शरीर उपकरण : प्रकृति संचालक
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Namaskar, aayiye aaj aapko sunaate hain Rajasthan Patrikar ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari ka
00:08Sharir Hi Brahmand Shrinkhala Mein Patrikayan Mein Prakashit Aalein, jiska shirshak hai
00:13Sharir Upkarant Prakrati Sanchalak.
00:16Prakrati Prakash Vimarshu Roop hai, Prasar Sankuch hai.
00:19Prakrati hi Advait ko Advait banati hai, aur Advait ko Dvait Roop mein Prakat karti hai.
00:24Swayam Andhkar Roop hoti hai.
00:26Har Purush ki apni Prakrati bhi hoti hai, vahi Istri Roop mein Bheetar Kaare karti hai.
00:31Prakrati ke Satva Rajatam Roop ke anusaar hi, Purush ka Vandh, Brahm Mukshatravit Veerya Roop mein Karm karta hai.
00:38Prakrati hi Purush Hriday mein Kaamana ka Swaroop taye karti hai.
00:42Baisa hi Swabhav Purush ka Drishti Gochar hota hai.
00:46Sharir mein na Iccha hai, na hi Gati.
00:48Iccha Mann mein hoti hai, aur Gati Pran mein.
00:51Sharir Karm karne ka Upkarant matra hai.
00:54Purush aur Prakrati hi isme Dampati Bhav mein rehte hai.
00:58Prakrati bhi Jad Roop rehte hai, Apra.
01:01Purush Chetna Yukta hai, usse Prakrati chala rahi hai.
01:04Purush ke Bhogya Padarthon ko Prakrati taye karte hai.
01:07Purush ko Karma anusaar Yoniyon mein bhi, Prakrati hi bhejte hai.
01:11Atah, Manushya ki pehli avashakta hai, Swayam ko jaanana.
01:15Swayam ka Atma se barichay karna, Purush Roop ka.
01:18Tab usse Prakrati ko samajhna hoga.
01:20Prakrati ussi ki hai.
01:22Purush ki hi strength shakti hai.
01:24Prakrati hi kriya manani gunahi karmani sarvasah.
01:27Ahankar vimudh Atma kartaham iti manyate Gita 3.27.
01:32Arthaat, Sampoon Karam sab prakaar se Prakrati ki guno dwara kiye jaate hai.
01:37Parantu, Ahankar se Mohit, Antah Karanwala,
01:40Gyani Manushya, Main kartahun aisa maanta hai.
01:44Sadrisham cheshtate swasyaaha, Prakrater gyan vanapi,
01:48Prakratim yanti bhutani, nigrihah kim karishyati, Gita 3.35.
01:53Arthaat, Sampoon prani Prakrati ko prapt hote hai.
01:57Gyani Mahapurush bhi apni Prakrati ke anusaar cheshta karta hai.
02:00Phir isme kisi ka hath kya karega?
02:03Purush issi Prakrati ke dwara sanchalit hota hai.
02:06Sato guni ho ya tamo guni.
02:08Vaisa hi swabhaav, vaisa hi ann, mann, vichar, karm hota.
02:11Ann se hi shukr, ann se hi naya jeevaatma adi,
02:14saara kuch is Prakrati ke dridh haathon mein rehta hai.
02:17Prakrati ko nahi badal paata manushya.
02:20Sehj nahi hai.
02:21Ahankriti, aakriti bhi saach badalti hai.
02:24Adhah, kathor sankal, tap, sayam jaisi chariya se hi manushya
02:28nish traiguniya bhava tak pahuch paata hai.
02:31Iske prabhaav me Prakrati pitar baithkar aage ki yoniyon ka sanchalan prati jati hai.
02:36Purush yadi bhitar apni istri, strain bhaav ko sanjhe
02:40aur uske sanchalan ka abhyas kar le to kyu nahi vah shaktimaan ban sakta.
02:45Urja purush hai, padarth istri hai.
02:48Padarth aur urja milkar jeeva chalate hai.
02:51Kundalini shakti ka naam prachrit hai.
02:53Hum keval chakron ke mathyam se is shakti ka sanchalan prate hai.
02:57Niche ke paanch chakr, muladhar, swadhishthan, manipur, anahat aur vishuddhi
03:03ye panch mahabhuton se sambandh rakte hai.
03:05Pratyek chakr apne shetra ke abhyavon ki urjaon ka niyantran karta hai.
03:10Chakr bahar se sookshna urjaye grahen karke abhyavon ki sookshna urja ki poorti karte hai.
03:16Kaam aachuki urja ko abhamandal ke mathyam se bahar fainkte hai.
03:20Sabhi chakr shakti ke aadhar par kaare karte hai.
03:23Shuru ke chakr, muladhar aur swadhishthan, sharir se jude rehte hai niche.
03:29Manipur, anahat aur vishuddhi chakr vektitv ki abhyavakti ki bhumika me rehte hai.
03:35Upar ke do chakr, aagya aur sahasran, aadhyatmik oochayi ki dwaar hai.
03:40Inhi chakron me alag se strend bhaav me shakti kaare karte hai.
03:44Inki bhumika, sharir ke vibhin dhaton ke sanchalan, bhevastha, abhi se jude hai.
03:49Inko dakini, rakini, lakini, kakini, shakini aur hakini ke naam se jaana jata hai.
03:55Inki swaroop vyakya bhi anya devdi shaktiyon ki tarah ki gayi hai.
04:00Udharan ke liye, kakini, laal kamal par baithti hai.
04:03Chaar haath, ek me ankush, ek me mund, tatha do me var mudra bhai, haagi mudra hai.
04:09Isthri jal hai, swadhishthan hai.
04:11Jal se prithvi banti hai, hamara sharir banta hai.
04:14Agni se jal ka nirmaan hota hai, ataha jal ke bhidar agni ka niwas hai.
04:19Agni aur jal dono prithvi ke ang hai.
04:22Prithvi me paancho tatvon ki upaschiti hai.
04:24Isi prakaar sharir me paanch kosh hai.
04:26Kendra me manuve kosh hai, jo kaamana ka ukt hai.
04:30Yaha kaamana hi, sooswa roop shakti bankar, jeevan ki disha taye krti hai.
04:35Isi hriday mein, teeno prakratiyan, mahalakshmi, mahasaraswati, mahakali, apne apne shaktimaan ke saath pratishthit rehti hai.
04:44Yahi man ko srishti se jod kar, mrityu lok me sthapit krti hai.
04:48Yahi mukti sakshi ho kar, urdhva gati ki prerak banti hai.
04:52Isse aage brahma ka saamratya hai.
04:54Kaala ghana, andhkaar hai.
04:56Yahi som avastha, brahma ka ratri kaal hai.
04:59Brahma prakashit karta hai, gyan roop me.
05:01Kintu swayam prakat nahi hota.
05:04Naaham prakashah sarvasya, yogmaya samavritah, Gita 7.25
05:09Mere bhitar bhi brahma toh hai, beej roop me.
05:12Kintu chaaron aur se avrit hai.
05:14Brahma ka sakshatkar karne ke liye, mujhe andhkaar me pravesh karna padega.
05:19Maya ke aavranon ka utchhed karke, bhitar pravesh karna hoga.
05:23Prakash toh andhkaar ka putra hai, vivart hai.
05:26Prakash me chhaya bhi, brahma ka ek kaaran ban jati hai.
05:29Andhkaar me na chhaya hai, nahi roop.
05:32Samaan bhaav me, sabhi pratishthit rehte hai.
05:35Isi tathya ko ingit karte hue, Gita me srishti keh rahe hai ki,
05:40Vya nisha sarva bhuta naam yasyam, tasyam jagrati sanyami, yasyam jagrati bhuta ni, sa nisha pashyato mudhe hai.
05:482.69
05:50Arthaat, sampoon praniyon ke liye jo ratri samaan hai, usme yogi jaagta hai.
05:56Aur jis kaal me sab prani jaagte hai, vah yogi ki ratri hai.
06:00Hum istri ko bhyavaar me, bahin, mata, patni swaroop me hi jaagte hai.
06:05Uske shakti roop me, kayi pramaan evam jeevan sanchalan ke swaroop dikhai nidhe hai.
06:10Kabhi lagta hai ki, us par maryada ke pehre hai.
06:13Kahin vah swatantra roop se, srishti sanchalan me swayam poon saksham hai.
06:17Ek aur, atyacharon ki maar saithi hai.
06:20Toosri aur pita aur putra ko ek saath niyantran me rakhta, parivaar ki disha saithi hai.
06:25Uska apna ek tantra hota hai.
06:27Aur tantrik ki tarah, sokshm istar par, paroksh bhaav me grahasti chalati hai.
06:33Apne swayam ke jeevan ka alag se sanchalan bhi kar leti hai.
06:36Sampoon srishti me, yosha roop, istri ka yahi swaroop hai.
06:39Shonitagni ki tarah, pratek lok me, istri hi purush ko bhookti hai.
06:43Dikhai vipreet deta hai.
06:45Ram-Ravan yudh ho, atma Mahabharat, mool me istri hi rahi hai.
06:49Anek aise udharan mil jayenge.
06:51Shraap bhi istriyon ke bahut prabhavi hote hai.
06:54Kyuki ve andar tak, dridh sankalpit hoti hai.
06:58Cheerharan ke samay, jab Draupadi shraap dene lagi,
07:01toh Gandhari ne loka, ki tum kuch bhi karo, bas shraap mato.
07:04Swayam Bhishma Pitamah ki, ambika ka shraap bhog rahe the.
07:08Har yug me aise udharan rahe the.
07:10Purush bhi andar istri hota hai,
07:12atah uska shraap kam prabhavi hota hai.
07:15Vaasnav ki bitar nahi jati,
07:17alp-abdhi ki aur niruteshya bhatkaon koon hoti hai.
07:20Istri apni vaasnav ko shasra roop me prayog le deti hai.
07:24Jojna bandh tariki se tripti ke pariya talash leti hai.
07:27Aaj kal jis tarah ke samachar padhte hai,
07:30unse lagta hai ki aadme pashuvat aachran karne laga hai.
07:33Pratyek istri me, shakti ka jaagrat bhaav hi,
07:36duracharo ki shaman me sahayak ho sakta hai.