Ghani Khan Full Urdu Docomentry Program PART 2 غنی خان اردو ڈاکُمنٹری پروگرام حصہ دوم
#ghanikhandocomentry #ghanikhan #sardaralitakkar
#ghanikhandocomentry #ghanikhan #sardaralitakkar
Category
🎵
MusicTranscript
01:30Shanti niketan mein jo kuch mein seekha wo na painting tha, na art tha, na sculpture
01:59tha.
02:00Wahan ki jo cheez, wahan jo kuch hua it was bilkul unhone mera dimaag ho loot diya.
02:08Hum log unhone me ab bhi ek khaas hattak jo log jaate hain wahan, Europe aur America mein
02:13padh ke aate hain.
02:14Ek toh ek choti umar mein jaye karte the, bohot impressionist hota hai aadmi aur phir
02:20unke unke sab woh mahallat aur unka woh tahzeeb aur tamadunte karke toh bohot sakht inferiority
02:27complex mein aa jaata tha sab mein aur woh mujh mein bhi tha.
02:33Nagar wahan jaa karke wahan mein mahasoos ka nahin laga ke mein toh ek bohot bade mahasoos
02:39khaum ka ek hisa hu.
02:42Asia ka culture unhone mujhe dikhaya, ki yeh toh ek bohot culture ka maani mujhe samjha
02:48diya.
02:49Ki hum toh ek bohot purani history humaari, humaari munk ne jo glorious din guzaare the,
03:02jo mathematics mein aur uncheezon mein tarakhi phi thi, yeh wahin jaa karke maine suna ke
03:09duniya ka sabse bada grammarian yahaan yeh sawaabi ka rehne wala tha, paani mein.
03:15Toh jisne grammar ko ijaat kiya hai, toh usse birkul mera sab nazriya badar gaya, zindagi
03:26ke mutaalik, Europe ke mutaalik aur woh jo khauf zada ho gaya tha mein Europe ke tahzeeb
03:33se, woh sab khauf mera zisne nikal gaya, aur main apne qaum ka, apne tahzeeb ka, apne
03:40dil se unki mohabbat meri dil mein aagayi aur unki izzat mein karne laga, toh yehi Shantani
03:48Kirtan ka sabse bada tohfa tha, aur aur toh itne din mein wahin nahi guzaare ki main
03:54wahin kuch seekh tha, woh toh nahi koi khas art class mein bhi nahi tha, yehi kilta
03:59velta tha, woh humaara tutor tha, usne aake dekha, woh mathi mein, toh bola ki bohot
04:05impatient ho tum, angreer toh nahi janta, mein professor ko bola, ke bohot impatient
04:11hai, jalli jalli karta hai, isko bola ki lakhdi kaatao, lakhdi mein banao, phir woh lakhdi
04:20mein main kaat kaat kar ke cheezein banane laga, uske aag main khayal mein ghar mein
04:25hongi nahi, toh sab unhone zabat kar liye, aur wahan apne aajay bir mein rak diya hai,
04:31toh phir wahan se jah mein chuti par aaya warda, toh bas phir baba ne bola ki, nahi
04:38wapas mat jao, phir jab humare Gandhi ji ne humare principal ko lik diya, ke Ghani
04:45nahi aayega, toh wo aagaya, warda wahan, aur Gandhi ji ko kaha ke dekha, aisa ladka
04:52hume 50 saal mein nahi mila hai, yeh bohot gifted hai, malum nahi kaan se isme aagya
04:57hai, malum hota hai, parane wo Gandhara art ka koi artist ka rooh isme guz gaya hai,
05:05aur isko apne nikaale yahan se, aur yeh bohot bada artist ban jayega, bacha khan bolte
05:12hai, artist ban gaye, toh kya ho gaya, agar isne khawat par, duniya mein kuch farah
05:20padhi hai, jaha tak Ghani Khan sahab ke artistry ka sawal hai, toh jaha shairi mein unhone
05:37har form mein likha hai, aur har kisam ki cheez pe baayaz ki hai, toh itna hi unhone
06:01hi kam kiya hai, bohot usko maadoot kiya hai, aur wo apna sab izhaar-e-khyalat ko karte
06:17hai, toh wo aksar insani surat mein usko dikhate hai, isliye mere nazdik toh agar unpe
06:34koi label laga sakta hai aadmi, toh yeh hi kahenge wo ek portrait painter hai, lekin
06:43aur portrait painter se bohot farak hai unmein, wo farak aise hai ke portrait painting mein
06:52toh aksar koshish yeh hi hota hai, ke aadmi ke ya jo unka subject jo hota hai, toh uske
07:09features pe zyada zor dala jaata hai, aur log bhi unhe pehchaan sake ki yeh falana aadmi
07:16hai, maari pehchaan hoti hi, maari mooh se hota hai, surat se hota hai, Ghani Khan sahab
07:23ke portrait painting mein yeh baat nahi hai, baaz okaad toh koi teesra aadmi unka portrait
07:30pehchaan bhi nahi sakte hai ki yeh falana ka portrait hai, lekin jiska portrait banata
07:37hai, toh wo khud ko zarur usme pehchaan ta hai, wo khud nahi jo aur log usko dekhte
07:44hai, lekin jaise uske shairi mein uska koshish yeh hota hai, ke wo androoni khud jo hai,
07:50wo adikane ke koshish karte hai, toh aise hi unke painting mein, koshish yeh hi hota
07:58hai, ke wo subject ki androoni khud ya personality jise kehte hai, wo mein adikha sakte hai.
09:29Toh bas pehle unhone mujhe le gaye aur maine wahan apne ab ko candidate declare kya aur
09:39pehle mere bar khilafat muslim league ne pehle Hindu Mahasabha aur khak samak ke sath milkar
09:45ke ek admi khada kar diya wo, Haripur ka taasir falang, kya naam hai uska naam tha, ajab
09:54naam tha, us baaga hua tha aur pehle wahan se aaya toh yahan jail mein gaya, toh bas
10:01wo election mein jeet gaya, pehle wahan se mein chala gaya, Delhi mein tha mein partition
10:09tak wahan raha, partition ke baad idhar aa gaye toh yahan Qayyum Khan mein bas andar
10:17na case, na gawa, na muqadima, na kuch.
10:21Nasi tarah mein behti hui thi, police aa ke le gayi aur bas aamare ghar ko loot diya,
10:28jaydaad ko zabat kar diya.
10:30Alankid section 40 mein humko ghariftaar kiya tha, usme jaydaad ki zakti aur uska kuch
10:36swaaj hi nahi uttha hai, nahi hai usme.
10:40Aur ghar ko taise khaali kar diya ki ek charpahi bhi nahi chodi ki jisme koi chowkidar
10:45beht jaye.
10:47Aur mera dekhaan ko badha ki chowkidar bhi tum karoge iske.
10:50Una ne kaha, ismein hai kya jiske hum chowkidar hi kar diya.
10:53Khaali kamre hain hum.
10:56Toh jaydaad mein 6-7 saal toh, 6 saal raha jail mein.
11:00Sab yeh Peshawar ke jail aur yeh Haripur mein raha kahi saal.
11:07Hyderabad, Sindh mein ek saal tha, wo toh bilkul jahannam tha.
11:12Aur uske baad inhone mujhe phir,
11:19wahan se nikaal karke toh mujhe intern karte the kahin dur dur.
11:24Pashto shairi ki jadidiyat ke baare mein, koi bhi dawa kiya jaye,
11:32isse Ghani Khan ki zikr ke bagayar mukamal nahin simjha jaa saat hai.
11:37Balke, ek nukh pehle do se,
11:41toh Ghani Khan hi jadid pashto shairi ke baani hain.
11:47In ke hum asar, jo jadidiyat ke silsir mein,
11:53tanqeedi bahas ka mauzoo banke rahe hain,
11:58agar jadid yaa modern hain,
12:02toh yaa toh achievement ke lihaas se modern hain,
12:06yaa toh mauzoo ke lihaas se modern hain,
12:09yaa woh khayalat ke lihaas se modern hain.
12:15Lekin, Ghani Khan har lihaas se modern hain.
12:20Unke, unki jadidiyat ka andaza aap iss se laga sakte hain,
12:27unki shair, jadid pashto adab mein,
12:30woh wahid shair hain, jinhone koi ghazal nahin kahi.
12:36Aur, shair isliyan nahin kahi,
12:40ke woh isse modern adab ka hisa samajhne se ittefaq nahin karte hain.
12:51Warna, unhone bohse mauzooat par nazme kahin hain.
13:00Aur, nazmo mein jab woh jiddat ko laate hain,
13:09toh uske saath,
13:13woh yeh koshish karte hain,
13:16ki iska sirf mauzoo hi modern na ho,
13:19balke iska wazan mein bhi,
13:25misron ki taidaad mein bhi,
13:28canvas mein bhi,
13:30yaha taq ke un cheezon mein bhi,
13:33woh modern bante hain,
13:34jo jinko chhedna,
13:36humare modern se modern shair bhi jo hai,
13:39woh apne liye risk samajhta hain.
13:41Uski ibtidai jawani mein,
13:44ya ahad-e-shabab mein,
13:46usne jis maahol mein aankh khol di,
13:50woh azadi ke tahrikon ka zamana tha.
13:56Aur jis khanadan se woh monsalik the,
13:59unhone bhi amalan,
14:01jang-e-azadi mein barpoor hisa liya.
14:04Aur Ghani Khan bhi,
14:07usi tahrik mein hamali taur par shamil hui,
14:12aur uska asar uski shairi mein bhi maujood hain.
14:17Yahi wajah hain ki,
14:19Ghani Khan ki ibtidai daur ki shairi,
14:21ya bahisiyat-e-shair jab woh mutaarif hui,
14:24to woh pashtoon qaum mein,
14:26bahisiyat-e-ek inkilabi shair ki,
14:30woh uski pehchaan hui.
14:33Uski shairi mein,
14:35zindagi se muhabbat,
14:38aur zindagi ke aqdaar ke saath muhabbat,
14:42aur un aqdaar ki paasdaari,
14:45har jagah maujood hain.
14:50Azadi ka haami,
14:54insaan ke saath muhabbat ka rishta,
15:01insaan aur khuda ke darmian muhabbat ka rishta,
15:08in tamaam rishton ko Ghani Khan ne,
15:12muhabbat pe istuar kiya hai.
15:17Unki shairi mein,
15:19husan, jamaal, jalaal, noor, roshni,
15:27ista ki ilamate baar baar milti hain.
15:32Ghani Khan,
15:34unke fan ke meydan mein,
15:36ek azad raste ka musafir hain,
15:38unke haat jiddat hain,
15:40unke mauzuaat taarikhi,
15:42islahi, maashriti,
15:44ufadi, inkilabi aur taarikhi hain.
15:46Woh maashire mein,
15:48aise kirdaaron ki sakht muzammat karte hain,
15:50unse nafrat karte hain,
15:52jo maashire ki aman, sukoon ko,
15:54ya uske husn aur noor ko zaya karte hain.
15:56Shairi kiya saath saath unhone,
15:59nasar ko bhi,
16:02ko shishon ka mauzoo banaya hain.
16:06Aur agar cho unhone zyada nasar likhne ki,
16:09woh nahi ki,
16:11yunhi,
16:13woh sentali se pehle toh
16:15regularly likhte rahein
16:17pukhtoon mein,
16:19woh nasar toh yaqeenan hain,
16:21lekin,
16:23uska shumaar hum
16:25faqahi adab mein karte hain,
16:27woh kalamnigari hain.
16:29Aur is kalamnigari mein bhi,
16:32unhone apna sikka manwaya hain,
16:34abhi tak, unke jo kalam hain,
16:38jo unke sare pukhtoon mein
16:40chhapte rahein,
16:42woh usi se,
16:45jadeed pashto kalamnigari ne
16:47janam diya hain.
16:49Aur is tarah woh jadeed pashto kalamnigari ke bhi,
16:54mujadeen me se shumaar ke jaate hain.
16:57Asli humour wohi hota hain,
16:59jo kisi ko dhuk na ponchaye.
17:02Main aap pe koi tanz karoon,
17:05aur aap sabse pehle has jaaye,
17:08toh wohi asli humour hota hain.
17:11Aur ye cheez in mein hain,
17:14ke woh tanz bhi karte hain,
17:16amazaag bhi karte hain,
17:18lekin kisi ko dhuk nahi pochate hain.
17:20Angariji mein bhi woh ek kitab ke musannid hain,
17:23Pathan ke naam se,
17:25aur jitni command unhe,
17:27Angariji pe hain,
17:28jitni khubsurat aur meethi zabaan woh likhte hain,
17:31uska andaaza main aapko,
17:32sirf unke ek quotation se,
17:35aap laga chakte hain.
17:37Unhone,
17:39is kitab ko,
17:40jiska naam Pathan hain,
17:41apne waliyein Bazargawar,
17:43ke naam se,
17:44iska intisab kiya hain.
17:48Aur intisab woh in anfaaz mein karte hain.
17:50Aap dekhen ke woh,
17:52yeh,
17:54mujhe toh yaqeeni taur par,
17:56pehlein matlab unke Angariji ko,
17:58padhne ka jab,
18:00ittafaq hua,
18:01toh sabse pehle,
18:02waise bhi main unke shakshiyat ke,
18:05jaadu ka haseer tha,
18:08lekin is fikr hain ne,
18:10mujhe bilkul wo kat diya,
18:11yeh mushoon kar diya,
18:13yeh,
18:15to the first Pathan,
18:17that I knew,
18:19and the best,
18:20that I have known,
18:22Daesh, my father.
18:24Toh yeh aap angaza dekhen ke woh,
18:26yeh isme adab ka woh bhi hain,
18:28isme walid ke ihtiram ka woh bhi hain,
18:30isme pukhtooniyat bhi hain,
18:32isme jo pukhtoon likhne wala,
18:34apne walid ke baare mein jo kuch soch sakta hain,
18:36toh iske walid ki shakshiyat bhi isme aajati hain.
18:52yeh dhanur hain,
18:59sirke dake dakhan daar hain,
19:07shundi dake de surur hain,
19:16yeh maste au de armaan lain,
19:23yeh tasvir da jaanaan raat hain,
19:32saafa meena naaze dil raat hain,
19:41saafa khuli maharoor raat hain,
19:52deh di khut sobi bach cheen hain.