• 4 months ago
Jaan Nisar Ep 01

Category

ЁЯШ╣
Fun
Transcript
00:30Koi tujhko se juda kare, tujhe ishq ho khuda kare
00:40Tere hauth hasna bool jaye, teri aankh purnam raha kare
00:50Tujhe ishq ho khuda kare, tujhe ishq ho khuda kare
01:00Tujhe ishq ho khuda kare, tujhe ishq ho khuda kare
01:10Tujhe ishq ho khuda kare, tujhe ishq ho khuda kare
01:20Deewan ki, deewan ki, deewan ki, deewan ki
01:40Tujhe ishq ho khuda kare, tujhe ishq ho khuda kare
01:50Tujhe ishq ho khuda kare, tujhe ishq ho khuda kare
02:01Main Nausherma Waznabi
02:05Baba aur Amma Sai ka ladla beta
02:08Zawar bhai ki jaan
02:10Jisne bachpan se wahi kiya jo karna chahata tha
02:18Har zid poori ki
02:21Har naamunkin ko munkin banaya
02:31Lekin ek waqt aisa bhi aaya
02:34Jab mujhe meri apni pasan se das bardaar hona pusti
02:39Wo zindagi guzaarni padi jiska tasawur bhi nahi kiya tha
02:43Sirf mere apno ki khushi ke liye
02:47Mera maan na hai zindagi insaan ko aksar us makaam par la khara karti hai
02:52Jahan aage koo aur peechay ghaay ho
02:55Lekin rishton ki azmaish humein aise gehre duldal mein dhakel deti hai
03:00Jahan se nikalna bhi chahe toh nikal nahi paate
03:05Hum zindagi ko nahi
03:07Balke zindagi humein guzaar rahi hoti hai
03:09Aur aise zindagi se chahakar bhi
03:12Faraar munkin nahi
03:30Hussan tere toh sohni yeh nahi aaj koi bhi bachda nahi
03:40Koi bhi bachda nahi
03:43Koi bhi bachda nahi
03:45Sohne mukh te laal suit paaya bada hi jachda nahi
03:49Sohne mukh te laal suit paaya bada hi jachda nahi
03:52Sohne mukh te laal suit paaya bada hi jachda nahi
03:55Aakhaan kaadiyan surme waadiyan jism hai kachda nahi
03:58Sohne mukh te laal suit paaya bada hi jachda nahi
04:01Dua!
04:09Kya kar rahi ho?
04:11Aur aise kisi ladki ki jiyete baat
04:16Aakhaan che surma hai
04:19Sanu kulte dur na hai
04:20Yeh ghaane ki awaaz kahan se aa rahi hai?
04:23Abba!
04:25Abba!
04:27Market ban karo!
04:29Ban karo aise ban mein!
04:38Assalamwalekum
04:43Yeh ghaane ki awaaz kahan se aa rahi hai?
04:47Nahi toh
04:51Yeh kya chhupa rakha hai?
04:57Dekha!
05:00Dekha!
05:07Ya Allah!
05:09Yeh khawasat ka dabba mere ghar mein?
05:12Kaise?
05:14Kaise aaye is ghar mein?
05:18Kabadi aise liya tha?
05:20Paise kahaan se aaye?
05:22Aur risale bej ke
05:24Risale?
05:27Risale beje the?
05:29Yani ki phuwashi, puryani ke aakhaas risale bhi aate hai ghar mein
05:34Aur yeh das shamaat maar ke, iska moon laal karke
05:38Isko mana kyu nahi kiya?
05:40Abma ne mana kiya tha, bahot daanta bhi, bahot daanta
05:42Arrey kasam Buddha ka,
05:44Chakram ke grete ke ghar, ghaane bejaane ho rahe hain
05:47Risale aa rahe hain phuwashi ke
05:48Aur bahot le waale dur rahe hain
05:50Nahi, mera matlab, khalati ho gayi, sorry
05:53Arrey khalati ho gayi
06:00Yeh sab tere college, university jaane se ho raha hai?
06:04Haan, begat rahe hain, yeh talim ke idare tumhe
06:09Khatam!
06:11Aaj se inka college jaana, university jaana khatam
06:19Nahi, nahi, aap maaf kar dijiye, aaj ke baad bilkul aisa kuch nahi hoga
06:28Abba sorry, khalati ho gayi, ainda nahi hoga, meri padhaaye mat band kar baaye
06:34Ainda aise kabhi nahi hoga, kabhi nahi hoga ainda aise
06:38Agar ainda aise hua, tumhe ek ek karke tum sab ko gaad dunga
06:43Aur khud khudsi ke dunga
06:48Why do you do this?
07:18Why do you do this?
07:48Why do you do this?
08:14Beech raaste mein mujhe istana rokne ka anjaam jaante ho dilawar
08:16Baba baat karni hai tum se
08:20Jis tarah road pe
08:23Road ho ya paad, paad to baba isi waqat karni
08:29Kisse aur kab baat karni hoti hai, yeh naushir ma ghaznavi khudtein karta hai
08:42Ek minute hai tumhare paas
08:43Ek minute ke baad mere guards trigger dabha denge, phir mujhe alzaam mat dena
08:49Sona nahi?
08:51Sai ne tum se kya kaha?
08:55Boliyan udhar se chalengi to idhar se bhi to chalengi
09:00Khoon kharaba hoga
09:03Aur wo main chahata nahi
09:13To phir abhi jaata hun aur jaane bhi deta hun
09:18Agli malakat mere dere pe hoge, khud aoge tum
09:26Mujhe meri marzi ke khilaf bulana
09:30Tumhe kis kadar mehnga par sakta hai dilawar shayad tumhe andaaza nahi hai
09:38Chalo baba
09:43Chalo baba
09:59Aap se kaha tha sahi, ki aap akele mat chahiye mujhe saath lekar se
10:04Lekin aapne to mana kar diya mujhe
10:07Tum kaunsa rug gaye Jafar?
10:10Mere apeesha karte karte yahan tak pohanch to gaye ho
10:14Kya karta sahi?
10:16Khuda na khasta aaj agar aapko kuch ho jaata
10:19To mai saari zindagi apne aapko baaf na kar baata
10:43Chalo
11:09Dimaag kharaab kar rakha hai apni bachchi hoga
11:11Beta to pyaada kar nahi sakhi
11:13Aise tarbiyat hoti hai?
11:15Arey naach rahi hai teri betiya
11:17Akram Shahab ki poti
11:19Ghar mein lidu laga rakha hai
11:21Naach rahi hai
11:22Sharam to aayi nahi
11:25Dil chahade gala daba doon sabka
11:27Chalo daba hoon yahan se
11:41Chalo
11:51Hey
11:57Kya hai aap?
11:58Apa gaye hai?
12:01Gaye
12:03Ache suno
12:05Abba kya kahe rahi hai?
12:06Roh rahi hai abba ke baate sunkar
12:09Mene aisa to nahi chahate
12:10Dua
12:11Tum is khar mein koi nahi nahi ho
12:13Jab abba ke misaaj se waqif ho
12:16Tum na diya karo na aisa moka
12:18Mune to moka chahiye hota hai
12:19Ki amma ko agla pishla saara hisaab yaad dila de
12:22Aise himaakat hai kar ke
12:23Amma ki jaan kyun mushkil mein daalti ho tum
12:25Kiya kya hai?
12:27Radio to liya tha
12:28Aur is ek radio ki wajah se
12:30Abba ne amma ko beta na payda karne ke taane ke saath
12:33Tumhe university se uthaane ka bhi keh diya hai
12:35Aur agar university se utha liya
12:37Toh jo yeh do pal
12:38Tumhe is kafas se azadi ke milte hai na
12:40Wo bhi chhin jayenge
12:44Aur agar ek bhi koi ulti seedhi harkat aur ki na
12:46Toh abba apne is waisle pe mohar laga denge
12:48Acha na?
12:49Daraha kyu rahi ho?
12:51Aityaad karungi
12:53Suno
12:54Amma ke baas saath chala na
12:56Tum isi sefaharish kar do please
12:59Aau
13:00Pyari
13:04Iswaari utharaab hai meri
13:07Sambhal hai amma kut ko
13:11Bas kar den
13:19Amma
13:27Bas kar den amma
13:32Kyu halkan kar rahe hain khud ko?
13:34Aapko bata toh hai
13:37Abba ke mizaaj ka
13:40Fizza
13:41Isse koho ke mujhe isse koi baat nahi karni
13:44Kyu nahi karni bhai mujhe baat?
13:46Aisa kya kiya hai maine?
13:47Zara sa radio hi toh bhajaaya hai
13:49Jis ghar mein
13:51Saath lene par das tafo zaat lag jaate hain
13:54Aau itna bada guna karke
13:57Tum keh rahi ho ki aisa kiya hi kya hai?
14:00Shukar karo tumhari jaan bach gayi
14:04Chale
14:06Kar lete hain shukar bhi
14:10Aapko zarurat hi kya hai radio kharid ke lete aane ki?
14:13Tum yeh kyu nahi kyahti?
14:14Ki khulke saans lene ki hi kya zarurat hai?
14:17Kabhi kabhi tumhe dar karta hai ki bhaag jao yahan se
14:19Huwa!
14:20Kya?
14:21Soch samajh ke bola karo na
14:22Jo kuch moon mein aa raha hai bole chali jaa rahi ho tum bhi
14:24Haan toh?
14:25Jitna bolne ki kaid hogi na
14:26Zabaan utni hi karwi hogi
14:35Toh humne aisa moon banaya bhai
14:37Jaise pata nahi unke saath kya hua ho
14:40Jab ke khaana bhi maine nahi khaaya
14:42Aur daant bhi mujhe padi hai
14:44Aur radio bhi mera toota hai
14:46Lekin nahi majaal hai toh kisi ko mera khyaal ho
14:48Kisi ne mujhe ek bhai jhoote moon hi pooshiya ho
14:50Ke beta bhook lagyi hogi khaana khaoge?
14:54Ey!
14:55Khaane mein kya banaya?
14:57Aad bhook lagyi yaan
14:58Gobhi aloo banaya hai amma ne
15:02Kya banaya hai?
15:03Gobhi aloo
15:07Gobhi, aloo, tinde, aloo, baigan, aloo
15:12Aloo kya muft mein milte hai?
15:14Nahi khaane maine aloo
15:16Nahi chahiye mujhe, mujhe, mujhe
15:18Mujhe nahi khaani hai sabjiya
15:19Koi, koi, murhi, koi gosht, koi murh musallam
15:22Kabhi toh kuch acha banaya karein
15:24Zyada shor karne ki zaroorat nahi
15:26Jho kuch bhi banaya na
15:28Sabar shukar karke khaal
15:30Abba ne tumhare khyaalat suniye na
15:31Tumhare liye ek aur mushkil khadi ho jayegi
15:33Toh sun le, lekin maine nahi khaane
15:35Yeh aloo gobhi roz roz
15:37Maine chhutti kyun kar liye?
15:38Araam se canteen mein bet ke kuch khaa leti na main
15:40Pata nahi, kahaan paida ho gayi main
15:46Kya karu main iss ladki ka?
15:48Jaan banti jaa rahi hai mera
16:01Bhai
16:31Bhai
16:33Bhai
16:35Kya musheebat hai main?
16:37Sobha-sobha kaan ke baas aankhe jeekh rahi ho
16:40Sobha-sobha?
16:42Baara se bhi upar ka time ho gaya hai?
16:44Haan toh kaunsi koi nahi baat hai
16:47Roz hi hote hai baara
16:48Ammi ne kaha hai zohar se pehle aap uth jaayen aur dukaan chale jaayen
16:51Abbu aapka intazaar kar rahe hongi
16:53Pyaar ek toh yeh dukaan ki musheebat jo hai na
16:56Kya?
16:59Filmy magazine?
17:01Aapki kamre mein?
17:03Abbu ne dekh liya toh?
17:05Toh abbu ko bataayega kaun?
17:08Aur tumhe kisne kaha hai ki meri kamre mein aankhe tafteesh karo?
17:11Aapko kya zarurat hai yeh rakhne ki kamre mein?
17:14Kya bata ho?
17:16Inke hazaaro followers hai bhai
17:19Inke followers chhode hain, dukaan pe diyaan deyen bhai
17:23Yaar ek baas dukaan se badata hu
17:25Wo pata nahi abba ko kya musheebat hai
17:27Iss se toh beter tha ki main apni college ki padhaayi na khatam karta
17:30Abbu ka hath toh waise bhi aapko bataana chahiye na
17:35Iss toh dada baat hai, main sunao mujhe
17:36Jaa ke naashta banao
17:39Banaati hun, lekin aap jaldi se uth jaye, fresh ho jaye
17:42Fresh ho jaye
17:53Subah ho gayi Nawab sahab ki haan?
17:55Uth gaye aap?
17:57Ma ek toh mujhe yeh samajh nahi aati hai ki aap mujhe dekhte saath kyun taane deti hain
18:01Pehle hi mera mood kharaab hai
18:03Neen poori nahi hoti
18:05Subah subah utha dete hain ki bhai jaa ke dukaan pe baith ho
18:08Toh raat ko jaldi soya karo na
18:11Sari raat phone pe lage rehte ho
18:13Toh subah aankh kaise khulegi tumhari?
18:15Sahi baat hai bhi, phone me laga rehta ho
18:17Pheri kaunsi koi mangetar hai jisse baith ke mai baate kar raho
18:19Toh dos yaar hai unse bas, lago aata ho phone pe
18:22Ishaara samajh rahi ammi?
18:24Meri kaunsi mangetar hai jo mai phone pe lagu
18:26Iska matlab, ab ek adat mangetar ho jaani chahiye
18:30Jiske saath phone pe laga jaye
18:32Aanchana, zyada aag mat laga ho, samjhi tum?
18:35Dil mein laddoo phurte hain bhai ke, lekin akad nahi tootti
18:40Naaste ka kaha tha na, jao leke aao
18:42Oh haan, wo toh main chule pe rakhe bhul gayi
18:44Ammi, yeh main waha rakh rahi hain
18:50Haan bhai, ab ladki dekhungi main tumhare liye
18:52Graduation ka imtahan de diya hai na
18:54Ab result aaja hai aur naukri mil jaye tumhe
18:57Phir shaadi karungi main tumhari
18:59Shaadi ke liye, naukri ki kya pakh lagayi hai aap logon?
19:02Fikar na karo, kamao bibi dhundungi tumhare liye, jo naukri karti ho
19:06Achha, yaani ke ab main bibi ki kamai khaunga
19:09Wo zamane chale gaye, jab bibiya ghar mein niwale todti thi
19:12Aur shohar kaam karte the
19:14Ab toh wo zamana hai, jab dono milke kaam karte hain, toh zindagi chalti hai
19:20Ab mujhe ni karni hai, shaadi baadi
19:23Nasta lagao bhai
19:34Assalam o alaikum, Assalam niya
19:36Walaikum assalam, walaikum assalam
19:39Kya haal chal raha hai?
19:44Aur?
19:46Yeh shape kitne ke diya hai?
19:47Ab koi thaka se bhai, koi thaka
19:49Reh ras bhare bhi bahut hai
19:51Haan tabhi toh laal aur thada lag rahe hain, haan?
19:57Aadhe toh dekho
19:58Kitne ke diya hai?
19:59Tumhare nahi, daai soor bhai laga dunga
20:05Kitne ke liye kar dunga assalam niya?
20:07Haan, haan, kitne
20:10Phila rehne de
20:11Haan?
20:17Haan?
20:33Haan bhai?
20:34Haan bhai, kya aur hain?
20:36Kuch nahi yaar, bas baithe mein hain,
20:38Vele hain, kuch nahi karne ke
20:40Haan, wo toh mujhe bhi nazar aara hai
20:42Yeh bataa bhai, college se fariq hone ke baad kuch karna hai
20:44Yaar isi tarah fariq baatna hai?
20:45Karna toh bahut kuch chahata hoon bhai
20:48Lekin, uske liye 20-25 lakh rupaiye chahiye
20:52Aur wo mere paas hain
20:53Abhi yaar yeh hum naujawanon ke saath na yeh hi masla hai
20:56Ideas toh mahar paas bahut hai, lekin paise ki tangi hai
20:59Aur aga apna yeh azam gharwalon ko bataa de na
21:01Kitni investment hai
21:02Toh wo kahte hain, jao jaa kar kisi chapdasi ki job kar lo
21:05Matlab mujhe dekho
21:06Mujhe dukaan pe bitha diya padhaai ke baad
21:08Ab chote mote kaam karli ke liye thodi bana mein
21:11Tu itna handsome hai, wo kya kahte hain
21:13Tujhe toh ad agency ka maalik banna chahiye
21:17Haan bas aisa hi hai lekin
21:18Bata nahi hamari kismat kahaan soye bhi hai
21:21Kitni dedh se baitha mahon
21:22Toh ne ek cup chai ka nahi poocha mujhe yaar
21:25Sorry, sorry
21:27Bhai, do chai leke aaya yaar
21:30Aur haan baat sun, kal chalna hai
21:34Kahan chalna hai?
21:35Kal main aunga toh bataunga
21:37Chalo bhai yeh shuru karo na
21:40Dua kahaan hai?
21:42Haan?
21:43Dua ko bulao, chalo
21:45Aam, padh rahi hai wo, upar chhat par baithi
21:48Arre usko kaho, Mirza sahab ne
21:50Kya kamaal khaana bheja hai Niaz ka
21:52Kabhi kabhi toh ek kanchoos aadmi bhejta hai khaana
21:55Haan?
21:56Keh rahe the bahut hi, bahut hi acha hai
21:58Aur maine khaaya hai Mirza sahab ko khaana
21:59Bahut mazdaar jaab
22:00Dua ko bulao ke leke aao, chalo
22:02Food
22:03Mirza sahab ko khaana, bahut mazdaar jaab
22:05Dua ko bulao ke leke aao, chalo
22:07Food
22:08Mirza sahab sahab usse pasand nahi na
22:10Yeh daal, haleem, sabzi wo
22:12Nahi khaate hain
22:13Aap jab jaayenge baahar, khaana khaakar to
22:16Thodasa kosh laate jiyega
22:18Main uske liye bana dunge
22:19Achha
22:21Bulghi, kosh
22:23Iske bhikar khaana poora nahi ho raha uska?
22:25Haan?
22:27Nahi khaana toh na khaaye
22:28Aur Fahmida Begum
22:29Yeh tum, yeh bachyon ko kaise paal rahi ho?
22:32Inko kifayat shahari sikhao
22:34Apne apne ghar jaana hai inhone
22:36Arre sab harap kar jaayenge yeh
22:38Aur, hamare ghar mein toh yeh hi bidega
22:41Arre khao na, lo khaana
22:44Pagada
22:46Khaap
22:48Aur jisne nahi khaana, wo na khaaye
22:50Bhooga marta hai, mare
22:52Bhooga mare
22:53Mujhe koi parwa nahi
22:57Ram sir bhai, aapki baat maante hain
22:59Unko simjhaayen, is talook ko khatam karein
23:01Peech mein chhudaayen Sonia se
23:04Kya chahti ho tum?
23:05Marwa doon usse?
23:06Marwa doon usse?
23:07Amma, kar aapne Hamza ko kuch bhi kiya na
23:08Toh aapki beti bhi zinda nahi rahi
23:17Meri umar bhi Hamza ko lag jaa
23:19Meri zindagi ki saari khushiyan Hamza ko mil jaa
23:22Sonia mat ro
23:24Mujhe kuch nahi
23:26Abhi bhi ussi ka naam nahi rahe
23:28Jiske wajah se yeh haalat hoyi hai
23:58Abhi bhi ussi ka naam nahi rahe
24:28Yeh mera khaana hai, please aap kahaan le jaa rahe hain
24:40Please yeh khaana mujhe dete
24:41Mera khaana, yeh khaana
24:42Kahaan le jaa rahe ho?
24:44Mat le jao
24:46Mat le jao
24:47Yeh mera hai
24:48Mat le jao
24:50Mera khaana mat le jao
24:51Yeh mera khaana hai
24:53Mera khaana
24:54Yeh mera hai
24:55Yeh mera khaana
24:56Marwa
24:59Marwa
25:02Mera khaana kaha hai?
25:04Mera itna saara khaana tha
25:07Main toh itna bade dul mein thi yaar
25:10Phir toh zarur koi khaa bhi dekh rahi hongi tum hai na
25:15Khaa bhi hoga
25:23Ghoog lag rahi hai, kuch khaane ke liye laa du
25:25Kuch toh tum aise keh rahi ho
25:27Jaise
25:28Dynamite prawns aur manchurian rakha hai
25:32Pata, pata
25:33Main, main
25:34Bhook hi mar jao na
25:35Toh tum log mere soyaon pe kisi ko sukhe
25:37Pape tak mat khilaan
25:41Hatao aise
25:45Khaana khao
25:48Mujhe nahi khaana
25:50Khaana nahi khaogi
25:51Toh bhook hi rahogi
25:52Din bhar bhi kuch nahi khaaya tumne
25:54Yeh sab khaane se betar hai
25:55Ke main na khao
25:56Bhook hi raho
25:58Inki na smell soom ke mujhe
26:00Mera dil aise ulatne lagta
26:02Toh aap?
26:03Risk hai yeh
26:04Jaanti hoon ke risk hai
26:06Lekin yeh hi
26:07Sabzi, daal
26:09Jo main keh rahi hoon wo risk nahi hai
26:11Amma, aap samjhti kyu nahi hai?
26:13Kahi mahine ghar betne ke baad
26:14Tumhare abba kapde ki dukhaan pe lage hain
26:17Fizza ki tankha aur unke paise mila kar
26:20Tumhari university ki fees jaati hai
26:23Is ghar ka kiraya
26:24Is ghar ka kiraya
26:25Bijli gas ke bil mushkil se poore hote hain
26:31Beti hote toh aur baat hai
26:35Aap kya
26:36Kya dono ladkiyon ko bhi
26:37Roti khaane lagaana hai?
26:41Laga de
26:44Laga de kam se kam
26:45Kuch acha khaane ko toh milega
26:49Fazool ki baatein mat karo aur khaana khaalo
26:51Khaana nahi khaana matlab nahi khaana
26:53Nahi khaogi, bhuki marogi
26:55Tum mar jaane de
26:56Kam se kam isi bahane khuda tarsi me
26:57Aap logon ko teen din acha khaana toh milega
26:59Isi khyu
27:00Naseeb acha nahi hai toh baat toh achi kiya karo
27:04Baat achi karne se kaunse naseeb achi ho jayenge
27:08Mata nahi kab tak chalega isam kuch
27:12Bas kya
27:13Sunil
27:14Ammi
27:16Kya ho gaya ammi
27:17Iske chakkar mein
27:19Tarsh nahi aata tumhe ammi
27:20Par kyu tartan karti ho inhe
27:22Aata hai
27:23Khud par tarsh aata hai mujhe
27:25Mata nahi kahaan pehda ho gayi
27:26Main aur khyu pehda ho gayi
27:28Fazool baatein ban karo ab toh
27:30Ammi
27:31Ammi bas kar de
27:32Kya ho gaya ammi
27:33Iski baaton pe aap itna ro rahi hai
27:35Toh karti aise
27:36Amma ek baat bata hai
27:38Aap toh maa hai na
27:39Jab aap jaanti thi
27:40Ke aapka shauhar bachon ko kama kar khilane ki
27:42Ahliyat nahi rakhta
27:43Toh phir aapne teen betiyaan khyu pehda karli
27:46Bas karo
27:47Ab ek bhi baat mooh se nikaal lena
27:48Achha nahi hoga dua
27:49Sabji
27:51Isse na aap chhode
27:52Aap chal le yahan se
27:53Theek hai
27:54Isko jab bhook lagegi na
27:55Toh ye khudi khaalegi
27:56Bhook ab is waqt chad gayi
27:57Iske sar pe
27:58Aur kuch nahi hai
27:59Chhod de isse iske haal pe
28:01Teesre din na
28:02Insaan ko murdaar bhi halal lagne lagta hai
28:04Aaya
28:05Ammi chal
28:06Chhod de
28:07Haan haan chhod do mujhe sab
28:08Mujhe koi fact nahi paro
28:09Chhalo yahan se
28:10Waise bhi toh chhodo
28:11Ab hai kisi ko kya fact parta hai
28:12Mere baare pe
28:15Nahi khaungi
28:16Mere nahi kha
28:21Aaya
28:22Aaya
28:23Aaya
28:24Aaya
28:25Aaya
28:26Aaya
28:27Aaya
28:28Aaya
28:29Aaya
28:30Aaya
28:31Aaya
28:32Aaya
28:33Aaya
28:34Aaya
28:35Aaya
28:36Aaya
28:37Aaya
28:38Aaya
28:39Aaya
28:40Aaya
28:41Aaya
28:42Aaya
28:43Aaya
28:44Aaya
28:45Aaya
28:46Aaya
28:47Aaya
28:48Aaya
28:49Aaya
28:51Kaise kaise color dikha rahe ho
28:53Koi ache color dikha ho
28:54Ab hai gulabi dikha na hai inko
28:56Gulabi
28:57Gulabi kapda dikha
28:58Kya khilega inke chehre mein
29:03Haan
29:04Yeh dekh lo aap
29:05Assalam o alaikum
29:07Assalam o alaikum
29:08Waalaikum Assalam
29:09Assalam o alaikum
29:16Maine ka Aslam bhai aapko
29:18Aapki tankha de doon
29:20Haan ji
29:29Yeh lo bhaiya
29:31Gin lo poore
29:34Aajme bhai thodi si tankha zyada kar dete
29:38Arey nai bhai
29:39Yeh ghala toh main bhi samal sakta ho
29:41Ab dekho na
29:42Aapne kaha ke mujhe naukri ki dharurat hai
29:45Aapki abba aur mere abba
29:46Un dono mein dost aana tha
29:48Toh isliya main kaar nahi kar saka
29:51Aajme dekh lo
29:52Betiyon ki
29:53School ki
29:54University ki
29:55Fees hain
29:56Bohot badh gayi
29:57Ab phir mehngai toh dekho
29:59Aajme bhai
30:00Bhai dekho Aslam sahab
30:01Aapki baat baja hai
30:02Lekin
30:03Ek kaam ho sakta hai
30:04Mera ek dost hai
30:05Usko ek loader ki dharurat hai
30:08Kaam kam zarur hai
30:09Lekin hai mehnat ka
30:11Agar aap bolen toh
30:12Main usse baat karun
30:13Na na na
30:14Lekin toh main mehnat karni padega
30:16Koi zarurat
30:17Koi zarurat nahi
30:18Ab iss budhape mein
30:19Kya mehnat karta phir
30:21Nahi hogi
30:22Khair
30:23Jaise aapki marzi
30:25Lekin dekhiye
30:26Kal zara jaldi aa jayega
30:27Mujhe ladka batara tha
30:29Ke aap pichle
30:30Ek hafte se der se aa rahe ho
30:38Abhi kahan ja rahe ho
30:39Main main
30:40Main zara apni karbat theek kar raha tha
30:41Bhai Aslam sahab
30:42Dukaan ko time poora diya karo
30:43Kam sekam kaarobar
30:44Aise toh nahi chalega na
30:46Main Aslam bhai idhar hi baitha
30:47Toh 24 ghante kaha ho
30:48Toh baith jao
30:49Badi mehrabani
30:50Badi mehrabani aapki bhai
31:16Koi zarurat nahi
31:17Ab iss budhape mein
31:18Kya mehnat karta phir
31:19Nahi hogi
31:20Khair
31:21Jaise aapki marzi
31:22Lekin dekhiye
31:23Kal zara jaldi aa
31:24Jaise aapki marzi
31:25Lekin dekhiye
31:26Khair
31:27Jaise aapki marzi
31:28Lekin dekhiye
31:29Khair
31:30Jaise aapki marzi
31:31Lekin dekhiye
31:32Khair
31:33Jaise aapki marzi
31:34Lekin dekhiye
31:35Khair
31:36Jaise aapki marzi
31:37Lekin dekhiye
31:38Khair
31:39Jaise aapki marzi
31:40Lekin dekhiye
31:41Khair
31:42Jaise aapki marzi
31:43Jaise aapki marzi
31:44Lekin dekhiye
31:45Khair
31:46Jaise aapki marzi
31:47Lekin dekhiye
31:48Khair
31:49Jaise aapki marzi
31:50Lekin dekhiye
31:51Khair
31:52Jaise aapki marzi
31:53Lekin dekhiye
31:54Khair
31:55Jaise aapki marzi
31:56Lekin dekhiye
31:57Khair
31:58Jaise aapki marzi
31:59Lekin dekhiye
32:00Khair
32:01Jaise aapki marzi
32:02Lekin dekhiye
32:03Khair
32:04Jaise aapki marzi
32:05Lekin dekhiye
32:06Khair
32:07Jaise aapki marzi
32:08Lekin dekhiye
32:09Khair
32:10Jaise aapki marzi
32:11Lekin dekhiye
32:12Khair
32:13Jaise aapki marzi
32:14Lekin dekhiye
32:15Khair
32:16Jaise aapki marzi
32:17Lekin dekhiye
32:18Khair
32:19Jaise aapki marzi
32:20Lekin dekhiye
32:21Khair
32:22Jaise aapki marzi
32:23Lekin dekhiye
32:24Khair
32:25Jaise aapki marzi
32:26Lekin dekhiye
32:27Khair
32:28Jaise aapki marzi
32:29Lekin dekhiye
32:30Khair
32:31Jaise aapki marzi
32:32Lekin dekhiye
32:33Khair
32:34Jaise aapki marzi
32:35Lekin dekhiye
32:36Khair
32:38Dekhao
32:39Kya kar sakte ho
32:41Bhai aaj mukabla ho ja
32:42Hmm
32:55Very nice
33:07Hmm
33:13Lagta hai ye
33:15Aaj ka toh tumhe hi jeejaoge
33:18Bas ye aakhari nishana lagne de
33:29Bhai sahi keh rahe hai toh
33:32Bhai
33:33Bhai yeh kya hua bhai
33:35Ghaani nikaalo
33:37Bhai
33:38Bhai tumhe kuch nahi hoga
33:39Bhai
33:40Ghaani nikaalo
33:41Bhai
33:42Bhai tumhe kuch nahi hoga
33:43Main aayega bhai
33:44Bhai
33:49Kashmai
33:51Us din wo goli aapko lagne ke bajah mujhe lag jati
34:04Main aankhon ke liye toh
34:06Shahir unhe ghazle kahi hai
34:34Hmm
35:04Hmm
35:34Lahaul wala khur
35:42Yeh besharam ladki hai
35:44Poori bas mardaon se badi badi hai
35:46Aur yeh nadki
35:48Bas janaab kya kehne
35:50Aaj kal toh zamana hi badal bhi
35:52Yeh kurbe kiyamat ki nishaniyan hai
35:55Kurbe kiyamat ki
35:56Besharam
35:57Aisi ladkiun ki wajah se hi ko
35:59Humme apni bachino ke nazar rakhni pakti hai
36:01Cheek keh rahe hu
36:03Patna nahi iske maama unko malwan bhi hoga
36:05Ki inki beti bahe tyagul khadha rahe ho
36:11Baji kiraya
36:13Yeh peeche tere maam na chahar se baith hai na
36:14Kin se lehne
36:17Rehne leh bhai
36:18Rosh ki sawari hai
36:20Rukho
36:24Yeh lo
36:26Are bhai
36:27Dekh lo
36:28Maam ki gudiya nahi hai
36:31Bolti bhi hai
36:33Bolti bhi hai
36:39Court mein kal peshi hai
36:40Waqeel ka phone aaya tha
36:41Keh raha tha ki
36:42Mukhalab party hai
36:43Woh maafi naame pe
36:44Dastakhat kardegi
36:46Agar aap apna case
36:47Wapas lehne toh
36:49Judge ke saamne
36:50Pesh hone se pehde
36:52Waqeel ek baar
36:53Aap se milna chahta hai
36:54Doosra waqeel dekh lo
36:58Aaj ki baad mere kisi case me
36:59Yeh waqeel nazar na hai
37:01Koi
37:02Khas wajah
37:04Jo waqeel meri
37:05Mukhalab party ko favour dekar
37:06Meri soch badalna chahta hai
37:09Mein usse hi badal dunga
37:11Aacha saheb
37:12Aapko haveli bhi jaana tha
37:14Kaafi arsa ho gaya
37:15Aap haveli nahi gaya
37:19Yeh mujhe jaana hoga
37:20Toh main bataunga
37:24Saheb
37:25Haveli se
37:27Phone aaya the
37:28Kya kaho hone
37:30Saheb
37:43Saheb
37:44Teen mamat aap se milne aaya
37:45Saheb
37:46Saheb
37:48Aarey
37:49Kya kahe rahe ho
37:50Khade ho
37:51Saheb
37:52Humari thi
37:53Saheb
37:54Humari thi ko
37:55Otake le gaya
37:57Koi tujhmani bhi nahi hai
37:59Koi tujhmani bhi nahi hai
38:00Woh toh aapke noor hai
38:01Saheb
38:03Humari thi ko
38:04Bachaale saheb
38:06Kaun nekar gaye hai
38:08Jinnah man le gaya
38:10Jinnah man le gaya
38:11Saheb
38:12Jinnah man le gaya
38:18Jaafar
38:29Khuda kare