New Nohay 2024 _ Zakhmi Hai Sakina _ Farhan Ali Waris

  • 2 months ago
New Nohay 2024 _ Zakhmi Hai Sakina _ Farhan Ali Waris
Transcript
00:00Baba, mere Baba, Baba, mere Baba, mere Baba
00:21Baba, chalna chahoon toh chala bhi nahi jata
00:37Paon zakhmi yeh uthta hi nahi mera
00:46Sohna chahoon toh soya bhi nahi jata
00:57Ushth zakhmi hai, zakhmo se hai khoon behta
01:07Saans leti hu toh, dukhti hai pasliya
01:16Dadi Zahra ki tarha, tooti hai pasliya
01:30Bukh saar mere zakhmi, kaano se lahoo jari
01:35Bunde bhi chhine mere, kurta bhi jala Baba
01:41Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
02:00Dhoondti pherti thi mai aapka laasha Baba
02:05Ek zalim ne mujhe rok ke mujhe se poocha
02:10Dhoondti kisko hai Baba ka tere naam hai kya
02:15Mere Baba hai Hussain ibn-e-Ali maine kaha
02:21Phir ghaiz mein woh aaya, chehde pe mujhe maara
02:26Rethi pe gira dala, main kehti rahi Baba
02:32Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
02:51Rah mein chalte hue kaafla thahraya gaya
02:56Paani lekar jo wahan shimre lahi aaya tha
03:01Apne lashkar ko wahan paani se sehraab kiya
03:06Paani dikhla ke mujhe saara wahi bhek diya
03:12Phir haske woh kehta tha, pyaasa tujhe rakhoonga
03:17Baalo ko mere khecha, aur un risa Baba
03:23Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
03:42Pushte zakhmi hui Sajjad ki toh maine kaha
03:47Hai maara na ise baayi hai beemaar mera
03:52Sunke aawaaz meri shimr meri samt bada
03:57Bhai ko chod diya phir wo sitam mujh pe kiya
04:03Maara mujhe tamacha, chehde se lahoo nikla
04:08Wo haath sitam karka bhai tha bada Baba
04:14Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
04:33Tha ke zalim ke tamache mujhe ghash aata tha
04:38Phir tamacho se hi woh khush mile aata tha
04:43Haske kehta tha bula, baba ko ammu ko bula
04:48Jitna tu roegi, utna hi tujhe maaroonga
04:54Phir dil mera ghabnaya, aur jism bitharaya
04:59Yeh haal mera jeekha, na rehm kiya baba
05:05Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
05:24Mera nanha sa gala rassi se bandhwaya gaya
05:29Mujhko pancho pe kabhi kaato pe chalwaya gaya
05:34Tiz chalte huye naakon se bhi girmaya gaya
05:39Sarba rehna mujhe bazaar mein phirwaya gaya
05:45Thi itni thakan baba, paamon bhi na uthta tha
05:50Us waqt jo ghash aaya, aise jagaya baba
05:56Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
06:15Jab main zinda se rehari ki khabar paoongi
06:20Dadi Zehra ki main turbat pe chali jaoongi
06:25Apni tooti hui basli unhe dikhlaoongi
06:30Chaar saala main zaifa hun yeh batlaoongi
06:36Hum dono hai mazlooma, ik daisa hai gham upno
06:41Zalim ne jo rulmaya, dono ne kaha baba
06:47Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
07:06Kaisa wo mazhar o Farhan tha gham ka manzar
07:11Qaid khaane mein Sakina ko mila baba ka sar
07:16Roi kuch der wo moon baba ke moon par rakh kar
07:21Bas yehi kahte hue kar gayi duniyaan se safar
07:27Yeh aakhari jumna tha, ab sabar nahi hota
07:32Sar tone laga shahka, beti ne kaha baba
07:38Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
08:00Mere baba
08:31Hai itna mujhe maula, hai zakhmi hai Sakina
08:46Mere baba

Recommended