• last year
Transcript
00:00Huzoor ko dafan kar ke laute, tadafeen se faarag hue, kabar mubarak me utara, hukam poora kia,
00:06kahtein wapas aaye, to janab-e-anse sayyida Fatima karni lagi, ansar, tune bhi mere rasool pe mitti dali hai?
00:14Ans, teri jurrat ho gayi thi?
00:17Farmaatein, us wakat Fatima ka pehla ansu gira,
00:20aur phir 6 maine Huzoor ke baad hayat rahi, maine uske ansu hi girte dekhe,
00:24log so jate, wo Huzoor ke roze pe jaake baith jate,
00:28kahtein, main samjhata, behlata, ki Fatima kahtein, Ali sabar apni jaga, karm apni jaga,
00:33aur main tujhe kya matau, bain bhai pehle sare chale gaye,
00:37waalda pehle chod gayi, ab Huzoor alaihi salatu salam ne bhi parda daal liya hai,
00:43mujhe chaar aur jaadir kuch dikhai nahi deta, kahtein, 6 wa maina tha Huzoor ke wisaal ko,
00:48ik din, muskurhati hui Fatima ghar aayi, roze se raat ko bachyon ke saath,
00:53toh shir-e-Khuda kahne lagay, maine ka Fatima bade dinon ke baad muskurhate dekha,
00:58kya baat hai, toh kahne lagay, Ali aaj meri aankh lag gayi thi,
01:02mujhe Huzoor khaab mein mile hai, toh mujhe Huzoor ne kaha hai, tu roti kyu hai,
01:07toh maine ka, maa, buba, mera ab dil nahi lagta, toh firma, beti tayyari kar tu mere paas aane wali,
01:13hazrat-e-Ali firmatein, bas Fatima bimaar hu bhi, chand din guzre tu mujhe bulaya,
01:19toh kahne lagay, Ali, waqt jaane ka aagaya hai,
01:23Ali ke ghar ki hai, izzat Ali se sunte,
01:26Nabi ke ghar ki hai, izzat Nabi se sunte,