• 3 months ago
मन को वश में करने के कौनसे चार साधन है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Shree Parikshit ji ne prashna kiya guruji, man ko vashme karne ke aapne chaar upaye bataye,
00:15badi kripa ki aur kuch upaye bataye, dhyaan se sunna.
00:22Shree Param Pujyapad Shree Ramchandra Dongre ji maharaj kehte the bole man ko vashme karne
00:29ke chaar saadhan hain, paath saadhan hain, yuvan shrota baithe, vidyarthi baithe, ye
00:36unke liye hain, dhyaan se sunna, specially vidyarthiyon ke liye, jiska man padhahi me
00:43na lagta ho, jis vyapari ka man vyapar me nahi lagta ho, jis grihasti ka man grihast
00:50me nahi lagta ho, dhyaan se sunna, specially vidyarthi. Ye paanch karein to adhyaan me
00:57man lagne lagega. Kaun kaun se? Sabse pehla, hum jo granth padein, jo book padein, jo
01:06kitab padein, wo pavitra ho. Aise kitab ko na padein, jisse hamara man dushit ho jaye.
01:18Kitab ki aaj kal vidhaayin badal gayi, aaj kal e-book bhi bahut, log badhte hain, online
01:25kaksha lete hain. To ye vigyaan nishit roop se kalyan kaari hain, lekin thoda bhi asaabdhaan
01:33huye, to ye vigyaan jeev ka patan kar deti hain. To pichle dino ek film aayi thi, aapne
01:39dekha hoga, wo dakshan bharat ki thi, wo robot wali, pata nahi kis ki thi. To robot
01:48banaya, wo insaan ban gaya, fir usne jo hai chuki, wo to vigyaan ka avishkaar, fir wo
01:53duniya ko hi maar nahi laga. Jiska bhi ho. To vigyaan ka upyog karein saabdhaani purvak,
02:05upyog kariye mobile ka, lekin saabdhaani purvak, ye mobile mein sab gadbar kar diya
02:11hain. Mobile ghar mein, har ghar mein toh ye bada wala phone hota hain, paanch jane ghar
02:18mein bethe, lekin kisi ko kisi se matlab nahi, na bete ko, baap se, na patni ko, pati se,
02:23na bhai ko, behen se, saab apne apne, chote chote bachche sab bhose havein uske andar.
02:28Shadhu upyog kariye vigyaan ka, mobile ka shadhu upyog kariye, wahaan bahut achche
02:44achche gani tent bhi hain, ye katha ho rahi hai, iska bhi prasharan vigyaan ke madhyam
02:50se ho raha hai, aap chalante hoonge Facebook, Youtube, Instagram, wahaan sab jagahein prasharan
02:57ho raha hai, lekin isko share nahi karenge, isko aage nahi badhayenge, dekhenge kisko,
03:04wohi ulti siddhi cheeje hain, koi kuch kha raha hai, koi kuch matka raha hai, usi mein
03:09sukh mil jayega hain. Yahaan se jaa karkar ke kiskisne is katha ka laav apne apne gharon
03:16me liya vigyaan ke madhyam se, haath utha ke bata na, dekho 10-5 logon ne liya, sab
03:22log vigyaan ka upyog kariye, iska katha ka laav lijiye, Youtube par, Facebook par bhi
03:29iska katha ka prasharan ho raha hai, baad bhi ye katha TV par bhi jayege, khoob iska
03:35laav lijiye, link share kariye apne swajanon ko, door door tak sab ko batayiye, jab naam
03:42search karenge iskara ka, toh, sab jagahe, usi naam se hai na, sab jagahe ye katha uplavd
03:50hai, saare platform par, toh, sabse pehle hum jis grant ko padein, grant hamara pavitra
04:00ho, pehli baat, doosra, jis ann ko hum grahan karein, vo hamara ann pavitra ho, maharshi
04:12patanjali yog shudra mein kehte hain, aahaar shuddhu sattu suddhi, jeevan ka praarambhi
04:22hi shuddha aahaar se hota hai, toh prayas kariye, ki hum jis aahaar ugrahan karein,
04:29vo haan aahaar shuddhu ho, kahi nahin khade hokar ke chok chodahe par, jo marji chakachak
04:37tapkaane lage, nahin, ann ka jeevan mein bahut bada dos hai, yaad rakhna, ann ka bahut
04:44bada dos hai, isliye purane jamaane mein, matai bhojan banati thi, toh panchig karti
04:50thi, sabse pehli roti, gaayi ki, antim roti, katte ki, aur jab wo chawal chadhati thi,
05:00wo bhagone mein, toh maraj ek baar daalti thi bhagone mein aur ek baar nikalke daalti
05:07thi, chule mein, dekhno ga, aap log, bachpan mein dekhno ga, maari dadi maa aisa karte
05:14hai, jeevan ko pramta hota tha, ab toh wo sambhav nahi hai, bhai gas mein daaloge toh
05:20uska achhadra bandh ho jayega, pehle daalte the usse, phir chule mein daalte the, ann
05:26ka dosh mite, aur kuch rotiya extra banate the, koi atithi aajayen toh usko bhi grehan
05:32karayen, jisse ann ka dosh nast ho jaye, toh ann hamara pavitra ho, teesra, granth pavitra
05:43ho, pehla granth pavitra ho, doosra ann pavitra ho, teesra, jal pavitra ho, jo hum jal piye
05:48wo pavitra ho, ulta seedha jal mat pijiye, aaj kal thanda ke naam par, toilet cleaner
05:55aa raha hai, hai na, hamaare swamiji kahte, Ramdev ji, coca cola banaam, toilet cleaner,
06:06toh jal pavitra ho, chautha, dhyan se sunna, jis bistar par ham soeyen, waha bistar pavitra
06:15ho, jis bistar par so, waha pavitra ho, toh achhe shubna aayenge, meend achhi aayenge,
06:22aur paanchva, ghar mein jo chitr pat ho, ghar mein jo chitr pat ho, jo tasveere lagi ho,
06:30tasveere pavitra ho, jo hume prerana de, bhagwaan daam ki tasveer, krishna bhagwaan
06:35ki chhavi, aapko koi bhotik mahapurush priye hain, toh unki tasveer lagaiye, aisi tasveer
06:42na lagaye, jisse andar man mein paap ka pravesh ho, ghar mein achhi tasveer hai, jisse sakarat
06:52aur jaaye, haan, paanch mein chhe bhaat ho, chhautha, chhatha, sangh pavitra ho, mitrata
06:58achhe logon se, toh boli, jo jeevi achhe kaariye par dhyan de leta hain, waha apne man ko
07:04neantrat kar leta hain, neet kehti hain, man eva manushyanaam, karanam manda mokshayoh,
07:13nahin toh shatrta yoy, man vada chanchal hai.

Recommended