• 2 months ago
Islamic video 786
Transcript
00:00A child came, an orphan child, he said, Huzoor, there are three people in the house, me, my
00:21sister and my widow mother.
00:24Walid Huzoor chale gaye, aur aaj naa teen din ho gaye roti koi nahi khayi, main un manzor
00:33us manzor ko bhi jaanta hu, jab yeteem ghar mein kathe baithe hote hain, aur pata hota
00:39hain unko, ki humari amma ki paas aaj paise koi nahi, aur ghar mein roti bhi koi nahi,
00:45toh fir unko bhook hi nahi lagti, haan haan nahi lagti, amma poochti hai, puthar roti
00:50khaani hain, nahi nahi, main toh swere jo khaya tha hua, zameen hi hua, manji shayayi
00:55koi nahi, yeh padde istana karke bachaye jaate hain, ek doosre ko tasaleena dena, ek doosre
01:01se pyaar ka pad jana, ek doosre ke liye jazbaat aur tarah ke ban jana, hikmat-e-ilahi ke
01:07taqazi hote hain, ya Rasoolallah sallallahu ta'ala alayhi wa sallam, bewa maa hain, yeteem
01:12behna, teen din se khaya kuch nahi, kurbaan jaayen, woh ghar jahan se kainat khaati hai
01:18sari, huzoor ne firmahe, Bilal jaana jaake sari azwaaj-e-mutaharaaz se pooch ghar mein
01:24kya hai, hazrat Bilal kehte, main sare ghaari pooch aaya, tatool aaya, total ikiz kujura
01:30nikli, yeh do jahan ke shah hain aur paas kuch rakhte nahi, do jahan ki nimatein hain,
01:36in ke khaali haath mein, huzoor ke sare ghar ko main dhoon, ikiz kujura nikli, toh laa
01:42ke maine pesh kardi, toh huzoor ne direct usko nahi deen, nabi paak ne apne haath pe
01:46khali, aur kehtein, phir huzoor ne na apna mooh mubarak kareeb kiya khujuroon, sahaba
01:52khud firmahatein, yeh jo huzoor ne mooh mubarak kareeb kiya hai na, toh nabi paak barkat ki
01:57dua kar rahe the, ikiz khujuroon pe barkat ki dua hui, huzoor ne us bachay ko bulaya,
02:02thabki di, firmahein, le jaa saath teri, saath teri behan ki, inne maamooli na samajhna
02:09woh toh, huzoor te Bilal kehtein, huzoor teen bhi dede na kabhi, toh teez teez saal khatam
02:14hi nahi hoti, toh teez teez saal gudar jaatein, nikaalte raho, khaate raho, khatam hi nahi
02:19hoti, huzoor ne firmahein, saath teri, saath teri behan ki, saath teri waalda ki, aur
02:24saath huzoor ne aur bhi talkeen firmahein, firmahein, ek swere khaya karna, ek shaam
02:28ko khaya karna, yeh le jaa, hazrat-e-sayyudna Bilal-e-Abshi kehtein, radiyallahu ta'ala
02:34noh ke baccha leke jab bahar nikla, toh hazrat-e-sayyudna Maaz-e-Ibn-e-Jabal daudke
02:38gayein, aur jaake bacche ke saar pe shafqat se haath phera, khaa fikar na karna, Rab-e-Karim
02:44tujhe behtreen saar par astata karega, mutar parishan na hona, Allah teri madad karega,
02:49sirf hausla diya, saar pe dast-e-shafqat phera, baccha chala gaya, toh huzoor ne firmahein,
02:54Maaz-e-Ibn-e-Jabal idha rao na dhara, bi-ar-rasul-Allah hukam ho, firmahein, kis cheez ne tumhe
02:59uthaya bacche ke saar pe haath rakne ke liye, kis ne tumhe kaha, kis cheez ne tumhe uthaya
03:06jo tum bacche tak pohnchge, arz ki ya-rasul-Allah, wo jo mere dil me Allah ne yateem ke liye
03:11rahmat rakhiya na, usne mujhe uthaya tha, aur maine jaake uske saar pe dast-e-shafqat phera,
03:16toh huzoor firmahane lagay, sonu phir, jo kisi yateem ke saar pe khaali haath bi pher de,
03:23jitne baal uske haath ke neeche aayenge na, Rab-e-Karim utni khataayin maaf karega, utni
03:28nekiyan dega, utni darje uske biland kar dega, khaali dast-e-shafqat hi pher de, dena
03:34dilana toh baad ki baad hai, uska khayal rakhna toh, jo humare madaras hai na,
03:40mein aksar bacche gareeb hote hain, lekin kuch bacche tagde gharon ke bhi hote hain, maaldaar
03:45gharon ke bhi hote hain, ismein agar koi aisa baccha aa bhi jaata hai na, jo yateem hai,
03:50kamzoor hai, toh apne abko masoos nahi karta kamzoor, kunki wo yeh nahi samjhta ki main
03:55yateem khaane mein aaya hoon, uske zain mein mind-set yeh hota hai ki main madarsa mein
04:00aaya hoon, aur main padhne ke liye aaya hoon, aur kyunki wo kuch wazaadar bacche, maaldaar
04:05bacche ke saath waqt guzaarta hai, ussi dastarkhaan pe baith ke khaata hai, ussi class mein sab
04:12ke saath baith ke padhta hai, toh uski izzat-e-nafs majrooh hone ki bajahe taakat pakarta hai,
04:18wo barabri ki satah pe jaata hai, toh usse masoos hota hai ki mujhe izzat dee jaa rahe
04:23ki madaras-e-islamiya meri nazar, sabse mazboot jagah hai, jahaan masakeen ki, yateemon ki,
04:31ghareebon ki, sahi maano mein, kifalat bhi hoti hai, taaleen bhi hoti hai, izzat bhi hoti
04:36hai, tarbiyat bhi hoti hai.
04:38Mere Rasool-e-Karim, alaihissalam, bade inhimaak ke saath, bade tawajjo ke saath.
04:43Acha, ek aam aur hota hai humare haan, wo kya hai, agar koi yateem maal chod gaye na uska
04:48toh aap toh phir toh baare na aare hain uske.
04:51Phir toh Allah khair karein ki, bau saare mil jayenge kifalat karne wale, bau saare milenge
04:55diyaan rakhne wale, bade saare milenge tawajjo dene wale.
04:59Quran-e-Majeed ne firma diya hai, ki jo yateem ka maal khaata hai, wo samajh lein ki,
05:04main maal nahi khaara, main aag khaara hoon.
05:07Aag khaara hoon, aag.
05:09Surah-e-Nisa, dekhiye, humare haan, agar toh wo maal chod gaya hai, toh phir toh,
05:14toh phir toh bau saare rishtedaar mustaqil uske mahalay mein makaan lene ko tyaar ho jayate,
05:18illa mashallah.
05:20Phir toh bade saare aise bhi rishtedaar baan jayate hain, jinko waleed ki mojoodgi mein kabhi
05:24ziyarat ka maukha bhi nahi mila tha.
05:27Yeh maal jo yateem ka hai, iski toh zyada ifaadat karni thi.
05:30Hum kahi tafaa masla batayate hain, log fatwa baazi shuru kar dete.
05:34Mujhe bulaya gaya ke, ek sahab ka intikal ho gaya, toh unka khatam sharif hai,
05:39toh bacche unke nabali gaye.
05:41Toh maine kaah ke aap istara karein, unke maal mein se zyada paise na saraf karein.
05:45Nahi ji nahi, bade paise kamaya hain, ji usne saare zindagi bahar nikaal liya,
05:48toh laakon, koronon kamaya hain, toh chota gosht bakayenge,
05:51bakre ka gosht bakayenge,
05:53aur hum unka khatam sharif dilayenge.
05:55Toh maine kaah, sahab aap rishtedaar hain, unke bachun ke maal ki ifaadat karein.
05:59Khatam sharif, toh usmein gosht zyada hona zaruri nahi,
06:04usmein toh dard se dua karna zaruri hai.
06:07Usmein toh tilawat-e-quran-e-paak-e-saal-e-sawab mein zaruri hai,
06:10zikr-azkaar zaruri hai.
06:12Lekin kya kiya jaata hai, ke be-daregh,
06:15maal unka agar ho toh.
06:17Ek hadith paak hai Bukhari Muslim mein,
06:19bade ghor se suniyenge,
06:21aur iske andar jitne pailu hain,
06:23unper poori tawajuh didiyega,
06:25ke kahin hum idhar aa toh nahi gaye.
06:28Rasool-e-paak sallallahu alaihi wa sallam na,
06:31hamare liye sabse bade hakeem hain,
06:34sabse zyada hikmat,
06:36huzoor ne hume batlahi hai,
06:37ke is raste chaloge toh bachoge,
06:39is raste jaoge toh halaak ho jaoge.
06:41Nabi Kareem a.s. ne firmaaya,
06:44Bukhari Muslim mein firmaaya,
06:45saath halaak karne wali cheezon se bachna,
06:49agar inmein tum chale gaye,
06:50toh halaak ho jaoge,
06:51saath cheezein hain jo tumhe halaak kar de,
06:54barbhaad ho jaoge,
06:55tabaah ho jaoge,
06:56halaakat ka safar hai ye,
06:58saath cheezon se bacho,
06:59ya Rasool Allah sallallahu alaihi wa sallam,
07:02wo kaun kaun si,
07:03toh huzoor ne firmaaya,
07:04Allah ke saath shareek na karna,
07:06halaak ho jaoge,
07:07doosra Nabi Pak sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
07:09jaadu na karna,
07:11halaak ho jaoge,
07:12halaak,
07:13wo yaar jise huzoor firmaa rahein,
07:15halaak ho jaoge,
07:16wo bachega,
07:17Nabi Pak sallallahu alaihi wa sallam ne,
07:19tise number par firmaaya,
07:20jis shaks ke katl karne ko,
07:21Allah ne haraam karar diya hai,
07:23usse katl na karna,
07:25halaak ho jaoge,
07:26chauthe number par,
07:27Rasool-e-Pak a.s. ne firmaaya,
07:30huzoor ne firmaaya,
07:31sood na kabhi bhi khaana,
07:34halaak ho jaoge,
07:35halaak,
07:36badi badi daleelain dehi,
07:38bank walon ne,
07:39bada samjhaya,
07:40toh Adi sahab maan gaye,
07:42muhtaram maan gaye,
07:43kahne lagaye,
07:44nahi ji nahi,
07:45wo kaarobar mein lagaatein,
07:46bade bhole baalein hum,
07:47pata saara hai,
07:48aur dekho,
07:49sab kaamon ke baa wajood,
07:51mustaqil bankon mein paise,
07:53uss account mein rakhe ho gaye,
07:54jahaan se mustaqil sood aata hai,
07:56huzoor ne firmaaya,
07:57na karna ye kaam,
07:58tu kahte hai,
07:59main sood pe paise leke,
08:00kaarobar chamkaoonga,
08:01tere nabi baag ne toh firmaaya,
08:02tu halaak ho jayega,
08:04tu kahte hai,
08:05main mail lagaoonga,
08:06huzoor ne toh firmaaya,
08:07halaakat hai,
08:08tu kahte hai,
08:09main bada kuch kar jaoonga,
08:10toh halaakat hai,
08:11achi tana samjh le,
08:12asal maal bhi zaya ho jata hai,
08:13uss bande ka,
08:14jo sood ka maal milaa leta hai,
08:15asal barkat bhi od jati hai,
08:17aur mere nabi ek baat,
08:19sallallahu alaihi wa sallam ne,
08:21paanch mein number pe firmaaya,
08:22yateem ka maal na khaana,
08:24halaak ho jaoge,
08:26na khaana inka maal,
08:28yeh croron ho,
08:30arbon ho,
08:31ya das rupay ho,
08:32yeh yateem ka paisa na khaa jaana,
08:34halaak ho jaoge,
08:35halaakat tumhe aalegi,
08:38aur phir chhate number par,
08:41nabi baag alaihi wa sallam ne,
08:42firmaaya,
08:43kufar se jahad ho raha ho,
08:44toh kabhi peet pher ke bhaagna na,
08:47halaak ho jaoge,
08:49aur saatme number par,
08:50Allah ke rasool ne firmaaya,
08:51be kusoor aur be guna aurat par,
08:54tohmat na lagana,
08:56bila waja bahu ke khaate na,
08:58kuch daal dena,
08:59bila waja,
09:00bhabhi aur bhiwi aur,
09:02kisi bhi khatoon par,
09:04koi ilzaam be kusoor aurat par,
09:06bohtaan na lagana,
09:08maar maar ke ek shaks ne,
09:09bihaal kar diya bhibi ko,
09:11aur baad mein pata chala,
09:12ki jee,
09:13mujhe shaak hai,
09:14taweez karati hai,
09:15kya aapki soch hai,
09:16musalmaan,
09:17Allah ko maanne baala,
09:18aur is baaton par,
09:19ilzaam lagayega,
09:21be kusoor aurat par,
09:23bohtaan,
09:24yeh ek toh baat hai,
09:25usse maarna,
09:26aur ek yeh hai,
09:27ke koi takleev dena,
09:29aur ek khaali itni baat ki,
09:30ke bohtaan bhi na lagana usse par,
09:32ilzaam na lagana,
09:33yaani tumne sirf,
09:34be kusoor aurat par,
09:35ilzaam hi lagaya,
09:37toh huzoor firmaatein,
09:38halaak ho jaoge,
09:39yeh halaakat wala kaam hai,
09:41lekin hum bagayar sochay,
09:42samjhay keh detein,
09:43usne kaha hai,
09:44usne kiya hai,
09:45yeh karti hai,
09:46yeh kaam nahi kare,
09:47halaakat wo cheezein hai,
09:48jo halaak kar dengi,
09:49nabi paak,
09:52sallallahu ta'ala
09:53alihi wa alihi wa sallam
09:54firmaatein,
09:55mai na jannat ka darwaza
09:56kholunga,
09:57toh ek aurat ko na,
09:58mai sabkat ila jaate hue
09:59dekhunga,
10:00haani wo jaldi se
10:01jannat mein daakhal ho rahi hai,
10:02ya baaz shariheen kahtein,
10:04ke huzoor daakhal hoti,
10:06sabse pehle uska chehra dekhenge,
10:08huzoor firmaenge,
10:09tu pehle hi aagayi,
10:11bibi jannat mein,
10:12huzoor ne darwaza khola,
10:13toh jaldi se nazar aayi,
10:14tu pehle aagayi,
10:17sab ne likha hai,
10:18kis aurat ki shaan yeh hai,
10:19ke sabse pehle jannat mein gayi,
10:21maine hadees padi,
10:22toh maine nete ashiye mein likha,
10:24maine kha,
10:25mera khyaal yeh hai,
10:26ki iski zayda shaan yeh hai,
10:27ke jannat mein,
10:28iski sabse pehli mulaqat,
10:29madina wale maabob se ho gayi,
10:32yeh dekho,
10:33kitni badi shaan,
10:34huzoor firmaenge,
10:35tu kaise pehle hi aagayi,
10:36kaun hai tu,
10:38wo kehne lagi,
10:39huzoor,
10:40main bewa hun,
10:43yateem the,
10:44maine unki khaatar na baithi rahi,
10:46maine nikha nahi kiya,
10:48maine unki yateemon ki parvarsh ki,
10:50bewa banke zindagi guzaar di,
10:52unki yateemon ke liye baithi rahi,
10:54isko jayaz hai,
10:55yeh kar sakti thi,
10:56lekin isne socha,
10:57ke main inki nigebaani,
10:58yateemon ke liye baithi rahi,
11:00aaj shaan yeh hai,
11:01ke madina wale ke liye,
11:03jab darwaza khula hai,
11:05toh is bibi ko bhi,
11:06rab kareem ne foran hi,
11:07jannat ataawar maa di,
11:08yeh sabse pehle gayi,
11:10maine dekhi hai aise hi aurtein,
11:1223 saal mein bewa hui,
11:13par umar bachon ke naam kar di,
11:15usse pata tha,
11:18ke kal ko jab yeh bade honge,
11:19toh yeh apne kamre ka darwaza,
11:21band kar lenge,
11:23yeh nahi poochenge,
11:24ki amma soi hai,
11:25ke jaag rahi hai,
11:27inka aana jaana,
11:28alag se ho jayega,
11:29inke taalukaat,
11:30apne ho jayenge,
11:31par yeh baithi rahi,
11:33yeh baithi rahi,
11:34isne bachon ko waqt diya,
11:36toh bache toh,
11:37kya isko sila dete thi,
11:38rab ne yeh sila diya hai,
11:39ke sab se pehle,
11:40isse jannat mein daakhla,
11:41atha farmaya,
11:43abu daaw sharif mein,
11:44musnad imam ahmad bin hanbal,
11:45mein hadith hai,
11:48nabi baag sallallahu alaihi wasallam,
11:49ke chacha zaad thi,
11:50azrat jaafir tayyar,
11:53maula alishir khuda ke bhai thi,
11:55jenge mauta mein shaheed ho gaye,
11:58wahan se koi khabar leke nahi aaya,
11:59lekin rab khabre deta hai na,
12:00apne habib ko,
12:02Allah,
12:03ghaib ke khazanon ki kunjiyan,
12:05deta hai apne maabob ko,
12:07nabi kareem sallallahu taala,
12:08ali sallam na,
12:10unke ghar gaye,
12:11unki zauja ka naam,
12:12asma binte umais tha,
12:15huzoor ne farmaya,
12:16asma mere bateejon ko,
12:17mere paas lao,
12:19muhammad bin jaafir,
12:20aur abdullah bin jaafir,
12:21radi allahu taala,
12:22macche kareem aaye,
12:23huzoor ko pata hai,
12:24inke baalit shaheed ho gaye,
12:26nabi paak ne apni naak,
12:27mubarak unke rukhsaron pe rakhe,
12:29fir huzoor ne unka matha chuma,
12:31fir nabi paak,
12:32sallallahu alaihi wasallam,
12:33ne seene se lagaya,
12:34farmaya,
12:35hajaam ko bulao na,
12:36fir nabi paak,
12:37sallallahu alaihi wasallam,
12:38ne seene se lagaya,
12:39fir nabi paak,
12:40sallallahu alaihi wasallam,
12:41ne seene se lagaya,
12:42fir nabi paak,
12:43sallallahu alaihi wasallam,
12:44ne seene se lagaya,
12:45fir nabi paak,
12:46sallallahu alaihi wasallam,
12:47ne seene se lagaya,
12:48fir nabi paak,
12:49sallallahu alaihi wasallam,
12:50ne seene se lagaya,
12:51fir nabi paak,
12:52sallallahu alaihi wasallam,
12:53ne seene se lagaya,
12:54fir nabi paak,
12:55sallallahu alaihi wasallam,
12:56ne seene se lagaya,
12:57fir nabi paak,
12:59fir nabi paak,
13:00sallallahu alaihi wasallam,
13:01ne seene se lagaya,
13:02fir nabi paak,
13:03sallallahu alaihi wasallam,
13:04ne seene se lagaya,
13:05fir nabi paak,
13:06sallallahu alaihi wasallam,
13:07ne seene se lagaya,
13:08fir nabi paak,
13:09sallallahu alaihi wasallam,
13:10ne seene se lagaya,
13:11fir nabi paak,
13:12sallallahu alaihi wasallam,
13:13ne seene se lagaya,
13:14fir nabi paak,
13:15sallallahu alaihi wasallam,
13:16ne seene se lagaya,
13:17fir nabi paak,
13:18sallallahu alaihi wasallam,
13:19ne seene se lagaya,
13:20fir nabi paak,
13:21fir nabi paak,
13:22sallallahu alaihi wasallam,
13:23ne seene se lagaya,
13:24fir nabi paak,
13:25sallallahu alaihi wasallam,
13:26ne seene se lagaya,
13:27fir nabi paak,
13:28sallallahu alaihi wasallam,
13:29ne seene se lagaya,
13:30fir nabi paak,
13:31sallallahu alaihi wasallam,
13:32ne seene se lagaya,
13:33fir nabi paak,
13:34sallallahu alaihi wasallam,
13:35ne seene se lagaya,
13:36fir nabi paak,
13:37sallallahu alaihi wasallam,
13:38ne seene se lagaya,
13:39fir nabi paak,
13:40sallallahu alaihi wasallam,
13:41ne seene se lagaya,
13:42fir nabi paak,
13:44Rasool-e-paak sallallahu alaihi wasallam
13:46ke kya jumle,
13:47yateemon ke liye ghuzur ka
13:49nawazne ka kya andaaz hai,
13:51farmaya,
13:52asma tu fikar na kar,
13:53ana waliyuhum fid duniya wal aakhira,
13:57farmaya,
13:58main duniya mein bhi inka waras
13:59banunga,
14:00qayamat ke din mein
14:01inka waras banunga,
14:02tu sirf duniya ki baat karte hai,
14:04ke nizam maishat ka kaise chalega,
14:06ar mera wada ye hai,
14:07ke duniya mein bhi inki
14:08sarparasti karunga,
14:09aakhirat mein bhi
14:10sarparasti karunga,
14:11aakhirat mein bhi
14:12bain ka khayal lakunga,
14:13aap ghaur to farmaya,
14:15tawajjo to karein,
14:17ki is kadar zyada
14:18ghuzur ka inhimaag,
14:20is tabke ke saath,
14:21hame apne daayin baayin,
14:23azeezon mein,
14:24rishtadaaron mein,
14:25doston mein,
14:26ilaaka mein,
14:27paroseyon mein,
14:28mahalledaaron mein,
14:29dekhna chahiye,
14:30ye bachche bichare,
14:31maine dekha hai,
14:32inke bigadne mein,
14:33asal baat ye hoti hai,
14:34ke koi mukhulis ho ke
14:35sarparast nahi banta,
14:38aage badein,
14:39apni apni khidmaat
14:41pesh karein,
14:42aur jistana hamara bachcha
14:43bigad jaye,
14:44to ham uske liye
14:45poori koshish kartein,
14:46jaddo jahat kartein,
14:47haalaat,
14:48waqiat,
14:49pas manzar,
14:50pesh manzar ka jahiza
14:51letein,
14:52kaun se sabab
14:53ikhtiyar kiye jayein,
14:54to ye theek ho sakta,
14:55wo sari cheezein,
14:56inke liye bhi
14:57hamme ikhtiyar karni chahiyein,
14:58aur ye bachche
14:59agar isaas-e-zimmedaari
15:00pakad jayein,
15:01jo waris se mehrum
15:02ho jatein,
15:03ye agar isaas-e-zimmedaari
15:05pakad jayein,
15:06to phir ye kaumon ki qiyadat
15:07kartein,
15:08phir ye bohot bade
15:09jaanbaaz sabit hotein,
15:10phir ye apne ghar-gharanay
15:11ka nahin,
15:12ye millaton ke
15:13kaumon ke
15:14liye mish'al-e-raa
15:15bantein,
15:16lekin shart ye hain
15:17ki ham inke liye
15:18apne dilon ko kushada
15:19karein,
15:20seeno ko wasi karein,
15:21Allah kareem
15:22samajhne ki
15:23taufiq
15:24ata farmaye,
15:25aakhiru daawaya
15:26anil hamd.