Category
📺
TVTranscript
00:00You
00:30Karasi Sarzameen se main aap ke liye tahaif laaya hun, Yakub Sardar.
00:43Aapne khud ko thaka diya, Karasi Sardar.
00:52Kaniyamas. Sardar.
00:54Ise podaasi qabail ke zarurat mandon mein takseem karne.
00:59Jo hukam Sardar.
01:03Humne toh socha ke aap kotaiya mein hain.
01:07Haan tha. Waqqai wahan tha.
01:11Lekin, jab maine suna saradi alaakon mein kya ho raha hai,
01:19toh main wahan nahin reh sakta tha.
01:24Usman se ittifak kiya aapne?
01:27Kya yeh sach hai, Karasi Sardar?
01:29Aapne jo suna wo sach hai.
01:32Aap yeh kaise kar sakte hain?
01:34Isme kya burai hai, Yakub Sardar?
01:38Agar is jang mein Usman Sardar ka saath main nahin dunga, toh kaun dega?
01:44Ar cheez ka apna waqt hota hai, Karasi Sardar.
01:48Burs aur Iznik ka mahasra mehz ek khayali tasawwar hai.
01:53Usman ke azaim poori qaum par aafat laenge.
01:58Aap jaante hain yeh sab, kya aap nahin dekhte?
02:03Agar aap kuch jaante hain toh, bataye hamein.
02:08Usman ab Burs aur Iznik meh garaj raha hai.
02:13Kal kya hoga?
02:14Usman ab Burs aur Iznik meh garaj raha hai.
02:17Aur agar padri apne sibahi bhej de,
02:22Usman ki ek halti se, poori qaum fana ho jayegi, Karasi Sardar.
02:30Jab aap raste mein ho, toh peeche hotein.
02:34Aur us waqt Usman ki himayat wapas le le.
02:38Jab wo tanha ho jayega, toh peeche hotega.
02:42Aisa mumkin nahi Yaakub Sardar.
02:45Un lomlion ke daryan Usman Sardar ko hum akela kaise chhod sakte hain?
02:50Usman ke saath marne ka koi fayda nahi Karasi Sardar.
02:56Usman ka halak hona saari qaum ke.
03:00Halak hone se baithar hai.
03:03Qaum ko bachaana hai.
03:12Aur maal-e-ghanimat ki bilkul fikar na karo.
03:16Aur jihad pe jis sone ka Usman ne tumse waada kiya tha, wo sab bhi,
03:22main tumhe dunga, balke dugna dunga.
04:12Khushaamteet, Usman Sardar.
04:37Yeh kya hai?
04:39Kya mujhse akele milne ki bhi jisarat nahi hai tumhe?
04:42Haan, kya zaroorat hai muhafizon ki yaha par?
04:46Main toh Bursa aa gaya.
04:49Chaar sipahiyon ke saath.
04:52Usman Sardar, parashaan ho gaye.
04:55Saare muhafiz bahar chale jaye.
04:58Phoran!
05:13Mujhe antaaza nahi tha ki mujhse baat karne ke liye,
05:16aap logon ne yeh soch rakha tha ki aap kasrat mein hoon.
05:22Ab aapki aksariyat hai.
05:32Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
05:36Usman Sardar,
05:37Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
06:07Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
06:38Toh tum hume jaanna chahate ho?
06:43Tum jaante toh ho ki hum kaun hai?
06:49Jo kuch maine suna hai,
06:52bilkul khushi nahi hui mujhe sun ke.
06:56Aap humare tijarti raaston aur zameenon ko
06:59khaana badoshon ke hawale kar rahe hain.
07:03Iske peeche niyat kya hai aap?
07:07Aapki mujhe jaanna hai.
07:14Niyat mere achhi hai.
07:18Kuch bhi karne se pehle,
07:21kuri duniya jaanti hai ki hum kya chahate hai.
07:25Main,
07:27jab tak zinda hoon yaad rakhna,
07:30pursa ka maasra karna munkin nahi hai, Usman Sardar.
07:38Main bhi yehi sochta hoon.
07:43Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:46Har sher aur bhediye ne yaha aakar
07:50apni poori koshish ki.
07:53Lekin pursa par,
07:55wo daant harkis bhi nahi kaad seke.
07:59Yeh shahar,
08:00dusre shaharon aur
08:02qalon ki tarah nahi.
08:04Usman Sardar,
08:05dusre shaharon aur
08:07qalon ki tarah nahi hai.
08:09Aur nahi yaha,
08:11aise hukmuraan hai jine tumne shikasti.
08:17Yaha aap apne qad se badh rahe ho.
08:25Kustun duniya ke saath,
08:27pursa ke tamam rawabit munkata ho jayenge.
08:31Toh kya hoga?
08:33Yeh shahar phir bhi barson tak zinda rahe sakta hai.
08:36Is pursa ka mat batao mujhe.
08:39Pursa ki haqeeqat kya hai, yeh toh
08:42jaanta ho main.
08:46Jo kuch tumne kaha hai,
08:49usse hargis khauf nahi hai mujhe.
08:52Balke sunke,
08:57meri saari khaahishaat
08:59aur zyada ho gayi hai.
09:06Aur isi liye,
09:10isi liye yeh shahar mujhe chahiye.
09:13Aisa toh hargis nahi hoga Usman Sardar.
09:21Chahe aasaan ho raasta,
09:25ya kathan ho,
09:26ya kathan ho.
09:30Pursa,
09:33aaj nahi toh kal,
09:36turkoon ka ghar hoga.
09:42Tumhari iske liye,
09:44umr kaafi nahi hai Usman Sardar.
09:47Yeh toh Rab hi jaanta hai main.
09:49Haan magar,
09:51is baat ko yaqeen hi banaunga,
09:54ki tumhari umr zyada nahi ho.
09:57Chalo batao mujhe,
10:00kya baat karne ke liye bulaya tha yaar?
10:19Kholo Fera,
10:21Kholo Fera.
10:43Tumne bulaya mujhe?
10:47Haan bulaya,
10:48aur tum toh yoon daurte chale aaye yahan jaise,
10:51is din ke muntazir the.
11:02Tum thek ho?
11:06Kyun bulaya hai mujhe?
11:18Tumhara Alchim se nikah hua hai na,
11:20toh kyun aa gaye?
11:24Nahi aana chahiye toh tumhe.
11:31Durst kaha,
11:34pasand nahi usse mera aana.
11:42Haan chale jao,
11:44jaise har dafa chhod jaate ho,
11:46jao yaha se.
11:49Kholo Fera,
11:53kar kya rahi ho ye?
11:56Isiliye bulaya tha tumne mujhe?
12:02Tumhe mujhse mohabbat hai.
12:13Mat kaho aisa.
12:15Mat kaho aisa.
12:19Aur is aag ko badhawa mat toh kholo Fera.
12:24Kyun Orhan?
12:27Kya is mohabbat ki aag ko dil se bujha chuke ho?
12:37Kyun zaruri hai ye haan?
12:40Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:45Toh kya mujhe bula diya hai?
12:50Kya yahi thi tumhari mohabbat?
12:57Kholo Fera,
13:02maine wo shadi,
13:04khandaan ke liye ki
13:06aur apne kabile ke liye ki,
13:08ye baat tum achi tarah jaanti ho.
13:10Haan, jaanti hu.
13:11Khandaan ko chunkar Aurhan,
13:14tumne mujhe beech raah chhod diya.
13:18Lekin sirf tumne mujhe dhoka nahi diya,
13:20khud ko bhi diya hai.
13:23Apni mohabbat ko tarh karke,
13:25Elcham se shadi karli.
13:27Mere paas nahi tha chara aur koi.
13:30Haan, magar,
13:32tum intikhab kar sakti thi.
13:34Lekin kya kiya?
13:36Tumne,
13:38kya kiya?
13:39Tumne,
13:41intikhab kiya mujhe chhodne ka.
13:45Toh ab,
13:47ab achanak kya ho gaya Kholo Fera?
13:53Jab se iss jagah par lauti hu main,
13:57tab se asiyat pe jee rahi hu.
14:00Tumse meri mohabbat,
14:04kabhi khatam nahi ho sakti.
14:09Kholo Fera.
14:12Mat jao na.
14:16Jab ek doosri ko iskadar chahate hain,
14:18toh dhoka dene ka kaise soch liya?
14:31Main,
14:33aapko ek mauka deta hu sulah karne ka.
14:36Varna,
14:37aap aur
14:39aapke peeche chalne wale saare maare jaayenge.
14:45Aage?
14:47Sab bandh raaste aapke liye khul jaayenge.
14:50Hum tijarat mein aapko apna saathi banayenge.
14:54Kustan tuniya se lekar,
14:56Bursa tak saara samaan aur uske saath,
14:59tamam raaste,
15:01humare hukum ke taabe honge.
15:03Hum Bursa ke baad,
15:05poore mashal mein,
15:07ishrik ki tijarat,
15:09aap par chhod denge.
15:15Jihad roka nahi jaasakta maal se bhi.
15:20Ye baad pehle kisi ne bhi nahi batayi tumhe.
15:24Tum jihad nahi,
15:27balke sab pe qawis hona chahate ho.
15:30Aur main tumhe ye mauka dunga.
15:34Tumhe soch samajh kar faisla karna hoga.
15:38Tum apne sardaron ko,
15:41kuchal kar unpe qadam rak ke aage bade.
15:44Kustan tuniya ke log bhi,
15:47tumhe saare turkon ke,
15:49muhafiz ke taur par jaante.
15:51Lekin tum sab ki aise hifazat nahi kar sakte Usman Sardar.
16:01Saltanat ko mehfooz rakhne ke liye,
16:04koi bhi raasta toh,
16:06koi bhi raasta talash nahi kar raha main.
16:09Mera raasta toh saaf hai.
16:11Mere Rab ne jiska hukam diya,
16:13jihad ka raasta hai ho.
16:15Wohi raasta,
16:17tumhara anjaam bhi ho sakta hai Usman Sardar.
16:23Maine,
16:25socha ke saath mil sakte hain hum log.
16:36Darasal,
16:42ek aur tariqa bhi hai.
16:48Batao kya hai?
16:51Bazantineon se,
16:53munqata kar dunga taluqat.
16:57Lekin tumhari tijarat ko nuksaan hoga aise,
17:00aur ek muddat ke baad khatam ho jayegi.
17:02Aur agar,
17:05agar tum chahate ho ke hum jang na karein tum se,
17:10toh surat,
17:12tum paanch lakh sonay ke sikke,
17:15har saal maj tak pahunchaoge.
17:24Talwarein agar hum log nikaal lein,
17:27hum log nikaal lein,
17:29talwarein agar hum log nikaal lein,
17:31Usman Sardar,
17:34toh ke tum sona de paoge?
17:38Tum wohi ho jo mujhe sola karna chah rahe the.
17:42Faisla kar lo tumhe kya karna hai.
17:59Takfur,
18:01abhi bursa mein nahi hai.
18:05Jaisa hi aayenge,
18:07toh unse main baad kar lunga.
18:11Main shahenshah ko,
18:13isse aga karke aapko bata dunga.
18:16Badi khaish thi tumhari.
18:19Kya?
18:21Gundu Sardar ki tarah.
18:24Khaish thi na yeh tumhari ke main,
18:25zindagi se chala jao.
18:31Tumhare haath khoon se range hai mere bhai ke.
18:35Tum yahaan sulha ki baad karne lege.
18:39Aur abse,
18:42main kisi aisi mufahmat par raazi nahi honga,
18:45jisme tum maujood hoge.
18:48Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:51Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:52Jo kuch maine kiya,
18:54tum uske liye mujhe jawaabte nahi dhara sakte, Usman Sardar.
18:57Agar tumne,
18:59jangbandi ka na socha,
19:02toh Gundu Sardar,
19:05aakhri shahs nahi hoga marne wala.
19:14Hum log maud se nahi darte.
19:18Agar aisa ho,
19:19toh bursa kabhi na aate.
19:25Bahot badi jang hogi.
19:29Usme kaun marega,
19:31usme zinda kaun rahega.
19:39Allah karega faisla.
19:49Kostantin.
20:19Allah karega faisla.