Epic Free Fire Gameplay: Unbelievable Victory Moments!

  • last month
Description: Watch as we dive into intense Free Fire battles, showcasing epic strategies, thrilling shootouts, and unbelievable victories! From solo conquests to squad domination, this gameplay highlights the best moments you won't want to miss. Don't forget to like, comment, and subscribe for more action-packed Free Fire content!

Hashtags: #FreeFire #Gaming #BattleRoyale #FreeFireGameplay #EpicWins #MobileGaming #FreeFireBattles #GamerLife
Transcript
00:00K chalo maan liya k dollar ho tum, puti kodi hain hum.
00:06K chalo maan liya k dollar ho tum, puti kodi hain hum.
00:09Aur pooshti hai ki mera phone kyu nahi uthate.
00:12Abey aasik hain, gulam thodi hain hum.
00:16Ke meri mohabbat ka gala iskraha ghota usne,
00:19Mere saamne gair ko gale lagaya usne.
00:23Aur dhajjiyan kuch iskadar udayi mere pyaar ki.
00:27Mere saamne mere prem patro ko aag lagaya usne.
00:31Ki jimmedaariyon ka bojh hai sir par,
00:34Hum chain ki neend soh nahi sakte.
00:36Aur dukh dard toh hume bhi hota hai saab.
00:39Aur wahi baat hai na, ladke hai, roh nahi sakte.
00:45Dil dukha hai mera, toh apne dil ke saare haalaat likh dunga.
00:49Dil dukha hai mera, toh apne dil ke saare haalaat likh dunga.
00:53Sairoo zanaab apne lafzon mein poori kainaat likh dunga.
00:57Sairoo zanaab apne lafzon mein poori kainaat likh dunga.
01:01Aur usse keh do ki wo zyada aukat aukat na kare.
01:04Usse keh do ki wo zyada aukat aukat na kare.
01:08Main apni aukat pe aapne poori aukat likh dunga.
01:11Ki tere ishq ne badal diya hai hume andar tak.
01:14Varnaar logon ke liye toh main aaj bhi wahi hun.
01:17Paagal saab.
01:18Ki tere ishq ne badal diya hai hume andar tak.
01:21Varnaar logon ke liye toh main aaj bhi wahi hun.
01:23Paagal saab.
01:24Tere ishq na hume jeene deta hai.
01:26Na marne deta hai.
01:27Na chain milta hai.
01:28Aur nahi need.
01:29Na ye aasmaan boom deta hai.
01:30Aur nahi thandak deti ye zameen.
01:32Tere ishq ke bazaar mein main har roz bikta jaa raha hu.
01:35Kuch hasil nahi ho raha leke.
01:40Humare saath rahna hai na.
01:41Toh thoda seedha ho ke chalna.
01:43Kyuki hum toh hore ek baat sida muh pe bol denge.
01:46Aur agar aapne aukat dikhai aur hum aukat pe aa gayi.
01:49Toh sar se paon tak beta bina page kaske khol denge.
01:56Sher ko shikar chahiye.
01:59Pet nahi barta paaste se.
02:01Aji Sher ko shikar chahiye.
02:03Pet nahi barta paaste se.
02:05Aur naraaz toh ladkiyan hoti hai.
02:07Hum toh hata dete hain raaste se.
02:10Kal raat kuch aisa kar gayi wo.
02:13Khud ko aayine mein dekh kar dar gayi wo.
02:17Raat hi khilayi thi sigarat chhodne ki kasam usne.
02:22Raat hi khilayi thi sigarat chhodne ki kasam usne.
02:26Subha pata chala ke mar gayi wo.
02:32Teri chokat se sar uthao toh bewafa kahna.
02:35Teri chokat se sar uthao toh bewafa kahna.
02:38Aur tere swaki sur ko chau toh bewafa kahna.
02:40Teri chokat se sar uthao toh bewafa kahna.
02:43Aur tere swaki sur ko chau toh bewafa kahna.
02:45Aur agar meri mohabbat par sak hai tujhe toh khangar utha lena.
02:48Aur agar meri mohabbat par sak hai tujhe toh khangar utha lena.
02:52Sok se mar na jau toh bewafa kahna.
02:55Meri mohabbat ko sirf itna mukaam mil jaye.
02:58Meri mohabbat ko sirf itna mukaam mil jaye.
03:01Jab jab teri yaad aaye kahin aas paas sigarat ke dukaan mil jaye.
03:06Tumhara rok tok karna pasand hai mujhe.
03:08Mujhe par rok tok lagaya karo.
03:10Aur itni nafrat hai tumhe meri sigarat se.
03:12Toh jab bhi talab uthe mujhe apne hoot mere paas laya karo.
03:15Aur jaane man yeh sigarat toh paanch minute me bujh jati.
03:18Par tumh jab bhi aapne paanch minute se pehle mat jaye karo.
03:23Meri aadit hai itni kharab hai.
03:25Ki paani bhi pihun toh log sharab samajhte hain.
03:29Meri aadit hai itni kharab hai.
03:31Ki paani bhi pihun toh log sharab samajhte hain.
03:34Mai chup rehta hu zaapne utha nahi.
03:36Toh yeh do kodi ke log khud ko mera baap samajhte hain.
03:39Ki hum chup hain magar tumko rula bhi sakte hain.
03:44Ki hum chup hain magar tumko rula bhi sakte hain.
03:48Maante hain hume aadit hai tumki.
03:51Magar waqt aane par tumko bhula bhi sakte hain.
03:55Aur mera zikr tak na kare itni bhi khafa na ho.
04:00Ki mera zikr tak na kare itni bhi khafa na ho.
04:05Wapas aa, mera pyaar lata.
04:07Chal ab dhafa ho.
04:14Jaanta tha jhoot hai.
04:16Jaanta tha ki jhoot hai magar aitbaar karta raha.
04:20Sab sartein kabool ki magar pyaar karta raha.
04:23Aur kisi ne kaha mujhse wo jangal ki aag jaisi hai.
04:26Mai ped ke niche baith gaya aur intijaar karta raha.
04:31Jubaan khol doon toh jamaane ko pata lag jaye.
04:34Jubaan khol doon toh jamaane ko pata lag jaye.
04:37Par main nahi chahata ki tumhe bura lag jaye.
04:40Ki jubaan khol doon toh jamaane ko pata lag jaye.
04:43Par main nahi chahata ki tumhe bura lag jaye.
04:46Aur meri tanhai ka aalam mein khud kya bhai.
04:49Khuda kare ki mere takkiye ko jubaan lag jaye.
04:52Chal samjho jamaane ki.
04:55Aaj kal bemohsam bhi kaliyan khilti rehti hai.
04:58Aaji isara samjho jamaane ka.
05:00Aaj kal bemohsam bhi kaliyan khilti rehti hai.
05:03Hum jin ke liye khaas, wo hamare liye khaas.
05:06Ye toh hume roh duniya milti rehti hai.
05:14Aadi duniya intijaar mein,
05:16Toh aadi duniya yaadon mein jeeti hai.
05:20Ke aadi duniya intijaar mein,
05:22Toh aadi duniya yaadon mein jeeti hai.
05:24Aap akeli nahi hai jo sataye gayi hai.
05:26Yahaan har niwale wale ke saath yehi reeti hai.
05:32Gore rang pe kya marna?
05:35Kya pata kaun husn ke chor chakke hai?
05:38Aaji gore rang pe na jaaye huzoor.
05:40Kya pata kaun husn ke chor chakke hai?
05:43Aur hum gaon wale hai madam.
05:45Agar rang ke pakke hai, toh jubaan ke bhi pakke hai.
05:57Udkar itna bhi mat te raao,
05:59Udna hame bhi aata hai.
06:02Udkar itna bhi mat te raao,
06:04Udna hame bhi aata hai.
06:07Bas fark sirf itna hai,
06:09Ke jab tum udte ho,
06:10Toh shor tumhare pankho ka hota hai.
06:13Aur jab hum udte hai,
06:15Toh shor zamana karta hai.
06:19Mere bina rehna paao,
06:21Mujhse itna bhi pyaar mat karna.
06:24Jo nibha sako wo karna,
06:25Waade hazaar mat karna.
06:27Ke mere bina rehna paao,
06:29Mujhse itna bhi pyaar mat karna.
06:31Jo nibha sako wo karna,
06:32Waade hazaar mat karna.
06:34Main jubaan ka musaafir hoon,
06:36Kabhi nibhaane nikal gaya toh,
06:38Zindagi mein aage badh jana,
06:39Mere intazaar mat karna.
06:46Tarakki dekh kar yabh wapis kaun aa rahe hain?
06:50Blog karne walo ke bhi phone aa rahe hain?
06:53Zara bhi sharam nahi hain inn logon ko.
06:55Ek baar pehle apni okaat dikhai thi,
06:57Ek baar phir apni okaat dikha rahe hain.

Recommended