar ne samajhi raapti ki website par bayan mein kaha hai,
08:33 ki mere waleet ki corner meeting ka inaqaat karne waleet hi nafraad ko giraftar ke gaya.
08:37 Police waleet kehte hai, ki upar se order aaya tha.
08:40 Mujhe panna dene par jali mukaddeema darshiya gaya.
08:42 Asal mein waleet ki corner meeting karane waleet ko giraftar karna makse tha.
08:46 Baaki sab drama tha.
08:47 [Pause]
08:53 [Punjabi News]
09:16 [Pause]
09:23 [Punjabi News]
09:49 [Punjabi News]
10:02 [Pause]
10:05 [Punjabi News]
10:07 [Pause]
10:12 [Punjabi News]
10:23 [Pause]
10:38 [Punjabi News]
11:04 [Punjabi News]
11:32 [Punjabi News]
11:35 [Pause]
11:53 [Punjabi News]
12:22 [Pause]
12:32 [Punjabi News]
12:58 [Pause]
13:06 [Punjabi News]
13:34 [Pause]
13:37 [Pause]
13:44 [Punjabi News]
14:13 [Pause]
14:15 [Punjabi News]
14:20 [Pause]
14:37 [Punjabi News]
14:48 [Punjabi News]
15:11 [Punjabi News]
15:24 [Punjabi News]
15:47 [Punjabi News]
15:59 [Punjabi News]
16:14 [Punjabi News]
16:23 [Punjabi News]
16:28 [Punjabi News]
16:55 [Pause]
17:01 [Pause]
17:08 [Punjabi News]
17:26 [Punjabi News]
17:54 [Punjabi News]
18:00 [Punjabi News]
18:18 [Punjabi News]
18:29 [Punjabi News]
18:38 [Punjabi News]
19:07 [Punjabi News]
19:33 [Punjabi News]
19:42 [Punjabi News]
20:11 [Punjabi News]
20:18 [Pause]
20:23 [Punjabi News]
20:39 [Pause]
20:41 [Punjabi News]
21:10 [Punjabi News]
21:12 [Punjabi News]
21:20 [Punjabi News]
21:33 [Pause]
21:41 [Punjabi News]
22:07 [Punjabi News]
22:36 [Punjabi News]
22:53 [Pause]
22:56 [Pause]
23:08 [Punjabi News]
23:21 [Punjabi News]
23:36 [Punjabi News]
23:45 [Punjabi News]
23:55 [Punjabi News]
24:04 [Punjabi News]
24:13 [Punjabi News]
24:16 [Punjabi News]

Recommended