ARY News 11 PM Headlines | 3rd August 2024 | Reserved Seats Case - Big News

  • last month
#reservedseatscase #supremecourt #ECP #headlines

Raoof Hasan sent to jail on 14-day judicial remand

Sher Afzal Marwat ‘expelled’ from PTI, Barrister Gohar says ‘not aware’

Govt negotiating team missing for last three days: Hafiz Naeem

PTI’s founder wants to talk but not reliable, says Nayyar Bukhari

PM Shehbaz seeks ‘proposals’ to waive off capacity charges

Gas to remain suspended in These Karachi areas on Sunday

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Bani BTI ki hidayat pe Sher Afzal Marwat ko party se nikaal diya gaya, Bani ki manzoori
00:07chairman ko kabar tak na hui. Baris Aghor ne notification jali kara de diya. Firdaus
00:11Shahmeem Naqvi ne jawab diya, Sher Afzal Marwat ka notification garust hai.
00:20Bani BTI faud se mudakarat ke bayan par qaim, Adiala jail me sahafiyon se ghar rasmi guftabu
00:25mein kaha mudakarat aayeen ke daire mein rehta karunga, jin ke paas taqat hai unhi se baat
00:30hoon.
00:31Aur Ismail Hania ko misail hamle mein shaheed kiya gaya, kamre mein dhaba ka khezmawat nasm
00:40nahi tha. Irani paasdaaraan-e-inkalaf ne Ameriki akhbaar ki report mustarad kar di,
00:45bataya ab tak ki shawahid ke mutaabik Ismail Hania ko short range projectile ke zadiya
00:49nishana banaya gaya. Munasib waqt, jagah aur apne tariqah se badla lenge. Iran ka jawab
00:54shadeed hoga jo hamisha yaad rakha jayega.
00:56Wazir-e-Kharcha-e-Ishaqdaar se Irani ham-mansab ka raabta, khidde ki amno amaan aur salamati
01:01se mutaalik umoor par tabaada-e-khyaar. Ali Bakri ne OIC Wazir-e-Kharcha ke ghair mahmooli
01:07ishlaas me shirkat ki darkwas ki. Ishaqdaar me ghair mahmooli ishlaas ki call ke mukammal
01:11himayat ki, kaha Pakistan aur IEC ke aham ishlaas me barchad kar hisa lega, bataya.
01:18Wazir-e-Azam ne Ghaza ki surat-e-haal aur Ismail Hania ke bahimana qatl ki shadeed
01:22muzammat ki, Pakistan ki qaumi assembly me bhi mutafiqa taur bakar aadaat manzoor ki.
01:27Yeh fail bain ul-aqwaami qabaneen aur sipaarati usoolon ke khilaf hai.
01:31Sindh aur junubi Punjab me baarish se naale bhi phar gaye, Koh-e-Sulayman par tufani baarish,
01:36Rojhan me Roht-Kohi me sehrabi reyle se qaribi bastiyan zere aab, Rajanpur ke kayi dihaad
01:42doob gaye, Kottmettan me bhi wasi ilaaka zere aab a gaya, Sakhar, Khairpur, Sanghar, Kashmor
01:48me androon-e-Sindh ke kayi ilaakon me baarish, Thatha me ghar ki chhat gir gayi,
01:5310 saal ka bacha jaam baha, Purana Sakhar aur Tandoo Mohammad Khan ki sarken zere aab,
01:58Karachi ke muftalif ilaakon me wakfe-wakfe se baarish, Upper Chitral me glacier phatne
02:03se shadeed sehlab, biphra paani naale ke 6 pulon ko baha le gaya, mutaadit ghar bhi zad
02:09me aagaye, pul tootne se bastiyon ka zameeni raabata bhi choot gaya, chawal, makai aur
02:15Islamabad me baarish ka paani chaar bachon ki jaan le gaya, F11 me baarish ke paani me
02:20nahaate do bache current lagne se jaam baha, Bahria Enclave me baarish ke baad gadhe me
02:25talab ban gaya, do bache doob gaye.
02:45Dua karein itni baarish ho ke aasani se nimt sake.
02:50Wazir-e-Baldyasin Saeed Ghani ne duaon ka mashwara de diya.
02:53Kaha zyada baarishin hui to idaro me itni sakat nahi ke fauri relief diya jaye.
02:58Bahot zyada baarish hui to paani jamaa hoga.
03:00Masaayil bhi hunge.
03:02Isbaar pehle se zyada behtar intizamat kiye hain.
03:04Mai se tayyariyan jaari thi.
03:07PTI ko maqsoos nashiste dena, adalat ka apna takhleek karda relief hoga.
03:13Article 51, 63 aur 106 muattal karna aur aayini daaira ikhtyaar se bahar jaana hoga.
03:19PTI ko maqsoos nashiste milne ke case me, Supreme Court ke Justice Ameen-ud-Din Khan
03:24aur Justice Naeem Akhtar Afghan ne ikhtilafi note jaari kar diya.
03:28Likha, koi riyasati idara aise adalati hukum ka paaban nahi,
03:32koi riyasati idara aise adalati hukum ka paaban nahi,
03:35jo aayin se mutaabakat na rakta ho.
03:37Peshawar High Court ke faisle me koi suqam nahi.
03:40Election Commission ne aayin aur qanoon ki roshni me maqsoos nashiste,
03:43siyasi jawaton me takseem ki.
03:45Dono judgeon ne sawal uthaaye,
03:47pandara din ka dauraniya khatam hone ke baa wajood,
03:50aksariyati faisla jaari na ho saka.
03:52Supreme Court me faisla jaari hone tak, PTI fareek nahi thi.
03:56Assi arkaan apna muaqif tabdeel karte hain,
03:58to ye unke apne halaf ki khilaf warzi hogi.
04:02Music
04:08Bijli ke bil kaise ghataye,
04:10capacity charges se kis tarah jaan chudaye.
04:13Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ne tajawiz talab karni,
04:16Bizaarat-e-Khazana aur Bizaarat-e-Tawanaai ne muqtalif tajawiz pesh karni.
04:20Kaha, 4 trillion rupee takki rakam yakmusht ada kar di jaye.
04:24Is tarah fee unit 5 rupee se zayad kabhi hogi.
04:27IPPs ko ainda 3 se 5 paras ke liye kathi adaigiyon ki bhi tajwiz di gayi,
04:31nis se adaigiyon ka bhoj aur gardishi karza kaam hoga.
04:34Bizaarat-e-Khazana ne bhi biz ki bilon me relief hua,
04:36IMF se mashoorat katiya.
04:38Music
04:45Teen bin se muzaqarati committee,
04:47talaash-e-gumshuda ka ishtihar bani hui hain,
04:50wapas palat ke aayi nahi hain,
04:52aur ye samajh rahe hain ke ye nahi aayenge,
04:54wa maare aasaab kamzor hain,
04:56ki hum inse darkhaas se karna shuru kar denge,
04:58aisa bilkul bhi nahi hoga.
05:00Aayiye saamne, isi stage par aakar muzaqaraat kijiye,
05:04poori duniya ko pata chal jayega,
05:06ke hukumat ke paas koi jawaaz nahi hain,
05:08ke wo logon ke upar ye zulm karein,
05:10inhe relief dena padega.
05:12Koi samajh raha hai ke hum haar maan jayenge,
05:15to aisa bilkul nahi hain.
05:17Dharna poore mulk ke liye ummeed ban chuka hain.
05:20Tankhaadar tabte ka tax slab reverse,
05:22aur gariyan choti karna padegi.
05:24Ameer Jamaat-e-Islami Hafiz Naeem-ur-Rehman ka Rawalpindi me,
05:279 din se jaari dharne se khitab,
05:29kaha, 3 din se hukumat ki muzaqaraati committee,
05:32talaas-e-gumshuda ka ishtihar bani hui hai.
05:35Awam ke saamne muzaqaraat se pata chal jayega,
05:38ke mehngai ka koi jawaaz nahi.
05:40Aaj se Karachi me bhi dharna shuru ho jayega.
05:49Dhanda bajane pe koi na aate hai bhai?
05:51Aap aate hain?
05:52Aate hain?
05:54Bhai, wo Governor saab ne alaan chiatra,
05:56amare liye pakode rakhe rahe hain.
05:58Pakoda ke liye hain?
06:02Pakode kaha hain bhai?
06:04Karachi me ehtijaj ke liye Governor House aaye,
06:07Jamaat-e-Islami ke kaakunon ne ummeet hi ghanti bajate.
06:10Kamran Tisori ne ehtijaj ke liye aane wale kaakunon ko kushamadeet kaha,
06:14kaha, mausam acha hai, pakode zarur khilaunga.
06:17IIT courses me daakhla lene ke liye dharne me sharig naujawan,
06:20talim-e-asnaaj saath laaye,
06:22rashan sirf shanakti kaat pe mil jayega.
06:24Jamaat-e-Islami ne Governor House, Karachi ke bahar dharne ka aagaz katiya.
06:39Jab chaar saal aapne tabahi phir di,
06:41aapne saare idare tabah kar diye,
06:43takhti hain ki aapne IMF ka maudah thod diya,
06:45aapne jaanbooj ke jateve,
06:46mulat ko default ke tarah dhaken hai.
06:49Bani PTR ko Fauj ke bajar mahir-e-nafsiyat se baat karni chahiye.
06:53National Parliamentary Task Force ke Convener,
06:55Bilal Azhar Qiani ka bayan, kaha,
06:57PTI hukumat ne jate jate apna shuru kiya hua IMF program khatam kiya,
07:01mulat ko default ke dharne par pohnchaya aur idaron ko tabah kiya.
07:05Talal Chaudhry ne kaha,
07:07mudaakaraat ki peshkash se pehle aap 190 million pound wapas karein.
07:11Anoka ladla na jewellery wapas karta hai,
07:13na 9 May par maafi maangta hai.
07:15Hukumat ko khatra hai, toh Assembly thode hain, intikhabat karaayen.
07:18People's Party ki Wazir-e-Azam ko aham tajreez.
07:21Sabir Chairman Senate, Nayyar Bukhari kehte hain,
07:23system ke bachao ka inhasaar,
07:25maujooda hukmarano aur ek Jamaat par hai.
07:28Humne toh inko support kiya hua hai.
07:30Khatra hai, toh phir humse share karein.
07:32AIY ko interview mein kaha,
07:34jinhone koi aur faisla karna hai, unko karne le.
07:37People's Party aayin ke saath hai.
07:39Bani PTR,
07:40Bani PTR,
07:41Bani PTR,
07:42People's Party aayin ke saath hai.
07:44Bani PTR ab baat karna chahate hain,
07:46magar wo kaabil-e-aitabaar shakso.
07:48Abhi kahega, achakzai ko iftihar hai,
07:50phir kahega, nahi hai.
08:00Ibrahim Khan sahab,
08:01Muzakirat Pakistan ke liye karna chahate hain,
08:02aur karne ko tyaar bhi.
08:03Muzakirat hote hain,
08:04doh partyon mein.
08:05Aap iss wahi, aapko pata hai,
08:06wo party koon hai.
08:07Hukumat kyaati, humse karo.
08:08Humme pata hai, tumhari kitne yasiyat hain.
08:09Jinhone humare se raat yeh kiya,
08:10toh unke saath,
08:11unke saath,
08:12agar baatjeet hogi,
08:13toh humari bita mein condition hain.
08:14Sher Afzal Marwat,
08:15unki islaah pe tohjo karni chahiye,
08:16islaah ki taraf,
08:17unke liye nahi jana chahiye.
08:19Sher Afzal Marwat ki rukhniyat se mutaaleg,
08:21Bani PTR ki hidayat par amal kiya gaya.
08:23Wazir-e-Aala KP,
08:24Ali Ameen Gandapur ki,
08:25Ali Aala jail ke bahar guftabu kaha.
08:27Party mein,
08:28har tarah ke log hote hain,
08:29hum par bhi tanqeet hoti hai.
08:31Party mein,
08:32jiska jo kirdar hai,
08:33usko ussi tariqah se kaam karna chahiye.
08:419 May par Judicial Commission ke liye,
08:43Khyber Pakhtunkhwa hukumat ka khat,
08:45Peshawar High Court ko mausool.
08:47Zaraay ka kehna hain,
08:48Subahi hukumat ne Chief Justice High Court se,
08:50Commission ke liye,
08:51Judge mukarrar karni ki darkhwast ki hai.
09:01Dehshat gardi ke mukaddame mein,
09:02PTI Tarjuman Rao Fasan ke jismani remand ki,
09:05istada mustharat,
09:06Judicial Remand par jail bhej diya.
09:08ATC Islamabad ke Judge Tahir Abbas ne,
09:10daurane samaat kaha,
09:11Prosecution ne koi progress nahi ki,
09:14Remand ki darkhwast mein,
09:15kuch alfas toh tabdeel kar lete.
09:17Prosecutor ne kaha,
09:18Taqiqat mein kaamyabi nahi mili.
09:20Rao Fasan ki darkhwast se,
09:21zamanat toh dalayat taraf.
09:22Farikan ko 6 August ke liye notice jaayi.
09:35Jabri Gumsuddi ki,
09:36tamam tar zimmedaari,
09:37Wazir-e-Azam aur Kabina par,
09:39aayid hoti hai.
09:40Wazir-e-Azam,
09:41hangami akhdamat ke zariye,
09:42Jabri Gumsuddi ke makroo amal ka,
09:44saddibab karein.
09:45Islamabad High Court ne,
09:46Shehwaz Gill ke bhai ki,
09:47baziyabi ke liye,
09:48daayat darkhwast par,
09:49samaat ka tehreeri hukumnama,
09:51jaari kar diya.
09:52Laapata Ghulam Sabir ko,
09:54baziyab karakar,
09:556 August tak pesh karne ka hukum.
09:57Kaha,
09:58Secretary daakhla,
09:59Ghulam Sabir ki baziyabi aur,
10:00Adalat mein peshi yaqeeni banaayin.
10:07Sindh pehla subah hai,
10:08isne,
10:09teji se kaam karte hue,
10:11is project ko,
10:12completion pe,
10:13fruition pe liya aayein,
10:14ki hum,
10:15Inshallah,
10:16agle kuch hafton mein,
10:17yeh distribute karna,
10:18shuru kar denge.
10:19Is waqt,
10:20jo hum systems de rahein,
10:21usse,
10:22ek pankha,
10:23teen bulb,
10:24aur ek battery,
10:25jo mobile waghara,
10:26charge karne ke liye,
10:27kaam aayegi,
10:28yeh ek system,
10:29hum har ghar mein de rahein.
10:30Sindh hukumat ka,
10:31World Bank ke tabun se,
10:32solar program shuru karne ka aaylaan,
10:34system kam,
10:35aamdani wale fandaan ko,
10:36subsidy par farahun kiya.
10:38Wazir-e-Ala,
10:39Sindh,
10:40Murad-ul-Isha,
10:41kehte hain,
10:42Benazir Income Support Programme,
10:43ke data ke tahad,
10:44kaam aamdani wale gharanon ko,
10:452 lakh ka solar system,
10:46farahun kiya jaayega.
10:47Governor,
10:48Sindh,
10:49Kamran Tisori,
10:50kehte hain,
10:51pehli marhale mein,
10:529000 solar panels ka order,
10:53de diya hai,
10:54jo 300 unit tak,
10:55istimal karne walon ko,
10:56diya jaayega.
10:57Tijarati sargarmiyon mein,
10:58izhaafi ke liye,
10:59My Karachi,
11:00namaish ka,
11:01Indus Valley,
11:02India.
11:03Tijarati sargarmiyon mein,
11:05izhaafi ke liye,
11:06My Karachi,
11:07namaish ka,
11:08Ayn-e-Qaad,
11:09Khosh-Aind hai,
11:10bairuni sarmayakaari ke liye,
11:11Karachi Chamber of Commerce,
11:12ka kirdar,
11:13laayik-e-tehsi hain.
11:14Governor,
11:15Sindh,
11:16Kamran Tisori,
11:17ka pehgaam,
11:18kaha,
11:19SIHC mansooba bhi,
11:20bairuni sarmayakaari ke liye,
11:21aaham sabit hoga.
11:22Namaish mein,
11:23mahaliyat ko,
11:24Darface Challenges se,
11:25aagahi ka programme,
11:26shandaar ikraam hai,
11:27sab milkar,
11:28paaydaar,
11:29technology ke jinde ko,
11:30ho jaayega.
12:00Punjab Pakistan hi rahi,
12:01Junud-e-Asia mein,
12:02role model ban chuka hai.
12:16Punjab mein,
12:17Ramasal ka pehla polio case,
12:18saamne aagaya.
12:19Chakwal ke rehaishi,
12:206 saala bache mein,
12:21polio virus ki tazdeer.
12:22Ramasal Pakistan mein,
12:2312 maha polio ka case,
12:24record hua.
12:259 case,
12:26Balochistan,
12:27aur 2 Sindh se,
12:28report ho chuke hain.
12:30Turk Naval Forces ke,
12:31Chief of Staff ka,
12:32Naval Headquarters,
12:33Islamabad ka daura,
12:34Pak Bahariya ki sarbarah se,
12:35mulaqat,
12:36bahani dilshaspi ke umur par,
12:37tabadla hi khayat.
12:38Turk Admiral ne,
12:39khitte mein,
12:40Maritime Security ki hawale se,
12:41Pak Bahariya ki tabishon ko saraha.
12:42Dono mulko ke darmian,
12:43maharin ki sata ki staff,
12:44muzaqaraat,
12:45mujhtar ka operation,
12:46tarbiyat aur tekniki shobon se,
12:47matalik umur par baatsheet.
12:48ISPR ka kehna hai,
12:49Turk Admiral ka daura,
12:50dono baradar mulke se,
12:51mulaqat,
12:52bahani dilshaspi ke umur par,
13:00Pak Bahariya ki tabishon ko saraha.
13:01Dono mulko ke darmian,
13:02maharin ki sata ki staff,
13:03muzaqaraat,
13:04mujhtar ka operation,
13:05tarbiyat aur tekniki shobon se,
13:06matalik umur par baatsheet.
13:07ISPR ka kehna hai,
13:08Pak Bahariya ki tabishon ko saraha.
13:09Dono mulko ke darmian,
13:10maharin ki sata ki staff,
13:11muzaqaraat,
13:12muzaqaraat,
13:13muzaqaraat,
13:14muzaqaraat,
13:15muzaqaraat,
13:16muzaqaraat,
13:17muzaqaraat,
13:18muzaqaraat,
13:19muzaqaraat,
13:20muzaqaraat,
13:21muzaqaraat,
13:22muzaqaraat,
13:23Muzaqaraat,
13:24Muzaqaraat,
13:25Muzaqaraat,
13:26Muzaqaraat,
13:27Muzaqaraat,
13:28Muzaqaraat,
13:29Muzaqaraat,
13:30Muzaqaraat,
13:31Muzaqaraat,
13:32Muzaqaraat,
13:33Muzaqaraat,
13:34Muzaqaraat,
13:35Muzaqaraat,
13:36Muzaqaraat,
13:37Muzaqaraat,
13:38Muzaqaraat,
13:39Muzaqaraat,
13:40Muzaqaraat,
13:41Muzaqaraat,
13:42Muzaqaraat,
13:43Muzaqaraat,
13:44Muzaqaraat,
13:45Muzaqaraat,
13:46Muzaqaraat,
13:47Muzaqaraat,
13:48Muzaqaraat,
13:49Muzaqaraat,
13:51In Gaza, the Israeli army was terrorized.
13:5331 Palestinians were martyred in the bombing.
13:56In southern Gaza,
13:57three children and eight people were killed in an air strike.
14:00The Israeli forces targeted the car
14:02on the western bank of the Tilkaram River.
14:04Five Palestinians were killed.
14:06The Israeli Kabul Swaj
14:08released the Imam of the Aqsa Mosque
14:10and the former Mufti-Azam Sheikh Akrama Sabri.
14:13The entry to the Aqsa Mosque
14:15was banned until August 8.
14:17Sheikh Akrama Sabri
14:18recited the Islamic Kalima for Ismail Hania.
14:29In Liverpool,
14:30a Muslim citizen was injured in a knife attack.
14:32The Muslim community was terrified.
14:34The incident of the knife attack
14:35took place outside the mosque
14:36before the demonstration.
14:38Hundreds of British citizens
14:39were present to protest
14:40against the extremists.
14:42The mosque was protected.
14:44After the Southport incident,
14:45protests against Muslims
14:47and extremism are still going on in Britain.
14:49In Sunderland,
14:50demonstrators set fire to a police station.
14:59The Bangladesh government
15:00has banned WhatsApp,
15:01YouTube and TikTok.
15:04In Bangladesh,
15:05protests against the quota system
15:06are still going on.
15:07During the protest the other day,
15:09two more people were killed.
15:11More than a hundred people were injured.
15:13More than 200 people have been killed
15:15in the last 24 hours.
15:17The protestors have announced
15:18their disobedience to the government.
15:28Hopefully,
15:29the issue was resolved first
15:30and the announcement was made later.
15:31The same old tradition of PCB.
15:33It is reported that
15:34Waqar Yunus
15:35took charge of the chairman's advisor
15:37and started working.
15:39The board did not verify
15:40the news on the media
15:42and has now launched
15:43an official advertisement
15:44in search of the advisor.
15:46The advertisement states
15:47that experience as a professional player
15:48or coach is essential.
15:51Hopefully,
15:52the requests can be submitted
15:53by 19th August.
15:56In the Paralympics boxing event,
15:58the International Boxing Association
16:00championed Atal Bheem Boxer.
16:03Kareeni was also announced
16:04to be awarded an equal amount
16:05to the athlete who won the gold medal.
16:08Kareeni protested against Iman Khalif
16:09in the 46th second of the match
16:11and recorded the protest.
16:13On the medal table,
16:14the Chinese team announced
16:15that they will participate
16:16in all the competitions
16:17such as Esports and AYZ.
16:22In the Paralympics,
16:23the Chinese woman
16:24celebrated two happy occasions
16:25for the athlete.
16:26She won the gold medal
16:27in the badminton event
16:28and won the heart of the athlete.
16:31Liu Chen proposed to Huang Yaquan
16:33for marriage.
16:34The women athlete
16:35immediately agreed.
16:40In the 12th cup,
16:41the Pakistan Street Trial team
16:42also lost the match
16:43in the 3rd position.
16:44The 4th number was in the event.
16:46The Sotra Club won
16:47the penalty kicks
16:48by 5-4.
16:49The final score
16:50was equal to 1-1.
16:56As the month of Independence came,
16:57preparations for the celebration
16:58were in full swing.
16:59The city was decorated
17:00with green and red flags,
17:01badges and flags.
17:03Children, adults
17:04and everyone was busy
17:05shopping.
17:06Everyone was eager
17:07to celebrate Independence Day.
17:09For more UN videos visit www.un.org
17:10And don't forget to like this video
17:11and subscribe to my YouTube channel as well!

Recommended