Disclaimer
the Copyright Law of the United States mentions fair use as one. According to Article 107, people can use copyrighted content for the following reasons:
criticism;
comment;
news reporting;
teaching;
scholarship or research.
And these are not considered copyright infringements.
the Copyright Law of the United States mentions fair use as one. According to Article 107, people can use copyrighted content for the following reasons:
criticism;
comment;
news reporting;
teaching;
scholarship or research.
And these are not considered copyright infringements.
Category
🎵
MusicTranscript
00:00Dehati log pakke kafir aur pakke munafiq hain, aur aise hain ke jo ehkaam-e-shariyat
00:06Allah ne apne rasool par nazil farmaye hain, unse waqif hi na ho payen.
00:11Aur Allah jaan-ne-wala hain, hikmat-wala hain.
00:15Aur baaz dehati aise hain ke jo kuch kharj karti hain, usse taawan samajhte hain, aur
00:21tumare haq mein musibaton ki muntazir hain.
00:24Uni par buri musibat waqi ho, aur Allah sun-ne-wala hain, jaan-ne-wala hain.
00:29Aur baaz dehati aise hain ke Allah par, aur rooz-e-akhir par iman rakti hain, aur jo
00:34kuch kharj karti hain, usko Allah ke qurb, aur peygamber ki duaon ka zariya samajhti
00:39hain.
00:40Dekho ye baad, bila shuba, inke liye mujib-e-qurb hain.
00:44Allah inko anqareeb apni rahmat mein daakhil karega.
00:47Beshak, Allah waqsh-ne-wala hain, meherbaan hain.
00:50Jinn logon ne sabqat ki, yaani sabse pehle iman laaye, muhajireen me se bhi, aur ansar
00:56me se bhi, aur jinnon-e-nekookari ke saath unki pehrabi ki, Allah unse khush hain, aur
01:02wo Allah se khush hain.