Akbar Birbal Ki Kahani Ep -39

  • last week
Akbar Birbal Ki Kahani Ep -39

Category

😹
Fun
Transcript
00:30the world is ours, Akbar and Birbal's friendship is the best in the world, Akbar and Birbal's
00:49friendship is the best in the world, Akbar and Birbal's friendship is the best in the
00:58world, Akbar and Birbal's friendship is the best in the world.
01:28Hail Lord Ram!
01:30Hail Lord Ram!
01:32Hail Lord Ram!
01:44Your Majesty, I have been feeling for a long time that you are thinking something.
01:50You are right, Birbal.
01:52I am really thinking something.
01:54Can I know, Your Majesty, what you are thinking?
01:58Actually, I want to ask you a question, Birbal.
02:01But I am not able to ask you anything because I don't want to upset you.
02:07You are my friend before my advisor.
02:11I cannot upset my friend with my question.
02:15If that is the case, Your Majesty, then I promise you that I will not get upset with your question.
02:23You can say whatever you want to say.
02:26Listen, Birbal.
02:27I am not able to understand your philosophy.
02:31According to me, your God and my situation are similar.
02:38I always send my advisors to every corner of the country to defeat evil.
02:44Because it is not possible for me to be present everywhere.
02:48But your God, who has created the world, comes to earth to destroy every evil.
02:57Sometimes it is Ram, sometimes it is Krishna and sometimes it is Parshuram.
03:01Why is that, Birbal?
03:04Despite being so powerful, why doesn't your God send his advisors to destroy evil?
03:14Your Majesty, I don't have the answer to your question.
03:19You mean to say that you don't have knowledge of your own scriptures?
03:24No, Your Majesty. That is not the case.
03:26But from what you said, I felt the same, Birbal.
03:30And I regret to say that the most precious treasure of our court does not have complete knowledge of its own religion.
03:41I give you two days to answer my question.
03:45If you are not able to give me the right answer, then I am compelled to take back the post of your advisor.
04:03Nindiya Rani aajao, Munne ko suna jaao
04:09Sapne mein pariya aayengi, Pyaar se sehlaengi
04:17Jhula bhi jhulaengi
04:23Nindiya Rani aajao, Munne ko suna jaao
04:33What is the matter, Your Majesty?
04:35Your forehead is telling me that you are worried.
04:38Begum aaj humne Birbal se unke dharm ko lekar ek sawal kiya tha, jiska jawab wo nahi de paye.
04:45Hum sun rahe hain, Jahapana.
04:47Aapko toh pata hi hai Begum Sahiba ke Birbal humare sabse khas salahkar hain.
04:52Jis aude par wo hain, us aude par rehne wale har shaks ko apne dharm ka ilm hona bahut zaruri hai.
05:00Kyunki desh sirf baato aur kaanun vyavastha se nahi, balki dharmik gativediyon se bhi chalta hai.
05:06Aur dharmik gativediyon ko sahi dhang se wahi chala sakta hai, jisse uska ilm ho.
05:12Isliye humare salahkar ko apne dharm ka ilm hona zaruri hai.
05:16Aap chinta na kare, Baadshah huzoor. Birbal bahut tez buddhi ke hain.
05:21Aaj nahi toh kal, wo aapke sawal ka jawab zarur de denge.
05:25Agar nahi de paye, toh unhe vishesh salahkar ke path se hume hatana hoga, Begum.
05:31Aaj Shehzade ko garmi kuch zyada hi mehsoos ho rahi. Aap unhe lori sunayi, hum pankha julate hain. Aayi.
05:48Aapke paas toh har sawal ka jawab hota hai, Swami. Phir aapne Maharaj ko unke sawal ka jawab kyun nahi diya?
05:55Main bhi ek saadharan manusya hi hoon, Urvashi. Us waqt mujhe Jahabana ke sawal ka jawab nahi sooja.
06:01Sach kaun toh main ab tak unke sawal ka jawab dhoond nahi paya.
06:05Ki sansaar banane wale Bhagwan, sansaar ki burai ko khatam karne swayam kyun chale aate hain.
06:12Jabki is kaam ke liye, we apne vishesh sahayakon ko bhi bhej sakte hain.
06:18Aap chinta na kare, Swami. Aapko jald hi is sawal ka jawab mil jayega. Hume aap par poora bharosa hai.
06:25Raat bahut ho chuki hai. Chal kar aaram kar liye.
06:29Nahi, Urvashi. Jab tak mujhe Jahabana ke sawal ka jawab nahi mil jata, main soo nahi paunga.
06:36Main zara bahar tehal kar aata hun.
06:47Sher!
07:17No!
07:47Birbal, kya aapko hamare sawal ka jawab mila?
08:04Mujhe poori ummeed hai, Jahabana. Aapki tay seema se pehle hi, main aapko aapke sawal ka jawab de dhunga.
08:12Ki museebat ke samay, Bhagwan hamari raksha karne swayam dharti par aane ki bhajaye, apne sahayakon ko hi kyun nahi bhej dete.
08:20Hume bhi aapki ummeed par ummeed hai, Birbal.
08:26Yeh kya? Sulochana shehzade ko lekar nao ke kinare par kyun khadi hai?
08:31Kya isse itni bhi samajh nahi hai, ki behta hua paani kabhi bhi nao ko jhatka de sakta hai?
08:37Aur aise bhi kuch bhi ho sakta hai?
08:42Shehzade!
08:44Hai Bhagwan, yeh kya hua?
08:48Jahabana, rukiye! Rukiye, Jahabana!
09:12Shehzade! Shehzade!
09:14Jahabana, aap theek toh hai?
09:18Yeh kya begum? Shehzade aapke paas hai toh yeh kaun hai?
09:24Gudda? Yeh kya Sulochana? Shehzade ki jagah gudda pakda hua tha tumne?
09:29Hume jaldi se iska matlab samjhaye, varna hum tumhe aisi saza denge, jo tum sapne me bhi nahi soch sakti.
09:36Isse maaf kar dijiye, Jahabana. Isme Sulochana ka koi khusur nahi. Isne jo bhi kiya mere kehne pe kiya.
09:43Ab toh humari hairani aur bhi zyada badh gayi hai yeh jaanne ke liye, Birbal, ki aapne humare saath aisa behuda mazaak kyun kiya?
09:51Yeh mazaak nahi hai, Jahabana. Balki apni baat aapke saamne behtar tariqe se rakhne ki yeh meri sirf ek koshish bar hai.
09:59Saaf saaf batao, Birbal, aakhir tum kehna kya chahate ho?
10:03Jahabana, aap jaanna chahate the na, ki Bhagwan hum logon ko mushkil mein dekh kar apne sahayakon ko bhejne ki bajaye humari raksha karne swayam kyun chale aate hain.
10:12Mai aapko bas wahi baat samjhane ki koshish kar raha tha.
10:17Hmm. Toh yeh baat hai? Toh theek hai, Birbal. Hume khulkar apni baat samjhaye.
10:25Jahabana, jis prakaar aap apne bachche ko khatre mein dekh kar, usse bachane ke liye swayam daud pade,
10:32maine aapko rokhna chaha, lekin aap nahi rooke.
10:35Yaha tak ke aapne kisi sainik ko bhi shahzade ko bachane ke liye nahi kaha.
10:40Ussi prakaar, sansaar banane wale Bhagwan ke liye hum sab unke bachche hain.
10:45Hume musibat mein dekh kar, wo theek waise hi bechyan ho jate hain, jaise aap apni santaan ko lekar hue.
10:52Isi liye, we hamari raksha karne ke liye swayam dharti par aa jate hain.
10:58Oh, Birbal, aap sachme lajawab hai.
11:02Har baar ki tarah, is baar bhi aapne apni baat ko kehne ka behad khubsurat tariqa nikala hai.
11:09Hume aap pe garb hai, Birbal.
11:12Aur isi baat par, hamare gale lag chahiye.
11:16Baadshah Akbar, Zindabad!
11:18Birbal ji, Zindabad!
11:20Baadshah Akbar, Zindabad!
11:22Birbal ji, Zindabad!
11:27Baadshah Akbar, Zindabad!
11:29Baadshah Akbar, Zindabad!
11:31Baadshah Akbar, Zindabad!
11:33Baadshah Akbar, Zindabad!
11:35Jisko koi suljana paaye, woh buddhi Birbal suljaye.
11:44Har mushkil par bade wale, Akbar aur Birbal ki yaari.
11:53Jaane hai ye duniya saari, Akbar aur Birbal ki yaari.
11:58Duniya mein sabse nyari, Akbar aur Birbal ki yaari.
12:04Jaane hai ye duniya saari, Akbar aur Birbal ki yaari.
12:09Duniya mein sabse nyari, Akbar aur Birbal.
12:15Akbar aur Birbal ki yaari.
12:19Jaane hai ye duniya saari, Akbar aur Birbal ki yaari.
12:24Duniya mein sabse nyari, Akbar aur Birbal.
12:30Akbar aur Birbal ki yaari.