• 6 months ago
प्राणायाम-ब्रह्म का यात्रा पथ

Category

🗞
News
Transcript
00:00Namaskar, today we are going to tell you about Dr. Gulab Kothari's book, Sharir Hi Brahmand
00:10Shrinkhna Me Patrikayan Me Prakashit Aaleg, whose author is Pranayam Brahmaka Yatra Path.
00:16Samam Kaya Shirogrivam Dharyan Nachalam Isthirah Samprekshya Nasikagram Swam Dishash Chanav Lokayan, Gita 6.13
00:26Prayan Kale Mansa Achelen Bhaktya Yukto Yog Valen Chaiva Dhruvor Madhye Prana Maveshya Samyaksa Tam Paramam Purusham Upaiti Divyam, Gita 8.10
00:39In Gita, Krishna says,
00:41Isthir hokar nasika ke agra bhaag par drishti jamakar, idhar udhar na dekhta hua man ko rookkar, mere parayan ho jaye.
00:48Ye habhi bataya ki antakaalme pran ko dhu madhyame rakkar, man se smaran karta hua parmatma ko taapta kuta hai.
00:56Pran hi brahm hai, akshar srishti hai.
00:59Adrishya sanstha hai.
01:01Hum pranayam karte hain, tab vayu ki gati ka sanchalan karte hain.
01:05Vayu humare panch mahabhuton me se ek hai.
01:08Sharir ka sanchalan karta hai.
01:10Pran aatma ka kshetra hai.
01:12Sharir madhyam matra hai.
01:13Yeh vyayam nahi ho sakta.
01:15Dono bhinne vastu hai.
01:17Shwas prashwas me mukhe taya, vayu ka aadan pradaan hota hai.
01:21Pranon ka aadan pradaan chakron evam pran vahini nadiyon se hota hai.
01:25Pranon se indriyon ke karyon ka sanchalan bhi hota hai.
01:29Karan aur thool sharir ka setu bhi pran hi hai.
01:32Geeta ke hi chautha adhyay mein yeh spasht ho raha hai ki
01:35Kuch yogi jan indriyon ka sayam roop agni me havan karte hain.
01:39Kuch samastha vishyon ka indriya roop agni me havan karte hain.
01:43Kuch yogi indriyon ki kriyaon aur pranon ki kriyaon ka
01:47aatma sayam yog roop agni me havan kiya karte hain.
01:51Kuch yogi brahm ko hi mool tatva agni maan kar
01:54yagya arthaat sharir, indriya aadi se upadhi sahit jeev ka grehen karte hain.
02:00Evam kuch upadhi rahit jeev ka.
02:03Jab indriya aadi upadhiyon ka tyag kar diya jaye
02:06tab swatah hi karm sanyas ho jayega.
02:09Aatma toh karm rahit hai.
02:11Sayam ka arth hai, dhyan, dharna tatha samadhi ka
02:14ek isthan me niyog karna.
02:17Indriyon ki swabhavik gati ko ek isthan par roop kar
02:20unhe isht ki aur mor dena hi unka havan ho jata hai.
02:24Vishyon se hata dene par indriyan apna swaroop ho kar nasht ho jati hai.
02:29Kuch yogi apana vayu ko prana vayu me,
02:32kuch prana vayu ko apana vayu me havan karte hain.
02:35Kuch yogi pranayam jwara prana apana ki gati ko roop kar
02:39pranon ka hi pranon me havan karte hain.
02:42Yog ki drishti se pranayam bhi ek prakaar ka yagya hi hai.
02:46Purak, saans lena, kumbhak, lechak saans chodna
02:50teen bhed pranayam ke hote hain.
02:52Bahati vayu ka bheetar lena apana
02:55Vayu ko bahar nikalna pran kehlata hai.
02:58Kuch log apana me pran ka havan karte hain.
03:01Vayu ko bheetar heechne ka abhyas bahot kaal tak karte hain.
03:04Kuch prana me apana ka havan karte hain.
03:07Bheetar ki vayu ko bahar nikalne ka baar baar abhyas kiya karte hain.
03:12Kuch dono ko roop kar isthir karne kumbhak ka hi abhyas karte hain.
03:17Hriday mein yehi karya brahma, vishnu, indri ke hai.
03:20Ek anya pranayam me aahar ka niyaman kar
03:23pranon ka pranon me havan karte hain.
03:26Jo vayu sharir ke jinn jinn isthanon me vyapt hain
03:29usse vaha ka vaha thaira dete hain.
03:32Jis vayu ko thaira diya usme anya sabhi ka havan kar dete hain.
03:36Aisa bhi kaha hai ki yagya se bache hue ann ko khane wale
03:40amrit brahm ko prapt ho jate hain.
03:42Ukta sabhi pranayam yagyo me ann ki bhoomi ka hi nahin hai.
03:46Atah yagya ke anushthan me jo samay bache
03:49usme bhojan kar lena chahiye yagya shishta shinah.
03:52Yagya shishta ka arth samay hai.
03:55Pranayam me ek hai pran, doosra hai vayu.
03:58Akshar sanstha ka pran hi, akshar sanstha me vayu
04:01uncha smarut ke saaj bhi ukta hokar karye karta hai.
04:04Pran moolat ahatma ka avyav hai.
04:07Man, pran, vaakhi, aatmaroop hai.
04:09Pran sada man ka anusaran karta hai.
04:12Sharir me pran ke das bhed ho jate hai.
04:14Pran vayu bahar jata hai.
04:16Apanka karma, adhogaman, vyaan, apunchan, prasaran, dharma
04:21Saman, vayu, khaye huye aur peeth huye dravyon ko
04:24das, rakta, aadi dhatuon me pranat karne ka karye padta hai.
04:28Udaan ka karye sharir ko uthaye, kadak rakhna hai.
04:31Nag ka karma, dhakaar lena aadi.
04:34Urm ka palko ko jhapkana aadi.
04:37Krikal ka cheek aadi.
04:39Devdutt ka jambhai, jhimbhan aadi.
04:41Dharanjay ka karma, sharir ka sanrakshan hai.
04:44Brahm nirgun hai.
04:46Uski shodash kalaon me ek kala hi vyakt hai.
04:48Shesh avyakt hai.
04:50Vyakt kala hi drigun mein prakrati hai.
04:52Prakrati se drigun aur drigun se vishwa sharir hai.
04:55Yahi brahm ki srishti kaamana, nana hone ki vasana hai.
04:59Drigun hi heera, pingala aur sushumna mein
05:02pran vayu roop sansar leela ka sampalan kar rahe hai.
05:05Iss se hi sookshma pran shakti ya avyakrat prakrati ka pata chalta hai.
05:11Us prakrati ya pran shakti se hi
05:13ya drigunatmak jagat baar baar upan aur laya hota hai.
05:16Pran ke baahar vichran karne se hi
05:18jeev ki sansar vasana utpanna hoti hai.
05:21Isi karan kisi ko gyan utpanna nahi hota.
05:24Man ki vishay grahan karne ki lalsa hi
05:26agyan ya vasana hai.
05:28Pran ka avrod hi man ka avrod hai.
05:30Isi liye pranayam karte hai.
05:32Shruti kehti hai,
05:34Tapo na paramam pranayama
05:36tato vishuddhir malanau diptischa gyan jyoti.
05:39Arthaat pranayam se shresht koi tap nahi hai.
05:42Iss se saare mal shudd ho jate hai.
05:44Gyan ka prakash hota hai.
05:46Vasana ki tarange chitta ko udvelit karte hai.
05:49Pranayam hi iss se mukta karte hai.
05:52Baahar ki vayu ko pranadi panch vayu kerte hai.
05:55Yehi mukhya pran shakti ki tarang lehriya hai.
05:58Yehi vayu roopme
06:00is dehe man ko jeevit banaye rakti hai.
06:03Man me nana prakaar ki itchha shakti ko zhukurit karte hai.
06:06Bahaya vayu ko spandit karne se
06:08panch pran tatha uncha smrut halit hote hai.
06:11Yehi kundalini shakti kehlati hai.
06:14Iss se hamara jeevan pravaha
06:16urdhu aur adhomukh pravahit hota rehta hai.
06:19Yehi hamare anuhav aur gyan ka mool hai.
06:22Chitta shakti moladhar me
06:24sharir ke avyogon ko sthe rakti hai.
06:26Hriday me agad sthiti padh krapti karte hai.
06:30Sokshmam hridal kamalnal
06:32tantu ke saman hriday me gamna gaman karte hai.
06:35Yath plaj roo madhya me
06:37yahi bindu roop dikhai parti hai.
06:39Tab uska naam aur roop hota hai.
06:41Bindu hi prakash ki disha me
06:43aadi roop hai.
06:44Kintu brahm roopatit aur niranjan hi hai.
06:47Yeh pran jam naariyon me
06:49pravesh kar sharir me sancharan karta hai.
06:51Tab hi jeev bahaya karmo ki cheshta me lagta hai.
06:54Indriyan bahaya vishyo ki aur jati hai.
06:57Shwas pra shwas ka pravaha chalta hai.
06:59Pran ke kampan ko rukhne se
07:02man aur buddhi isthir ho jate hai.
07:04Aatma ke saath mila kua
07:06mukhya pran hi brahm bhaav hai.
07:08Shwas par vijay pane ke shiva
07:10man ko isthir karne ka anya maarvi nahi hai.
07:13Pranayam hi iska uttar hai.
07:15Yog sutra ke anusaar
07:17tasmin sati shwas prashwas yo gati vichedah pranayam ha
07:21Arthaat shwas prashwas ki gati viched ko hi pranayam kehte hai.
07:25Shwas bahar jaakar bhitar pravesh na kare
07:28bhitar aakar bahar na nikle
07:30Yeh kumbh avastha hi havan griya hai.
07:33Chanchalta man ka pradhan bali hai.
07:36Pranayam se inka parishkar hota hai.
07:39Isse praak distrita hi yagya ka avshesh hai.
07:42Yogi raj shyama charan lahiri ke anusaar
07:45bhru madhya me drishti rakhne par
07:47nana prakaar ki darshan shravan ho sakte hai.
07:50Virat purush sahasra shirsha
07:52sabke bhru madhya se
07:53brahm randhra tak dash angul ke peech hai.
07:56Nasagra par dhyan pran vayu bhaav ko isthir karta hai.
07:59Moola dhaar se juda hone se
08:01is kendra ko bhi poon roop se gati maan karta hai.
08:04Atahab pran ki gati moola dhaar se
08:07brahm randhra tak sahaj ho sakte hai.
08:10Yeh pran vayu
08:11roo madhya par roop antarit ho kar
08:13urdhva gati ko praakta hoti hai.
08:15Yeh akshar se akshar shetra me
08:17pravesh ki isthiti hai.
08:19Roo madhya par dhyan pran ki isthirta lata hai.
08:22Pran vayu yaha par ling ho jata hai.
08:24Sahasraar tak akshar ki yatra hai.
08:27Gunateet avastha hi moksha hai.
08:29Kyunki andh kaal me jo bhaav
08:31man ko sangrant karte hai.
08:33Vaise hi jeev ki bhaavi dasha hoti hai.

Recommended