ARY News 7 PM Headlines | 7th June 2024 | Zilhaj Moon Sighting Update

  • 3 months ago
#ZilhajMoon #EidulAdha2024 #RuyatHilalCommittee #headlines

Bloodbath at PSX as KSE-100 index plunges over 1000 points

Summer vacations announced for Islamabad schools

Eidul Azha: Ruet body meets today for Zil Hajj moon sighting

LHC orders to extend market timings ahead of Eidul Adha

Over 105,000 SIM cards of non-filers blocked: FBR

Karachi Commissioner takes action against illegal cattle market

Power tariff jacked up by Rs10.1/unit

Russia, China wrangle with US over UN resolution on Gaza ceasefire plan

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00Zilhaj Ka Chaan dekhne ke liye Markazhi Rohit-e-Hilal Committee ka Karachi mein jilas chari, Chairman
00:07Maulana Abdul Kabir Azad jilas ki sadarat kar rahe hain, Mehak pe mausamiyat ke mutabik
00:12Zilhaj Ka Chaan nazar aane ke kabhi imkaanat hain.
00:20Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Cheen ke Sadar Xi Jinping se Beijing mein mulaqat, Army Chief
00:24General Asim Muneer bhi maujood the, bahami dilchaspi ke umoor par tabadla khayal.
00:29Chinese Sadar ne kaha, Cheen hamesha ki tarah mazbooti se Pakistan ke saath khara hain.
00:33Cheen Pakistan ki qaumi khudmuqtari aur ilaqai saalmiyat ka tahafuz karega.
00:38Sheikh Mujib se mutalik video ki tahkikat, Bani PTI shamle tafteesh ho gaye, Jail zaraay
00:50ke mutabik FIA team ne Bani PTI se Adiala Jail mein tafteesh ki.
00:59Aur T20 World Cup mein Pakistan ka sharm naak aagaz, America ki nai team ne sabik champions
01:05ko khel bhula diya.
01:06Qaumi team ke khilaf Super Over mein maidaan maar liya, Pakistan ne pehle khilte huye saath
01:10victor ke nukhsaan par 119 runs banaaye, Taqab mein Ameriqi team ne score barabar kiya, Super
01:15Over mein America ne 18 runs banaaye, Pakistan sirf 13 runs hi bana saka.
01:20Opposition leader Umar Ayub ka DGFIA ko Iwan mein bulaane ka mutaliba, Qaumi Assembly mein
01:26ki riyasat ki tarif batate huye kaha, DGFIA ko bulaakar poocha jaye, riyasat tum ho ya
01:31parliament, kya yeh banana republic hai, aise hadda kamez notices ka silsila band hona chahiye.
01:37Ali Muhammad Khan ka kehna hai, mulk ke sabik wazir-e-azam ko death cell mein rakha hua hai.
01:42Stabit karna chah rahi hai, shayad Bani PTI ko bahut suhoolate mili hui hai.
01:46Hamid Raza bole, hamare Iraqeen ki garaftari ke saath muzaaqirat nahi ho sakte.
01:56Aapke log motmain hai iss hawaale se agar Maulana ke saath aagey badhte hain?
01:59Mujhe yahan JNR-JDM ki kuch worker mili hai, wo mere saath unhone photo shooty nikaari.
02:04Unhone kaha hai ki abhi aapke saath toh humare muhabbat ho gayi hai.
02:07Aur istara humari bhi aap social media mein dekhti hain,
02:09ki jab Maulana sahab ka naam aata hai, toh bade istiraam aur respect se ho jata hai.
02:13Toh ek bohot achi tarah eyes break hua hai.
02:16Maulana Fazrul Rehman ke saath barkh pighal chuki hai, PTI Rehnuma Asad Qaisar ne kaha,
02:21Maulana ki Jamaat waale mere saath tasveere bana ke kehte hain aapse muhabbat ho gayi.
02:25Humare log bhi ab Maulana ka naam social media par bade ahkaram se lete hain.
02:30June mein hamara Grand Alliance wujud mein aa jayega.
02:33Bole muzaaqirat se mutaalnak mushawarat ke liye Bani PTI ke paas apna waqt bhej rahe hain.
02:38Bani PTI jo hidayat denge uspe amal dharamad hoga.
02:51He has walked in after I took chair.
02:53He has walked in after I took chair.
02:55He has walked in after I took chair.
02:57He was sitting here.
02:59No he was not, I just saw him coming here.
03:01Aap zara bhi tone niche karein.
03:03Aap kaise baat kar rahi hain?
03:05Kaise baat kar rahi hain?
03:07House ko dhos aur khaidli aur khuda kareen pe nahi jaane dekhen.
03:13Deputy Chairman Senate ke hote hua, Palwasha Khan ki sidharat, PTI ne awand mein shor macha diya.
03:18Senator Palwasha Khan aur Shibli Faraz mein ek garma garmi talq jumlo ka tabadla.
03:22Shibli Faraz ne kaha awan ko mazaaq na banaye, uske takaddus ko nukhsaan na pohnchaye.
03:27Palwasha Khan ne jawab diya, kaha aap apni awas niche rakhein.
03:31Ye awan gunda garti, dhoons par nahi chalega.
03:34Senator Shibli Faraz bole, aap kis rule ke tahad yahan par baithi hain?
03:37Palwasha ne jawab diya, jis rule ke tahad aap is mulk pe baithi the.
03:41Chairman ka ikhtiyar hai, aap itaraaz nahi kar sakte.
03:44Palwasha Khan ne Shibli Faraz ka mic ban kara diya, magar wo bolte rahein.
03:54De-seat karne ke khalaab Qasim Suri ki appeal ki sama,
03:57Supreme Court ka Qasim Suri ki talabi ke ishtihar jari karne ka hukum,
04:01notice Qasim Suri ke ghar ke bahar chaspa karne ka bhi hukum.
04:05Qasim Suri case mein unke waqeel Naeem Bukhari pesh hua, kaha Qasim Suri se koi rapta nahi.
04:10Chief Justice Qazi Faiz Isa ne kaha, aap ke muakkal media aur social media par bahot mutaharik hain.
04:16Maaroof TV anchor aur waqeel Naeem Bukhari ne jawab diya, janaab main TV nahi dekhta.
04:20Chief Justice bole, aap kuch TV shaksiyat hain aur TV nahi dekhte.
04:23Naeem Bukhari bole, main social media bhi istamaal nahi karta aur naam karna aata hai.
04:28Chief Justice ne kaha, khud ko booda kyun samajh liya?
04:31Jawaan aur up to date rahi.
04:33Justice Irfan Saadat bole, aapne kaha tha ki dost booda nahi hone dete.
04:40KARACHI
04:52Karachi mein bijli ki tabeel load sharing par Mustafa Kamal ka Qaum Assembly mein tawajjo dilao notice.
04:57Kaha jis feeder par loss hota hai usse band kar dete hain.
05:00Bill na dene walon ki saza bill dene walon ko di ja rahi hai.
05:0416 ghante ki load sharing ho rahi hai.
05:06Justice party ki Shazia Mari ne kaha, sen mein 20-20 ghante bijli nahi hoti.
05:10Bijli nahi hai, lekin bade-bade billon ki surat mein hum par bijli gir rahi hai.
05:14Wazir-e-Mamlikat Ali Parvez Malik ne kaha, K-Electric ke 1500 feeders par koi load sharing nahi ho rahi hai.
05:26K-Electric saarifeen ke liye bijli mazeed mehngi.
05:2910 rupay ki izafi ghusuli June ta September mein ki jaayegi.
05:32Napla notification ke mutaabik June mein fee unit 2 rupay 68 paise.
05:36July mein 3 rupay 11 paise.
05:38August mein 3 rupay 22.
05:40Jab ke September mein 1 rupay fee unit izafi ghusuli kiya jaayega.
05:43Bijli ki qeemat mein izafa July 2023 se March 2024 tak fuel adjustment ki madh mein kiya gaya.
05:50Faisle ka itlaag ke Electric Lifeline saarifeen par nahi hoga.
06:02Bori dhal lashe milti thi.
06:04Chaat kar chel bane hua the.
06:06Ab yeh personal ho rahe hain.
06:08Inno mein toh nahi ki yeh na.
06:10Order in the house.
06:12Yeh khud personal ho rahe hain.
06:14Hum inko nahi keh rahe hain.
06:16Hum inko nahi keh rahe hain.
06:20Karachi mein Amno Aman ki surat-e-haal par Sindh Assembly mein ihtijaat.
06:23JMK Marrakeen Street Crime mein jaabhaak naujawaanoon ki tasveer Ivan me le aaye.
06:27Wazir-e-Dakhla Sindh Zia-ul-Hasan Lanjar ne kaha,
06:30Karachi mein bori band mafia ka khatima ho chuka.
06:33Ab 100 logon ki target kerein.
06:35Bhattakwari nahi hoti.
06:36MKM walon ka naam nahi liya.
06:38Yeh toh bahut sharif log hain.
06:40Ali Khurshidi ne kaha,
06:41Hukmaran chahate hi nahi Amno Aman ki baat ho.
06:53PNS Asalat ki behrehin mein Japan, Spain ke behri jahazon ke saath mashkein.
06:57ISPR ke mutaabik mashkoon ka maqsad,
06:59Khidte mein behri afwaj mein bahami taluqat ko mazboon, bahami taawoon badhana hai.
07:04Pak Behriyat samandar mein Amno Aman ke liye mushtariqa koshishon par yaqeen rakhti hai.
07:08Aalmi behri afwaj ke saath mushtariqa mashkein,
07:11Ilaqa-e-Aman ke liye Pakistan ke azam ka idhaar hai.
07:18Pakistan ke saath naya khars program par baatsheet musbat rahi.
07:21IMF ki Director Communication Julia Kozik kehati hain,
07:24Pakistan naya khars program chahata hai,
07:26Jiske liye Pakistan se virtual baatsheet jaari hai.
07:35Wazir-e-Ala Punjab, Maryam Nawaz aur Sadr Noor League Nawaz Sharif ki zir-e-sidharat ijlaas,
07:40Road Projects ki taq-e-takmeen ke liye,
07:42China aur digar international idhaaron se ishtaraq ka faisla.
07:45Wazir-e-Ala Maryam Nawaz ki Yehuda area mein,
07:48Master Plant par amal dharamat yaqeeni banane ki khida hai.
07:51Rwanda area mein araazi ki ghair qanuni kharido farookh ropne ka hukum.
07:55Nawaz Sharif ne kaha, 2013 mein raabi kinare naya shihr abaat karne ka plan banaya tha.
08:00Baad mein aane walon ne rukawate khadi ki,
08:02Aise logon ke khilaf karwaai huni chahiye.
08:16FBI ki jaanat se non-pilots ke khilaf karwaai jaari,
08:20Ab tak 1,05,000 non-pilots ki mobile sims marhala waar block kar di.
08:24Income tax goshwaare daakhal karane par 18,902 afraat ki sims bahalkar di gayi.
08:30Iptadaayi fahrist mein 5,06,671 bade non-pilots ki nishan dahi ki gayi.
08:43Islamabad thana Sumbal ke alaake mein firing se ek shaks jaanbhag 4 zakhne.
08:47Police ke mutaabik Raja Zahid aur Raja Adnan group ke darmeyan tanaza chal raha hai.
08:51Maktool ki shanaat Wahid Khan ke naam se hui.
08:59Sahafi Nasarullah Gadani ke qatilon ki adham gireftari par Mirpur mathilon mein qaumi shahraa par dharna.
09:05Nasarullah Gadani ke lawaheqin aur sahafiyon ke shirkat traffic ki rawani mutaasar.
09:10Mr. President, may I request you to decorate the award of Nishan-e-Pakistan upon Prince Rahim Agha Khan.
09:31Iwan-e-Sadr mein Prince Rahim Agha Khan ko Nishan-e-Pakistan ka izdaas dene ki takbir.
09:36Sadr Asif Ali Zardari mein Prince Rahim Agha Khan ko awam ki taraki aur khushali ke liye namayan khidmat par Nishan-e-Pakistan se nawaza.
09:43Prince Rahim Agha Khan ki Sadr-e-Mumlikat Asif Ali Zardari se mulaqat Nishan-e-Pakistan se nawazne par Sadr ka shukriya da tiya.
09:50Mulaqat mein samaji aur iqtisadi taraki mein Agha Khan Development Network ke kardaar par tabatla khayal.
09:55Sadr-e-Mumlikat ne Agha Khan khandaan ke kardaar ko saraha.
10:05Governess-in-Kamran Tesori se UNFPA ke waft ki mulaqat soobe mein maa aur bachre ki sehat behtar banane ke mansoobon par tabatla khayal.
10:18Governess-in ne kaha, aqa-wateen ko bais kyaar banane aur har satah par hasla abzai ki zaroorat hai.
10:24Sehat ke challenges se nimatne ke liye UNFPA ke saath mal kar kaam karne ke liye forazun hai.
10:35Mulaq ke beshtur shehro mein darja hararat mein kami aagayi.
10:45Mehkmeh mausamiyat ki aaj Islamabad, Rawalpindi aur Lahore samayet muktaref shehro mein baarish ki peshkoi.
10:50Multan, Bahawalpur, Rahim Yar Khan, Sakhar, Ladkana, Dadu, Sibi, Naseerabad, Turbat me bhi andhi aur baarish ka imkaan.
10:57Peshawar, Swat, Bannur, D.I. Khan aur Kurum samayet, Khyber Pakhtunkhwan, Gilgit-Baltistan aur Kashmir bhi garak chamak ke saath baadal baras ne ki.
11:05Ghaza mein israeli jarahiyat jari 24 ghante mein mazeed 77 palestini shaheed 220 se zyada zakhni ho gaye.
11:20Shaheed palestiniyon ki majmooi taadaat 36,731 ho chuki, 83,500 se zyada zakhni hai.
11:27Ghaza mein akwaam-e-mutahida Panakusim camp par israeli hamle mein bharti mizailon ka istimal.
11:33Guzarska raat Naseerat mein Panakusim camp par israeli fauj ne bombari ki 40 palestini shaheed 100 se zyada zakhni ho gaye.
11:42Ghaza par israeli hamlo ka sabse bada haami Bharat hai jo moodi ki musalman dushmani ka suboot hai.
11:48January 2024 mein Bharti Depay company ne israel ko gola baarood aur dhamaa ka case mawaad paraham kiya.
11:54Rawan saal bhi Udani group ke drone Bharat se Israel bheje gaye the jo Ghaza mein istimal kiye gaye.
12:00Golden Temple par Bharati pojh ke hamle ke 44 aal mukammal hone par duniya bhar mein Sikhon ka ihtijaj.
12:06Washington aur Wellington mein Bharati se Bharat khaane ke vahar muzahira.
12:11Sikh community ke Modi ke khilaf aur Azad Khalistan ke hath minare.
12:15London ke Trafalgar Square par Sikhon ne Freedom Rally nikali.
12:18Mulk ke mukhle filaakon mein Maveshi Mandiyan saj gaye. Karachi ki Maveshi Mandi mein bhi kurbani ke liye khubsurat jaanvara ka hai.
12:31Kharidaron ka kam keemat par israr, biyopariyon ka zyada keemat rasoon karne par soga.
12:36Aur Koh-Peh-Mao ke liye khushqabri, duniya ki sabse unchi choti par drone ke zariye Oxygen ki tarsil ka aagaz.
12:43Mount Everest par Nepali company Airlift ne Base Camp se 3 Oxygen Cylinder Koh-Peh-Mao tak pahuncha hai.
12:50Drone waafsi par kachra bhi lane ke kaamaayega.
12:53Drone intihai unchai aur sakht mausami haalat mein 15 kg wazan uthane ki salahiyat rakhta hai.
12:58Drone waafsi par kachra bhi lane ke kaamaayega.
13:01Drone intihai unchai aur sakht mausami haalat mein 15 kg wazan uthane ki salahiyat rakhta hai.

Recommended