Linear graphs and linear equations

  • 2 months ago
This is a practice question
Transcript
00:00This is chapter 2 of D2 Linear Graphs and Simultaneous Linear Equations Elimination
00:07Method.
00:08Practice question 5.
00:11This is question 1.
00:12Using the elimination method, solve each of the following pairs of simultaneous linear
00:17equations.
00:18Solve karne ka matlab hota hai ki aapke question mein jo bhi variable hai like x hai, y hai,
00:23z hai, whatever.
00:24Aapne malum karna hai ki wo kis number ke barabar hai.
00:28Simultaneous ka matlab hai jo do cheezein saath saath chalein like x ke neechein x
00:33arrange hona chahiye, y ke neechein y aur number ke neechein number.
00:39The very first step hum in dono equations ko label kar lenge as an equation 1, as an
00:44equation 2.
00:45Ab hum in dono equations ko add kar lenge.
00:48Yaha pe maine horizontally inko solve ke aap vertically bhi kar sakte ho.
00:54Pehle step mein x minus y add ho jayega 4x plus y mein aur 3 add ho jayega 17 mein.
01:01Aap brackets ko hata doge, uske baad like terms mein concept aayega.
01:07X arrange hoga plus 4x ke saath.
01:10Sign hamisha pehle hota hai aur minus y plus y ke saath solve hoga.
01:15I am repeating ki aapka sign hamisha pehle hota hai.
01:19x plus 4x ke saath hoga aur minus y plus y ke saath hoga.
01:25To aap dekho ki aapka ek variable jo ki y hai ab eliminate ho jayega.
01:30Minus y plus y ko cancel kar deka.
01:33Aur aapke paas answer kya aayega?
01:37X plus 4x will be 5x doke jis variable ka koi bhi coefficient nahi hota 1 hota hai.
01:43To hum yaha pe basically 1 count karengi.
01:451 plus 4x will be 5x aur yaha se 20 aagaya.
01:49Aapne jis cheez ko maloom karna hai usko isolate karna hai.
01:525 yaha multiply ho raha hai.
01:54Doosi side pe equation ke jaake divide ho jayega.
01:5820 divided by 5 will be 4.
02:00Ab aapke baas ek value to aa gayi through elimination method.
02:04Eliminate karne ka matlab hai ki dono mein se ek variable aapne cancel kar dekha.
02:09Ab hum simple substitution karenge.
02:11Aapke value aayega x equals to 4.
02:15Ab ye aapke marzi hai, aapki choice hai ke aap equation 1 me put kar do ya equation 2 me put kar do.
02:21Equation 1 zyada aasaan lag rahi hai isliye aap isme put kar do.
02:25Jaha jaha x aa raha hai waha 4 aa jayega.
02:27So 4 minus y equals to 3 hogya.
02:31Ab hum kya karenge?
02:32Ab 4 ko equation ke doosi taraf le jao to yaha pe aap dekho ki 4 ke saath plus ka sign hai.
02:38To doosi taraf jaake minus ka sign ho jayega.
02:41So minus y aur 3 me se jab hum 4 ko minus karenge, sign hamesha bade number ka, bade value ka lagta hai.
02:49Isliye ye minus 1 ho jayega.
02:51Dono taraf minus ek doose ko cancel out karenge.
02:54So y is going to be equals to 1.
02:56Aapke baas dono values aa gayi x is equals to 4 and y is equals to 1.

Recommended