• last year
Aik chunti ki dua ky baarish ho Jaye
Hazrat sulemaan Alex slaam ki guftgoo
Transcript
00:00Hadhrat-e-Sulaiman-a-Alaihissalam na dua karne ke liye bahar nikle, baarish nahi ho rahi thi.
00:05Bahar nikle, toh ek chunti ne apne par philaye ho.
00:09Aap juke jaanwaron ki boliyan jaante the, toh chunti bhi dua maang re.
00:12Ki Allah merbani firma, baarish ata firma, kehd pad gaye.
00:16Hadhrat-e-Sulaiman-a-Alaihissalam bhi sari lashkar ko leke bahar nikle dua karne ke liye,
00:20toh Rab-e-Karim ne firma hai, Sulaiman-a-Alaihissalam aap wapas chale jaye, baarish ho jaye.
00:23Par dua na maange, aap aap jaye.
00:27Hadhrat-e-Sulaiman-a-Alaihissalam ne arz ki, maalik dua toh maang lene de, baarish ka toh
00:30ne faisla kar liya, toh dua toh ibadat hai, toh Rab-e-Karim ne firma hai, nahi aap jaye.
00:35Firma hai, woh chunti ke phehle huye baasu dekhe hai na, toh agar aapne bhi dua maang liye,
00:39toh chunti ke dil me khayal aayega, yeh meri dua se nahi barsi.
00:43Yeh toh Sulaiman-a-Alaihissalam peghambar ki dua se barsi hai, toh aaj mera irada-e-kudrat
00:48hai, ke baarish milegi, par chunti ke kehne ke barkat se milegi.