Category
😹
FunTranscript
00:00Mera yeh dil maane naa, maane naa
00:07Are you guys happy now?
00:09Hmm
00:10Fakiya ke ghar wale
00:12Kitne ache log hain
00:14Hmm
00:16Magar
00:18Uski jo badi behen hai
00:20Thodi si alag alag
00:22Zara reserved hai na
00:27Mom, wo Fakiya ki saghi behen nahi hai
00:31Shabana Aunty usse leke aayi thi ghar
00:36Aur Farooq Uncle bhi na kuch khas pasan nahi karte usse
00:41Kyun?
00:43Bibi ke faisla par aitraaz aane?
00:45Shahid
00:47Aur uski na Fakiya se bhi kuch khas banti nahi hai
00:51Lekin mujhe kya
00:53Main toh khush hoon ek saali ke saath
00:55Munazza
00:57Lekin agar Shabana usse beti bana ke ghar laayi hai toh
01:03Fakiya ko bhi usse behen maan lena chahiye nahi?
01:07Humme kya mom
01:09Dekhe
01:10Aapko sirf meri shaadi pe focus karna chahiye
01:15Sara ka sara kaam aapko akeli toh karna hai
01:18Hum meri kaunsi behen hai jo aapka haath bhata sakhi
01:22Abhi sirf
01:23Tumhi kaafi hoon hamare liye
01:25Agar tumhari koi behen hoti
01:27Uski bhi zimmedaari uthaani pardhi
01:30Tumhe
01:32Tumhe lagta hai ke beti bojh ye zimmedaari hai Shahid
01:39Its okay mom
01:44Main aklauta hoon aur mujhe aise hi acha lagta hai
01:47Kam se kam aap dono ki complete attention toh bilti hai mujhe
01:54Jab bahu aayegi na ghar
01:57Toh beti ki kamhi bhi poori ho jayegi
02:05Tum apne saare armaan
02:09Nikal lena uske nakhla dhaan
02:10Tum apne saare armaan
02:13Nikal lena uske nakhla dhaan
02:32Hania ko mangani ki takreeb se jaane ke liye tumne kaha tha
02:37Haan kaha tha toh kya ghalat kaha tha
02:41Guna hai ye
02:43O yaar ye guna aur sawab ke kaam mujhe samjhana tum chhod do
02:46Deen mujhe bhi pata hai jitna tumhe pata hai
02:48Amal nahi karte ho na magar uspe
02:51Yaar tum meri maa ho meri bibi ho
02:53Mujhe samjhana pe kyun tuli hoi ho tum
02:55Bibi ho bibi na ho bas
02:57O yaar soba soba aap log le ladaiya shuru kar di haan
03:00Maine ladaiya shuru kar di
03:03Ye apne uss chahiti ki wajah se ye arbad ladne ke liye tayaar rehti hai
03:10Ammi baba pilkul thekh keh rahe hain
03:13Kal raat bhi aapne Farhan ko ring panane se rog diya
03:17Ye keh ke apni bhen ka wait karo uska intazaar karo
03:21Wo meri saghi bhen thodi na jo main uska intazaar karo
03:24Fakya
03:26Maine ye tarbiyat nahi ki hai tum logon ki ki tum saghe sautele ke chakkar mein par jaao
03:30Tumhare saath hi palkar badhi hui hai wo yahan
03:33Apni beti bana kar lai thi main usse
03:35Tume bhi usse apni badhi bhen hone ka hitraam dena chahiye
03:38Bas kar do Shabana
03:41Fak gaye hum tumhari ye baatein sun sun ke
03:44Hadd uthi
03:54Ammi meri baat sunen
03:56Ab meri shaadi ki tyaariyan shuru kar den
04:01Bahot waqt nahi hai humare paas
04:03Paas
04:09Podhe dinon ke liye Hania se apna dehaan hata de
04:13Toh phir tum Munazza ko bula lo
04:15Wo chali jaayegi tumhare saath
04:18Hania ko toh tum log kisi khaatar milaate nahi hu
04:24Baaz na aana tans karne se tum kabhi hai
04:27Tum aa jaate ho
04:30Der ho rahi hai mujhe, tum log se toh kuch kehna hi bekaar hai
04:33Tumhari is maa ko Hania ke sewa kisi mein koi dilchast bhi nahi hai
04:44Na ho
04:47Main apne khud ke liye hi kaafi hu
04:50Thek hai beta, aise hi zindagi hone chahiye
04:53Aadmi apne faisle khud hi le
04:56Jis din rukhsat hoke chali jaune
04:58Us din inko mera khayal hoga
05:00Phir parwa hogi meri
05:02Toh maine socha hi nahi toh rukhsat hoke chali jaayegi
05:06Aur nahi toh kya baba
05:10Idhar mera rukhsati ka dina hai aur idhar mai chali gayi
05:32Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:35Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:37Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:39Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:41Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:43Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:44Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:46Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:48Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:50Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:52Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:54Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:55Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:57Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
05:59Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
06:01Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
06:03Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
06:05Khuda ne sahib-e-aulad banaya hai, shukra da karo, shikwa na kya karo
06:06Toh aulad na hone pe kyun utha ke liye aayi ek aisi bachchi ko, jiski maa usse khud raat-on-raat chod ke bhaag gayi thi?
06:13Main us bachchi ko apni godh bharne ke liye nahi, usko maa ki godh dene ke iraadah se ghar mein lekar aayi thi
06:25Thakte nahi hu ek hi baat baar-baar karke?
06:28Nahi thakta
06:31Ladka dhundho koi aur nikaalo is ghar se baar, tang aa gaya hu usse mai aur uske zikr se bhi
06:36Apni beti ke liye rukhsat ka lafz aur is maasoom ke liye nikaalo
06:41Kya lagta hai tumhe, meri betiyon ki barabari kar sakti hai wo?
06:44Chahistha bolo, sun le kyu
06:46Toh sun le, darta nahi hu, sirf tumhari chahiti hai wo
06:50Darte hi toh nahi hu tum Farooq
06:52Tum chup karoge ya nahi?
06:55Tang aa gaya hu tumhari roz-roz ke chik-chik se
06:58Kisi ko bhi le ke tum bas mera mood kharab kar diti
07:02Do pal sakoon ke nahi milte is ghar mein mujhe
07:05Baba kya hua hai, kahan ja rahe hain? Chai toh peele hain
07:09Peelo tum log
07:31Ammi yeh le, heema bhi tayyaar ho gaya
07:34Bhai yeh dekho, Hamza phir aaj late hai
07:37Kahaan hai Hamza, hamesha der se aata hai
07:41Call karo se
07:43Ji Ammi, bas unhi ka intizaar hai, mai karti ho
07:50Ammi yeh dekho, heema bhi tayyaar ho gaya
07:53Bhai yeh dekho, Hamza phir aaj late hai
07:56Kahaan hai Hamza, hamesha der se aata hai
07:59Ammi yeh dono chale jaayenge na
08:03Mere jaane ki zaroorat nahi hai
08:06Honey, tumhare jaane ki zaroorat hai
08:16Main tum se kaha hai usse call karne ke liye
08:19Ji Ammi
08:21Aur agar nahi aara toh tum dono driver ke saath chale jao
08:24Aur agar nahi aara toh tum dono driver ke saath chale jao
08:27Arey, driver ke saath jaane ki kya zaroorat hai bhai
08:30Main haazir ho jaisi jaane
08:32Sorry, samaan le raha tha isliye thoda saa late ho gaya
08:39Assalamwalekum
08:44Walekumassalam, hamesha late ho jaate ho
08:47Gaadi mein mithaiyan aur cakes rakhe hua hain toh
08:51Aap log ready hai toh chale
08:52Ji aap hi ka intizaal hai chale na
08:57Aur mera
09:00Kya hua aap log ko?
09:02Hairan ki ho rahi hai ki main bhi aap log ke saath chal raha ho
09:09Umm, nahi bheete, hairan ki hoonge
09:12Tum toh damad ho ghar ke
09:16Nahi, main damad nahi
09:18Main is ghar ka beta ho
09:23Aisi baaton sahi dil jeet lete ho na
09:26Jeet lete ho
09:33Chalo bhai, niklo aap
09:36Hania, bete fridge se gajre nikaal liye
09:40Ji, hum hi nikaal liya tha yaad se
09:42Acha, aap gaadi me se yaad se sab samaan nikaal na, kuch reh na jaye
09:46Chalo, chalo, niklo, niklo
09:48Tum kyu utha rahi ho, main utha rahi ho
09:50Tum kyu utha rahi ho, main utha rahi ho
09:56Gaadi me se dihaan se cheezein nikaal na, dubhara keh rahi ho, jao
10:00Chale ammi, Allah hafiz
10:02Allah hafiz bete, Allah hafiz, enjoy your time
10:08Fakiya, uth jao
10:10Main tayaar bhi ho gaye ho, tum abhi tat bistar mein hi ho
10:13Uth chahiye ho na, main peechhe toh nahi padho mere
10:17Fakiya, mom aayi thi bulaane ke liye
10:19Tumhare ghar wale ghar se nikal chuke hain
10:22Sobha-sobha kyu aa rahe hain ghar wale?
10:25Pata nahi, shayad koi rasam hoti hain, wo naashta hum logo isaat hi karenge
10:31Fazool rasmo se na chhid hai mujhe
10:33Munazza ki ghar bhi main isliye hi nahi jaati thi, fazool rasmo ki wajah se
10:38Acha, theek hai, lekin abhi toh uth jao
10:43Tum toh bahut excited lag rahe ho
10:45Excited lag rahe ho
10:48Tayaariya toh dekho tum apne
10:51Kyu nao excited? After all mera susraal aa rahe hain
10:55Khode dino mein bizar ho jaoge, dekhna
10:58Abhi toh main tumhe dekh rahe ho
11:02Yakeen nahi aara ke tum mere kamre mein ho
11:10Ab toh poori zindagi saath guzaar nahi hain, bahut sar pe sawaar raungi
11:15Aadhaar daal lo
11:45Aadhaar daal lo
11:54Yeh faqiya kaha rahe gayi hai?
11:58Hum kab se aaye waithe hain aunty
12:02Mulasma gayi hai usse bulaane, I think tayyaar ho rahi hai
12:09Ji, yeh ladki toh shuru se hi sust hai
12:11Ammi main aur haane tayyaar ho ke iska intazaar karte the
12:14Aur yeh aaraam se aati thi
12:16Par tum meri buraiya karne se na kabhi baaz mat aana
12:24Pehle bhi tum mere baari mein burai karti thi, ab bhi karti ho
12:27Munaza, ab toh mujhe maaf kar do
12:28Munaza, ab toh mujhe maaf kar do
12:40Hum dono ka hamesha se yeh hi rabaiya raahe hai mere saath
12:50Acha beta, behne aaye hain, mil toh lo pehle
12:55Mil lungi ghar jaake main
12:59Hania, yeh jo aap log naashta laaye ho, mujhe help kar do zara serve karne mein aur set kar do
13:19Yeh ghar kiska hai?
13:22Pari maa ka ghar hai
13:29Kitni bad kismat hoon na main, jaate rahe toh main apni beti nahi kya sakti
13:36Main apne saath apne ghar mein nahi rakh sakti, apne ghar se rukhsat nahi kar sakti
13:42Please bas karte hai
13:45Kabhi kabhi tum itni rude ho jaati ho, Fagaya
13:48Susraal hai tumhara aur ab behavior change karo apne
13:52Aur tum log mujhe kuch bhi khai do
13:55Zaat kari thi na yaar
13:59Aapka yeh idaraaf aapko ruswa kar dekha, agar kisi ne sun diya toh?
14:20Mere saath chalo main, tumhe tumhara kamda dekha na chahati
14:24Mera kamda?
14:29Aise bandh rehta hai, goon mein ek baar munazma usko saaf karte hai, phir darwaza bandh kar deti hai
14:36Aap Farhan aur Zahid uncle ko kya batati hai is kamde ke baare?
14:40Is ghar mein bahot se kamde hai, main unko kya parwa?
14:46Chalo
14:49Jab is ghar mein meri gunjaish nahi,
14:51toh mujhe kamde ka kya karna hai?
14:53Bas ek minute ke liye chalo
14:55Hum wahan se naashta lagane ke liye aaye hain
14:58Malazim kar rehenge sab kuch ho, saath chalo
15:01Aau
15:08Aau
15:14Yeh tumhara kamda
15:16Yeh tumhara kamda
15:21Kaash meri nazre tumhe isi kamre mein uthte baithte, sote jaagte dekh sakte
15:32Roz aati ho main, din mein ek baar, yahan baithti ho
15:36Chalo
15:41Jab se tumhe dekha hai, dil ko ek bal karar nahi
15:52Jannat, yaha mera dham ghud raha hai
15:55Theek ho?
16:03Theek ho?
16:04Mom
16:05Chalo
16:06Chalo
16:14Aap dono yaha kya kar raha hai?
16:18Main Hania ko ghar ka tour de rahi the
16:27Kyun?
16:29Theek sawal jawab kyun kar rahe ho, chalo naashta ready ho ga
16:32Aap dono I think, wahi lagwaane gaye the
16:38Haan, lekin wo malazim kar rahe the na sab kuch, toh maine socha
16:42In the meanwhile, main isko ghar dikha do
16:45Toh Munazza ko bhi saath le aati, wo bhi toh behne Fakiya ki
16:53Haan, yeh mere saath thi na
16:57Toh actually, Munazza mere zain mein nahi aayi
17:03Tum yaha...
17:06Wo, mujhe apne cellphone nahi mil raha tha, shayad upar hoga, main dekhta ho
17:19Uncle ko kya batayenge aap, jab Farhan unhe bata dega
17:24Nahi batayega
17:26Nahi batayega
17:30Laho baali hai
17:32Kuch deewan bhool jaayega
17:34Kaise aap...
17:38Kaise aap mujhe baida karke bhool gayi
17:44Chahad aap hi bhi gaya hai
17:55Chahad aap hi bhi gaya hai
17:56Chahad aap hi bhi gaya hai
18:22Aap yeh kamra Hania ko kyun dikhane lai thi
18:27Aamsa kamra hai, aamsi iski sajawat hai, bilkul baaki kamro ki tarah
18:33Maine Hania ko poori ghar ka tour diya tha
18:36Shahad yeh kamra is ghar ka hisa hai, humara guest room hai
18:40Achha, guest room hai?
18:42Bhi hum bhi itne saalon se yahan pe rahte hai, humein toh kabhi nahi pata tha, is guest room ke baare mein
18:46Ulte seedeh sawal kyu pooch rahe ho?
18:49Haan?
18:51Theek hai, tumhe shahad nahi pata ki yeh guest room hai, kyunki aaj se pehle yahan koi thehra nahi hai
18:59Achha achha relax, main toh sirf aise hi pooch raha tha
19:09Fakya ko lene kab jaa rahe ho?
19:11Chala jaaunga
19:21Kaise hai meri beti?
19:23Main bilkul theek ho humein, aap kaise hai?
19:26Arey waah bhai, waah!
19:29Fakya aayi hai meri beti
19:34Baba, aapko kaise bata chala main aayi ho?
19:37Arey mera bachcha, betiyon ki khushboo bata deti hai baap ko
19:41Baba, aapko kaise bata chala main aayi ho?
19:44Arey mera bachcha, betiyon ki khushboo bata deti hai baap ko
19:47Achcha baba, waah, aap mujhe bhool gaye?
19:50Main bhi toh aapki beti hu
19:52Nahi mera bachcha, aisi baat nahi hai, tum dono hi toh meri aankhya ho
20:17Kya tha agar tum jhoota hi sahi thoda sa pyaar usse bhi dikha dete?
20:34Humara dimaag kharaab hai kya?
20:37Kitni baar tum se keh chuka hu ke mere dil mein uss ladki ke liye koi gunjaeesh nahi hai, phir bhi tum
20:43Baba, wo hamare saath hi pal kar badhi hui hai, saghi na sahi, saath rehne se toh mohabbat ho jaati hai
20:50Beta, tumhe jin baaton ka pata na hua karey na usme bola mat karo
20:55Mere mana karne ke baawajood yeh iss ladki ko utha ke laayi thi
20:59Kaash isne kadam na uthaya ho
21:02Ab toh utha liya hai na, baar baar jatana band karo
21:06Koi ladka dekho aur chalta karo isse yahan se
21:09Main roz roz ki iss kil kil se thang aa gaya hu
21:17Uski fikar mat karein
21:21Main bohot jaldi ammi ko leke aajaunga yahan pe
21:24Uski fikar mat karein
21:28Main bohot jaldi ammi ko leke aajaunga yahan pe
21:38Main, main ghar jaa rahe hoon, tum saath chaloge hai aur bhodi aajaunga
21:43Nahi, main baat mein aajaungi
21:46Okay, okay
21:49Hmm, khuda haaf
21:53Hmm, khuda haaf
21:58Chicha jaan, ammi ko manana meri zimadari hai
22:05Aur is baar I'll make sure ke woh koi bhi aisi baat na karein jisse
22:10Hania ki dil azaari
22:12Omiya, rehne do yaar tum
22:15Mujhse yeh ladki ghar mein bardaash nahi hoti, sari zindagi khaandaan mein bardaash karta rao isse main
22:20Aur mujhe poora yaqeen hai ke bhabhi jaan bhi aisa nahi chahenge
22:24Chichi jaan mujhe chalna chahiye, office mein kaafi kaam hai
22:29Chalta hoon, okay, bye girls
22:34Khuda haafiz
22:41Ammu, dua karein paye ammi maan jaaye
22:45Hania ke liye Hamza bhai se best koi ho hi nahi sakta
22:49Ma yaar, maaf karo tum log mujhe
22:53Khuda ke waaste maaf
23:23Hello
23:50Hello
23:51Roh rahi thi?
23:53Nahi, mai kyu rohgi?
23:56Chit se jaan ki baaton par
24:01Unki baaton ki mujhe aadat ho gayi hai
24:03Hania, bahot dil dukhta hai mera
24:07Main tumhe, tumhe uss toxic mahal se nikaal lena chahata
24:13Lekin tumne aur ammi ne mere haath baal de
24:16Main is baat ko bhool kyu nahi jaate hain Hamza
24:19Tum thakte nahi bhaagte bhaagte
24:21Tum nahi thakti, mujhe inkaar karte karte
24:23Yeh bhi bhi bimaayne baat, iska koi haasal nahi hai
24:27Hania, tum mayoos ho chuki ho, lekin main nahi
24:31Hamza, mujhe office ka bahot kaam hai, main phone rakhte hain
24:34Suno, baat mooshni hai tum se
24:39Kya?
24:41Suno, baat mooshni hai tum se
24:43Kya?
24:45Sajh, sajh batana
24:48Munazzam ho gayi, iske saath khush nahi hai na?
24:53Mujhe nahi pata
24:55Aur iski wajah tum ho?
24:58Kya fuzool baat ki hai tumne?
25:00Main yeh baat bahot arse se masoos kar raha ho
25:05Isme mera koi khusoor nahi hai Hamza
25:08Usne mer liye proposal bhi bheja tha
25:10Oh
25:12Lekin us waqt meri doctor Raheel se baat teh ho gayi thi
25:15Isliye ammi ne inkar kar diya
25:17Agar yeh bahot burhani baat hai
25:19Aur agar na hua hota toh?
25:21Tum usse kis tarah ke sawal kar rahe ho?
25:24Mujhe us shukhs mein koi dilchaspi nahi hai
25:27Hmm
25:29Dilchaspi toh tumhe sirf mujh mein hai na?
25:33Khush fahmi hai tumhari
25:36Rehne toh yaar khush fahmi mein
25:38Kya jahta hai tumhara?
25:39Hamza main
25:42Main kabhi kabhi Munazza ke liye bahot parishaan hoti hain
25:46Iski muskaraahat toh bilkul puch gayi hai
25:51Bahot achi dil ki maalik hai
25:54Uske saath bahot bura hua hai
25:57Figar mat karo
25:59Woh bahot achi darki hai
26:02Mughis zyada din usse door aur bizar nahi rahe paaye
26:04Mughis zyada din usse door aur bizar nahi rahe paaye
26:09Laha pere
26:27Tum kisi aur ki unli pakad tar chal paraoge
26:31Yeh main hone nahi donga
26:34Tum sirf meri ho
26:38Tum Hamza kaise chah sakti ho?
26:42Woh kaise mere saumne haq jatata hai tum par
26:47Naalak haq mera hai na tum par
26:50Muno ke darmeyan
26:53Yeh muska kyu aage
27:00Mughis
27:11Kya baat hai beta?
27:13Saara din guzar gaya
27:15Jabse tum waha se wapas aaye ho toh kamre se nahi nikle?
27:19Kamre se niklene ka mood nahi ho raha humi
27:23Sasti ho rahi hai
27:25Tabhiya theek hai na?
27:27Tabhiya theek hai
27:28Tabhiya theek hai
27:29Aap tension nahi aaye
27:32Acha yeh batao Fakiha kaise hai?
27:36Theek hi hogi usko kya hoga
27:39Aur Munazza nahi aaye?
27:44Aa jayegi Munazza
27:46Aapko kya tension hai?
27:48Tum uske naam se kitna bizar ho jate ho beta
27:52Usse kitna bura lagta hoga
27:54Arey bura lag raha hai toh lagne de na
27:59Aur agar itna hi bura lag raha hai toh saath kyu reh rahi hai?
28:02Chale jaaye yaha se? Simple?
28:04Hazaar baar tumhe samjhaya hai
28:06Aisi baatein mooh se mat nikala karo
28:08Ammi main kya keh raha ho?
28:11Kya keh raha ho main aap se?
28:13Aap hi 24 ghande tension leti rahati ho uski
28:16Mughis, kitni masoom si aur sedhi saadi si ladki hai
28:20Tumhara kitna attitude bardaash kar ke is ghar mein reh rahi hai
28:23Koi aur...
28:24Koi aur hi toh nahi hai
28:29Aap log ne usko mere sar pe sabar kiya hai
28:32Ho sakta hai beta wo hi tumhari kismat mein ho
28:36Samajhdaar ladki hai, kadhar karo
28:43Kismat se hi toh gilaya mujhe
28:46Khuda ke waaste Mughis
28:50Apne aap ko sambhalo
28:52Aur is ghar ko rujwai se bachalo
28:55Hmm... jheek hai
28:58Agar aap yeh chahti hai
29:01Toh phir jo jaise chal raha hai, baise chalne de
29:07Jis tarah Munazzah bardaash kar rahi hai
29:10Aap bhi kar le
29:25Mama, dad aa gaye office se?
29:27Nahi
29:30Ek bhi din off nahi lete
29:32Aap dekhega, waleema wale din bhi office zarur jayenge
29:36Fakhya ko lene ja rahe ho
29:39Aap chalniye kya?
29:42Main?
29:44Isi bahane, waleema wale din bhi office zaroor jayenge
29:47Fakhya ko lene ja rahe ho
29:49Aap chalniye kya?
29:51Main?
29:53Isi bahane, aapki Hania se bhi mulaqat ho jayegi
30:00Mom, waise dad ghar pe nahi hai bhi
30:04Aap mujhe bata sakti hai?
30:11Koi taaluk hai aapka Hania ke saath?
30:23Sorry, maine kuch galat bol diya kya?
30:28Fazool baat kyun kar rahe ho?
30:31Fazool toh nahi
30:34Kuch na kuch toh hai aap jo hum se chhupa rahi hai
30:38Kya chhupaungi main?
30:42Jao, indazaar kare tumhaar, late ho rahe ho
30:45Acha chalein, khair, koi baat
30:47Abhi nahi toh, baad mein sahi
30:52Main pata toh zaroor laga looga
31:12Mom, aakhir Hania se bhi mulaqat ho?
31:14Mom, aakhir Hania mein itni interested kyun hai?
31:18Woh toh shadi pe bhi raazi nahi thi
31:21Yon ekdum tabiat kharab hone ke bahana bana ke rodh kar bhi chale gayi thi
31:26Koi na koi baat toh zaroor hai inke dil mein
31:29Khair, aaj nahi toh kar
31:32Main pata toh zaroor laga looga
31:45Hello
31:48Mujhe lagta hai Farhan ko tumhare mere rishte ka pata chal gaya
31:52Usne kuch kaha aap se?
31:55Toh seedhe sawal kar raha hai
31:58Toh aapko koi bahana kar dena chahiye tha
32:01Koshish toh kiye lekin
32:04Guest room ke baad, kuch uske zehen mein khatag gaya hai
32:08Maine aapko mana bhi kiya tha ke aisa na kare
32:10Raag mein unhliya phere ki toh haan jale na jale
32:14Unhliya toh kaali hongi na
32:16Kya hoga?
32:19Kya jawab dungi main logon ko?
32:22Aapne kabhi socha hai ki main bachpan se leke aaj tak logon ki sawalon aur nazron ko kaise bardaash kar rahi hun?
32:28Kaise jawab deri hun sab ke?
32:30Apne hone ki safahiyan dete dete
32:33Mera poora wujud zakhmi ho chuka hai
32:36Aur main zindagi ki us stage pe pohnch gayi hun ki
32:41Logon ke nazron aur sawalon ko
32:45Aap mein bardaash kar sakti
32:47Mar jaungi
32:49Allah na kare mom
32:52Mom?
32:57I'm sorry
33:00I'm sorry
33:02I'm sorry
33:04I'm sorry
33:06Besahti mein mere moon se nikal aaya
33:10Farhan ko sunna tha na aapko mom kahte to
33:13Bas isliye I'm sorry
33:15Kashf tum bhi mujhe mom kaise
33:25Kya hua mujhe dekh kar phone kyun kaat diya?
33:28Bahot annoying client hai
33:30Uska order mishandle ho gaya
33:33To khayal rakha karo na
33:36I try
33:38Nekin jab workers pe kuch chodti hun to kaam kharab ho jate hain
34:04Mom?
34:16Mom aayi aapki?
34:18Nahi aunty, unki tabiat kuch theek nahi thi
34:21Aur wo thag bhi gayi thi
34:23Akeli par jaati hai na
34:25Haan haan, toh ab mashallah faqiyah chali gayi hai na waha
34:28Kyun bhai, sab sambhal lege Inshallah
34:29Jee baba
34:31Haan haan
34:33Ab wo bahania ke tarah kahi nazar nahi aarhi
34:44Aaji bizarre si larki hai, kamre mein hai ghusi hui
34:51Pata nahi nikalti nahi bahar, tum toh jaante hi ho gaye
35:00Bete daftar ka kaam bahot jama kar liya tha, usne woh hi kar rahi thi, abhi gayi thi main uske paas
35:08Haan haan, saara office uski pe chal raha hai bas
35:11Aise chalein theek hai aap, aap unko bata dijiye ka ke main aaya wa hun
35:16Aage unke paas time hoga toh aake mil lingi, warna waise bhi humein toh jaana hi hai abhi
35:21Kaha na, Shabana ne ki badi masroof hai, office ka kaam kar rahi hai, milna zaruri hai?
35:30Munna sahab, chao bete pula lao Hania ko
35:33Ji ammi
35:36Tum itni jaldi nahi jaane dungi main, khaana khaake jaoge?
35:40Nahi aunty, phir kabhi, woh actually kuch na valime ke invitations baaki reh gaye the, unhe bhi niptane hai
35:49Warna, woh log bahot naraaz honge
35:52Haan haan, toh chalo koi baat nahi, chai toh piyoge na
35:56Arre bhi kaho zara, Ayesha se kaho jaake achchi chai bana ke lai
36:01Bhai ban baati
36:07Tume bahot shock ho raha hai Hania se milne ka nahi
36:11Aageya, tumhari, tumhari behan hai, yeh pehle mulaqat nahi hoti, isliye maine bola ki mil neta ho
36:19Badi behan
36:26Hania, chalo na, bhale bhi mil ke foran wapas aa jaana
36:32Tum jaanti ho na mere aur uski taaluk
36:37Usko dekhi main apne jazbaat mein qaboon nahi kar paate
36:41Yaar jab tumhari ammi tumhe kabool karne ko tayyaar hi nahi hai, toh phir, is Farhan ke saath kya taaluk?
36:47Koi chahe, ya na chahe, taaluk toh hai
36:52Dekho, tum is tarah gurez karogi na, toh wo kuch dinon me bhaap lega sab kuch
37:01Tume pata hai Munna sahab, toh mujhe aur mom ko dekh liya toh
37:09Jab wo mujhe apne ghar ka guest room dikha rahi hai
37:14Wahi room jo unhone apni beti ke liye seth kiya
37:16Wo beti, isse do din ka hote wo hospital mein chhod ke chali gayi thi