• 4 months ago
Kahani दिवार पर टंगी सास - hindi kahaniya _ story time _ kahaniya _ stories _ moral stories funny #moralstories #hindikahani #newstory #funnyvideos

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Hey guys, first of all, Happy Mother's Day to all of you.
00:03Make this Mother's Day even more special with the Hello App
00:06and participate in the Supermom Challenge.
00:09Just post your Supermom's photo through the MV feature
00:12and show the world that your mother is a Supermom.
00:15So, what are you waiting for?
00:17Go, download the Hello App
00:18and share your feelings for your Supermom with friends and family.
00:25Tangi Saas on the wall.
00:27There is a saying in Punjabi,
00:29Saas changi hove, yaate diwaar te tangi hove.
00:33Sangeeta's marriage takes place in a house
00:36where her mother-in-law hangs on the wall.
00:39On the first day of marriage,
00:42her father-in-law takes her to her mother-in-law's photo
00:44where he says,
00:46Beta, beta Sangeeta, yeh tumhari saas thi.
00:51Bohot nek aur bhali.
00:53Lekin thodi gussa al thi.
00:55Gussa aane par saab tahas nahas kar deti thi.
00:59Par ab yeh is duniya mein nahi hai.
01:01Haan Sangeeta,
01:02maa hoti toh tum inki koi baat taal nahi sakti thi.
01:06Banna toh maa ghar mein bhuchaal le aati.
01:09Sangeeta mann mein khush hoti hai,
01:12ki achcha hai ki aisi aurat ab is ghar mein nahi hai.
01:15Lekin dikhave ke liye wo jaisi hi
01:17saas ki photo ke saamne haath jod kar khadi hoti hai.
01:20Yeh kya?
01:21Saas usse dekh kar muskurane lagi.
01:25Sangeeta aankhon ko mal kar ek par phir se dekhti hai.
01:28Lekin phir saas ke chehre ka bhaav,
01:30bhangeema,
01:31yaani expression bilkul badle hote hain.
01:34Wo apne pati aur sasoor ko kehti hain.
01:37Maa ke tasveer toh smile kar rahi hai.
01:40Na na beti yeh kaise sambhav hai?
01:43Zaroor tumhe koi galti hui hogi.
01:45Aisa kaise ho sakta hai?
01:47Lagta hai tum shadi ki sari formality karte karte thak gayi ho.
01:51Tumhe aaraam ki zaroorat hai, Sangeeta.
01:54Khair, saare Sangeeta ki baat ko ignore kar kamre me chale jaate hain.
02:00Waise saas ki photo par expression ek ke baad ek badlte hi rehte hain.
02:07Subah hoti hai, pati aur sasoor ko kaam par bheej kar
02:10Sangeeta kamre ki safai karne me lag jaate hai.
02:13Ki tabhi usse awaaz aati hai.
02:16Table theek se saaf karo.
02:18Aise bhi koi table saaf karta hai.
02:20Iss se acha toh yeh ganda hi tha.
02:22Kisi aurat ki awaaz sun, Sangeeta dang reh jaate hai.
02:26Aur sochne lagte hai ki awaaz kahan se aayi?
02:29Awaaz ko nazar andaaz kar, wo phir se apna kaam karna shuru karte hai.
02:33Lekin iss baar toh awaaz bilkul uske kaan ke paas se aati hai.
02:38Mera ghar hai yeh.
02:40Jab tak mai thi, chamka kar rakti thi.
02:42Har ek cheez sheeshe ki tarah thi.
02:44Tumhe toh na safai aati hai, na kuch pata hai.
02:48Kyu tumhe mere ghar ki zimmedaari de di gayi hai?
02:51Pata nahi tumhe mere bete ko kya dikhai diya.
02:54Mai hoti toh ek se badkar ek ladkiyon ke line laga deti.
02:59Ab Sangeeta ko samajhne mein der nahi lagi,
03:02ki yeh awaaz kisi aur ki nahi,
03:04balki uski saas ki hai,
03:06jo deewaar patangi hai.
03:08Wo uske paas jaate hai aur kehte hai,
03:10Namaste saasuma.
03:12Mujhe toh kal hi lag raha tha ki deewaar mein kuch kala hai.
03:16Wo deewaar nahi, daal hoti hai pagli.
03:20Sahi pakde hai saasuma.
03:22Toh kya hogaya aapko,
03:24jo aap yaha bhi chayan se nahi baithi hai?
03:26Suna maine,
03:28aapka deewaar kaafi gusse wala tha.
03:30Chup rahe tu.
03:31Zyada bakar bakar na kar.
03:33Ghar ka kaam karna toh aata nahi.
03:35Aayi hai mujhe bahas karne.
03:38Dekhi saasuma,
03:39mai aapse saaf saaf keh deti hu.
03:42Mujhe panga leni ki koshish mat kariyega.
03:45Tabhi peeche se Sangeeta ka pati aata hai.
03:48Are Sangeeta,
03:49kisse baat kar rahi ho?
03:50Kaun hai maha?
03:52Sangeeta ki saas ki photo,
03:54phir se pehle jaisi ho jaati hai.
03:56Aapki maa se keh rahi thi,
03:58ki mujhe kaam karna aata.
04:00Are Sangeeta,
04:01maana saas ke taane har bahu ko ache lagte hai.
04:04Lekin yaha toh maa hai hi nahi.
04:06Tum toh photo se hi.
04:09Tum bhi la jawab ho Sangeeta.
04:12Kisi ko vishwas nahi hota,
04:14ki Sangeeta apni mari hui saas ki photo se hi.
04:18Wahin aaye din Sangeeta ki saas,
04:21Sangeeta ko kisi na kisi baat par,
04:24aate jaate taane deti.
04:26Sangeeta ko bhi ab saas ke taano,
04:29aur unse baat karne ki aadat ho gayi.
04:31Wo kabhi khandaan ki kahani,
04:33toh kabhi teej tyauhaar kaise manaaye,
04:36ya kise vyanjan ki recipe,
04:38saas se hi pooshti.
04:40Saara din ghar me akili Sangeeta ki saas,
04:43ab uske liye taano ki saath,
04:45pakki saathi ki tarah bhi rehne lagi thi.
04:47Jo kisi aur ko nahi,
04:49balki Sangeeta ko hi sunayi deti.
04:51Toh dekha aapne,
04:53saas bahu ka rishta,
04:54har rishte se upar hota hai.
04:56Phir chahe wo khatta ho ya meetha.

Recommended