Category
🗞
NewsTranscript
00:00 Grand Alliance for Concon. - Woh ek ho gaye hai, main maujood tha wahan. 12 tarikh ko Pasheen mein hume invite kiya gaye hai, tamam political parties wahan jaayenge,
00:09 ijdaas hai formalize kiya jaayenge, kuch faisle. 13 ko pehla protest jalsa Pasheen mein hain hamara. Wahan se yeh jo movement hai humaari for restoration of democracy,
00:18 constitution and rule of law. Yeh shuru ho jayegi. - Yeh bataayenge. - Aur usmein sabse important cheez jo hai un 13 nakaat me se, civilian supremacy.
00:25 I hope. - Civilian. - Allah kare, Allah kare aap yeh seekhe hain aur jo 2018 mein hua wo repeat na kare.
00:32 Haan, 2018 mein hua, 2013 mein hua, 2024 mein hua, 20... - Dekhe main aap to apne... - Very consistent teacher. - Aap to apne seekhne ka amal jaari rakhe na.
00:40 Agreed. - Doosron ko doosre ki tarah rahein de. - Agreed. - Unhone to nahi seekha. - Agreed. - Vot ko izzat do kahe ke,
00:44 dubaara jaake unhone woh hi kaam kar diya. Aap bhi yeh kaam kar denge kal jaake. Jab aapko mokha milega, deale doole karenge, inko andar daalenge,
00:49 hum aayenge hukummat mein kisi... - Nahi. - Kisi tarah hukummat mein aaja hai. - Nahi. Genuine vote ke zarya yeh aana chahiye hukummat ko.
00:55 Yeh meri ek conviction hai ke, aur Khan sahab kehi tabha jab baithe hote hain to wo kahte hain ke, mujhse ek political galti hui thi,
01:01 ke mujhe ek weak government ko head nahi karna chahiye tha, us waqat bhi. Wo kahte hain, aaj kahte hain. Wo kahte hain. - Thek.
01:08 Alliance banane jaa rahe hain. Maulana sahab ko trust karte hain? - Maulana sahab to off on hai, ab yeh toh hai nahi hai wo.
01:15 Humare kis logon ke raapte hain unke saath, lekin wo na haan hain, na na hain. To baaki 6 parties to... - Aapne unko daawat di hai?
01:23 Aapne iss ejlaas ke liye unko daawat nahi di thi. - Kyunki ab maine yeh suna hai ke first phase mein kyunki trust deficit hai,
01:30 yeh kaah jaa raha hai, ke Maulana sahab filal apna kaam karein, hum apna karte hain, second phase mein sabhi kathe ho jayenge.
01:35 Yeh hai strategy aapki. - Nahi, yeh thinking nahi hai. Nahi, I must say that. - To Maulana sahab se jo baat hoti hai aap,
01:42 wo aapko haath nahi pakadate hai, ya aap unka haath pakadna nahi chahe? - Mera khayal mutual mistrust hai,
01:48 main frankly thi, dono taraf ka jo hai, humare ko talukaat itne ache rahe nahi hua. - Misali to nahi the.
01:53 Misali nahi the rahe hua, to matlab yeh ke usko kuch waqat lagega. Magar wo hai ke Maulana sahab yeh bhi clear nahi ho raha,
01:59 unki position jo hai, kyunki unhone apna by-court to khatam karte hai na, wapas chale gaya, unhone na voting karte hai,
02:04 senate ke elections ke liye. To wo bhi ek... - Unko to arrangement ke taarat kiya na, udhar vote liye, udhar diye.
02:09 Ab yeh jo platform hai, humara yeh arrangement karte hai platform. Yeh platform jo hai na, yeh asool ka platform hai.
02:14 Yeh ek haqeeq ki ladhai hoegi, jamuhriyat ki iqtaar ki, - So yeh asool ka platform hai? - Bilkul.
02:20 Yeh wohi asool hai, ki form 45 ke prime minister se nahi milunga, phir aapke chief minister aake mulakatein bhi kartein,
02:25 wo interior minister se... - Form 47 ke... - Maaf ki shaab. - Form 47 ki aqoomat hai,
02:31 nahi milunga, iske nahi jaunga, oath taking mein phir mulakatein bhi kartein. - Nahi.
02:34 Dekhe Kashif, ek federation hai hum, aur uske chaar units hai. KP is just one unit.
02:40 Aapne federation ko to chalaana hai na, yeh ek as a political party aapki responsibility.
02:43 Aap usse to us responsibility to uphold ko nahi kar sakte hain. To uske liye jo working relationship ke liye karna padega,
02:49 wo to hum, wo definitely wo karenge. - Mohsin Naqvi sahab se mulakat ki,
02:55 footage aayi, Sona Khan sahab zyada khush nahi the, bahut se cheezon par, khasusan Vazir-e-Azam se mulakat par.
03:01 Lekin jab aap asool ki baat karte hain, na asool yeh hai, aapka asool to yeh hai ke 47 ki government hai,
03:06 inke paas to seathe nahi thi, inko to zabar si aqoomat bana ke Vazir-e-Azam, aur aap phir aap ground reality ki baat karte hain.
03:12 Wahab bhi aap karte hain, ground reality ki nahi, sirf asool ki baat karte hain, usse doosre sirf asool par chalein,
03:16 aap ground reality ke saath bhi chalein. - Dekhi as a political party, we have to subscribe to the constitution of this country.
03:21 Theek hai ji usko nahi, ya to phir hum chhod de na, humare paas option kya hai?
03:24 Kya hum chhod de hai ji, ki hum jab tak ki haan. - Kya mulakat hain? Aage hongi chalein yeh batayein.
03:29 Chief Minister is free ke wo aage mulakat hain, zarurat padne toh karein?
03:32 Dekhiye, agar wo functional relations rakhne ke liye mulakat hain, like NFC ka agar koi kal meeting ho jaati hain,
03:41 toh usko laajmi baat hai Chief Minister KFCO wo attend karega. Aur yeh aur baat hai ki is bakat jo hai,
03:46 maamla, ball jo hai, wo federal government ki court mein hai. Humare baot saare demands hain jo koi poora nahi ho raha hai.
03:51 Humare Chief Secretary nahi lagaya jaara, humare IG nahi lagaya jaara, humare paise hain,
03:55 Bifak ke paas paise, wo nahi de rahe. Toh humne demand kya hua.
03:58 Laajmi baat hai, kya ek nahi karega, toh tumhe tali do haath se toh bachti hai, ek haath se toh nahi bachti hai.
04:02 Asad Qaiser sahab ne yeh kaha, main chhata hu aap sunay ke hain,
04:04 aap in se ittafaq karte hain, unhone kaha ki aap mulakat hain nahi honi chahiye. Kya kaada sunay?
04:09 Main Ameen sahab se bhi request karunga, aap toh meeting meeting kar rahe hain, in ke saath mulakat hain apke ho rahi hain.
04:14 Main bhi aapka support kya, ki chalo apne subhi ke liye kare, lekin aapke saath hi kya kare hain?
04:19 Aapko toh abhi tak ek abisit bhi nahi de rahe hain, abhi tak aapki jitni demands hain, koi ek rupiah.
04:24 Wohi baat jo aapne ki demands poori nahi ho, aakhar mein kehte hai,
04:26 balke mera mutalba hai, ki inke saath talukaat khatak kar rahe hain.
04:28 Main kaha hai, main kaha hai, main ne unko request ki hai, ki meri baat hui thi unke saath,
04:31 abhi bhi, aaj bhi unke saath tha, unhone kaha hai, ki main ne unko propose kiya tha, ki aap na mile.
04:35 Matlab yeh ki mera proposal hai unko, chief minister ko, ki aap na mile.
04:38 Aapka bhi yeh mutalba hai Ali Amin Singh?
04:40 Nahi, mera yeh mutalba bilkul nahi hain, ji.
04:42 Main kaheta hu, functional relations aapne rakhne hain.
04:44 Rakhne hain, wifaq ke saath functional relations rakhe bagayar, aap chal nahi sakte hain.
04:49 Wifaq se muzaqraat hone chahiye?
04:51 Kis cheez ke?
04:52 I don't know.
04:53 Wifaq se kya muzaqraat karne hain?
04:55 Inke paas hai kya hume dene ko?
04:57 Ab yeh bata dijiye, Qajid sahab.
04:59 Toh hume inke saath muzaqraat kar lete hain.