AAP

  • last month
Entertainment, comedy show
Movies

Category

šŸ˜¹
Fun
Transcript
00:00Kachua ek ghana jangal tha.
00:03Jangal ke saare jaanwar mil jhulkar rehte the,
00:06jin mein kachua aur khargosh bhi the.
00:09Jangal ke saare jaanwar kachue ko bahut hi pasand karte the,
00:13jo khargosh ko bilkul bhi pasand nahi tha.
00:16Khargosh ko apne aap par bahut ghaman tha,
00:19ki wo tej bhaag sakta hai.
00:21Wo isi baat ko lekar hamesha kachue ka mazaap udata tha.
00:25Ek din khargosh kachue se kehta hai,
00:28Are dost, kya tum mere saath daudh lagaoge?
00:31Haan haan, kyu nahi?
00:33Hum dono mese jo bhi jeetega, usse accha saa inaam milega.
00:37Are waah, toh fir theek hai.
00:40In dono ki daudh ko dekhne ke liye,
00:43jangal ke saare jaanwar bahut hi utsukta se pochte hai.
00:47Tab khargosh kachue se kehta hai,
00:50Hum dono mese jo sabse pehle usdoor pahadi par pochega,
00:54wahi vijeta hoga.
00:56Theek hai dost.
00:58Daudh shuru hoti hai.
01:00Jaise hi daudh shuru hoti hai,
01:02khargosh tej bhaag mein lagta hai.
01:04Kachua toh apni hi chaal chal raha tha.
01:07Wo dheere dheere chal raha tha.
01:09Khargosh uchhalte kudhte bahuti tej bhaag raha tha.
01:13Jabki kachua bahuti saabdhaane se dheere dheere chal raha tha.
01:17Is tarah, khargosh tej daudhte daudhte,
01:20kuch door chala jaata hai.
01:22Aur peeche murkar dekhta hai,
01:24usse door door tak kachua kahi nazar nahi aa raha tha.
01:28Tab khargosh ek ped ke niche ledh kar apne mann mein sochta hai.
01:32Yeh kachua toh abhi tak door door tak kahi nazar nahi aa raha hai.
01:36Wo abhi nahi aane wala.
01:38Chalo, main daudh daudh kar thag gaya hu.
01:41Thodi dehr aaraam kar leta hu.
01:43Yo sochkar khargosh so jaata hai.
01:46Aur uski aakh lag jaati hai.
01:48Wo ab gehri neer mein chala gaya tha.
01:50Wo jor jor se kharathe le raha tha.
01:53Idhar kachua dheere dheere khargosh ke paas pochata hai.
01:57Kachua khargosh ko sota dekh, chup chup waha se nikal jaata hai.
02:01Khargosh bechara toh sota hi raha.
02:04Jab kuch der baad, khargosh ki aag khuli,
02:07toh wo turant pahad ki aur dodhni laga.
02:10Waha pochkar, khargosh ke toh hoshi ho gaye the.
02:14Kyunki kachua waha pehle se hi tha.
02:16Geh dekh kar khargosh, kachua se kehta hai,
02:20Dost mujhe maaf kar do, tum hi jeet gaye.
02:24Neeti.
02:25Toh dekha bacho, ghaman karne walon ka sar,
02:28hamesha niche hi hota hai.