• 7 months ago
Mah e Ramzan aur Khawateen - Naimat e Iftar | 31 March 2024 - Shan e Ramzan | ARY Qtv

Host: Syeda Zainab

Guest: Dr Imtiaz Javed Khakvi, Zarmina Nasir, Sadia Adeel

#MaheRamzanaurKhawateen #ShaneRamzan #NaimateIftar

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cymSubscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficialInstagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficialFacebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/Website ➡️ https://aryqtv.tv/Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
00:15 Rab mujhko bulaeyga, main kaabi ko dekhunga, din bhi toh aayega,
00:30 me kaabik dekhoonga, Rab mujhko bulaega.
00:40 Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.
00:58 Jab pehli nazar meri us kaabik pe jaayegi, us kaabik pe jaayegi.
01:13 Dil mera bhara bharayega, dil mera bhara bharayega.
01:33 Me kaabik dekhoonga, Rab mujhko bulaega.
01:43 Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.
02:01 Barson se khwahish ye, iftaar haram leho.
02:11 Barson se khwahish ye, iftaar haram leho.
02:21 Ramza mein bulaega, Ramza mein bulaega.
02:36 Me kaabik dekhoonga, dinne bhi to aayega.
02:52 Rab mujhko bulaega.
03:07 Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.
03:27 Me haj pe bulaega, me haj pe bulaega.
03:43 Dinne bhi to aayega, me kaabik bhi dekhoonga.
03:58 A'uzu billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim. Hazaron durood Sarwar-e-Duaalam, salallahu alaihi wa alihi wa sallam, par aapki aal aur aapke ashab par. Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin wa ala aali sayyidina wa maulana Muhammadin. Wabarik wa sallim wa sallum alayh.
04:21 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu. Aap dekh rahe hain ARYQ TV par yeh Faqidul Misal transmission Shan-e-Ramazan. Neemat-e-Aftar mein aap segment mulaahiza kar rahe hain Maah-e-Ramazan aur Khawateen. Aur Maah-e-Ramazan aur Khawateen lekar hajre khidmat hain.
04:43 Janab Ashra-e-Rahmat rukhsat hua, Ashra-e-Maghfarat bhi rukhsat hua chahata hai aur yeh din kitni tezi se guzar rahe hain aur har saal hi yu guman hota hai ke bas abhi Ramzan shuru hua hai aur ab jaakar yu hi khatam ho jata hai.
04:58 Koshish kije us Rab ko mana lije, us Rab se maghfarat talab kije, wo bada ghafoor-ur-rahim hai. Aur janab jis tarah se wo paag parvardigar-e-alam ke uski ataon ke jo dar hai, mazrat, uski ataon ke dar jo hai, wo khule hua hai.
05:15 Aaj bees Ramzan-ul-Mubarak hai. Aur janab aaj hum baat karenge Maah-e-Rahmat me, is Maah-e-Sayaam me, aitikaf ke hawale se, ki aitikaf kya hai is hawale se baat karenge janab, ki maqsood kya hai aitikaf ka?
05:32 Ki banda-e-mumin, tamaam khayalat, tamaam tafarrukat, tamaam hi jo zindagi ke maamilat hai, unko chod kar Allah-Rab-ul-Izzat ki baargaah mein, us Rab ki chokhat pe jaakar baith jata hai.
05:46 Bas us Rab ko manane ki koshish karta hai. Us Rab ka aur banda ka taaluk itna mazboot ho jata hai.
05:53 Aur agar ye aitikaf ikhlas ke saath kiya jaye, to afzal tareen ibadat hai. Aur janab ye afzal tareen ibadat, agar hum daure Mustafa sallallahu alaihi wasallam ka jaayza lete hai,
06:07 to janab hum dekhte hai, ki Rasool-e-Khuda ghaar-e-Hira mein tashreef le jate hai, wo Makki daur ka aitikaf tha.
06:14 Aur wo Makki daur ka, kyunke Banu Hashim mein yeh riwayat thi, aur Rasool-e-Akram sallallahu alaihi wasallam ke jo dada the, wo bhi ghaar-e-Hira mein tashreef le jaya karte the.
06:24 Ab ye baat yahan tak hai, aur hum bas yehi koshish karenge, ki is aitikaf ke hawale se baat karein.
06:30 Sharaayat par baat hogi, aadaab kya hai, is par baat hogi, fazeelat pe kalam hoga, aur aqsaam bhi janenge, ki aitikaf ki aqsaam kya hai.
06:38 To poora program bahut tawajjo se dekhna hai.
06:40 Mehman shaksiyaat humaise saath aaj ki bazn mein maujood hai.
06:44 Humare saath aapki jaani pehchaani, meri pasandida scholar, Dr. Imtiaz Javed Khatami sahiba.
06:49 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
06:53 Wa alaikum assalam warahmatullahi wabarakatuhu.
06:55 Aur janaab mere is haath par jo shaksiyat raunak Afroz hai, unka bhi ek mumtaaz maqam hai, jo dagana andaaz hai.
07:03 Zarmina Nasir humaise saath maujood hai.
07:05 Welcome karte hain.
07:06 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
07:08 Bahut hi khufsurat andaaz se agaaz hua is bazm ka.
07:12 Rab mujh ko bulayega, main qabeh ko dekhunga.
07:15 Sab ke liye yeh duaain hai Allah rabbul Izzat ki barga.
07:18 Hume ke parwardigar baar baar jana naseeb farmaye.
07:21 Sadia Iqbal maujood hai, bahut pyaari duaaon se agaaz kiya.
07:24 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
07:26 Aap aayat ekaaf ke hawale se uski ahmiyat ke taaluk se agaaz karte hain.
07:31 Irshaad farmayeyega, uski fazilat ke taaluk se irshaad farmayeyega.
07:34 Shukriya Zainab.
07:36 Shukriya Zainab.
07:38 Allah rabbul Izzat ne Quran e Majeed me farmaya.
07:40 Ki humne Ibrahim aur Ismail alayhi salam se aahd liya.
07:43 An taakhira baithiya littaa'i fina wal aqee fina wa rukka'i sujood.
07:48 Ki mere ghar ko paak karein.
07:50 Tawaaf karne walon ke liye, motakifeen ke liye,
07:53 aur rukoo sujood karne walon ke liye.
07:56 Yeh ekaaf kya hai?
07:57 Iska lafzi maani lehen to tham jana, thair jana, ruk jana,
08:02 kisi jagah gosha nashi ho jana.
08:04 Aur istila me hum lete hain ki Ramadan ke aakhri ashray me,
08:08 khasusi taur par uss awale se baat kari hun,
08:10 aksam ka aage zikr ho ga,
08:12 ki jab Allah ke liye, Allah se taaluk mazboot karne ke liye,
08:16 qurb-e-ilahi ke liye, Allah ki raza aur khushnoodi ke liye,
08:20 mard masajid me motakife ho jate hain, sab se kat kar,
08:25 gosha nashi ho jate hain, goya Allah ka fakir ban jana.
08:29 Allah ke dar ko pakar lena.
08:32 Apna poori tawajjo aur yaksui apne Rab ki taraf kar lena.
08:36 Wo jo usne farmaaya apne Rab ka naam le,
08:38 aur sab se toot kar uska ho ja.
08:40 To wo jo banane wala hai khaliq,
08:42 usne ahsan-e-taqweem ko kaisa banaya hai, wo janta hai.
08:46 Usse khabar hai,
08:47 ki fitrat-e-saleem apne maalik ki taraf,
08:49 apne khaliq ki taraf jana chahati hai,
08:52 dodna chahati hai, uska dil chahata hai,
08:54 mohabbat ka daaiya usne rakha hai,
08:56 to usne wo khas din ata kar diye,
08:59 ki tum aam dino mein tum duniyawi muamlaat mein masroof hote ho,
09:03 yeh Ramzan ka aakhri ashra,
09:05 sab se kat ke apne Allah ke kareeb ho jao,
09:08 aur Allah ka zikr karo, Allah ko yaad karo.
09:11 To itikaaf kya hai,
09:13 yeh khawateen ke liye apne gharo mein mutakif ho jana,
09:16 yaani in aakhri das dino mein Allah ko yaad karna kasrat se.
09:20 Nabi Karim alaihissalatu wassalam ka farmane mubarak hai,
09:23 jiska mafoom yeh hai,
09:24 ki jo yeh das din ka itikaaf karta hai,
09:26 usko do hajj aur do umre ke hajj rata hota hai.
09:30 Subhanallah.
09:31 Aur dekhe baghair gaye aur baghair wahan jaye,
09:33 usse us hajj ke, do hajj ke barabar usse,
09:36 aur do umre ke barabar sawab rata ho raha hai.
09:38 Isi tarah ek aur farmane mubarak mein hai,
09:40 ki koi ek din bhi itikaaf karta hai,
09:43 to us ek din itikaaf karne se,
09:45 uske aur jahanam ke darmian,
09:47 teen khandak ke aaad aa jati hai.
09:50 Subhanallah.
09:51 Aur ek khandak ki musafat,
09:52 zameen aur asmaan ki wudsat se bhi bad kar hai.
09:55 Aqsaam ki baad kar lete hain,
09:56 aur afzal tareen itikaaf ke waale se badeye.
09:58 Bahut shukriya Zainab.
09:59 Bismillahir Rahmanir Rahim.
10:00 Aaj 20 Ramazan-ul-Mubarak hai,
10:02 aur Allah Rabbul Izzat ne afzal tareen ibadat
10:04 aur pyaari saadat itikaaf ki surat mein
10:06 hame ata farmayi.
10:08 Aur yakeenan jo sahi maano mein saadat ki kadar karta hai,
10:10 Allah Ta'ala usko sahib-e-kadar bana dekha.
10:12 Waah, waah, waah, waah, taariya.
10:13 Iski aqsaam ke hawaale se baad ki jaye,
10:14 to iski teen types hain.
10:16 Itikaaf-e-wajib, itikaaf-e-sunnat aur nafli itikaaf.
10:40 Itikaaf-e-sunnat yehi maa-e-Ramazan-ul-Mubarak ki
10:42 aakhari ishray mein jiska bil khusus ehitamaam kiya jata hai.
10:44 Isko itikaaf-e-sunnat kehte hain.
10:46 Yeh sunnat-e-muakida alal kafaya hai.
10:48 Yani poore city mein se kitni badi fazilat hai.
10:50 Koi ek shaks bhi jisne Allah ki riza aur khushnudi ke liye
10:52 is itikaaf ko ada kar liya,
10:54 to usko itikaaf bhi ho jayega
10:56 aur sabko sawab bhi milega.
10:58 Pid nafli itikaaf jab bhi aapko mauka mile,
11:00 aap nafli itikaaf ki niyat karein,
11:02 aapka nafli itikaaf ka aghaaz bhi ho jata hai,
11:04 sawab milna bhi shuru ho jata hai,
11:06 aur iske liye roza bhi sharit nahi hai.
11:08 Lekin itikaaf-e-wajib aur itikaaf-e-sunnat ke liye roza sharit hai.
11:12 Without roza yeh itikaaf nahi hota.
11:14 Abu Dawood ki hadith-e-mubarakah ka mafoom hai
11:16 ke Akah-le-Salat-e-Was-Salam ek martaba
11:18 poora mahina Mah-e-Ramzaan-e-Mubarakah motakif rahi.
11:21 To jab beeswaan din tha,
11:22 to Akah-le-Salat-e-Was-Salam ne Ujjain war se
11:24 Sari-e-Qadas bahir nikala,
11:25 wo kya pyaara aur khubsurat manzar hoga,
11:27 to Akah-le-Salat-e-Was-Salam ne bataya ki
11:29 Bees dino mein shab-e-Qadar ata nahi hui.
11:53 Subhanallah.
11:54 Waqfa lete hain, hazir hotein.
11:55 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
11:58 Maah-e-Ramzaan aur Khawateen mein
12:00 aap sabka khair maghdam hai.
12:02 Janab, itikaaf ke hawale se kalam kiya jaara hai
12:05 aur itikaaf kya hai?
12:06 Yani us rab ke aage sajda rez hokar,
12:10 us rab se judh jaana,
12:11 us se aisa uns peyda ho jaye,
12:14 aisi muhabbat, aisi unsiyat, aisi lagawat,
12:17 Allah rabbul Izzat se aisa pyaar aur yahi pyaar,
12:21 yahi taalluk qabr ki wahshaton mein kaam aane wala hai.
12:25 Ab hum majeed baat ko aage badhate hain.
12:27 Hum dekhte hain ki jab bhi koi kaam ka iraadar kiya jaye,
12:30 to us ke kuch qawaid-o-zawabit hote hain,
12:33 kuch aadaab hote hain.
12:34 Aadaab ke taalluk se baat kar li jaye,
12:36 to aapa se jaante hain ki itikaaf ke kya aadaab hote hain,
12:39 kya sharayat hain, aapa firmaayega.
12:42 Shukriya Jainab.
12:43 Allah rabbul Izzat ne firmaaya,
12:44 wa laa tubaashiruna waan tumaa'a kee poona fil masajid.
12:48 Ki ye itikaaf itni badi ibadat hain,
12:51 ki uske liye kuch sharayat hain.
12:53 Aur wo sharayat kya hain,
12:54 basically to sunnat itikaaf hain,
12:57 uske liye bataari hun.
12:58 Ki insaan ne roza rakna hai,
13:00 roza usse laazimi hain,
13:02 itikaaf ka hissa hain.
13:03 Agar roza nahi rakega,
13:04 roza toot gaya,
13:05 to goya itikaaf bhi toot gaya.
13:07 Fir uski niyyat ho,
13:08 iraada ho,
13:09 aap alfaz bhi ada kar sakte hain.
13:10 Aur aapka iraada hi aapki niyyat hota hai,
13:13 jab aap is khayal se gosha nashi hone ke liye masjid mein jaate hain.
13:17 To yeh hai ke aakil ho,
13:18 samajdaar ho.
13:19 Yani, baluwat ki shart nahi hain,
13:21 ek samajdaar bachha bhi baith sakta hain.
13:23 Magar paagal aur majnu na ho,
13:26 balke samajdaar ho,
13:27 sensible ho,
13:28 to tab wo itikaaf mein baith sakta hain.
13:31 Fir paak hona bhi ek shart hain uski,
13:34 ki jo khawateen maqsoos ayaam mein ho,
13:36 wo nahi baith sakti.
13:37 To paakeezgi uski ek shart hain.
13:39 Fir yeh hai ki hudud-e-masjid ke andar usne itikaaf ki niyyat ki hain,
13:44 to yeh khayal rakhe,
13:45 ki masjid ki hudud kahan tak hain,
13:47 usse wo bahar niklega,
13:49 to itikaaf toot jayega.
13:50 Fir khawateen jo mustahab-e-itikaaf baithti hain,
13:53 uske liye roza shart nahi hain.
13:55 Wo chand ghatto ke liye bhi niyyat kar sakti hain,
13:57 jaise ishaa ki namaz padne ka irada hai,
13:59 ya jaise taak raatein aagayi,
14:01 to taak raato mein mustahab-e-itikaaf ki niyyat.
14:04 Wo behne jo sehri aur iftaari banaani hoti hain jinnone,
14:07 aur sunnat-e-itikaaf nahi baith sakti hain,
14:09 to unke liye,
14:10 ka Allah ki taraf se khubsurat tofa hain,
14:12 ki wo jab ibadat ke liye us kamre mein jayein,
14:15 us jagah par jayein,
14:16 to itikaaf ki niyyat kar lein,
14:18 ki main jitne ghante is kamre mein hun,
14:20 to main itikaaf ki niyyat karti hun.
14:22 To itikaaf ka bhi sawab ajar ata hoga,
14:24 aur saath ibadat ka bhi ala.
14:26 Itni aasani diyein.
14:27 Pohot zyada.
14:28 Aur masjid mein agar aapko mokah mil raha hai,
14:30 masjid mein aap ishaa ki namaz ke liye jaa rahe hain,
14:32 to wahan bhi daakhil hote waqt niyyat kar lein,
14:34 ki main jab tak masjid ke andar hun,
14:36 main itikaaf ki niyyat se hun.
14:38 Phir ye khayal rahein ki tabai, sharai, aur zaruri hajaat hain,
14:42 unke liye baayar jaane ki ijaazat hain.
14:44 In mein kya aata hai?
14:46 Sharai zarurat yeh hai,
14:47 ki agar jummah ki namaz us masjid mein nahi hoti,
14:49 to jummah ki namaz badi masjid mein padhne ke liye jaane ki ijaazat hain.
14:53 Isi tariqah se tabai zarurat hain,
14:56 ki wazoo khaane mein aapko jaana hai,
14:59 istanja ke liye, wazoo ke liye,
15:01 ghusl wajib ho jaye to us ke liye,
15:03 to isme bhi ijaazat hain.
15:05 Phir ek aur zaruri jo hota hai,
15:07 ki jisse zaruriyaat mein liya gaya hai,
15:09 ki agar masjid gir rahi hai,
15:11 ya chhat girne wali hai,
15:13 ya koi aag lag gayi hai,
15:14 ya koi naagaani aadsa hai,
15:15 to usme bhi usme nikalne ki phir ijaazat hain.
15:18 Yeh uski chand ek hudud hain,
15:20 ki unka khayal rakhna hai,
15:21 phir ye bhi zain mein rahein,
15:22 ki masjid poori nahi hoti,
15:24 yeh taqaafgah,
15:25 balke muazin ka kamra hai,
15:27 wo uska hujra imam sahab ka hai,
15:29 to wo masjid ki hudud se baayar hote hain.
15:31 Isi tarah kehi masjid ke saath janaaza gah hai,
15:33 bani hoti hai,
15:34 to unme jaane ki ijaazat nahi hoti,
15:36 exactly wo haal,
15:37 wo kamra hai,
15:38 jahan paanch adh ki namaz hoti hai,
15:40 jo aapne hudud e masjid ka tayyun kar liya hai,
15:43 to unme aapne baitna hai,
15:45 aur unhe me aapne wo waqt guzarna hai.
15:47 Subhanallah.
15:48 Zarmina,
15:49 maqsat ki baat karein,
15:50 aitaqaaf ke maqsat ke hawale se,
15:52 batayiye ga,
15:53 kya gharz-e-uqayat hai,
15:54 firmaiye.
15:55 Bahut shukriya Zainab.
15:56 Dekhye aitaqaaf,
15:57 chunke mahir ramzan-e-mubarak ke jo aakhri dinon me,
15:59 jiska specially ahtamam kiya jaata,
16:01 ye aitaqaaf ki afzal tareen kisam hai.
16:03 Ab iska matlab hai,
16:04 isolation ikhtiyar karna,
16:06 lekin ye kisi bimari ke sabab nahi hai,
16:07 ke aap tham rahein,
16:08 aithaher rahein,
16:09 aap basically Allah ta'ala ki bargaah se connect ho rahein,
16:11 tamaam makhloog se cut kar.
16:13 Subhanallah.
16:14 To iska jo maqsat hai,
16:15 wo yehi hai,
16:16 ke hum Allah ta'ala ki bandgi karein,
16:17 uski ibadat karein,
16:18 usko manane ki koshish karein,
16:19 uska zikar karein,
16:20 aur ghoro fikar aur tadabbur aur tafakkur ka ahtamam zurur karein.
16:24 Kyunke iska jo gharzo ghayat aur maksat hai,
16:26 wo definitely humein ye bhi batata hai,
16:28 ke humnein Allah se jodna hai,
16:29 Allah aur humarein darmaian koi interruption nahi hai,
16:31 Allah ta'ala ki rahmat hoti hai,
16:33 aur uski rahmaton ki barkhaahi ke to hum muntazir hoti hai.
16:36 Hazrat Umm Salma razi allahu ta'ala anha se irwaayat hai,
16:38 ke aap firmati hai,
16:39 ke aitaqaaf ki jo gharzo ghayat aur maksat hai,
16:41 wo Allah ta'ala ki ibadat aur bandagi hai.
16:46 Aur definitely humarein negative thoughts detoxify ho rahi hoti hai.
16:48 Humein roze ka kamil maqsad hum aasal karne wale ban rahi hoti hai,
16:51 aur humarein jo tawajjo especially,
16:53 wo Allah ta'ala ki samt hoti hai,
16:54 aur beshak jo tawajjo rakhta hai,
16:56 uspe tawajjo hoti hai.
16:58 Ke yaar ab tu apni zaat ka jalwa dekha mujhe,
17:01 kaabil nahi hu main agar,
17:02 kaabil bana mujhe.
17:04 To humein aitaqaaf ke asal concept ko samjhteve,
17:06 jo Allah ta'ala ke saath connection ka hai,
17:08 usko mind me rakhteve,
17:09 haq alaihi wa sallam ki sunnat-e-mubarakah par amal karteve,
17:12 aitaqaaf ka itmam zurur karna chahiye,
17:14 kyunke jo lamhaat,
17:16 yaad-e-ilahi me guzrein,
17:17 uske Habib alaihi wa sallam ke zikr me guzrein,
17:19 wohi lamhaat jawidani hai,
17:21 wohi aukaat jawidani hai,
17:23 aur wohi hayat jawidani hai.
17:25 Ke beshak do jahan mein pate ki,
17:27 bas ek hi baat hai,
17:28 ishq-e-Muhammad sallallahu alaihi wa sallam hi,
17:31 darasal raaz-e-kaainat hai.
17:33 Subhanallah, subhanallah.
17:34 Aur janaab aitaqaaf,
17:35 ika jab hum chapter padhte hain,
17:37 aur history me jaatein,
17:38 Hazrat Moosa alaihi wa sallam ne,
17:40 40 din ka aitaqaaf firmaaya,
17:42 jab unhe taurait mili.
17:44 Hazrat Eesa alaihi wa sallam ne,
17:46 40 din ka aitaqaaf firmaaya,
17:47 jab unhe zuboor mili.
17:49 Hazrat Moosa ka aitaqaaf ka zikr jo hai,
17:51 Quran-e-Majeed me maujood hai.
17:53 Haan albatta,
17:54 Hazrat Eesa alaihi wa sallam ka zikr jo hai,
17:56 wo Quran me maujood nahi,
17:58 albatta Injeel me zurur maujood hai.
18:00 Hamare saath Sadia Iqbal hai,
18:02 kalam shamil kartein,
18:03 Bismillah.
18:04 [Foreign language]
18:08 [Foreign language]
18:11 [Foreign language]
18:15 [Foreign language]
18:19 [Foreign language]
18:22 [Foreign language]
18:26 [Foreign language]
18:29 [Foreign language]
18:38 [Foreign language]
18:45 [Foreign language]
18:51 [Foreign language]
18:54 [Foreign language]
19:01 [Foreign language]
19:10 [Foreign language]
19:19 [Foreign language]
19:22 [Foreign language]
19:28 [Foreign language]
19:38 [Foreign language]
19:41 [Foreign language]
19:45 [Foreign language]
19:49 [Foreign language]
19:53 [Foreign language]
19:57 [Foreign language]
20:01 [Foreign language]
20:06 [Foreign language]
20:09 [Foreign language]
20:13 [Foreign language]
20:17 [Foreign language]
20:21 [Foreign language]
20:25 [Foreign language]
20:29 [Foreign language]
20:34 [Foreign language]
20:37 [Foreign language]
20:41 [Foreign language]
20:45 [Foreign language]
20:49 [Foreign language]
20:53 [Foreign language]
20:57 [Foreign language]
21:02 [Foreign language]
21:05 [Foreign language]
21:09 [Foreign language]
21:13 [Foreign language]
21:17 [Foreign language]
21:21 [Foreign language]
21:25 [Foreign language]
21:30 [Foreign language]
21:33 [Foreign language]
21:37 [Foreign language]
21:41 [Foreign language]
21:45 [Foreign language]
21:49 [Foreign language]
21:53 [Foreign language]
21:58 [Foreign language]
22:01 [Foreign language]
22:05 [Foreign language]
22:09 [Foreign language]
22:13 [Foreign language]
22:17 [Foreign language]
22:21 [Foreign language]
22:26 [Foreign language]
22:29 [Foreign language]
22:33 [Foreign language]
22:36 [Foreign language]
22:39 [Foreign language]
22:42 [Foreign language]
22:46 [Foreign language]
22:50 [Foreign language]
22:54 [Foreign language]
22:58 [Foreign language]
23:02 [Foreign language]
23:07 [Foreign language]
23:10 [Foreign language]
23:14 [Foreign language]
23:18 [Foreign language]
23:22 [Foreign language]
23:26 [Foreign language]
23:30 [Foreign language]
23:35 [Foreign language]
23:38 [Foreign language]
23:42 [Foreign language]
23:46 [Foreign language]
23:50 [Foreign language]
23:54 [Foreign language]
23:58 [Foreign language]
24:03 [Foreign language]
24:06 [Foreign language]
24:10 [Foreign language]
24:14 [Foreign language]
24:18 [Foreign language]
24:22 [Foreign language]
24:26 [Foreign language]
24:31 [Foreign language]
24:34 [Foreign language]
24:38 [Foreign language]
24:42 [Foreign language]
24:46 [Foreign language]
24:50 [Foreign language]
24:54 [Foreign language]
24:59 [Foreign language]
25:02 [Foreign language]
25:06 [Foreign language]
25:10 [Foreign language]
25:14 [Foreign language]
25:18 [Foreign language]
25:22 [Foreign language]
25:27 [Foreign language]
25:30 [Foreign language]
25:34 [Foreign language]
25:38 [Foreign language]
25:42 [Foreign language]
25:46 [Foreign language]
25:50 [Foreign language]
25:55 [Foreign language]
25:58 [Foreign language]
26:02 [Foreign language]
26:06 [Foreign language]
26:10 [Foreign language]
26:14 [Foreign language]
26:18 [Foreign language]
26:23 [Foreign language]
26:26 [Foreign language]
26:30 [Foreign language]
26:34 [Foreign language]
26:38 [Foreign language]
26:42 [Foreign language]
26:46 [Foreign language]
26:51 [Foreign language]
26:54 [Foreign language]
26:58 [Foreign language]
27:02 [Foreign language]
27:06 [Foreign language]
27:10 [Foreign language]
27:14 [Foreign language]
27:19 [Foreign language]
27:22 [Foreign language]
27:26 [Foreign language]
27:30 [Foreign language]
27:34 [Foreign language]
27:38 [Foreign language]
27:42 [Foreign language]
27:47 [Foreign language]
27:50 [Foreign language]
27:54 [Foreign language]
27:58 [Foreign language]
28:02 [Foreign language]
28:06 [Foreign language]
28:10 [Foreign language]
28:15 [Foreign language]
28:18 [Foreign language]
28:22 [Foreign language]
28:26 [Foreign language]
28:30 [Foreign language]
28:34 [Foreign language]
28:38 [Foreign language]
28:43 [Foreign language]
28:46 [Foreign language]
28:50 [Foreign language]
28:54 [Foreign language]
28:58 [Foreign language]
29:02 [Foreign language]
29:06 [Foreign language]
29:11 [Foreign language]
29:14 [Foreign language]
29:18 [Foreign language]
29:22 [Foreign language]
29:26 [Foreign language]
29:30 [Foreign language]
29:34 [Foreign language]
29:39 [Foreign language]
29:42 [Foreign language]
29:46 [Foreign language]
29:50 [Foreign language]
29:54 [Foreign language]
29:58 [Foreign language]
30:02 [Foreign language]
30:07 [Foreign language]
30:10 [Foreign language]
30:14 [Foreign language]
30:18 [Foreign language]
30:22 [Foreign language]
30:26 [Foreign language]
30:30 [Foreign language]
30:35 [Foreign language]
30:38 [Foreign language]
30:42 [Foreign language]
30:46 [Foreign language]
30:50 [Foreign language]
30:54 [Foreign language]
30:58 [Foreign language]
31:03 [Foreign language]
31:06 [Foreign language]
31:10 [Foreign language]
31:14 [Foreign language]
31:18 [Foreign language]
31:22 [Foreign language]
31:26 [Foreign language]
31:31 [Foreign language]
31:34 [Foreign language]
31:38 [Foreign language]
31:42 [Foreign language]
31:46 [Foreign language]
31:50 [Foreign language]
31:54 [Foreign language]
31:59 [Foreign language]
32:02 [Foreign language]
32:06 [Foreign language]
32:10 [Foreign language]
32:14 [Foreign language]
32:18 [Foreign language]
32:22 [Foreign language]
32:27 [Foreign language]
32:30 [Foreign language]
32:34 [Foreign language]
32:38 [Foreign language]
32:42 [Foreign language]
32:46 [Foreign language]
32:50 [Foreign language]
32:55 [Foreign language]
32:58 [Foreign language]
33:02 [Foreign language]
33:06 [Foreign language]
33:10 [Foreign language]
33:14 [Foreign language]
33:18 [Foreign language]
33:23 [Foreign language]
33:26 [Foreign language]
33:30 [Foreign language]
33:34 [Foreign language]
33:38 [Foreign language]
33:42 [Foreign language]
33:46 [Foreign language]
33:51 [Foreign language]
33:54 [Foreign language]
33:58 [Foreign language]
34:02 [Foreign language]
34:06 [Foreign language]
34:10 [Foreign language]
34:14 [Foreign language]
34:19 ♪ Love it ♪

Recommended