Salam - Haaye Mazloom Hussain (A.S) | Syeda Sadaf Rizvi

  • 2 months ago
#noha #muharram2024 #muharramulharram #arydigital #shanehussain

Salam - Haaye Mazloom Hussain (A.S) | Syeda Sadaf Rizvi

Join ARY Digital on Whatsapp https://bit.ly/3LnAbHU

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Ongir pada gori se jab rahe mein shahe kar bo bala
00:14Sare aalam mein kayamat ka tha ek shor bapa
00:28Dard mein dobe hui aayi ek maa ki sada
00:43Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain
01:02Asr e ashoor mera laal bada pyaasa hai
01:14Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain
01:30Yeh Muhammad ka nawasa hai Ali ka beta
01:42Kya khata hai mere bete ki batao to zara
01:52Zalimon kyu iss be jurmon khata ghera hai
02:03Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain
02:19Ek din mein bhar lashkar ka bhi gham dekha hai
02:30Isne Abbas ka akbar ka bhi gham dekha hai
02:40Aur dafn kar ke Ali Asghar ko abhi aaya hai
02:50Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain
03:05Aaye behare khuda hashr bapa hai baba
03:16Shimr khanjar liye bali pe khada hai baba
03:26Aur ab ke pyaar nawase ka gala ghatta hai
03:37Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain
03:52Hai chhani hai jigar phir bhi nahi roya hai
04:02Kitne din se tu mere laal nahi soya hai
04:13Aa meri god mein soja tu bahut jaga hai
04:24Hai mazloom Hussain mera mazloom Hussain

Recommended