Kya Aglay 6 Mah Mein Intikhabaat Ka Mahol Bantaa Nazar Araha Hai?? aved Latif

  • 2 months ago
Kya Aglay 6 Mah Mein Intikhabaat Ka Mahol Bantaa Nazar Araha Hai?? aved Latif
Transcript
00:00Mian Javed Lati sahab, aaj toh aapke saath sab maujood hain, aaj koi tabdeeli ho sakegi, number one.
00:05Number two yeh, ke thodde pehle Babarwan sahab firma ke gaye hain,
00:09ke teen mahine baad mujh se poocheyega, ke hum naye intikhaabaat ke kitne kareeba hai.
00:13Yani unko teen mahine ke baad, mahaul aisa saazgaar banta hua nazar aa raha hai,
00:18naye intikhaabaat ke liye.
00:20Kya aap bhi samajhte hain, ke teen mahine, chaar mahine, chalein sheh mahine kar lein,
00:24intikhaabaat ka mahaul ban raha hai?
00:26Nahi?
00:28Dekhein, do cheezein hain aneka, pehli baad toh yeh hai,
00:33ke itni dithai se aur itna fun hain inke paas joot bolne ka,
00:40ke sach jo hai, inke saamne sharam mehsoos karta hai,
00:44ke shayad main hi galat hoon.
00:46Aur issi tarah jo baad yeh karte hain, ke hum na dheel chahte hain, na dheel chahte hain.
00:52Dheel inko mili hui hai, dheel yeh chahte hain.
00:56Ab baat jo karte hain,
00:58ke janaab aap agle dino mein dekhenge,
01:02mahaul banta hua, teen maa ke baad election ka,
01:06toh neeka main yeh baat aapko bataa doon,
01:09ke aaj bhi, agar Pakistan ke zarae ablaag jitne wasaail,
01:15riyasat rakhti hai, riyasat haqaaiq bataa de,
01:19riyasat ki baat kar raha hoon, kisi hukumat ki baat nahi kar raha,
01:22riyasat haqaaiq bataa de,
01:25ke isko 2014 mein dharne ke liye kisi ne kaha tha,
01:29aur kis investment ko rokne ke liye kaha tha,
01:32aur doosra 9-10 mai isse kisi ne karwaya,
01:36kisi ne karwaya, aap bataa de, aap toh hukumat ka hisa hai na,
01:40riyasat hukumat ki andar hi hoti hai,
01:42hukumat riyasat ka part hoti hai.
01:46Dekhein ye baat toh mein hukumat se baahar hote hui bhi kehata aaya hoon,
01:53aaj agar hukumat ka hisa aap samayte hain,
01:55toh mein phir kehne ke liye tayyaar hoon,
01:57main bada clear hoon,
01:59ke us waqt bhi ye aalmi agenda lekar aaya tha masoof,
02:03aur cheen ki investment rokna maqsood tha,
02:07intishaar peyda karna maqsood tha Pakistan ke andar,
02:10taake investor Pakistan se bhaage aaye na.
02:13Ab doosri baat,
02:15aaj kya ho rahe hain,
02:17haan ek second,
02:19main udhar hi aa raha hoon na,
02:21ab doosri baat,
02:23ke 9-10 May,
02:25karne walayon ko,
02:26agar ek saad hone ke baabujood tahafaz hasal ho,
02:31unke khilab koi sazaar na de sakay koi adara,
02:34aur har adara mein baitha har shaks,
02:37har dafa ye keh de,
02:38ke 9-10 May walon ko chhodeyenge nahin,
02:41kisne haath pakdo bhi yeh bataya jaye kaum ko,
02:43aur Pakistan ke usaay se…
02:45I'm sorry I have to cut you short over here,
02:47Rana sahab ne aaj yeh statement diye,
02:49ke agar 9-10 May ko bhi aap samajhne,
02:50koi false flag operation ho gaya tha,
02:52toh aayiye hum se baat karein,
02:54yeh toh hukummat ke kabina ke memberaan keh rahe hain,
02:56kya yeh hum se baat karne,
02:579-10 May ke upar baat karne ko tayyaar hain aap log?
03:01Main yeh samayta hun,
03:03ke agar Pakistan ka koi aayin,
03:05kanoon reh gaya hai,
03:07is banday ke saamne kisi ne gutne nahin teke,
03:11agar aayin kanoon ne thoda baut reh gaya jo,
03:14hala ke humne Zamaan Park ke andar,
03:16aur Zamaan Park ke bahar adaaron ko,
03:19gutne tekte Zamaan Park ke saamne dekha hai,
03:23aur iske baabujood bhi agar aayin,
03:25kanoon naam ki koi cheez reh gaya hai,
03:27toh mujhe sirf 3 baaton ka jawab koi de de,
03:31jo main pichle ek maan se poochta aara hun,
03:34ke Pakistan ke andar,
03:36190 million pound khaana juram hai ya nahin?
03:40Doosra, Pakistan ke andar,
03:43Saifur jaisi kisi aur re yeh kartab,
03:47kisi aur kisi ne yeh jurum karke dikhaya hai,
03:51agar nahin dikhaya toh yeh jurum hai ya nahin?
03:53Teesra, 9-10 May,
03:56jo Pakistan ki eend se eend bajadi,
03:59kisi ne 75 saalon mein aisa kiya hai,
04:03aur usko chhod diya gaya hai,
04:04toh isko ek lama na lagaya jaye,
04:06chhod diya jaye,
04:07aur agar koi aayin, kanoon naam ki koi cheez hai,
04:10toh phir bataya jaye,
04:12in teen cheezon ke liye saboot aur nahin chahiye,
04:15iske baabujood saza nahin ho rahi,
04:18toh aalmein koi...
04:18Aap keh rahe hain,
04:19daal mein kuch kaal hai,
04:20ya sahi daal kaal hai,
04:21yeh nahin kar rahi.
04:22Acha, Mian sahab,
04:23ab ek aur masala bana hua hai,
04:23aur wo masala yeh hai,
04:24ke 6 July,
04:25yaani kal,
04:26Pakistan Tehreek-e-Insaf ka Islamabad mein jalsa hona tha,
04:29Islamabad ki intazamiyah ne jo NOC diya hua tha,
04:32No Objection Certificate,
04:34wo mansookh kar diya hai.
04:35Aur Umar Ayub sahab firma rahe hai,
04:37ke no matter what,
04:39jalsa hokar rahega,
04:40intazamiyah keh rahi hai,
04:41ke NOC ke bagayra jalsa honi sakta.
04:43Aap kal kya hota hua dekh rahe hain?
04:47Dekhein, jo inki history hai,
04:50aap dekhein,
04:51jahan inki hukumat hai,
04:52wahan CM jaa ke grid station chala jaye,
04:56aur switch on off kar de,
04:58aap mujhe yeh batayein,
04:59ki inse aap baaki logon se tawakku kya rakte hain?
05:02Aur koi aur CM,
05:04kisi aur subah ka CM,
05:06yeh fail karta,
05:08aur uske saath policy saaz kya karte,
05:11uska hashar media kya karta,
05:14social media kya uske saath saloog karta,
05:18aap andaaza nahi kar sakte.
05:20Magar ek CM,
05:22ek dafaa nahi,
05:23teen dafaa grid station jaata hai,
05:27uske MTA jaate hain,
05:29aur jo switch on off karte hain,
05:31riyasat naam ki wahan,
05:33return nazar toh aati nahi hai.
05:35Isi tarah agar baaki subah mein bhi dekhna chahate hain,
05:37toh phir bilkul unko NOC kuch zaroorat nahi hai,
05:41jo chahate hain,
05:41karke dikhayein.
05:42Aap dekhein,
05:44ki judicial complex par kis tarah unhone kabza kiya tha,
05:48aapko yaad hoga Supreme Court par kis tarah kabza kiya tha,
05:51lower court par kis tarah kabza karte hain,
05:53high court par kis tarah kabza karte hain,
05:56magar inke khalaab koi FIR darj kurwane wala nahi hai,
05:59Muslim League ke khalaab FIR darj hoi,
06:02do shishye tootne pe,
06:04ki aapne Supreme Court par hamla kar diya,
06:07logon ko sazaayin bhi hui,
06:08magar inko koi poochne wala nahi hai,
06:11phir mein ke,
06:11kyu nahi kahun,
06:12ki inko aalmi quvato ki sarprasti hasal hai,
06:16suhulatkaari mayyassar hai,
06:18jiske dabaw ki wajah se Pakistan ke adhaare kamzor par gayein.
06:22Right.
06:22Acha Amir sahab,
06:24ek taraf toh obviously aap kal bhi maari dekh rahe hain,
06:27in other words mujhe toh aapki baaton se hi laga,
06:29ki aap kal bhi expect kar rahe hain,
06:30ki kuch garbari hogi,
06:31kyunki kaanoon se baala tar aapki nazar mein Pakistan Tehreek-e-Insaf hai,
06:34doosri taraf,
06:35aap as government,
06:36aur government ke prosecutors,
06:38kuch kar bhi nahi sakein saari cases ka,
06:39abhi tak jo hai wo cases,
06:41ache khase madham pade hua hain,
06:42dheeme pade hua hain,
06:43cases banane ki baatein ho rahi ho par se,
06:45lekin Imran Khan sahab ne bhook hartaal ki,
06:49ek dhamki bhi de diya hai,
06:50aur saati APC mein shirkat ki indiya bhi de diya hai,
06:53ki Pakistan ke security ke maamlaat pe,
06:55main APC mein shirkat karunga,
06:57lekin bhook hartaal karunga,
06:59agar zulm aur barbariyat ki jaati rahi mujh par,
07:02this is what he has said,
07:03yeh dono cheezein,
07:05ek taraf positive,
07:06ek taraf negative,
07:07yeh kya ho rahe hain,
07:08Khwaja Asif sahab ko toh mausam badlta hua nazar aa raha hai,
07:10aapko nazar aa raha hai?
07:13dikhe,
07:14mujhe toh humesha,
07:17ek side pe baarish nazar aa rahi hai,
07:19aur doosre taraf jo hai,
07:21sawa neze pe nazar aa raha hai,
07:24main toh bada clear hu,
07:26ki yehi maqadmaat jo ispe bane hain,
07:29uske teen hisa bhi,
07:31kisi aur pe bana hota,
07:33toh aaj tak woh phansi pe latak chuka hota,
07:35kare na miya sahab,
07:36aap log kare na,
07:37jo sulton ki baat karta hai,
07:38aap logon ko toh kisi ne nahi roka,
07:40government ko kisi ne nahi roka,
07:42prosecution,
07:43prosecutors jo hain,
07:45unko kisi ne nahi roka,
07:46main wohi toh baat,
07:48nikam hai,
07:49meri please baat sune,
07:50main wohi toh baat karna chahara hu,
07:52ki yeh,
07:53ek maqadma kisi aur pe bana hain,
07:56aur agle din usko phansi pe latka diya jaayega,
07:59mujhe yeh bataayen,
08:00ki hamaare pe jo maqadmaat banaaye jaate the,
08:03unka koi sabood,
08:05proof hone ke baghair hi,
08:08aap bete se tanha na lene pe,
08:10do tahai aksariyat rakhne wale,
08:12prime minister ko tahayat na hail kar dete hain,
08:15toh yahan toh bhai,
08:16ekso nabvey million pound kha gaya hai,
08:18toh uspe belay ho rahi hain,
08:20uspe koi saza kisi ko dene ko koi tayyaar hi nahi hain,
08:23toh uske baad bhi,
08:25agar aap mere se sawal karti hain,
08:27yeh sabood maangti hain,
08:28ki aap sabood deyen,
08:30ke suhulat kaari,
08:31isko kahan se mayyassar hai,
08:33toh phir iske baad bhi,
08:35agar itni badi tadaat,
08:37jo members ki,
08:38congress ke members ki,
08:39jo karar daad manzoor hui hain,
08:41phir bhi sabood agar aap musse maangegi,
08:43toh isse bada sabood mere paas aur toh ho,
08:46koi nahi sakta na,
08:47mai dekh sakta hu,
08:48kaun dekh rahi hain,
08:49us waqt ghulami thi,
08:51aaj ghulami se azadi hai,

Recommended