राजा दशरथ के क्यों थीं तीन रानियां और चार पुत्र, जानिए इससे जुड़ा रहस्य __ Shri Yogendra krishna Ji

  • last month
राजा दशरथ के क्यों थीं तीन रानियां और चार पुत्र, जानिए इससे जुड़ा रहस्य __ Shri Yogendra krishna Ji

Category

🗞
News
Transcript
00:00Gurudev ke paas mein gaye aur aaj Maharaj Abhidesh ke netra sajal hai, aakhon mein aasu
00:14hai.
00:15Guruji ne ka raja batao kya hua, aaj pehli baar tri chinta mein dekha hai.
00:24Kaha Gurudev mere mann mein chinta hai, kya mujhe pita ke ke koi sambodhan karne wala
00:34nahi hoga, kya mere ghar mein mere aangan mein chote walak ki kirkaari nahi gujegi,
00:43kya mere purvajo ko paani dene wala bhi nahi hoga, kya main aise hi mar jaunga.
00:51Toh kaha nahi rajan, tumhare yaha par ek nahi, do nahi, chaar chaar patra honge, dharbhudheera
01:04hoyein sot chaari, trbhuv na vidit bhagat bhaiya haari, chaar chaar patra honge, dharbhudheera
01:21patra honge tumhare yaha par, par rajan suno tumhari anek peediyon ko main dekha hai, tumhari
01:29anek peediyon mein bina yag ke kisi ko beta nahi hua, toh tumhe kahan se ho jayega, yag
01:38karna padega, toh karao na Gurudev, deri kis baat ke hai, Sarangi Rishi ko bulwaya aur
01:47badi maryada ke saath, badi anand ke saath mein av yag ka nyojan kiya hai, aur jab badi
01:56bhavita ke saath mein yag mein aahuti pradhan kiya, toh Bhagwan Agnidev, Yaj Narayana pragat
02:03ho gaye, bole Yaj Narayana Bhagwan ki jai, Agnidev aaye havancharu ko liya aur havancharu
02:13ko leke pehle Gurudev ko diya, Guruji ne Maharaj Avdhesh ko diya aur Maharaj Avdhesh
02:19ne ho savancharu ko bitran kar diya hai, baat diya hai. Aur ab toh Maharaj, Bhagwan ka
02:34mano aagman hoga, puri Ayodhya aaj harshit hai, puri Ayodhya aaj paramprasanna hai, Gurudev
02:41aate hain aur teeno raniyon ko anek prakaar ki survans ki kathayin suna karke chale jaate
02:49hain, aur dheere dheere samay aana hai, kshetra ka mahina aagaya, shukla paksha aagaya, aur
02:57shukla paksha mein aaj naumi tithi bhi aagaya hai. Kaushalya Maiya ka ek niyam tha, nitya
03:04praate kaaleen chaan bhaje sarju shnaan ke liye jaate hain, toh aaj bhi Maiya apni daasiyon
03:11ke saath mein, naumi ke sabere bhi sarju shnaan karne ke liye gayi hai. Shnaan karke Maiya
03:20aayin aur Maiya ke bhawan mein, Bhagwan Chitra Bhuji Narayan ki bahot divya murti hai, kasht
03:27ki. Aur us murti ke saamne mata behti hain dhyan mein, aur jaise din ke theek baarein bhaje,
03:38Bhagwan Shri Raghunath ji aaj Kaushalya Maiya ke bhawan mein pragat ho gaye hain.

Recommended