• 7 months ago
RR vs PBKS Dream11 Prediction | RR vs PBKS Dream11 Team | RR vs PBKS Fantasy XI | IPL 2024
#RRvsPBKS #ipl2024 #RR #PBKS
Transcript
00:00 IPL 2024 ka 65 wa mukabla Rajasthan Royals aur Punjab Kings ke beech Budhwar 15 May ko Guwahati me Shyam 7.30 baje se khela jayega.
00:09 Dostos swagat hai aap sabhi ka Cricket and More podcast me, aur aaj hum baat karne wale hai RR aur PBKS ke beech hone wale romanchik match ki fantasy team ke baare me.
00:19 Cricket and More ne aaj apni fantasy team me wicketkeeper ke taur par Joss Butler, Johnny Baszczo aur Sanju Sanson ko chuna hai.
00:27 Balle baazi karenge Rail Enuso, Shashank Singh aur Shashvi Jaiswal. All rounder hai Sam Curran aur Rian Parag.
00:33 Wahin ginda baazi karenge Jivendra Chahal, Harshal Patel aur Aavesh Khan.
00:37 Is mukable me aap Sam Curran ko kapdaan bana sakte hain. Ye English All Rounder aapko batting aur bowling dono se hi points jega.
00:44 Sam Curran season me ab tak 12 matchon me 257 run thuk chuke hain. Itna hi nahi Curran ne Punjab Kings ke liye 14 wicket bhi chatka hai.
00:53 Aise me hone captain ke taur par chunna ek accha faisla hoga. Upkaptaan ke taur par aap Sanju Sanson ko chun sakte hain.
00:59 Sanson ne season me ab tak 12 matchon me 60 ki ausast se 486 run banaye hain.
01:05 Baat karein agar RR aur PBKS ke head to head record ki to ab tak inn dono hi teamon ke beech 27 match khele gaye hain.
01:12 Jisme se Rajasthan Royals ne 16, wahin Punjab Kings ne 11 match jeete hain.
01:16 Baat karein agar RR aur PKs ke probable playing 11 ki to RR ki team me aapko Yashashvi Jaiswal Shubham Dubey, Sanju Sanson Riyan Parag, Dhruv Jurel Ravi Chandran Ashwin, Trent Bolt Avish Khan, Sandeep Sharma, Yajivendra Chahal aur Nandrey Vargarh nazar aapke hain.
01:33 Baat karein agar Punjab Kings ki sambhavit team ki to team me Prabh Simran Singh, Johnny Baistro, Riley Russo, Shashank Singh, Jitesh Sharma, Sam Karan, Ashutosh Sharma, Kagi Surabada, Harshal Patel, Rahul Chahar aur Arshdeep Singh nazar a sakte hain.
01:49 Jude rahein Cricket and More ke saath. Dhanyawad.
01:52 [Music]
01:54 [Music]

Recommended