• last year
Karam Mangta Hoon | Munajat | Shan e Meraj | 8 Feb 2024

Naatkhwan:
Qari Mohsin Qadri
Mehmood ul Hassan Ashrafi
Mohammad Waseem Wasi

#shabemeraj2024 #ShanEMeraj2024 #WaseemBadami #arydigital

Subscribe: https://bit.ly/2PiWK68

Join ARY Digital on Whatsapp https://bit.ly/3LnAbHU

Category

😹
Fun
Transcript
00:00 (Music)
00:16 Bismillahir Rahmanir Rahim
00:17 Let's start this segment of Munajat.
00:20 First of all, Allah has told many people to remember Him in their prayers.
00:25 May Allah fulfill everyone's needs. Inshallah.
00:30 Bareilaha, all praise is due to you, there is no God but you.
00:38 Bareilaha, all praise is due to you, you are the first and there is no end to you.
00:45 Ya awwalal awwaleen, ya akhiral aakhireen.
00:51 You were and will always be.
00:55 All the heights of love and passion are worthy of you.
01:01 All the ascension is yours.
01:04 All the perfection is yours.
01:07 You are the Lord of this world, in fact, of every world.
01:10 You are the living being.
01:12 You are the eternal being.
01:14 You are the Lord of every house.
01:16 You are the Lord of every house.
01:18 You are the Lord of every possibility.
01:21 You are the most merciful of all the merciful.
01:25 Ya arhamar rahimeen,
01:27 O He who sends the winds of good news before the 12th mercy.
01:33 O He who protected us in our childhood.
01:37 O He who gave us livelihood in our old age.
01:40 O He whose blessings are countless.
01:45 Whose blessings have no reward.
01:48 Whom we called in sickness, He healed us.
01:52 Called us in sickness, He gave us clothes.
01:55 Called us in hunger, He gave us a walk.
01:57 Called us in thirst, He gave us a drink.
02:00 Called us in poverty, He gave us respect.
02:02 Called us in ignorance, He gave us knowledge.
02:06 Called us in struggle, He gave us wealth.
02:08 Asked for help, He helped us.
02:11 O Lord, all the praise is due to you.
02:15 There is no one worthy of worship except you.
02:18 You are the Lord of the city of sanctity,
02:21 the purest house, the Ka'bah.
02:24 You are the only self-sufficient.
02:25 Who took His servant to a part of the night,
02:29 from Masjid-e-Haram to Masjid-e-Aqsa.
02:32 Subhanallazi asra bi abdihi.
02:35 Lailam minal masjidil haram, ilal masjidil aqsa.
02:40 In which you sent down blessings.
02:42 You made it a place of peace for people.
02:45 Bareilaha, tamam hum teri janaab mein hai.
02:48 Ki tune apne band-e-abd, aqa, maula, Muhammad-e-mustafa,
02:54 Sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ko miraj ata farmai.
02:58 Qudrat ki azeem nishaniyat ata farmai.
03:00 O Allah, tu rahmat naazil farma, Muhammad Sallallahu alaihi wa alihi wa sallam par.
03:05 Jo teri wahi ke amanatdaar hain,
03:08 tere bandon mein pasandida hain,
03:10 rahmat ke peshwa hain,
03:12 barkat ka sir chashma hain,
03:14 makhluqat mein bar guzida hain,
03:16 jino ne teri shariat ki khatir apne aap ko mazbooti se jamaya.
03:20 Teri rah mein apne jism ko har tarahi ki takleef ka nishana banne diya.
03:25 Tera pegham pohchane ke liye har tarahi ki takleef utha li.
03:29 Deen ki tarah daawat dene ke silsile mein har zahmat bardaash kar li.
03:33 Yahan takke tere dushmanon ke baare mein,
03:36 jo hune chaha tha, wo mukamal ho gaya.
03:38 Ay Bareilaha,
03:39 jis qabil-e-qabool shifaat ka tune unse wada farmaya hai,
03:43 us wada se bardkar unhe ata farmaya.
03:46 Ay wada ke naafis karne wale,
03:49 ay qaul ke poora karne wale,
03:52 beshak tu fazle azeem ka maalik hai.
03:55 Aaj ki shab, mera aaj ki shab,
03:57 is izzat-o-azamat wali shabd ke sadqe mein,
03:59 hamari nek-o-jais tamannaon ko poora farma de.
04:03 Bareilaha, hamare liye apni rahmaton ke khazane khol de,
04:07 hamai apni rahmaton ki aagosh mein le le.
04:10 Yaar hamar rahmeen, sab par rahmatin.
04:14 Aaj tu shahane kareemi ka sadqa,
04:23 ilahi tu dede raheemi ka sadqa.
04:36 Aata kar tu shahane kareemi ka sadqa,
04:47 ilahi tu dede raheemi ka sadqa.
04:58 Na maangunga tujhse, to maangunga kisse,
05:08 tera rahun mein tujhse,
05:13 dua maangta hu, karam maangta hu, aata maangta hu,
05:29 ilahi mein tujhse, dua maangta hu.
05:39 Tere liye hamd hai, ay sakhawat, buzurgi aur bulandhi wale.
05:46 Tu barkatwala hai, jisse chahata hai deta hai,
05:50 jisse chahata hai rokh deta hai.
05:52 Ay hamare maaboot, hamare khaliq, hamari pana, hamari pusht pana,
06:00 ham tangi aur faraqi mein teri hi bargah mein faryat karte hai.
06:07 Maaboot khatayein badi hai, bahot hai.
06:11 Lekin aatayein bhi toh bohot hai.
06:14 Tera af hu hamare gunahon ki nisbat azeem hai, wasi hai.
06:20 Agarche hamne apne nafs ki buri khahish puri ki,
06:24 apne nafs par zulm kiya, zalam to nafsi.
06:28 Apne nafs par zulm kiya.
06:31 Lekin, pashemani ke bayabanon mein sargarda hai.
06:36 Talaash karte hai tera daman e karam,
06:40 isliye ki iske sewa koi asra hi nahi hai.
06:44 Duniya jaane na jaane,
06:47 tu hamari haalate faqro faqa ko jaanta hai.
06:52 Tu hi hamari posheeda arz-e-ahwal ko jaanta hai.
06:58 Tere fazl-o-karam ki yaad dilon ko thanda karte hai.
07:02 Maaboot hamari laghzish muaaf farma,
07:04 gunah mita de, kyunki ham apne gunahon ke ikraari,
07:10 aur teri bargah mein daste daraaz aur umeet rakte hai.
07:14 Ki tu muaaf farmaega.
07:16 Hamari maaboot hamme apni darf se khushi aur rahat ata farma,
07:19 ki ham tere fazl ke darwazon ke sewa koi darwaza nahi khat khata te.
07:24 Ham apne aamaal ke sebab, apne aamaal ke sebab,
07:26 pastiyon me gir gaye hai.
07:29 Aaj ki shab, urooj ki shab hai.
07:31 Ham pastiyon me gir hai hua hai.
07:33 Aaj ki shab ke sadqe mein, shab-e-meeraaj ke sadqe mein,
07:36 hamme bhi kuch rooj ata farma de.
07:38 Hamme bhi uswa-e-sarkaar par aamal karne wala bana de.
07:42 Tu ghani azhar do aalam man faqeer,
07:46 rooz-e-mahshar uzrhaaye man pazeer.
07:49 Tere kabze mein do jahan hai,
07:51 tere kabze mein aasma hai,
07:53 tere kabze mein meri jaan hai,
07:56 meri shehrak se zyada kareeb hai,
07:58 hamara kul sermaya.
08:01 Teri tawajjo hai.
08:03 Kul sermaya teri rahmat hai.
08:05 Baar-e-laha, nir-e-maabood,
08:08 wa tu izzo man tasha,
08:11 wa tu zillo man tasha,
08:13 tu hi izzat denewala,
08:15 tu hi zillat denewala.
08:18 Meri izzat ke liye toh yahi kaafi hai ke main tera banda hun.
08:24 Mere fakhr ke liye yahi kaafi hai ke tu mera parvartikaar hai.
08:30 Tu bilkul aisa hai jaisa main chahta hu.
08:34 Kaash mujhe bhi aisa bana de jaisa tu chahta hai.
08:38 Tere bande,
08:40 tere darbar mein haazir hai.
08:43 Aur arz karte hai,
08:44 shab-e-meeraaj,
08:46 shab-e-sattaiyis rajab,
08:48 jab tu ne apne aqa ko meeraaj se nawaza,
08:50 in gunahgaaron par raham farma,
08:53 ya arhamar rahmeen.
08:55 Pir tu mere imaan ko tawa naay,
09:04 aata aakhar.
09:07 Pir tu mere imaan ko tawa naay,
09:15 aata aakhar.
09:19 Barson nahi sadiyon se,
09:24 main beemaar hun maula.
09:30 Barson nahi sadiyon se,
09:36 main beemaar hun maula.
09:43 Main banda e aasi hun,
09:48 khata ka rahu maula.
09:55 Lekin tere rahmat ka talab ka rahu maula.
10:07 Main banda e aasi hun,
10:13 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
10:37 Ik leher uthe yor,
10:42 main usse paar hun maula.
10:49 Ik leher uthe yor,
10:54 main usse paar hun maula.
11:01 Main banda e aasi hun,
11:06 khata ka rahu maula.
11:12 Main banda e aasi hun,
11:19 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
11:27 Main banda e aasi hun,
11:33 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
11:41 Main banda e aasi hun,
11:46 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
11:54 Main banda e aasi hun,
12:00 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
12:06 Main banda e aasi hun,
12:10 ik tera ishaar haag aur aasaan hun man huzir.
12:16 Main banda e aasi hun,
12:20 agar wo gunah, agar wo maasiyat-e-aashkaar ho jaye,
12:24 toh shayad gharwale bhi humse badzan ho jaye.
12:28 Tu aibon par parda daal rahna mere wali kar.
12:32 Maidan-e-qayamat mein bhi hume apni bakhshish aur maghfirat se mehroom na farmana.
12:36 Apni behtreen parda daari aur chashm poshi se mehroom na karna.
12:42 Hamare gunahon par apne abr-e-rehmat ka saya daal dena.
12:46 Hamare aibon par apni meharbani ka mi barsa dena.
12:50 Ey hamare maabood, hum tere saamne tudhi se shifaat karate hain.
12:56 Tudhse teri hi zaad ki panah lete hain.
12:59 Tere ahsaan ki khaish mein tere paas haazir hain.
13:02 Teri bakhshish ki taraf ragbat rakhte hain.
13:04 Tere fazil ke baadalo se,
13:06 teri sakhawat ki baarish ke talabgaar hain.
13:09 Teri raza ke taalib hain.
13:11 Teri taraf kadam badhana wale hain.
13:13 Teri kabuliyat ke darwaze par maujood hain.
13:15 Tudhse roshan bhalayiya maangne ko haazir hain.
13:18 Teri badaiyya bozurgi ke saamne aajizon past hain.
13:21 Hamare saath wo suloog na farma jiske hum laaik hain.
13:25 Wo suloog farma jo teri shayan-e-shaan hain.
13:28 Jo tere laaik hain.
13:30 Tujhe teri rehmat ka waasta.
13:32 Ey sabse zyada rehm karne wale.
13:35 Ey baar-e-laha, hamare aibon aur uswaaiyon ki parda khoshi farma.
13:39 Hum se musibatein door farma.
13:41 Gunahon se bachaaye raag.
13:44 Gunahon ki aadat chhudaa mere maula.
13:47 Tujhe nek insaan bana mere maula.
13:49 Tujhe to khabar hain main kitna bura hun.
13:52 Tu aibon ko mere chhupa mere maula.
13:55 Hame jahannum ki azaab se nijaat ata farma.
13:58 Jahannum ki aag se mehfooz farma.
14:00 Khudae, bozurg ko barte ro mere aaka.
14:03 Apni izzat aur jalalat ke waaste
14:05 Har haal mein hamare saath meharbani karte rehna.
14:09 Apni izzat ke waaste
14:10 Har haal mein hamare upar shafqat rawa rakhna.
14:13 Tamaam umoor mein ham par meharbani farmana.
14:16 Iss shab hamare mukaddaro ko urooj farmana.
14:19 Shab-e-urooj ki sadqa mein
14:21 Hamare mulk Pakistan ki haifazat farmana.
14:24 Iss androoni aur bairooni saadishon se mehfooz farmana.
14:27 Iss khudae zameen par apni rahmate barkate nazir farmana.
14:31 Khudae Falestin ke logon ki musibaton ko aasaan farmana.
14:35 Maaye bilak rahi hain,
14:37 Behne sisak rahi hain,
14:39 Bache tadap rahi hain,
14:40 Aur mushkilat ka ek ambar hain.
14:42 Aaj ki iss shab ke sadqa mein
14:44 Unki mushkilat aasaani aasaan farmana.
14:47 Aur waha rehne walon ko itte minnaan, sukoon aur amn-e-naseeb farmana.
14:52 Tamaam ummat-e-muslima par apna khususi fazl-e-karam farmana.
14:56 Kashmeer-Falestin ke musalmanon par rahim farmana.
14:59 Kuffaar ke mukaablein unko fadho-nusrat ata farmana.
15:03 Unko apne maqasid mein kamiaabi ata farmana.
15:07 Jin-jin logon ne duaon ki istida ki hain,
15:10 Sab ki jaiz hajaat ko kura farmana.
15:13 Hamari dua-ein unki haq mein kabul farmana.
15:15 Ya-arham-ar-raheem.
15:17 O God!
15:25 O Lord!
15:30 Arz-o-sawaan
15:34 Kisi monge ab madhbi
15:44 Ham tere waan
15:51 Ae bekason ke waani de de haane sahara
16:16 Mushrikeen ne haane teri
16:28 Rehman ko hai bukaara
16:35 Ae bekason ke waani de de haane sahara
16:48 Izat hamari ab toh bas tere haath mein hain
17:16 Badle abhi zamana
17:29 Gar tera ishaara
17:47 Mushrikeen ne haane teri
18:00 Rehman ko hai bukaara
18:12 Haajat rama bhi tu hai
18:19 Mushrikeen ko shaab bhi tu hai maula
18:38 Malik tere karon pe imaan hai hamara
18:50 Ae bekason ke waani de de haane sahara
19:01 Ilahi waasta rahmat ka tujhko
19:17 Khataayein bakhsh de sari ilahi
19:19 Museeba sar pe hai bhaari ilahi
19:22 Harik seene mein dil ghawra raha hai
19:24 Sheeraaza bikharta ja raha hai
19:26 Akhuwat ho rahi hai paara paara
19:29 Sahara de sahara khataon se hamari dar guzar kar
19:35 Ilaje sozishe daaghe jigar kar
19:43 Maula

Recommended