• 2 months ago

Category

🐳
Animals
Transcript
00:00you
00:30You
00:52Jai hind Dosto Swagata aap sabhi ka aap ke apne paribhar mein. kaise hai aap log bataiye
01:00Radhe radhe bhai, radhe radhe sabhi log ho, kaise ho aap log batao bhai, badiya hai aap log mast hai, swast hai, tandroost hai, badiya ho bhai, how are you, mai badiya ho bhai, aap log batao aap log kaise ho, kaise ho.
01:30Chalo bhai kaafi log live hai, Suraj, Divesh, Tarun, Sonam, Divya, Sagar, Abhishek, Anu, Goja, Deepak, Sachin, Pal, bahut badiya bhai, bahut badiya, bahut badiya.
01:47Haiye chaliye, to question number 58 pe chalte hain aur 58 number question mein kya kaha gaya hai, zara hum log dekhte hain, badiya hai.
01:54To sawal mein yahan par yeh kaha gaya hai, A kisi kaare ko 14 dinon me kar sakta hai, B usi kaare ko 28 dinon me kar sakta hai, C usi kaare ko 56 dinon me kar sakta hai.
02:03They started the work together and completed the work such that B was not working on the last 2 days and A did not work on the last 3 days and how many days was the work completed?
02:14To hum log aapko time and work mein yeh padha rahe the ki agar koi vekti shuru se kuch samay ke baad mein kaam na kare to kya hoga aur agar koi vekti aakhri ke kuch samay mein kaam na kare to kya hoga.
02:24And if somebody left the work before aur ek hota hai mere bhai yahan par somebody left the work after to yahan par kya hoga.
02:30To agar koi kuch dinon ke baad mein kaare ko chhoda hai to uske kaare ko minus karke absent kar dete hain aur agar koi kaare ko baad mein chhoda hai bhai, matlab kaare khatam hone ke kuch din pehle chhoda deta hai.
02:42To hum yahan par kya karte hain to hum yahan par jo hai mere bhai uske kaare ko la karke aur hum log usko add kar dete hain.
02:48Samajh ke baad ko le karke is baad ko dhyan rakhe.
02:51To agar koi kuch din pehle chhoda dera hai to usko bulaate hain aur usse hum log kaam karwaate hain.
02:57Jaise agar aap yahan par dekhoge to question mein kya kaha gaya hai jara padhiye.
03:01A kisi kaare ko 14 dinon mein karte hai aur B kisi kaare ko 28 dinon mein karte hai.
03:05Yahan par padhiye sawal ko le karke.
03:08A alone can do the work in 14 days.
03:10To agar A ki baad karein to A kisi kaare ko 14 dinon mein karte hai aur B jo hai mere bhai usse kaare ko 28 dinon mein karte hai.
03:18Uske baad mein yahan par kaha gaya C usse kaare ko mere bhai 56 dinon mein karte hai.
03:25To 14 ka, 28 ka aur 56 ka.
03:28To calcium kitna hoga to 56 hoga.
03:3056 ko isse bhaag karenge to itna aayega.
03:3256 ko isse bhaag karenge to itna aayega.
03:3456 ko isse bhaag karenge to itna aayega.
03:37Question mein yahan par kya kaha gaya?
03:39Accha question number 57 kaha hai?
03:41Anji sir question number 57 yahan par hai.
03:43Isko hum log kar dete hain.
03:45Toda wait kariye.
03:46Pehle hum yahan par aapko 57 ke baad mein pehle ye karwa dete hain.
03:50Phir 57 karwaayenge.
03:53Uske liye aap log nishchint roge yahan par.
03:55To question mein yahan par kya kaha gaya?
03:57They start the work together and completed the work such that B was not working on the last two days.
04:02To hum yahan par kya karte hain?
04:03Maine aapko humesha ye baad kaha tha.
04:05Ye total work to likhi do.
04:07Uske baad mein yahan par jo bekti kaam nahin kya usse kaam karwao.
04:11To aakhari ke do din mere bhai yahan par B ko gula karke kaam karwao.
04:15And A did not work in last three days to A se kaam karwao.
04:18Kyaani aakhari ke do din yahan par B se kaam karwao.
04:21Uske baad mein aakhari ke teen din yahan par A se kaam karwao.
04:26Aur tab jaakar kis ko hum log divide kare.
04:28To time barabar work upon efficiency hota hai.
04:31To time barabar work upon efficiency hota hai.
04:33To yahan par ye sari ki sari efficiencies hum kya karenge?
04:36To bhaat karenge.
04:37Ab agar hum baat karte hain yahan par to hum bolenge.
04:40Sir dekhe 2B command hamara kitna hoga?
04:42To ye bologe sir 56 ho jayega.
04:44B ka double yaani 2 ka double hamara 4 ho jayega.
04:47Aur yahan par kitna ho jayega?
04:494 ho jayega.
04:50To ye 60 aur 4 64 ho jayega.
04:52Aur 64 ko agar aap dekhoge yahan par na.
04:54To kul mila karke kis se divide karna hai?
04:56Hum yahan par dekh lijiye.
04:57Sorry teen hai na 12 ho jayega maaf kariye yahan par.
05:0064 nahi hai yahan par ye 12 hai.
05:02To hum yahan bolenge ye 56 ho gaya.
05:04Ye yahan par 2 ka double 4 ho gaya.
05:06Aur yahan par 4 ka 3 hona mere bhai 12 ho gaya.
05:09To agar aap yahan dekhte ho to bologe sir ye 60 12 kitna ho gaya?
05:12To 60 aur 12 hamara 72 ho chuka hai.
05:15Aur yahan par hamara 7 ho chuka hai.
05:17To 72 upon 7 option number A jo hai.
05:20Ho hamara bilkul sahi utar aayega.
05:22To kabhi bhi aise sabhalo ko agar aap banate ho.
05:24To is baat ko dhyan rakho.
05:26Ye aakhari ke jitne dino me yahan par jo hai.
05:28Aakhari ke 4 din, aakhari ke 5 din, aakhari ke 6 din.
05:31Jo bhi bikti kaam nahin kar raha hai.
05:33To usse utna din ka kaam karwaya jaye.
05:35Aur sabhi logon se isko divide kiya jaye yahan par.
05:38Thek hai.
05:39Samajhge baat ko le karke aaye chaliye.
05:41Yahan par next question dekhte hain.
05:4257 number question.
05:45Kya kaha gaya zara padhiye.
05:47To question number 57 mein ye kaha gaya ki.
05:49P, Q and R when working individually can complete a job.
05:52Respectively in 36, 48 and 144.
05:55To yahan par 3 log hai.
05:57P ho gaya, Q ho gaya aur R ho gaya.
05:59To P, Q, R alag alag kaare karte hai.
06:02Kisi bhi kaare ko kramasha 36 dinon mein.
06:05Uske baad mein yahan par jo hai.
06:07Kul mila karke 48 dinon mein.
06:09Aur uske baad mein yahan par 144 din hai.
06:1236, 48 aur 144.
06:14Teenon ka jo LCM hoga wo humara kitna hoga.
06:16To 144.
06:18Isko bhaag karenge to itna aayega.
06:20Isko karenge to itna aayega.
06:21Isko karenge to itna aayega.
06:23To hum agar baat karte hain.
06:24P, Q, R jab alag alag kaare karte hain.
06:26To kisi kaare ko itna itna dinon mein poora kar sakte hain.
06:29P, Q, R ek saath mil karke.
06:31Kaare karna shuru karte hain.
06:33Ab yahan sabse mahatoboon hai.
06:35Aap yahan par ye padho.
06:36Question mein yahan par ye kaha gaya.
06:38P leaves the job 12 days before.
06:40Uske baad yahan par Q left the job 8 days before.
06:43Aur R yahan par work karta hai.
06:45Beginning se lekar ke end tak mein yahan par.
06:47To P jo hai kitna din pehle chod deta hai.
06:4912 din pehle.
06:50Q humara 8 din pehle.
06:52Aur R jo hai work from beginning till the end.
06:54To ye leave if kahin par kuch bhi nahin karta hai.
06:58To yahan par question mein.
07:00Ek hi baat kaha gaya ki total number of days batana hai.
07:03Aur ye CPO 2023 ka question hai.
07:05To jahan par bhi aapko total number of days batana ho.
07:08To aap yahan par kya karoge.
07:09To bologe sir ye humara total work hai.
07:11Jo jitna din pehle chhoda hai.
07:13Usko bula karke hum utne din ka kaam karwaate hain.
07:17Maine aapse yahan par yehi baat kaha.
07:19To P ne chhoda hai 12 din pehle.
07:21To yahan par P se 12 din ka kaam karwaya jaye.
07:24Uske baad mein yahan par kya ho jayega.
07:27To uske baad mein yahan par ye ho jayega.
07:29Q ne job ko chhoda hai 8 din pehle.
07:31To yahan par 8 din ka kaam kis se karwaya jaye.
07:34To 8 din ka kaam jo hai yahan par.
07:36Q se karwaya jaye.
07:38To 12 din ka kaam hum P se karwaya jaye.
07:41To 8 din ka kaam hum Q se karwaya jaye.
07:43Agar humne kisi ko bhi minus nahi kiya hai.
07:46To iska matlab ye kaare sabhi log mil karke kiye hue hai.
07:49P jama Q jama R.
07:51To yahan par hum kya bolenge.
07:52Bolenge sir ye P ho jayega.
07:54Ye humara Q ho jayega.
07:55Aur ye humara R ho jayega.
07:57To wahin baat hai question mein kya kaha gaya.
07:59P leave the job 12 days before.
08:01To jitna din pehle chhoda hai.
08:03Yahan par utna add karenge.
08:04Q leave the job 8 days before the completion of work.
08:07Ab yahan par dekhte hain kya bola gaya.
08:09To P ka maan humara 4 hai.
08:11To ye humara ho jayega 48.
08:13Q ka maan agar yahan par maan lejiye 3 hai.
08:15To ye ho jayega humara 24.
08:17Tariqe se samajh jaye.
08:1912 chhod ke 48.
08:208 chhod ke 24.
08:21Aur yahan par jo hum divide karte hain.
08:23Ek minute ke kam sabse.
08:25So yahan par jo hai.
08:29Aap yahan par sab se divide karoge.
08:314, 3, 7 aur ye kitna ho jayega.
08:33To 8 ho jayega.
08:34Ya to sab ko jod karke kar lo.
08:36Ya phir dekho 8 se kitni baar mein katega.
08:3818 baar mein 8 se 6 baar mein 8 se 3 baar mein.
08:4118, 24 aur 3 kitna ho jayega.
08:4327 ho jayega.
08:44Aur kaunsa option hoga to option no. 0 kahona yaar hai.
08:48To ye chhoti si baat aapko dhehaan mein rakhni hai.
08:50Ek baat Amansingh percentage kab chalu karoge.
08:53Bhai mera jab marji hoga mai tab chalu karoge.
08:56Tume padhna hai to padhai karo.
08:57Nahi padhna hai to jao tum.
08:58Apna kuch aur chala karke dekho.
09:00Roj roj tum ek hi sawal puchte ho percentage kab chalu karoge.
09:03Thag gaya hu bhai tumhara ansar dete dete yaar.
09:05Main ne kaha hi hai ki main apne tariqe se cheeze apne laya ke hisaap se padha raha hoon yaar.
09:09Jaise jo content banta hai waise hum yaar bata rahe hote hain.
09:12To zabardasti karo jaa karke ek hi cheeze puchna baar baar.
09:15Koi matlab hi nahi banta hai is baat ka.
09:17Tumhare dimaag mein baith rakha hai ki jisne percentage padha nahi hai.
09:21Matlab usko maths aayega hi nahi.
09:22To pehle apne mann ke is bhram ko is keede ko nikalo door.
09:25Theek hai ki percentage yahaan par uske bina padhe bhi.
09:28Kaafi sare cheeze padhi jaa sakti hain.
09:30Aur agar itna hi kast hai bhai tumhe.
09:32VOD batch mein transfer karwalo.
09:34Wahaan percentage se lekar ke tamaam sare chapter diye gaye hain.
09:37Aur apne hisaap se wahaan se padhna shuru kar dena.
09:40Theek hai?
09:41Aaye chaliye.
09:42Next question yahaan dekhe kya kaagaya.
09:44Thag gaya hu bhai bataate bataate yaar.
09:46Jaldi se isko try kariye aap log.
09:48Main aapko ek minute ka waqt dera hoon.
09:49Jaldi se ansar do kariye kitna ho.