Best_Urdu_

  • 3 months ago
Transcript
00:00with your heart.
00:22Bardaash ke saath halaat zaroor badal jayenge, bas zara andar hi andar muskurane ki zarurat
00:29Ye ek raaz hai jo school, universities aur digar idaro mein nahin sikhaya jaata hai.
00:36Musalmanon ka har firka hi ek dusre ko kafir kahta hai.
00:40Bas ek kafir hi hum sab ko musalman kahta hai.
00:45Fatiha logon ke marnay pe nahin, isaas ke marnay pe padhni chahiye.
00:50Kyunke log mar jaye to sabar aa jaata hai.
00:53Magar isaas mar jaye to muashara mar jaata hai.
00:58Jab aankhon se sajde behne lageyen, to kabuliyat ke samandar mein zaroor har chal bati hai.
01:05Wo teen kisi ko kya nuksaan pohnchayega, jisme raaste se patthar hatane par bhi sawab milta hu.
01:13Hum Allah ke laadle to hain lekin, itne bhi nahin jitna khud ko samajhte hain.
01:20Waqt se pehle aur kismat se zyada kabhi nahin milta.
01:25Doosron ki tawakkuaat ke masaabik zindagi basar karne ki wajah yeh hoti hai,
01:30ke hum darte hain ke kahin wo doosra humko chod na dhe.
01:35Main jaanta hun ke main kuch to hun, kyunke mera Rab koi bhi cheez bekaad nahin padhata.
01:43Hum Allah ko ek maante hain, magar hum Allah ki ek nahin maante.
01:50Jis din yeh samajh jayenge, ke saamne wala ghalat nahin, sirf uski soch humse alag hai,
01:57us din zindagi se bahot dukh khatam ho jayenge.
02:01Ek din hum sab ek doosre ko yeh soch kar khodenge,
02:06ke jab wo yaad nahin karta, to main usse kyun yaad kara.
02:10Mahabbat aur narm dili insaniyat ki khasusiyat hu.
02:15Khaishen baadshahon ko ghulam bana leti hain, magar sabr ghulamon ko baadshah bana leta hai.