Episode 01

  • 2 days ago
Welcome to our channel! Enjoy the complete series of Alif Laila Season 1 in Hindi, featuring all episodes of this classic TV show. Relive the magic of this iconic series with full episodes that capture the essence of timeless tales from One Thousand and One Nights (Arabian Nights).

About Alif Laila:
Alif Laila is a popular Indian television series that aired in the 1990s, known for its captivating storytelling and enchanting portrayal of legendary Arabian stories. The show brings to life the adventures of Alibaba, Sindbad the Sailor, and other famous characters from The Arabian Nights.

In This Playlist:

Full episodes of Alif Laila Season 1 in Hindi
Complete and uninterrupted series for binge-watching
High-quality HD video for an enhanced viewing experience
Watch the Full Series Here:


Alif Laila Hindi Episodes, Alif Laila Full Episodes, Alif Laila Complete Series, Alif Laila TV Show, Alif Laila 1990s, Alif Laila Online, Alif Laila Episodes HD, Arabian Nights Stories, Classic Indian TV Shows

Don't forget to like, share, and subscribe to our channel for more updates and to never miss an episode of Alif Laila and other classic TV shows.
Transcript
00:00Alif Laila
00:29Har shab nahi kahaani
00:31Dil chasp hai bayaani
00:34Zadiyan guzar gayi hai
00:36Lekin na hoon puraani
00:42Pariyon ko jeet laaye
00:44Jinnon ko bhi haraye
00:47Insaan mein woh daagat
00:50Sab pe kare hukumat
00:52Alif Laila
00:58Alif Laila
01:08Alif Laila
01:10Arabi bhasha mein likha gaya
01:12Ek mahaan classic hai
01:14Iski sabse badi khubi yeh hai
01:17Ke hazaaron saal guzar jane par bhi
01:19Iski kahaaniya puraani nahi hui
01:23In kahaaniyon ki azmat aur mahanta ka
01:26Asli raaz is baat mein chhupa hua hai
01:29Ke in kissoon ki jadugari ke parde mein
01:33Insaani zindagi ka gehra falsafa chhupa diya gaya hai
01:37Mukhtalif haalaat mein
01:39Insaanon ko kaise zinda rehna chahiye
01:42Har museebat ka mukabla
01:44Kaise himmat aur dideri se karna chahiye
01:47Apne buzurgon ke liye
01:49Insaan ka kya farz hai
01:51Bevi, bachon, doston aur doose insaanon se
01:55Kis tarah mohabbat kadni chahiye
01:58Aur mukabil mein chahe koi jinn ho
02:01Ya zalim jadugar
02:03Kis tarah insaan ko apne Allah aur Bhagwan mein bharosa rakhe
02:08Usse takkar lekar neki aur achhahi ki hifazat kadni chahiye
02:13Isliye isse sunte hua
02:15Jahan bachon ka takayyul aur kalpana
02:19Urne wale ghoron, botolon mein band
02:22Bhayanak jinnon aur kohe kaaf ki khubsurat pariyon ki maansik tasveeron mein kho jata hai
02:29Wahaan uske andar bahaduri, neki aur adventure ke jazbaat bhi ubhar aate hain
02:36Yeh kahaniya yeh sabit karte hain
02:40Ke insaan ashraful makhluqaat hai
02:44Yani baaki tamaan jeevon se insaan ka darja uncha hai
02:50Woh jab tak neki aur achhahi ki raah par chalega
02:55Usse duniya aur kainat ki koi taqat nuksaan nahi poncha sakti
03:04Alif Laila ki yeh kahaniya
03:06Mulk Faras ke Sultan Sheheryar ki hai
03:10Yeh Sultan nahet riaya parwar aur neki ka dil dada tha
03:15Usse ilm aur hikmat se lagau tha
03:19Lekin ek choti si baat ne
03:21Badshah-e-Waqt, Sultan-e-Azam ke dili jazbaat ko kuch istara majrooh kiya
03:28Ke apne ek baby ki bewafai ne uske seene mein
03:32Aurton ke khilaf nafrat ka dahgta hua jahnum khol diya
03:37Aurton se nafrat ki is aag ko sard karne ke liye
03:42Usne ek ajeeb sa raasta ikhtiyar kiya
03:46Woh har rooz ek nahi larki se shadi rachata
03:49Aur shab-e-urusi ke khatm hote hi usse maud ke hawale kar deta
03:57Dulhanon ke aah-o-buka se Sultan-e-Azam ke dil-o-dimaag ko
04:02Ek ajeeb si purkaif, taskeen aur musharrat hasil hoti
04:07Is khoon Asham Ravish ne riyasat ke basheend lo ki neem le haram kar di thi
04:13Yahan tak ke baadshah ke darbaar ke huzeer, umrah, suni pareshan the
04:21Qazi-e-waqt din raat Allah se duaayin maangta
04:25Ki Allah Sultan ko seedhi raah dikhana
04:29Lekin Sultan ke zulm ko koi na roop saka
05:43Reena!
05:47Reena!
05:49Reena!
06:09Aap is shahar ke qazi hain?
06:13Aakhir kab tak ye boode kandho par apni betiyon ki lashen dhote rahenge?
06:21Kya ye kabhi na khatma honewala azaab hai ampar?
06:26Mohtere muzurk, aapki risahi toh Sultan tak hai
06:31Kya aap hamari ye faryad shahi awano tak nahi pahuncha sakte?
06:43Sultan is waqt junoon-e-intakam mein mubtila hai
06:46Aur junoon aql ko kha jaata hai
06:49Sultan ka junoon uski aql ko nahi
06:52Balke ham gareeb riaya ki betiyon ko kha raha hai
06:55Ye zulm, tahzeeb aur insaniyat ki hadon se aage nikar chuka hai
07:01Ho sakta hai, is masle ka hal wazir-e-ala faraam kari
07:07Aau mere saath
07:12Aau mere saath
07:29Rukh jao, kaha jaa rahe ho?
07:32Main faryad lekar aaya hu
07:43Rukh jao, kaha jaa rahe hu
07:52Qazi-e-sher ki khidmat mein ghulam aadab bajalaat hai
07:55Wazir-e-ala tak hamara paigam pohchao
07:58Hum unse mulaqat karna chahate hai
08:00Huzoor, aap kamra-e-mulaqat mein tashreef rakhe hai
08:03Main ittila karta hu
08:05Nahi, hum unse yehi mulaqat karna chahate hai
08:12Hum unse yehi mulaqat karna chahate hai
08:14Hum unse yehi mulaqat karna chahate hai
08:36Alija, Qazi-e-sher aapse mulaqat ke mutamani hai
08:42Unhe hamare kamra-e-khaas mein leyao
08:44Unhone mahal mein aane se inkaar kar diya hai
08:47Inkaar?
09:12Muhtaram Buzur, al-subah mahal par aapki tashreef awri, zahe naseeb
09:17Ey Wazir, aaj sheher ka munsif aapke darbar mein faryadi bun kar aaya hai
09:27Is noorani chehre par fikr aur pareshani ki lakeeren kis liye?
09:32Ey Wazir-e-baat-adbeer, nere chehre par pareshani ki lakeeron ki wajah janna chahate ho
09:38Toh udhar dekho
09:41Toh udhar dekho
10:02Tasleem, kuch log Qazi-e-Muhtarim ke saath ek laash ko lekar Wazir-e-Aala ke paas faryad laaye hain
10:09Laash lekar humare ghar mein?
10:18Huzoor! Huzoor! Huzoor! Huzoor!
10:22Huzoor! Maine apne khoon ki ek-ek moond ko baseen-e-mein baha kar apni beti ko parwaan chadaya tha
10:34Taaki, taaki apne haathon se usse doli mein bitha kar usko vidha kar do
10:43Magar, magar, magar apkin haathon se usse khabr mein utharoo
10:54Huzoor, bataiye Huzoor, bataiye, bataiye
11:00Bataiye
11:06Kya meri behen ko isse liye dulhan bana kar bheja tha Shahi Mahal mein
11:12Ab iske khoon ka ilzaam kis pe hoga, kis pe hoga Wazir-e-Aala
11:18Wazir-e-Aala, kya aap yahi chahate hain ki har maa suraj nikalte hi apni beti ke surkh jode ko uthaar kar usse apne aachal ka kafan pehna de
11:32Ki har baap apni beti ke gham mein roh-roh kar apni aankhen kho de
11:39Ki har bhai apni behen ko maut ki dua de
11:43Nahi, nahi mere bozorg, hum aisa hargiz nahi chahate
11:47Toh fir rohk do is zoon ki andhi ko, kahin in maasun zindagion ki aahen, is saltanat ki buliyadon ko hila kar na rak de
11:57Lillah, Lillah, Qazi sahab, apni zubane mubarak se, aisi na mubarak alfaz na nikaliye, hum, hum bahut bebas hain
12:06Yeh bebasi kaisi hai wazir, aaj aurat ka takaddus, ek jabir baadshah ke pehron tale kuchla ja raha hai
12:16Us aurat ka takaddus, jisse Allah taala nahi, maa, beti, behen jaise rutmon se nawaza hai, tumhe sultan ko rokhna hoga wazir
12:29Aap jaante hain muhtarim Qazi, agar humne sultan ko rokhne ki koshish ki, toh, toh uska kehr saltanat mein kohraam bacha dega
12:38Sultan ke kehr se darte ho, Allah ke kehr se nahi darte, agar khuda ka kehr nazil hua, toh rooh e zameen par kohraam bacha jayega
12:50Khuda na khasta, agar yeh beti aapki hoti, toh bhi aap itne bebas hote
13:05Muhtarim wazir, aapki aankhon se chhalakte ansuon mein, is gharib riaya ki bebasi aur majbooriyon ka jawab mil gaya
13:15Aap toh faryad ke liye ek hi darbar bacha hai, khuda ka darbar, khuda ka darbar, khuda ka darbar, khuda ka darbar
13:45Muhtarim wazir, aapki aankhon se chhalakte ansuon mein, is gharib riaya ki bebasi aur majbooriyon ka jawab mil gaya
13:55Kya baat hai? Yeh sab log kahan jaa rahe hain?
13:58Shehzadi, yeh log Sultan-e-Azam ke paagalpan se ghabra kar shehar chhod kar jaa rahe hain
14:04Kya inhe koi rokhne wala nahi?
14:06Nahi Shehzadi, jo log inhe rokh sakte the, unki zubaan par taale pade hua hai
14:11Khuda ka kahar naazil ho is par, Allah kabhi maaf nahi karega isko, kabhi maaf nahi karega
14:20Is zalim ko sazaan surun milni chahiye
14:25Hai main bar gayi, main loot gayi, Shehzadi ji meri do do jawan betiya Sultan ki junoon ki nazar ho gayi hai
14:34Ab us junoon ne Sultan ke liye mere paas kuch nahi bacha
15:04BOOM! BOOM! BOOM!
15:34BOOM! BOOM! BOOM!
15:41Khuda ka kahar naazil ho is par, Allah kabhi maaf nahi karega isko, kabhi maaf nahi karega
15:50Is zalim ko sazaan surun milni chahiye
15:53Hai main bar gayi, main loot gayi, Shehzadi ji meri do do jawan betiya Sultan ki junoon ki nazar ho gayi hai
16:23BOOM! BOOM! BOOM!
16:44Kya baat hai jaane baba? Is waqt aap kahan se aa rahi hai?
16:48Baba, main abhi abhi sheher se aayi hun
16:51Sheher gayi thi? Kis liye?
16:54Apne aankhon se wo sachayi dekhne, jo qazi-e-mahatram bayan kar rahe the
17:02Toh phir, kya dekha tumne?
17:05Baat kuch, rooti pilakti main, shikwar faryaat liye chehre
17:14Aur iske saath yeh bhi dekha, ke khuda ki banai hui sabse khubsurat makhlook aurat
17:22Jiska wajood, aapki saltanat mein guna maana jaata hai
17:28Aapka Sultan yeh samajhta hai, ke aurat ek naagzeer burai hai
17:34Ek paidaishi waswasa hai, ek aa rasta musibat hai
17:40Woh yeh samajhta hai, ke aurat shaitaan ke aane ka darwaza hai
17:45Yeh, yeh tum kya keh rahe ho beti?
17:48Main sach keh rahe ho baba, keh dijiye apne sultan se
17:53Ke agar ho sake, toh apne zore baazu se un kitabon ka likha mita de
17:58Jis bhi yeh likha hai, ki maa ke kadmo tale jannat hoti hai
18:02Kyuki maa, wo bhi ek aurat hi hai
18:10Magar yeh sab kaise mumkin hai?
18:16Toh phir sultan ke fitni ko rokhna hoga baba
18:20Hakim-e-waqt bahar zalim hai, wo katli haam bacha dega
18:24Aur phir, phir main duniya ko kaise muh dikhaunga?
18:28Hashir mein Allah ko kaise muh dikhauge baba
18:31Jab hazaron begunaon ke haath honge, aur aapka daman
18:35Daman?
18:38Toh phir, toh phir main kya karun beti?
18:42Kurbani
18:44Kurbani?
18:47Theek hai, toh main apni jaan kurban kar dunga
18:52Nahi baba nahi, aapko aapki jaan se aziz jis kurban karni hogi
19:00Aapko aapki beti jaan se aziz hai na baba?
19:03Haan jaane baba, haan
19:05Toh phir kurban kar dijiye mujhe
19:08Takki qayamat ke din, main fakar se kah sakoo
19:12Ki mere baba gunaykaar nahi
19:15Jahaan wo riyaya ki hazaron ladiyon ki jaan na bacha sakki
19:19Wahaan unhone apni beti ki jaan phir kurban kar di
19:22Mujh par naseeb ka yeh kaisa imtihaan lere rahe ho toh?
19:25Imtihaan toh Allah ne apne peygambaron ka bhi liya tha baba
19:29Toh phir hamari bhi saati kya?
19:30Toh phir hamari bhi saati kya?
19:32Aur phir, hum itne khudkars bhi kyu bani?
19:36Ki doosron ke ghamon par afsos toh karte rahein
19:39Aur jab apni baari aayi, toh hamari pyaar kaapne lagi
19:44Nahi beti nahi
19:46Baba, aapko vasta hai un be gunahon ka jinka katl kar de gaye hai
19:52Nahi nahi
19:54Aapko mera, meri mahapat ka vasta
19:57Nahi beti nahi
19:58Aapko us parvardhikar ka vasta baba
20:01Yeh kurbani aapka farz hai
20:05Mera peygam Sultan tak pohcha diji
20:20Yeh aap kya keh rahein Wazir-e-Ala?
20:23Kya wo naadaan ladki apne anjaam se waqif hai?
20:29Kya aapne usse bataya nahi?
20:32Sultan-e-Azam, wo sab jaanti hai
20:35Toh phir?
20:37Wo basit hai
20:39Wazir, aap toh jaante hain is maamle mein humne apne Ujra aur Ameeron ki betiyon ko alak kar rakha hai
20:46Wala-e-Tabaar, aap meri majboori samajh sakte hai
20:50Agar aapki beti basit hai
20:53Toh hum uski izzit poori karne ke liye tayyaar hai
20:57Bagar yaad rahein Wazir, hum uske saath bhi koi riayat nahi barteyenge
21:03Aurat, chahe koi bhi ho, hume usse sakht nafrat hai
21:12Nikah ki tayyari ki jaye
21:19www.OSHO.com
21:23Copyright OSHO International Foundation