नाम का जीवन में क्या महत्व होता है _ __ श्री विजय शंकर मेहता जी __ Dharmpath __ Katha2024
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Deviyon aur Sajjanon, ab Bhagwat mein prasang aa raha hai. Chaukhaanewala hai.
00:06Shubhdev ji parikshit suna rahe hain aur sunaate sunaate unhone kaha ki,
00:10Narak agar na jaana ho to teen kaam karna.
00:13Sankshet mein suna, Dhyan, Archan aur Naam.
00:17Sandesh de rahi hai Bhagwat.
00:19Yeh wahi Dhyan hai jo meditation hai.
00:21Archan wahi hai jo hum pooja paath karte hain.
00:23Aur ek baat nahi aayi.
00:25Naam.
00:26Naam ka bada mahat.
00:28Koi naam aapke jeevan mein ho.
00:30Guru mantra bhi naam hai.
00:32Agar aap lagataar jap karte hain, Guru ke moon se mila hai,
00:35to wo to mantra hai siddh.
00:37Naam japo, khud naam lo Bhagwan ka.
00:39Jo theek lage.
00:41Aur naam ka kya mahatwa hota hai, yeh samjhane ke liye,
00:45ab granthkar ek paatra leke aaye,
00:48jiska naam hai Ajamil.
00:51Umar sunna Ajamil ki?
00:5488 years old.
00:5688 saal ka boodha Ajamil.
01:00Jangal mein gaya,
01:02lakdi peene.
01:04Door se jalasha mein ek istri ko,
01:06ek purush ke saath ismaan karte dekha,
01:09to kaam jaag gaya.
01:10Wo istri ek vaishya thi, usko ghar le aaya.
01:14Kaam ka pravesh netron se hota hai.
01:16Is baat ko dimaag mein rakhna.
01:18Ghar le aaya, usse sambandh mana liye.
01:21Rehne laga.
01:23Ek din aisa bhi hua,
01:26ki wahaan kuch mahatma log aaye ek gaon mein.
01:29Unhone pucha bhai,
01:30dekho hum har kisi ke ghar na thairte hai,
01:32na bhojan karte hain.
01:33Aapke gaon mein koi Brahman ho,
01:35jiska acharan acha ho,
01:36tum uske ghar na thair jaaye,
01:37bhojan kar le,
01:38gaon walon ko chitholi sulji.
01:40To unhone ka,
01:41uske ghar chale jao,
01:42Ajamil bohot badhiya aadmi hai.
01:44To Ajamil ke paas gaya,
01:45Ajamil ne bola,
01:46dekho gaon walon ne,
01:47mahatma ji logon,
01:48aapse vinodh kiya hai.
01:51Mera acharan theek nahi,
01:52main to istri le aaya hoon.
01:54Aap sadhu santon ko laga,
01:55ab utrengi,
01:56to log kahenge,
01:57ki sadhu sant keval
01:58ache hi logon ka bhala karte hain,
02:00bhole logon ka bhala nahi karte hain,
02:01to rukho.
02:02Ruk gaye jo bhi hua,
02:03par nikalte nikalte,
02:04unhone ka,
02:05dekha Ajamil,
02:06kaam to tune theek nahi kiya hai.
02:08Lekin hum jaate jaate,
02:09tujhe ek baat kehte hain.
02:11Ab wo ye hai,
02:12ki teri istri ko
02:13santan hone wali hai.
02:15To jab santan ho,
02:16to uska jo bhi tu naam rakhe,
02:18par naam bhagwan ke naam pe rakhna,
02:20to kam se kam usko pukarega,
02:21bhagwan ka naam niklega.
02:23Ajamil ne socha,
02:24chikku pikku,
02:25ringku tikku,
02:26kuch to rakhna hi hai,
02:27to Narayan hi rak do.
02:29To Narayan naam rak diya,
02:30ab budha pe ki santan thi,
02:31to din bhar,
02:32kahe Narayan,
02:33aaja Narayan,
02:34bet jaa Narayan,
02:35teri yaad aari Narayan,
02:36ye kar de Narayan,
02:37din bhar,
02:38Narayan,
02:39Narayan,
02:40karte rahta.
02:42Ek din Yamraj ne khata khola,
02:45aur Yamraj ne kaha ki,
02:46theek hai bhai,
02:47iska time ho gaye,
02:48ajamil ko utha lao.
02:50Yamduton se kaha,
02:51jao jaake ajamil ko utha lao,
02:53aur jaise hi Yamdut,
02:54ajamil ko lene aaye,
02:55to apne aangan me ghadiya pe pada,
02:57Narayan, Narayan chilla raha,
02:58udhar se aaye Yamdut,
03:00aur jaise hi Yamdut ke peharon ki thaap,
03:02nikat aane lagi,
03:04iska rakta sanchaar,
03:05shareer ka vipreed dishaan pe bhehne laga,
03:08haath kaapne lagi,
03:09ungliyan murne lagi,
03:10jeema taloo pe lagne lagi,
03:12daat kat kat karte hain,
03:14aankh laal ho gayi,
03:15kaan bajne lage,
03:16aur aisa laga,
03:17gala ghut raha hai,
03:18gala ghut raha hai,
03:19haath peht toot raha hai,
03:20aur Yamdut aatein to aisa hota hai,
03:24lekin aap ek baat dhyan rakhna,
03:25kabhi aapko aisa ho jaye,
03:27to samajhna dengu me bhi aisa hi hota hai bukhaan,
03:30to ye mat samajhna,
03:31Yamdut aake,
03:32pehle doctor ko bulana,
03:34nahin to aapko pandit ji ne kaha tha,
03:35Yamdut aatein to aisa hota hai,
03:36aisa nahin hota hai,
03:37gas waste ho jayati,
03:38usse bhi aisa hota hai kabhi kabhi,
03:40to pehle to ye dekha na,
03:41khaya kya tha pichla,
03:42nahin to aapko pandit ji ne kaha tha,
03:43Yamdut aake,
03:44hum toh ja rahe hain,
03:45hum toh ja rahe hain,
03:46koi ja rahe hai kya aisa,
03:47doctor ko dikhana,
03:49ye ajamil ko laga,
03:50ye toh aage hai,
03:51aur sachmoj Yamdut aake khade ho gaye,
03:53lekin ye chilla raha tha,
03:54Narayan,
03:55idharan Narayan,
03:56ji gabran Narayan,
03:57Narayan, Narayan,
03:58kar raha hai,
04:07ussi samay,
04:08bhagwan Vishnu ke parshad,
04:10wahan se gujar rahe hai,
04:11aur unhone dekha,
04:12koi humare bhagwan ka naam,
04:14pukar raha hai,
04:15Narayan, Narayan,
04:16toh woh bhi aa gaye,
04:18udhar khade Yamdut,
04:19idhar aa gaye Devdut,
04:20Yamdut bole,
04:21hum le jaane jaaye,
04:22hum isko le ne aaye hain,
04:24aur Devdut ne kaha,
04:25aap nahin le ja sakte,
04:26kyunki ye toh humare bhagwan ka naam,
04:27le raha hai,
04:28aur dono bhid gaye,
04:29Yamdut aur Devdut me,
04:32ladai ho gaye,
04:33Devdut ne Yamdut ko,
04:34koota peeta,
04:35Yamraj ke paas gaye,
04:36Maharaj pehli baar,
04:37assignment poora karke nahi laaye,
04:39Yamraj ne daant lagayi,
04:41moorkhon,
04:42jab bheja tha,
04:43toh poora kyon nahi kiya,
04:44bole kya karein,
04:45Devdut aa gaye,
04:46toh Yamraj ne kaha,
04:47Devdut aa gaye,
04:48kya masla hua,
04:49kya kar raha tha,
04:50wo aadmi,
04:51bole Narayan, Narayan,
04:52bol raha tha,
04:53tab Yamraj ne Yamduton se kaha,
04:54ki dekho humare bhagwan se baat hui hai,
04:56chaar istitiyon me,
04:58Yam ke log,
04:59mrityu kisi ko bhi,
05:00sammaan se laayegi,
05:02ghaseet ke nahi laayegi,
05:03anaya tha,
05:04mrityu ghaseet ke lai jaati,
05:05chaar istitiyon me,
05:06yadi koi hoga,
05:07toh mrityu uska sammaan karegi,
05:08pehli istitiyon kya hai,
05:09toh unhone bataya,
05:10kam se ke,
05:11dekho,
05:12aadmi,
05:13bhagwan ka naam le raha ho,
05:14doosra,
05:15guru ke paas baitha ho,
05:16teesra,
05:17teerth me ho,
05:18aur chautha,
05:19katha sun raha ho,
05:20dekho,
05:21aapan sab abhi toh bachhe,
05:22ab 6 baje,
05:23aap koi nipad jaao,
05:24toh hum se mat kya na,
05:26ab 6 baje tak,
05:27toh wo abhi lift me hi khada raha hai,
05:29gabraana na,
05:31bachhna hi hai,
05:32kaise bhi,
05:33yamraj ne ka,
05:34humari baat hui bhagwan se,
05:35agar wo narayan,
05:36narayan bol raha hai,
05:37toh usko sammaan se laana padega,
05:38meri paas samay ki seema hai,
05:40lekin ek bahut achi paricharcha,
05:42yahan devdut aur yamdut ke beech hui,
05:44devduton ne yamduton se poocha,
05:46tum aadmi ko utha ke le jaate ho,
05:47narak me dand dete ho,
05:49arey kisi ko dand dene ka,
05:50koi qaida hai,
05:51koi vidhan hai,
05:52koi niyam hai,
05:53koi code of conduct toh hoga,
05:55aise hi le jaake maar dete ho kya,
05:56peed dete ho,
05:59jo uttar diya yamduton ne,
06:00deviyon aur sajjanon,
06:01humari aag kholne laayak uttar hai,
06:03unhone ne ka,
06:04aisa nahi hai,
06:05humare yaha narak me niyam hai,
06:07qaida hai,
06:08hum kisi ko aise hi dand dene dete hai,
06:10hum jab kisi ko dand dete hai,
06:11toh hum chavda baaton ki gavahi lete hai,
06:16gavahi le jaate hai,
06:17soorya ki,
06:18agni ki,
06:19aakash ki,
06:20vayu ki,
06:21chavda ki,
06:22chandrama ki,
06:23sandhya ki,
06:24din ki,
06:25raat ki,
06:26dishaon ki,
06:27jal ki,
06:28prathri ki,
06:29dharm ki,
06:30aur ek gavahi toh aise hi le jaate hai,
06:32in sab ko toh aaj bhi set kar lega,
06:34ek gavahi indriyon ki bhi le jaate hai,
06:37ab batayi hai,
06:38indriyan toh humari hai,
06:39hum se saare ghalat kaam kaun karata hai,
06:41indriyan karati hai,
06:43aur yahi indriyan upar jaake gavahi dete deti hai,
06:46jisko aap log kanon ki bhaasha mein,
06:48hostile hona kehte hai,
06:49sakari gawa,
06:50yahi indriyon ke bharose mat rehna,
06:52yahi upar jaake marwa denge hi aapko,
06:55isliye indriyon se achche kaam kariye,
06:57aap ghalat kaam akele mein bhi karenge,
07:00toh aapko lagega,
07:01koi dekh toh raah nahi hai,
07:02apni indriyan par yahi jaake bol denge,
07:04aam dekh rahe the,
07:05isne oolta hi kiya hai,
07:06aur dand milta hai,
07:08bada sundar pasang hai ye,
07:10aur deviyon aur sajjanon,
07:12usko bhagwan ke dhaam le gaye,
07:15kahan le gaye,
07:16toh wo haridwar gaya,
07:17haridwar mila ye sab,
07:19kyon mila,
07:20toh aap granthkar jo humko sikhana chahte hain,
07:23ki bhagwan ka naam bada prabhaav shali hai,
07:27kyonki jab aap naam jap karte,
07:29saans se kare,
07:30mala se kare,
07:31dhyan laga ke kare,
07:32guru mantra ka kare,
07:33jo dhang ho,
07:34lekin naam ka prabhaav hai.