Deen e Fitrat - Topic: Musalman Ke Huqooq - Shaykh Mufti Tauqeer - 10 March 2024 - ARY Qtv

  • 7 months ago
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer

Topic: Musalman Ke Huqooq

#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:07 Alhamdulillah wa kafa wa salamu ala ibadihi allatheena astafa amma ba'itha fawdu billahi
00:14 minash shaitani rajim.
00:16 Bismillahir rahmanir rahim.
00:18 Allahumma salli ala sayyidina Muhammad wa ala aali sayyidina Muhammad wa barik wa sallim.
00:24 Allahumma infa'na bima 'allamtana wa 'allimna ma yinfa'una wa zidna ilmah.
00:29 Har insaan ki hukook hotey hain.
00:33 Agar kisi ko uske hukook nahi diye jayenge, isko zulm kayte hain.
00:37 Aur zulm ek aisi cheez hain jo Allah subhanahu wa ta'ala ne apne haath mein nahi nahi rakhi
00:43 ke wo usko maaf kar deyin.
00:45 Balke jab tak insaan doosre insaan se wo hukook maaf nahi kar aayega,
00:49 tab tak Allah subhanahu wa ta'ala bhi usko maaf nahi karteyin.
00:52 Toh logon ke hukook ata karna itna aahim hain.
00:56 Aur hum ek series kar rahe the pishli kuch hafton se
01:00 aur humne baat shuru ki thi biviyon ke hukook ki.
01:04 Toh pishli section mein baat ki thi humne biviyon ke hukook ke baare mein baat ki thi
01:10 ki biviyon ke hukook hotey hain.
01:12 Isi tariqa se shohron ko bhi hukook hotey hain.
01:16 Shohar biviy ke poore relationship ko samajhne ke liye
01:21 humein ek corporate sector ke poore setup ko samajhna chahiye.
01:27 Dekhein ek corporate sector ke andar ek CEO hota hai,
01:32 uske neeche may be head of departments hote hain, directors hote hain
01:37 aur neeche phir managers hote hain aur managers ki neeche subordinates hote hain.
01:41 Main ek bade corporate sector ki baat kar raho hain.
01:44 Yeh sector, yeh corporate sector usfak kaam karta hai
01:49 jab tak ke saare subordinates hain wo apne manager ki baat sune.
01:54 Managers head of departments ki baat sune, head of departments director ki baat sune
01:58 aur director phir ek board of directors hota hai jisme CEO bhi ek part hota hai
02:03 lekin eventually ek CEO ka final decision hota hai.
02:06 Aur isi tariqa se ek bade corporate chalti hain.
02:09 Agar hum kisi game ki baat karein Pakistan mein cricket bahut dekhi jaati hain.
02:17 Cricket mein ek captain hota hai aur baaki players hota hai
02:21 aur captain ki baat jab players maante hain toh phiri ek team jeetti hain.
02:27 Lekin captain ka role kya hota hai?
02:29 Captain ka role yeh hota hai ki wo saare players ko katha karta hai
02:33 aur ek mushabrat hoti hai, ek open discussion hoti hai
02:37 aur us open discussion ki base ke upar phir captain ek final decision leta hai.
02:42 Aur captain ek bhut bhi player hota hai.
02:44 Captain sirf captain nahi hota hai, captain ek player bhi hota hai.
02:47 Right?
02:48 Isi tariq se koi bhi agar team ne kaam karna hai toh team aise hi kaam karti hai
02:55 ki ek ko head banate hain, ek ko captain banate hain
02:59 aur phir wo baaki team ke saath mushabrat karke, unke saath mashwara karke
03:04 koi decision leta hai aur jab saare log uske decision ko maanenge tabhi
03:09 wo team, tabhi wo jo bhi jamaat hai, wo group hai, wo kaamiaab hota hai.
03:15 Isi tariq se Allah subhanahu wa ta'ala ne zindagi ke is safar me ek captain banaya hai
03:22 aur wo shauhar hai, wo husband hai.
03:25 Yeh, beeviyon ko yeh baat samajhne ki zarurat hai.
03:30 Beeviyon ke hukook mein, I think do episodes kart chuka hu
03:33 toh aisa na ho ke beeviyan kahein ki humare hukook ke baaram mein baat nahi hui
03:38 jo log pehli tafai yeh episode dekh rahe hain, please unko chahiye ke
03:42 pichli episodes ko dekhen jaha maine beeviyon ke hukook pe bahut tafseel se baat ki hain.
03:46 Aaj mera maqsad shoharon ke hukook pe baat karna hai.
03:50 Husband captain hota hai, main dubaara repeat karun ke captain player bhi hota hai.
03:56 Aisa nahi hota ke captain sirf apni hukam chalaye, wo uska ek role hota hai team mein.
04:03 Right, jo CEO hota hai, wo ek us company ka employee bhi hota hai.
04:07 Koi bhi director ho, manager ho, wo us company ka employee bhi hota hai
04:11 aur saath mein manager, director, head of department, CEO bhi hota hai.
04:15 Toh main yeh arz kar raha tha ki jaise ek captain poori team ko bithayega
04:22 for example, jaise humne cricket ki misal liye,
04:25 doosri team ne, opposite team ne, 300 runs bana liye.
04:28 Ab wo captain aa ke player se mashwara karega ki humne chase karna hai,
04:33 hum isko kaise chase karein?
04:35 Koi ho sakta hai mashwara de, ji pehle 10 over ke andar hum tez khelenge,
04:39 10 ki average se khelenge, 10 overs me 100 runs banaayenge
04:43 aur phir taake agle 40 over me hume aasaan ho jayein isko chase karna.
04:48 Koi ho sakta hai, kahe nahi nahi pehle 10 over me agar hum tez khelenge
04:54 toh phir probability hai ki hum jaldi out ho jayein, toh phir humare pe pressure aa jayega
04:58 toh pehle 10 over araam se khelenge, baaki 40 over me gradually usko accelerate karenge.
05:03 Toh har tarah ka mashwara aa sakta hai, captain sab ki baat sunta hai
05:07 aur phir uska ek apna bhi of course point of view hota hai,
05:10 wo bhi discuss karta hai, open discussion hoti hai,
05:12 ek achhe team ki baat karo, hopefully aise hi hota hoga.
05:15 Aur phir captain ek decision leta hai, jab wo decision leta hai,
05:19 misal ke taur pe wo kehega ki nahi pehle 10 over humne aaraam se khelne,
05:23 wickets bachane hai, toh phir wo jo team player tha,
05:28 jo yeh mashwara dera tha, ke pehle 10 over me humne tez khelna chahiye,
05:32 wo bhi uska captain ki baat ko maanega, aur agar wo for example opener hai,
05:36 toh jaake captain ki strategy pe amal karega, tabhi team jeetegi.
05:40 Agar har koi apni manmani karna shuru ho jayega,
05:43 toh kabhi bhi team ke andar ek unity nahi aayegi, aur team kabhi bhi nahi jeet sakti.
05:47 Kabhi kabhi jeetegi, lekin overall unki performance achhi nahi hogi.
05:51 Husband ko Allah ta'ala ne team captain manaaya,
05:55 yeh team hai, husband, wife, bachon ki, yeh team hai.
05:58 Husband, uski wife, aur uski bachay, yeh team hai,
06:03 inka team captain Allah ta'ala ne husband ko manaaya.
06:06 Husband ko bhi yehi kaam karna chahiye, jab bhi koi decision lena ho,
06:10 toh wo apni bivi ko, apni bachon ko bithaye, aur unse mashwara kare.
06:15 Yeh ek ache shohar ki, ek ache baap ki nishani hoti hai.
06:20 Sabse mashwara kare, koi bhi important decision life me lena hai,
06:23 ghar ka kharitna hai, bivi kahe sector A me kharide,
06:28 ek beta kahe sector B me kharide, ek beti kahe sector C me kharide,
06:32 aur iska apna khayal hai sector D me kharide, chaar opinions hai.
06:35 Is sab ke baat sunay, usko way kare, ke kaun kya keh raha hai,
06:42 aur phir ek honest decision, ek unbiased decision le,
06:47 jab usne ek decision le liya, toh baaki jo teen log the,
06:50 wo bhi iski baat maan jaye, isi me barkat hai, isi me barkat hai.
06:55 Nabi Karim A.S. toh firmaaya hai, ke jab tum me se do log safar kare,
07:00 tab bhi tum do me se ek ko ameer banalo.
07:03 Ek ameer ka hona, ek leader ka hona, yeh kisi bhi jamaat me,
07:10 kisi bhi group me, yeh laazim hai.
07:13 Is cheez ko bahut ache tariqat se samayna chahiye.
07:16 Matkismati se, jab is poori hierarchy ko nahi samjha raha tha,
07:20 jab yeh nahi samjha raha tha, ke husband ko Allah Taala ne captain manaaya hai,
07:24 aur biviyan apni baat manwaane ki koshish karte hai,
07:28 ho sakta unki baat me wazan ho, aur jaise mene ka,
07:31 ki husband sunayga uski baat, aur jab baat sunayga,
07:33 aur uski baat me weightage hogi, toh uski ki baat ko,
07:36 ek achha husband us cheez ko apply karega.
07:40 Lekin, agar husband samjha raha hai,
07:42 ki biviyan ki baat me weightage nahi hai, uski baat me wazan nahi hai,
07:46 aur uski baat me zyada wazan hai,
07:48 agar yeh faisla karta hai, ki aapki baat nahi, meri baat me yeh wazan hai,
07:52 isliye hum isko aisa kar lete hain, toh biviyan ko chahiye ki uski baat maan jaye,
07:56 as opposed to ki naaraaz ho jaye,
07:58 as opposed to ki bila waja ka mood off kar le.
08:01 Phir is ghar me barkat nahi hoti hai.
08:03 Barkat tabhi hoti hai, jab shohar ki baat eventually maani jaye.
08:08 Right? Aur shohar ko bhi chahiye ki woh choti choti baaton ke andar,
08:12 zyada masayal create nahi kare.
08:15 Right? Is table ke upar,
08:17 jo table cover hai woh blue ho, ke red ho,
08:21 bivi kehari red ho, main keharon blue ho,
08:23 toh kya farak padta, agar red bhi ho jayega. Right?
08:26 Toh yeh choti choti baaton ke andar,
08:28 shohar ko bhi chahiye ki bila waja ka issue create nahi kare,
08:32 lekin badi baaton me jisme zindagi ke faisle hote hain,
08:35 right? Bade distance hote hain,
08:37 uske andar mushawarat, uske andar paqaida planning,
08:41 aur logical thinking,
08:44 duniya aur akhirat dono ko saamne rakke,
08:47 ilm ki base ke upar isiye le,
08:49 aur phir eventually faisla,
08:51 shohar ka ho, baat ka ho,
08:53 yaani is team ke andar,
08:55 kyaan me shohar, bivi, bachay,
08:57 isme shohar ka faisla ho, isi me barkat hai.
09:00 Allah ta'ala ne Quran ke andar firmaaya,
09:02 ki biviyon ke bhi hukook hai,
09:04 walahun na mislul ladhi aaliihinna bil ma'roof,
09:07 ki biviyon ke bhi hukook hai,
09:10 jaise ke mardon ke hukook hai,
09:13 achhe tariqah se,
09:15 lekin phir Allah ta'ala ne firmaaya,
09:16 walirrijali aaliihinna daraja,
09:19 ki mardon ka biviyon pe,
09:21 shoharon ka biviyon pe,
09:23 ek rank upar hai,
09:25 ek darja upar hai,
09:27 aur ye darja yehi captain ka rank hai,
09:29 wo player bhi hai,
09:31 lekin uska ek rank upar hai,
09:33 aur wo captain ka hai,
09:35 das ranks nahi hai,
09:37 bachas ranks nahi hai,
09:38 ek rank upar hai,
09:39 aur wo ek rank,
09:41 jaise mene arz kiya,
09:42 ki wo captain ka rank hai.
09:44 walahun azeezun hakeem,
09:46 aur Allah ta'ala sari taqat bhi Allah ke paas hai,
09:49 aur Allah ta'ala hi hakeem hai,
09:52 hikmat sari Allah ke paas hai,
09:55 kisi hikmat ke taht Allah subhanahu wa ta'ala
09:58 ne ye hierarchy banayi hai.
10:01 Toh chahiye, biviyon ko chahiye,
10:03 ke wo shoharon ki baat eventually maan chahyein,
10:06 jab wo decision making kar lein,
10:07 lekin apni input the, of course,
10:09 aur main baar baar keh rahe hoon,
10:10 shoharon ko bhi chahiye,
10:11 ke mushawraj se ghar ke umoor,
10:13 ghar ke maamla chalaya karein.
10:16 Ek jek Allah subhanahu wa ta'ala ne farmaya,
10:19 ke neyk aurtein kaun hoti hain,
10:21 surat-an-nisaa mein,
10:22 Allah ta'ala ne farmaya,
10:23 at number chaun-tees ke andar,
10:25 ka fas-saliha tu qaan-e-taatun,
10:27 ke neyk aurtein wo hai,
10:29 jo shohar ki baat maan jati hain,
10:32 yaani captain ki baat maan jati hain,
10:34 is pooray, jis tarah main aapko samjhaya,
10:36 captain ki baat maan ti hain,
10:38 achha player wo hi hai,
10:39 jo captain ki baat maan ta hain,
10:41 fas-saliha tu qaan-e-taatun,
10:43 aur doosri cheez,
10:44 Allah ta'ala ne farmayeen,
10:45 haafizat-ul-il-ghaibi bima hafiz-Allah,
10:48 ke wo shohar ki ghar maujood ki ke andar,
10:51 apni paak-daamni ki hifazat karti hain,
10:54 modest rahti hain,
10:56 Allah ta'ala ki dee hui hifazat ke saath,
10:59 toh neyk aurtein,
11:01 shohar ki ghar maujood ki mein,
11:03 apni izzat ki,
11:05 apni paak-daamni ki hifazat karti hain,
11:07 yeh bhi bahut aaham hain,
11:09 toh do baatein Allah ta'ala ne idhar bataayin,
11:11 neyk aurtein ki tarif karte hui,
11:13 unko define karte hui,
11:15 ke wo captain ki baat maan ti hain,
11:17 apni shohar ki baat,
11:18 jab wo eventual decision le le ta hain,
11:20 toh uski baat maan jati hain,
11:22 aur jab shohar ghar ke andar nahi hota,
11:25 ke wo safar pe hota hain,
11:27 toh wo apni izzat ki hifazat karti hain,
11:30 aur bahut saari ahadith-e-mubarakah bhi hain,
11:34 jaha pe Nabi Karim A.S. ne farmaya,
11:38 ke jab shohar ik faisla kar le,
11:40 toh uski baat maan jani chahiyein,
11:42 ek hadith-e-mubarakah mein,
11:44 Nabi Karim A.S. ne farmaya,
11:46 ke ek aurat agar paanch faqee namaz pade,
11:49 al mar'atu idha sallat khamsaha,
11:51 wa saam-achahra,
11:53 ramzan ke roze rakhein,
11:55 wa ahsanat farjaha,
11:57 aur apni paak damni ki hifazat karein,
11:59 wa ata'at ba'ilaha,
12:01 aur apni shohar ki baat maan jahi karein,
12:03 jab wo ke faisla kar le,
12:05 wo jannat ke jis bhi darwaze se chahiye daqil ho jayein,
12:09 ajeeb,
12:10 farais ki pawandi karein,
12:13 namaze pade,
12:14 roze rakhein,
12:15 ramzan ke,
12:16 farais ki pawandi karein,
12:18 apni izzat ki hifazat karein,
12:22 modest ho,
12:23 right,
12:24 aur,
12:25 jab shohar dis-ein le le eventual,
12:27 mushawarat ke baad darsah ki humne baat ki,
12:30 aur uski baat maan jahi,
12:31 uspe bila waja ki mood off na karein,
12:33 bila waja narazgi ka izhar na karein,
12:35 aur kahein ji,
12:36 aapne dis-ein liya hai,
12:37 isi me kher hogi,
12:38 isi me barkat hogi,
12:39 insha'Allah,
12:40 aur uski baat maan jahi,
12:41 Allah ke rasool firma rahein,
12:43 sallallahu alaihi wa sallam,
12:44 ki jannat ke jis bhi darwaze se chahiye daqil ho jayein,
12:48 agar,
12:51 is tarah ka relationship ho,
12:53 beeveon ke taraf se bhi,
12:55 hum beeveon ke hukook ke baarein baat kar chuke hain,
12:58 agar beeveon bhi aise respond karein ghar mein,
13:01 to ghar ka mauhal kitna acha ho jayein,
13:03 koi tension na ho,
13:04 koi problem na ho,
13:05 right,
13:06 shohar beeveon ki izzat kar rahein,
13:08 unke hukook ka khayal kar rahein,
13:10 beeveon shoharon ki hukook ka khayal kar rahein,
13:12 right,
13:13 kitna pyaar,
13:14 mauhabbat,
13:15 tension free mauhal hoga ghar ke andar,
13:17 ek hadith mubawar ka sunan al nisaai ki riwayat hai,
13:20 nabi karim alayhi salatu was salam ne,
13:22 se poocha gaya,
13:23 ki sabse behtreen aurtein kaun hai,
13:25 firmaaya,
13:26 ki jab shohar usko dekhe,
13:28 to wo usko khush kar de,
13:30 yaani usko dekhe,
13:34 beeve ko dekhe,
13:35 shohar ko bhi khushi ho,
13:36 aur jab wo faisla kar le,
13:41 jaise hum baat karte aarein hain,
13:42 to uski baat maan jayein,
13:44 yeh behtreen aurto ki nishani bata rahein,
13:47 Allah ke rasool,
13:49 sallallahu alayhi wasallam,
13:50 ki baat maan jayein karein,
13:53 aur dil ko sukoon de,
13:56 hum ne pehle baat ki thi,
13:58 jab hum beebeon ke hukook ke baarein baat kar rahein the,
14:00 ki Allah ta'ala ne,
14:02 Quran ke andar,
14:03 shadi ka maqsad yeh bataaya hai,
14:05 ki dono ko ek dusar se sukoon mile,
14:07 wa min aayaatihi,
14:08 an khalaqa lakum min anfusikum azwajal li taskoonu ilaiha,
14:12 Allah ke nishaniyon pe sahi,
14:14 ki Allah ne,
14:15 logon ke darmayan sahi,
14:18 unhi ki jins misin,
14:19 unke joday banayin,
14:20 ta ki hun min sukoon hasil karein,
14:22 wa ja'ala bainakum ma waddatum wa rahma,
14:25 aur Allah ta'ala ne,
14:26 unke darmayan muhabbat,
14:27 piyaar aur rahmat rakh diya,
14:29 inna fee thalika la aayaatil yaqoom yi tafakkaroon,
14:32 yeh Allah,
14:33 isme nishaniya hai,
14:34 jo log tafakkur karte hain,
14:36 ghaur aur fikar karte hain,
14:37 to sukoon ki talaash,
14:39 ek shadi ke baad sukoon wala ghar,
14:42 yeh Allah ta'ala chahte hain,
14:45 aur agar sukoon nahin hai ghar ke andar,
14:47 to kahi na kahi problem hai,
14:49 yeh shohar bibi ki hukook nahi de raha,
14:51 yeh bibi shohar ki hukook nahi de rahi,
14:54 shohar ka yeh bhi haq hai,
14:56 ke jab walaad ho jaye us shohar se,
14:58 to us bachche,
14:59 un bachon ki sahi tarbiyat karein,
15:02 uske ghar ka khayal karein,
15:04 uske maal ko soch samajh ke kharj karein,
15:06 yeh saare shohar ki hukook hai,
15:09 humari kai bachiyan,
15:13 khawateen,
15:15 wo bachon ko waqt nahi deti,
15:17 unki tarbiyat sahi nahi karein,
15:19 right?
15:20 waqt zaya ho raha hai,
15:23 social media pe waqt zaya ho raha hai,
15:25 bila waja ki gatherings pe waqt zaya ho raha hai,
15:28 bachon ki tarbiyat nahi ho raha hai,
15:30 yeh un bachon ka bhi haq hai,
15:32 jo aapke apne bachey hain,
15:34 aur us shohar ka bhi haq hai,
15:36 jiske bachey hain,
15:37 please ghar ka khayal karein,
15:39 ghar ki, ghar ki fikar karein,
15:41 ghar ko ek achcha mahal
15:43 banane ki koshish karein,
15:45 Inshallah ta'ala yeh humari
15:47 zimmedaariyon mese hain,
15:49 Inshallah apni zimmedaariyon ko poora karein ge,
15:51 to ghar ka mahal, ghar pe achcha hoga,
15:54 humari zimmedaariyon jinn ke baare mein
15:56 hum se sawal hone wala,
15:57 Inshallah ta'ala,
15:58 wo un zimmedaariyon se bhi hum
16:00 achche tariqah se,
16:01 unko poora karne wale banenge,
16:04 Allah ta'ala hum sab ke gharon ko pur sukoon banaye,
16:07 Inshallah chotiyez break letein,
16:09 aur break ke baad dubar aapke sawalon ke saath hazir hotein,
16:12 aap unne sawalat email bhi kar saktein,
16:14 deenefitrat@arydigital.tv par,
16:18 Inshallah ek chotiyez break ke baad,
16:20 dubara miltein,
16:21 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu,
16:23 welcome back, break ke baad aapke sawalon ke saath hazir hain,
16:26 kisi ne sawal kiya,
16:29 ke mere shohar aur meri saas,
16:33 mere saath bahot bhat suluki kartein,
16:35 aur meri saas mujhe bahot bura bhala kaithi rehti hain,
16:40 mere shohar bhi unke saath milkar,
16:43 unki baatein sunkar,
16:44 mere saath bhat suluki kartein,
16:46 mai iss situation ke andar kya karoon,
16:48 yeh bahot dil dukhane wali baat hain,
16:54 aur aisee kahaniya bahot nazar aati hain,
16:57 bahot milti hain,
16:58 aise sawalat bahot pooche jaatein,
17:02 pehli baat toh yeh hai,
17:03 ke aise logon ko mai baat karna chahata hun,
17:07 un shoharon se aur un saason se aur baaki logon se,
17:14 ke please hume khuda ka khauf karna chahiye,
17:18 hum sabko Allah ke paas jaana hai,
17:20 ek din aayega,
17:22 ke mai bhi Allah ke paas jaaunga,
17:23 aap bhi Allah ke paas jaayenge,
17:25 baat ka farishta hum sabko ek din aake le jaayega,
17:29 aur ek din hai,
17:31 jo qiyamat ka din hai,
17:32 insaaf ka din hai,
17:34 aur hum ye baatein pehli episodes mein kar chuke hain,
17:37 ke agar humne kisi ke upar zulm kiya hoga,
17:40 is zindagi mein,
17:41 wo shaks aakar humse apne hukook ka mutalba karega,
17:46 aur humare paas koi bhi choice nahi hoga,
17:49 koi ikhtiyar nahi hoga,
17:52 magar yeh ke hume unke hukook unko wapas dene padege,
17:56 aur uz din hukook maal paisa nahi hoga,
17:59 agar thodi bahot nekiyan humse hui hain zindagi mein,
18:03 wo nekiyan unko deni padege,
18:05 aur jaise hadith-e-mubarakah mein aata hai,
18:07 ke jab log apne hukook ka mutalba karenge,
18:10 ek ek karke,
18:11 to is banday ke saari ibadat khatam ho jaayenge,
18:14 aur uske baad log apne guna is banday ke upar daalna shuru kar denge,
18:18 aur bawajood iske,
18:19 ke isne bahot namaze padhi hongi,
18:21 roze rakhiye hongi,
18:23 tasbihat ki hongi,
18:25 askar kiye hongi,
18:26 tabligh pe gaya hoga,
18:27 ya jo kuch bhi,
18:28 lekin chuke isne logon ke hukook maare the,
18:31 iske paas yeh sab ibadat chali jaayenge,
18:34 aur yeh bil aakhir jahannam mein pheng diya jaayega,
18:37 Allah ta'ala hum sab ko,
18:38 is ghari se,
18:40 aisi situation se mahfooz rakhe hain,
18:43 Ameen.
18:44 To sochne ki baat hai,
18:46 ke agar hum kisi pe zulm kar rahe hain,
18:50 to humara qiyamat ke din kya banega,
18:52 hum kaise Allah ko jawab de honge,
18:56 please.
18:58 Doosri baat,
18:59 ke Quran ke andar bohot sakht waeed hain,
19:03 tatfeef karne walon ke liye,
19:05 waaylul lil mutaffifeen,
19:07 tatfeef hota hain ki hum kisi se apne hukook ka mutalwa karein,
19:10 to poora poora karein,
19:11 aur jab doosron ke hukook dene ki baat aaye,
19:13 to poore naa den,
19:14 isko kahte hain tatfeef.
19:16 Allah ta'ala firmaane hain,
19:17 tabahi hain,
19:18 barbadi hain,
19:19 tatfeef karne walon ke liye,
19:22 hum chahte hain ki humari bahu,
19:24 meri bivi,
19:25 mere saath bohot achi ho,
19:27 poore haq den,
19:29 aur jab me uske hukook den,
19:31 to me poore naa den,
19:32 uske beghzati karon,
19:33 uske saath batsuluki karon,
19:35 to Allah ta'ala firmaane hain,
19:37 Quran ke andar in logon ke liye,
19:38 tabahi hain,
19:39 barbadi hain.
19:40 Isi tariqah se,
19:42 agar meri apni beti ho,
19:44 aur meri apni beti ke liye chahun,
19:47 uska shohar,
19:48 uski saath uske saath,
19:50 bohot acha suluk karein,
19:51 lekin meri apni bahu,
19:53 ya apni bivi ke liye,
19:55 wo nahi chahara,
19:56 yeh bhi toh tatweef hain.
19:58 Please sochein,
20:00 apne aapko uski jagah pe rakke sochein.
20:03 Nabi Kani (A.S) ne firmaaya,
20:05 ke tumme se wo shaks momin ho hi nahi sakta,
20:08 jab tak ke wo apne bhai ke liye,
20:10 wo pasand na kare,
20:11 jo apne liye pasand karta hai.
20:13 Right?
20:15 Main uski jagah,
20:16 apne aapko rakke sochoon,
20:17 ke agar mere se ye baatein,
20:19 aise ki ja rahi ho,
20:20 wo karvi baatein,
20:23 wo bitter,
20:25 wo bahut hi dil ko dukhane wali baatein,
20:28 toh mere upar kya guzrein,
20:29 thodi der ke liye socha toh karein.
20:31 Toh yeh bohot, bohot, bohot,
20:33 khatarnaag baat hai.
20:35 Jahan tak humari yeh bachi,
20:37 humari bhen ka talok hai,
20:38 ke unke saath is tarah ki mistreatment ho rahi hai,
20:40 dekhein,
20:41 uske liye toh poori situation ko samjhna padhega,
20:43 abbal ta aakhir.
20:45 Aur dekhna padhega,
20:47 ke ho kya raha hai moaamla.
20:50 Right?
20:51 Toh yeh bhi sakta hai ke ghalati thodi si,
20:53 aapki bhi ho,
20:54 ghalati unki bhi ho,
20:55 dono milke complex situation ban rahi ho.
20:58 Toh poori situation ko handle karna padhega.
21:00 Toh mera bahut bashwara yeh hai,
21:03 ke pehli baat toh yeh yakeen hai,
21:05 ke aapne apne shohar se baat ki hogi.
21:07 Aur by the way,
21:08 yeh shohar hai,
21:10 inka aapki bohot double zimmedaari hai.
21:12 Aapki zimmedaari,
21:14 aapki maa ki taraf se bhi hai,
21:15 aur aapki bhiwi ki taraf se bhi hai.
21:17 Aapki dohri zimmedaari hai.
21:19 Ek taraf maa hai,
21:20 ek taraf bhiwi hai,
21:21 aapko unbiased rahna padhega beech mein.
21:23 Aap yeh nahi kar sakte,
21:25 ke apni maa ki mohabbat me
21:26 apni bhiwi ke hukook na de.
21:28 Aur yeh bhi nahi kar sakte,
21:29 ke bhiwi ki mohabbat me
21:30 maa ke hukook na de.
21:31 Dono ke hukook hai.
21:33 Bahut double zimmedaari hai aapne upar.
21:35 Right?
21:36 Toh yeh nahi kar sakte,
21:37 ke chunke maa kuch keh rahi hai,
21:39 toh main maa ki mohabbat me
21:40 bhiwi ke saath batsalooki karoon.
21:42 Yeh bilkul jaayiz hi nahi hai.
21:44 Toh aap aapki zimmedaari hai.
21:47 Please aap situation ko samjhein.
21:49 Agar aap situation ko sambhal lenge,
21:52 toh yeh situation kahin bahar nahi jaayegi.
21:54 Ghar ka maamla hai, ghar mein rahega.
21:56 Aur zahiri baat hai,
21:58 aap bhi surakh rooh honge.
21:59 Aapko bhi qiyamat ke din
22:00 Allah ke saamne pesh hona hai.
22:02 Aap sabko kabar mein jaana hai,
22:03 sabko Allah ke saamne pesh hona hai.
22:05 Toh aap please is maamle ko
22:06 sabse behtar sambhalne wale hai.
22:08 Aur mujhe yaqeen hai,
22:10 ke amari is bachi ne,
22:11 pehne ne apne shaur se baat ki hoki.
22:14 Lekin lag raha hai is poori situation,
22:16 ki shaur ko samjh nahi aa rahi hai.
22:17 Toh main in shaur se mukhatib hoke kehtao,
22:19 ke please aap samjh jaaye,
22:21 aap hi situation handle kar lenge,
22:23 toh maamla theek ho jaayega.
22:25 Right?
22:26 Lekin uske liye unbiased hoke,
22:28 waalda galti kar sakti hai,
22:30 wo bhi toh insaan hai.
22:31 Bibi bhi galti kar sakti hai,
22:32 waalda bhi galti kar sakti hai,
22:34 main bhi galti kar sakta hai,
22:35 hum sab galti kar sakte hai.
22:36 Right?
22:37 Apni galtiyon ko pehchanne ki koshish karni chahiye,
22:39 aur usko rectify karne ki zarurat hai.
22:41 Apni galti pe parda dalne se koi faida nahi hota hai.
22:45 Apni galti ko galti maanne wala,
22:46 ek achha insaan hota hai.
22:48 Nabi Karim A.S. ne firmaaya,
22:50 ke kullu bani aadama khatta'un,
22:52 wa khairul khatta'eena at-tawabun.
22:55 Ke tamaam insaan,
22:56 bohot ghalatiyon karne wale hai,
22:58 lekin sabse behtreen shaks,
23:00 in ghalti karne walo me wo hai,
23:02 jo ke tawbah kar leta hai.
23:05 Yani apni galti ka issaas karke,
23:07 uspe nadamat karke,
23:09 apni galti ko rectify kar leta hai,
23:11 Allah se maafi maang leta hai,
23:13 logon ke saath bhi mo'amla thik kar leta hai.
23:15 Isko tawbah kehte hain.
23:16 Allah ke rasool firmaare,
23:17 ghalatiyon karta hai insaan,
23:19 lekin ghalatiyon ko ghalati samajhna yeh ahim baat hai.
23:22 Please, apna hum sab muhasba karein,
23:26 aur apne gharwaan me jhankeyin,
23:28 aur apni galtiyon ko bohot dhyanaddari ke saath,
23:31 uska issaas karein,
23:33 usko manein,
23:35 aur usko theek karein.
23:37 Yeh bohot ehm hai.
23:39 To please, agar bivi kuch keh rahi hai,
23:43 to uski baat sunay,
23:45 aur usko samajhne ki koshish karein,
23:48 unbiased hoke.
23:50 Ar-rijal-u-qawwamuna 'al-an-nisa
23:52 Mard aurton ke qawwam hai,
23:54 unke caretaker hai,
23:55 har tara se caretaker hai.
23:57 Wo unke financial needs ke bhi caretaker hai,
24:00 lekin unke moral needs ke bhi caretaker hai,
24:02 unke psychological needs ke bhi caretaker hai,
24:04 unke intellectual needs ke bhi caretaker hai.
24:06 Aap, shohar, main, aap, sab log,
24:10 hum log zimmedaar hai,
24:11 apni biviyon ke unke upar koi zulm na hona paaye.
24:14 To please unki baat ko sunay,
24:16 aur please usko samajhne ki koshish karein,
24:19 aur agar meri mehin hai, bachi hai,
24:22 jin ka saath yeh zulm ho raha hai,
24:24 ek defa phir baat karke dekhiye,
24:26 right?
24:28 Sabse betar yeh hi hai,
24:29 ke maamla yeh hi bhi theek ho jaye.
24:31 Quran bhi issi cheez ki taaleem deta hai,
24:33 ke shohar aur bivi apne maamlaat ko khudi theek karni ki koshish karein.
24:38 Even so much so Quran kehta hai,
24:40 agar apne kisi haq ko bhi jaane de,
24:42 to haq ko bhi jaane de.
24:45 Lekin maamlaat theek kar lein,
24:47 khudi shohar bivi aapas se milke,
24:49 lekin agar shohar bivi ke maamlaat
24:51 aapas se baat karke bhi theek nahi ho rahe hai,
24:53 to phir kisi bade ko involve karna padega.
24:55 Aur kisi aise bade ko involve karein,
24:58 achcha hai ke ghar mein sahi ho,
25:01 ya phir koi bauti deendar, nek insaan ho,
25:03 jiski neki pe aapko ehtemaad ho.
25:06 Jo paat ko apne tak medood rakhe,
25:08 usko amanat sanje,
25:10 wo aapki baat ko kahin baahar na kar de,
25:12 aur aap sanje,
25:13 waqehi mein deendar hai,
25:15 jo buniyat hai aamane deen ki,
25:19 faraiz ki pawandi karta ho,
25:21 shariat ka itmam karta ho,
25:23 waqehi mein uski neki taqwa pe,
25:25 ko shak, aamaami shak na ho kisi ke upar,
25:28 ki waqehi nek insaan hai,
25:30 uske paas phir maamla leke jayein,
25:32 jaise maine ka behtareen hoga,
25:34 ki ghar ke andar hi ka koi sharfardh ho,
25:36 toh baut achcha hai,
25:37 toh us tak maamla leke jayein,
25:39 wo poori situation ko sanjhega,
25:41 sanjhengi koshish karega,
25:43 aur phir inshaAllah ul-azeez,
25:45 jo bhi wo sanjhega,
25:47 ki us kis tariqat se tackle kiya jaye maamle ko,
25:50 toh us tariqat se hopefully wo tackle karega,
25:52 sabse behtareen toh ye hai,
25:54 koi har cheez, ye maamla situational hote hain,
25:56 uske dee baut saari cheezon ki input chahiye hoti hain,
26:00 baut saari cheezon samjhne ki zarurat hoti hain,
26:03 koi generic solution mere khal mein ki,
26:06 nahi de na chahiye,
26:09 sawaay iske ki maamlaat ko aapas mein hal karni ki koshish karein,
26:14 aur yaad deha nahi karaye jayein sab ko,
26:17 right,
26:18 shohar ko bhi,
26:19 shohar ki waalda ko bhi,
26:21 aur bhi bhi ko bhi,
26:24 sab ko isaas dilaya jayein is cheez ka,
26:27 ki qudah ka khauf karein,
26:30 doon ke hukook de,
26:31 sab ke hukook hain,
26:33 Allah taala ke saamne khare hone ka istezaar rakhein,
26:37 Allah taala sab ke kharon ko sukoon se bhar de,
26:40 sab ke maamlaat Allah karein ki theek hon,
26:42 shohar bhi bhi ke maamlaat bhot bhot bhot aahim hain,
26:46 Allah taala aapko khushiyan de,
26:48 Allah taala aapke masaail hal karein,
26:49 meree duaa aapke saath hain,
26:51 Allah karein ki aapke maamlaat bilkul theek ho jayein,
26:54 toh InshaAllah taala aap sawaal karte rahi aapnein,
26:57 aapke sawalat ke jawab bhi dete rahein ge,
26:59 email hai deenefitrat@arydigital.tv,
27:04 InshaAllah agli hafte, agli episode,
27:06 me aapke saath dubara malakaat hogi,
27:08 duaa me yaad rakheen gaa,
27:10 Salam Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu,
27:12 Wa Akhrur Da'awana Anil Hamdulillahi Rabbil Alameen.
27:15 Al Fatiha.
27:17 .

Recommended